Dear Friends,
OPEC Introduction
OPEC mtlb (Organization of the Petroleum Exporting Countries) pori dunya kay 14 Crude Oil (Khaam Tail) produce karny waly mumaalik hen jin ki aik centralized ki organization hy jo vienna aurstia country me based Hy
Purpose
Is organization ka maqsad in countries kay darmiyan rabita rakhna, global oil ki demand aur supply ko check aur control karna aur petroleum ki prices ko increase/decrease karna ha.
OPEC Meetings
OPEC meeting saal mein 2 dafa hoti hain, is kay ilawa hangami tor par bhi meetings bulai jati hain. OPEC kay kisi bhi faislay ka Oil ki prices par bara gehra asar hota ha. Agar OPEC oil ki supply ko barha deta ha to ye oil prices kay liye negative hota ha aur oil prices gradually kam hona start ho jati hain. Isi tarhan Oil ki supply agar kam kar day to is se Oil ki prices barh jati hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим