Traders forex market main kamyabi kay liye kai kisam kay analysis karty hain. Aur in analysis main na sirf indicators ka use karty hain balkhe fundamental aur technical analysis ko mazeed valid aur muasar banay kay liye mukhtalif kisam ki theories aur models ka use kia jata hay. In he main say aik muasar model purchasing power parity hay.
Importance of purchasing power parity.
Is model kay teht traders ka khial hota hay keh do countries ki currencies kay exchange rates main tab tawazan hota hay jab donon mumalik main kisi commodity ki same purchasing power ho. Aur ager kisi aik mulk main price ka izafa hoga to iska matlab hoga keh is mulk main inflation rate main izafa ho gia hay. Youn is tarah exchange rate main bhi faraq a jata hay. Maslan ager aik mobile kay same model ki price USA main 1000 USD hay laikin UK main iski price 500 GBP hay, to iska matlab hay keh GBPUSD exchange rate 2 USD per 1GBP hay, laikin interbank GBPUSD rate 1.50 hay to iska yehi matlab hay keh USD ki value ziada hay jab keh GBP undervalued currency hy.
Role of purchasing power parity model in forex.
Is model k teht donon mumalik ki currencies goods purchasing main to 2:1 ratio say move kar rahi hain. Laikin jab kisi mulk main inflation main izafa hota hay to isky exchange rate main kami a jati hay jis say forex market main bhi is currency ki value low ho jati hay. Is tarah currencies ki demand and supply concern per bhi asar parta hay. Purchasing power parity model kay teht kai traders do mumalik ki currencies main tawazan ka pata chalaty huye forex main inki future value predict kar sakty hain.
Weak areas of the model.
Is model kay kuch weak areas bhi hain yani ye model sirf long term exchange rate ko measure karnay main to madad daita hay laikin short term main ye help nai daita. Jab keh ye sirf goods per reflect karta hay laikin services per reflect nai karta.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим