Risk management
Financial market me humen bohut ziada risk ka samna karna parta hai aur hamen bohut ziada loss se bhi dochar hona ho sakta hai. Forex trading me market me to risk itna hi ziada hai k 90% tak traders apna sarmaya har dete hen, is ki waja ye hai k wo forex trading me bagher risk management k kaam karte hen. Forex trading me risk management ka sahi istemal hamen forex trading me kamyabbi deti hai, risk management se agar hamen faida na bhi mele to is ka nuqsan ya loss kam hi hota hai. Forex trading me hamari koshish honi chahie k hum 2% se ziada kabhi bhi risk na len aur kabhi bhi apni account ko bagher stop loss k open kaam karen.
Risk management ka samjhna
Financial market me risk management bohut zarori hai safe trading k leye, risk management is tarah se ki jati hai k hum apne trade me loss aur profits dono points ko made nazar rakhte hen. Jab bhi hum trade open karte hen to hamen profit k sath sath loss ko bhi zehen me rakhna chaheye. Agar hamare account me 100$ ka balance hai to hamen apne account pe sirf 2$ ka hi Trading karni chaheye, to is tarah se hamara risk 2% hi banta hai. Hamen jab bhi trade open karna ho to hum stop loss ko 2$ ya 3$ k loss k fasle pe set karna chaheye, is ka ye bhi point hai k hamen profit bhi 2$ ka ya 3$ ka melega lekin liss bhi is tarah se hi hoga.
Lekin agar hum risk 10$ ka ya 20$ ka lete hen to is se hoga ye k humen loss ka bhi 10 ya 20$ ka hadsha hota hai aur profit ka bhi same, lekin loss hamen ziada hote hen is waja se traders ziada tar loss hi karte hen. Hamen loss k leye kabhi bhi zuada trading (over trading) nahi karni chaheye, is se hamen bohut nuqsan hota hai aur hamare risk management ka koi faida hamen hasil nahi hota hai. Risk management k leye stop loss ka istemal zarori hota hai, hamen market me apne trade ko open nahi rakhna chaheye, is se hamen market me loss mazeed ziada ho sakta hai.
Risk management aur gambling
Financial market me ya forex trading me agar hum bagher kisi analysis k ya risk management k kaam karte hen to ye forex trading me gambling hoti hai. Q k hamara nazreya ye banta hai k hum trade open karte hen, ya to hum profit melga aur ya loss lekin gambling ki waja se hamen loss hi melta hai. Q k hum risk management ko nahi dekhte hen aur market ki arzi utar aur charao pe trading karte hen. Gambling se bachne k leye hamen forex trading me lazmi risk management k sath kaam karna chaheye. Gambling me traders ka ya new trader ka ye jhayal hota hai k ye forex market koi bara khazana hai k bas haar ya jeet melegi. Lekin hota aisa nahi hai aur ulta hamen loss melta hai.
Benifits of risk management
Forex trading me loss ka darr bohut ziada hone ki waja se hamen lazmi risk management ka khayal hona chaheye. Risk management s3 hum forex trading me apne account ko bhi safe kar sakte hen aur Islamic point of view se bhi risk management k bagher trading karna mana hai. Is waja se hamen Islamic point ko bhi dekhan hota hai aur market me apne account jo bhi safe rakhna hota hai, to is ka leye risk management zarori hota hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим