Dear friends Fibonacci Tool ko Hamesha higher time frame per use karna chahie tab hi achy Results milty hain analysis jab ap lety hain market ke tu kafi Assani rehti hai agar ap Forex ke Chart mein Lines Draw kar lain tu Fibonacci se apko bhot achi performance mill sakti hai
Fibonacci mein basically hum nay Bearish aur Bullish trend par fibonacci tool use Karna hota hai to is ke lye hum down point say up point par aur up point se down point par fibonacci line draw karain gay yeh jo dotted line hain is par ap double click kar ke bhi modify kar saktay hain agar ghalat point par fibo set ho jaye to aap isko sahi kar sakty hain hum is ko daily time frame aur H4 par bhi use kar saktay hain bullish market may sab say neechay wali most recent candle say draw karna shru karain gay aur oper ki side par jo bhi higher pin bar milay us tak draw karain gy isi tarha Bearish mein apko lines uper se down lines Draw karni hoti hai
Fibonacci mein 2 cheezay dekhi jati hain aik extension aur dosra retracemen agar extension hua hay aur market 0% say oper ho gai hai tu is ka matlb yeh hay ke agar hum monthly time frame par fibo use karain gay to wo retracement par bataye ga aur hum is se indication lay kar price level ko judge karty hue aik achi entry market mein lay sakty hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим