Forex market ki movement and control kiss system ky teht hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market ki movement and control kiss system ky teht hota hai?
    Dear members ma yeh pochna chahta Hun ky forex market ka move and control system Kon handle krta hai aor yeh koi organization hai worldwide countries ki ya bankers ki hai?
    Acha kaam achy daam
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear market ko move krvany ka koi institution government ya koi individual nhi hai market currency ki supply aor demand py move krti haihaiapko pta hai aik oair ma 2 currencies hoti hain aik base currency aor aik term currency.First wali ko base currency kehty hain jub market ma base currency ki demand brh jati hai to means buyers zeyada ho jaty hain aor market bullish ho jati hai aisy he jub base currency ki demand kam ho jati hai to sellers ajaty hain market bearish ho jati hai.market ko bankers control and hold krty hain.
    • #3 Collapse

      Forex trading market aik independent market ha aur ye duniya mein kahin par base nahi karti ha because forex trading ka wajood currencies aur un ki movement se ha. Currencies har country ki apni apni hoti hain aur un ki exchange rates bhi aik dusray se alag alag hotay hain. Countries ki currencies kay rate par farq parta rehta ha jis ki wajoohat mein economic conditions, gold reserves, inflation aur dusray countries kay sath lein dein (trading) shamil hain. Jab currencies ki price change hoti ha to in price ko different traders different tareekon se analyse kartay huay in par trading kartay hain, is tarhan ye market chalit rehti ha.
      • #4 Collapse

        market main movement tou hoti hi rahti hai is main pips move karty hain aur indicator ko dekh k bi hum is forex main achi trade lga sakty hain aur hamain makret main trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum real main acha perform karny k kabil ho sakty hain aur market main trade karny sayy pahly is k baryy main movement ko dekh k hi trade karna ho ga ta k acha earn karny main bi asani ho saky gi aur is forex main analyse kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi koi mushkil na hho saky gi aur hamain market main demo main practice kar k hi hum real main acha perform karny k kabil hho sakty hain
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: hassanraja پيغام ديکھيے
          Dear members ma yeh pochna chahta Hun ky forex market ka move and control system Kon handle krta hai aor yeh koi organization hai worldwide countries ki ya bankers ki hai?
          Forex trading market Mein movement Kisi bhi system care that nahi hoti bulke Jab Bhi Kisi buddy currency pair Ja kis country ki koi news Aati Hai To movement hoti hai for example Agar us ki unemployment k news I have or unemployment rate badh gaya hai to US dollar ki volume 1 Ami aa Jayegi Jis Se US dollar down Chala Jayega aur uske against currencies up Chali Jayegi
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            forex main market main movemnt ko dekh k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi asani ho saky gi aur market main broker market ko cntrol karty hain so hamain is k bary main experience hasil kar k hi trade karna ho ga ta k achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur broker hamain market k bary main achi buy aur sell karwaty hain so hamain is forex main plane kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi asani ho saky aur hamain market main is k rules ko follow kar k hi hum real main achi trade lga sakty hain aur hamain is main kam karny main bi faida ho saky ga ta k achi trade karein gay
            • #7 Collapse

              market main movemnt tou hoti hi rahti hai so hamain is k bary main learn kar k hi hum achi trade karein gay aur is ko moderator aur broker control karty hain so hamain is k baryy main learning karni ho gi ta k achi trade karny main bi asani ho saky gi aur market main is k up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain market main is k baryy main hard work karni ho gi ta k achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur hamain is k bary main analyse kar k hi hum real main achi trade karein gay aur market main knowldge hasil kar k hi hum real main earn kar sakty hain it is good job
               
