Forex market ma counter move bhot achi trading strategy hai or es sy trader bhot acha profit hasil kar sakty hain. Es k lae trader ko counter move ka pata hona chahe or es topic ma ham counter move ko detail k sath discuss karyn gy. Eska mearning esko understand karny ka method or eski implementation par b discussion karyn gy.
Counter Move Mearning.
Jb market ma kisi pair ya commodity ki price current trend k against move karna start kar deti hai to esko ham counter move kehty hain. Agr market ka current trend down hai to counter move small up rally ki shakal ma ho ga or market ka current agr up ward hai to counter move small decline ki sorat ma ho sakta hai. Investor or trader market k counter move k time par enter hony ko prefer karty hain or es base par wo acha profit hasil karny ma kamyab ho sakty hain.
Understanding Counter Move.
Ham counter move ko es tarha b samaj sakty hain k ye marker k current trend ka reversal hota hai. Kisi pair ki current price price ki base par esko achy sy predict karna possible ni hota so trader counter move ki base par market ko asani sy predict kar sakty hain. Counter move ko ham retracement b kehty hain or market counter move k bad aksar previous trend ma he move karna start ho jati hai. So trader counter move k time par previous trend ki trade ko open karna chahe.
Implementing a Counter Move.
Wo trader ko long trading karna chahta hai wo low point ko buy karta hai or market k high point sy sell ki trade ko open karty hain. So jb counter move occur karta hai to trader k lae ye bhot acha mokah hota hai k wo buy or sell ki trade ko open kar sakty hain. But trader ko ye bat zehan ma rakhni chahe k counter move small hota hai or trader ko agr trade ko open karni hai to munasib stop loss ko lazmi set karna chahe. Kiu k agr counter move long ho jae to ye main trend ban jata hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим