Important Tools in Metatrader (4)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Important Tools in Metatrader (4)
    Important Tools in Metatrader (4)

    AOA!Jawab for studying market mein working karne ke liye matter trader for jaise platform ko download karte hain to definitely iski kuchh basic information apko zarur honi chaye Q ky jab tak ap isky paise Ki important tools ko acchi Tarah study nahin kar lete hain use time tak aapko ismein successful trading karne ke liye acha platform available Nahin ho sakta hai aj main apko isky kuch important tool se related kuch important aur variable information dene ja raha hun jo aapke liye bahut jyada helping ho sakte hai.
    Click image for larger version

Name:	1355555731.jpg
Views:	1
Size:	6.2 کلوبائٹ
ID:	12576041Click image for larger version

Name:	46187.jpg
Views:	1
Size:	10.1 کلوبائٹ
ID:	12576042

    Equity

    Equity basically aik aisa important tool hota hai jiski help se aapko yeh idea ho raha hota hai kya ab apki current situation kya chal rahi hai equity basically ek aisa factor hota hai aur aik aisi amount hoti hai jismein apka capital ke sath closely connected hota hai aur current situation ke mutabik iski updated information off Tak available ho rahi hoti hai aisi situation mein aapke pass hamesha kuchh important information available ho sakti hai ismein aapka capital ke sath aapka profit add hota hai aur aapka nuksan detect Karke apko balance bataya ja Raha hota hai.
    Margin

    Jab ap market main margin se related apni information ko update karna start karte Hain to aisi situation mein aapko bhot hi important aur variable information available ho sakti hai margin basically ye Kaisa important factor hai jiski vajah se aapko iski updated information mil sakti hai margin ek aisi important information hoti hai jo aapko ek trade open karne ke liye record balance se related kuchh important information provide kar rahi hoti hai Jab aapko hi trade open karte hain to ismein aapko margin mein ek value show Rahi hoti hai jo apko yah indicate kar rahi hoti hai ki aapko strate per Kitna margin utilise Kiya ja raha hai.
    Free Margin

    Iske sath sath apka free margin bhi show ho raha hota hai jo apko yah information provide kar sakta hai ki aap ismein aur koi trade Le sakte hain ya nahin Le sakte hain Jab aapka parivarjan bilkul kam ho jata hai to aisi situation mein aapko bhi entry Nahin de sakte hain isliye aapko regularly basis per market mein available different tools ko visit karna hota hai aur inki study karna hoti hai isliye aap ise related apni learning ko complete Karke apni trading effective aur profitable banaa sakte hain.

اب آن لائن

Working...
X