Forex market ki movement and control kiss system ky teht hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Bhai dollars uper neeche ki wajah se hota hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Mere khayal se ajency system chala rahi hai
       
      • #18 Collapse

        Sab se pehlay samajhnay ki baat ye ha kay forex trading ka koi control system nahi ha, forex market independently chalti ha. Forex market kay chalnay ka basic principle ye ha kay countries kay darmeyan jab lain dain, yani import export hoti ha to wo transaction kay liye apni ya koi dusri currency (for example US DOLLAR) use kartay hain. Ab aik country ki economy dusray se mukhtalif hoti ha, jis ki waja se un ki currencies ki value bhi aik dusray se kam hoti ha.
        Agar country kisi dusri country se Buying (Import) karti ha, to us kay reserves kam ho jatay hain, matlab us ki currency ki qadar kam ho jati ha. Isi tarhan agar wo country Selling (Export) karay to us ki currency ki value barhti ha. Yun countries kay darmeyan honay walay exchanges ki waja se forex rates different aur har second change hotay rehtay hain.
        • #19 Collapse

          bhai forex market ki movement and and cantrol kisi bhi system k tehat nahi hota hai forex ki market ki moving ki wjah os molk ki supply and demand hoti hai jesy jesy en awamal main changing ati hai market up down main khud he move karti hai es ko koi bhi instiutte yah koi insan move nahi karta hai market ki moving main or bhi boht se awamal se hoti hain jin main molk k siyasi moashi or iqtaasdi halat ki wjah se bhi market movee hoti hai es k sath sath market ki moving main anks ki wjah se bhi moving hoti hai or market ups down hoty hain jub market main koi up trend show hota hai tu market bhi up chalti hai or jub down hoti hai tu market bhi gir jati hai laken yah sub khud he hota hai koi karta nahi hai
          • #20 Collapse

            Yeah Forex key movement ka Garam ID nikalna usko control mein dekhna ho kya dekhte ho gaye Kaise karti hai aap bata do kahan par forex market Mein kiski movement Hame capital ki movement ke sath Nazar Aati Hai Jaise Jaise market Me Kya Kehlata Jayega Aise waise market ke hisab se market Mein development Jayegi is money management control system kehte hain Jiske sabse market move karti ho Ramaiya se working karne mein kaafi Jyada help provide Karti Hai Hame aap se kaam karna chahiye
            • #21 Collapse

              Price can move quickly or slowly depending on how aggressive the buyers and sellers are. The price can move very quickly is someone puts out a big market buy/sell order. A market order buys or sells every share, no matter the price, until the order is filled
              Removed by Moderator.
              • #22 Collapse

                Assalamu alaikum bhai Forex trading Mein sabse Zyada oil Mai movement hoti hai aur sabse Jyada gold ki movement hoti hai isliye Hum logo ko Dekh Kar Na Hoti Hai Aur Hum Log currency trading Karni chahiye UK currency movement bahut kam hoti hai aur Hum Log Yahan Par acha profit bi bna skty ha sakte hain sakte hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Forex market ki movement and control kiss system ky teht hota hai?

                  forex markit ka lenk hy is markit main karobar hota hy aalmi sttah py to zaher ci baat hy jes kaam ka jes karobar taeluq jes sestum ky sath ho ga us karobar ka utar o charhao bhi usi sestum ky tahet ho ga b chonkeh forex markit ki movment ka taeluq hy mukhtalef mumalek ky sath ub agr to mumalek ky halat agr apas main rahin darus or apes main rahin thik to forex markit bhi naffah diti rahy bgi apny memburs ko or agr halat begr gae or mumalek ky apas main to pher yahi forex markit apny memburs ko naffah ni dy pae gi bulkehun ko nuqsan ka mone dikhna parhy ga to pta chala keh forex markit in sary halat ko samny rukh kar chalti hy jaisy haalathon gy waise hi forex markit ki movment ho gy halat achy hon gy to is ki movment bhi naffy wali ho gi agr halat thik ni hon gy to nuqsan ho ga memburs ko bhi

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X