              • #8 Collapse

                Assalam o alaikum...market main movement to hoti hi rehti hy so hamian iss k bary main learn kar ky hi hum achi trade karian gay aur is ko moderate aur broker control kartey hain soo hamian iss k barey main learning karni ho gi ta ky achi trade karney main bi aasani hoo saky gi aur market main is ky up and down kp dekh ky hi trade karni ho gi ta ky achi trade karney main be aasani ho saky gi aur hamian market main iss ky barey main analysis kar ky hi hum real main achi trade kary gay aur market main knowledge hasil kar ky hi hum real main earning kar saktey hain
                • #9 Collapse

                  kissi bhi market ki moving k do asbab hoty hain is ki wjahs e market up or down main hoti hai jis main
                  1st reason:
                  jub aik country ksisi dosri country se kuj buying karti hai tu wo boht he bari amount main hoti hai es main jo country buy kar rahi hoti hai tu dosri country ko es molk ki currency main pyment karti hai maisal k tour par aghr yourap buy karta hai tu amrica se molki level par oski pyment bhi karta hai tab os molk ki currency main trend up ho jata hai or euro down main move kar jata hai
                  2nd reason:
                  es k ilwa bank bhi ksisi molk ki currency ko up or down karta hai aik andazy k mutabik forex trading ki movemnt ka 50 percent market ki moving bank ki wjah se hot hai es liye bank se elated oi bhi news ati hai tu market main major main moving hoti hai
                  • #10 Collapse

                    dear Forex business electronic system key teht hi movement karti hay, Forex business key largest markets New York, London, Tokyo, Sydney me hey magar es ki movement electronic system se hi hoti hay, aur es ka control kesi key hath me nahi, agar New York market open hay aur USA ki currency ya economy weak ho rahi ho to all currencies par es ka effect ho ga esi tarha jesy jesy other market open hoty hey esi tarha market ka up down hona us country ki economy par hi depend kary ga, Forex business ki market na to kesi area se handle hoti hay aur na hi kesi insan ya machine key hath me es ka control hay.
                    • #11 Collapse

                      wesy tou is ko broker auur moderator market ko control karty hain so hamain is k bary main plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum real main achi trade karny k kabil ho sakty hain aur market main is k bary main rules ko follow kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur market main kam karny say pahly is k bary main anlayse kar k hi hum real main achi trade karny main b koi mushkil na ho saky gi aur forex market main boht hi experienece hasil kar k hi trade lgani ho gi aur market main greed ko avoid karny main bi asani ho saky gi aur hamain is forex main trend ko use karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur profti hasil ho saky ga
                      • #12 Collapse

                        market main enter hony say pahly is ki movement ko dekh k hi trade karni ho gi aur is ko indicator aur moderator use karty hain so hamain is k rules ko follow kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main analyse kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main movement ko dekh k hi trade karni ho gi tab hi hum real main achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur market main is k up aur down ko dekh k hi hum real main achi trade karny main bi asani ho saky gi aur is forex main experience ka hona boht hi zarori hota hai aur is say hamain bi faida ho saky ga ta k earning ho saky gi aur profit hasil karein gay
                        • #13 Collapse

                          forex trading main market ki moving kuj awamal ki wajh se hoti hai boht se logun ki yah soch hai k forex ki market ko kuj log control karty hain tu bhai yah bat galat hai yah k yah akh sky hain k yah soch galat hai forex ki market ki moving koi yah boht se log nahi karty hain yah har molk ki apni wjah se mocing hoti hai or market ki moving ki sub se bari wjah kisi bhi molk ki suppy or demand se hoti hai es k ilwa molk k halat bhi market poar boht asar nadaz hoty hain q k jub kisi molk main kuj roles yah k govermnt kuuj role bnati hai tu bhi market ki moving hoti hai or molk k un awamal ki wajah se moving hoti hai jin k hony se os molk ki currency par asar parhta hai es trah se market move kar jati hai
                          • #14 Collapse

                            is ko trade karny waly hi control karty hain aur is ko moderator bi achy say control kar k market main achi trade kar sakty hain aur is k rules ko follow kar k hi hum achi trade kar k hi hum sucess hon gay aur market main is k up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi tab hi hum real main trade karein gay aur market main trade karny say pahly is ki movement ko dekh k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main i asani ho saky gi aur pamm system say aur refferal say bi is main trade kar sakty hain aur hamain is main agr alonly kam karty hain aur hamain is forex main trend ko use kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is forex main earning ho saky gi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Market mein agar aap baat karte hain toh office main Dekhta Hoga kiski movement Bose Peeth ke sath Hoti Hai Jaise Jaise market ki movement hoti Hui aapko Nazre geet iski direction bhi aapko Nazrana start ho jayegi yeah both the speed ke sath up and down side par Nikalti Hai Aur Aap Yahan Par both easily working kar sakte hain long time ke liye yahan se earning kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X