jab aap pin bar ki different types se related apni learning complete karty hain tou is mein iss ki usi basis per aap usko different types mein categories ker sakty hain no doubt ye aik bohat he important topic hai jis se related is ki learning aap ke liye bohat hi zeada profitable ho sakti hai pin bar ki types ap k liye helpful ho sakti hain in ki proper identification aur trading per in ki proper application ap k liye profitable ho sakti hai
bearish Standard Pin aur bar bullish Standard Pin bar is mein hum pehly bullish pin bar ko dekhty hain jab bearish trend k end per ban'ny wali candlestick bearish movement k baad wapis bullish body banati hai tou us ko bullish pin bar kehty hain bullish pin bar ki wick bearish jab k is ki body bullish hoti hai is candle mein trading k liye humein is ki body ky break hony per buy ki trade lagani chahiye yaani ky jab is k baad ban'ny wali candle pin bar se bhi up ho jaye tou hamein is mein buy ki trade lagany se achi earning mil sakti hai
Bearish pin bar bullish pin bar k opposite hoti hai aur isi tarhan ye bullish trend k top per banti hai ye pehly bullish movement kerti hai lekin again wapis se ye apny opening point sy bhi neechy aa kar small bearish body banati hai is tarhan jab next candle ban ker mazeed bearish pin bar se down aa jaye tou humein is break out par sell ki trade lagani chahiye ta k hum effective and profitable trading kar sakein

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим