What is position trading strategy??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: What is position trading strategy??

    Forex market me hum bohat sari strategies per kam kar sakte hai short term or long term hum trading kar sakte hai kuch traders hai jo market me long term position lete hai or long term trading karte hai

    jaha un ko acha moqa milta hai wo market me position le kar baith jate hai or usi trades ko long term le kar chalte hai kuch traders short term karte hai trading har kisi ka apna apna trading style hai.

    Position trading ke liye humara pass acha balance hona chahiye jitana acha balance ho ga tu hi hum market me long term trade kar sakte hai hume loss bhe ho sakta hai is liye humare pass acha capital hona chahiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: What is position trading strategy??

      Walekum assalam dear member Jaisa ke aap Sabko Maloom Hai Kya Forex trading ki market Mein multiple type Mein strategy maujud hoti hain Forex trading ki market mein trading ko profitable banane ke liye in strategy ka istemal Kiya jata hai fracturing ki market Mein Jab trader proper planning ke sath aur ek acchi strategy ke sath market Mein trading start Karta Hai Tu Is Tarah Se use apni trading mein achha profit Milta Hai strategy ka istemal trader ke liye bahut jyada Jaruri Hota Hai isliye trader ko market Mein Pai jaane wali strategy ko acchi Tarah se understand karna chahie ya strategy uski trading Koi profitable trading banaa sakti hain

      Forex trading ki market Mein position trading strategy Ek bahut hi popular strategy Hai is strategy ko Forex trading ki market mein bahut jyada value Di Jaati Hai trader Jab position trading strategy ko istemal karen to use chahie ki vah large time frame ko istemal Karen position trading strategy Hamesha fundamental analysis per hi depend hoti hai position trading strategy ke sath Ham long term trading Karte Hain Forex trading ki market Mein Jab Ham position strategy ke sath market Mein kam Karte Hain To Is Tarah Se Main Market Mein Kabhi loss Nahin Hota Bal ke Hamen Achcha profit Milta Hai position trading strategy main trader market ky Trend ko acchi Tarah Se se find kar sakta hai a aur Market main ek perfect entry Le sakta hai position trading strategy ke sath kam karte hue bahut jyada careful Rahana chahie

      Market Mein trading karte hue Hamen Main Apne mind ko Hamesha fresh Rakhna chahie Hamen Hamesha acche experience Suraksha knowledge ke sath hi market Mein trade open karne chahie trade open karte hue Hamen jaldbaji Nahin Karni chahie Hamen trading ke rules or regulations ko acchi Tarah se follow karke hi market Mein trading karne chahie
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: What is position trading strategy??

        Strategy in tools ky istemal se bnai jaa skti hai 1. Analysis ke tools Ka istemal

        Pahli aur sabse aham bat yah hai keh, aapko yah faisla karna chahiye keh aap ke liye market ka kon sa nuqtah nazar behtar hai. Yah trading instrument ke intekhab se bhi pahle faisla kiya jana chahiye. Yah pure chart ke mutabiq takniki ishare ya trading ho sakta hai.
        Pure chart ke bare me kuch alfaz.
        Ek khas qism ke speculators jo indicators ke istemal ke bagair trade karte hain. Wo un par gaur karte hain jo doosre grade se mutaliq indicaors ko employ karte hain, Aise logon par tawajjoh na den. Jaisa ke main ooper zikar kiyahai, har kisi ke pas market aur trading ki apni nazariyat hai. Agar koi takniki ishare ka istemal kiye bina munafa hasil karne me kamyab hai, to iska matlab yah nahin hai keh wo sahi nahin hai.
        Platform ke tab Navigator me, aapko badi taidad me technical analysis ke time-tested tools milte hain.
        Iske ilawa, aap mukhtalif trend lines, Fibonacci numbers, extensions, channels ke sath panels dekhte hai. Bahut sare choices hain. Shayad, aapko chart me is trah ke tools ko lagu karne ke liye aapko platform me kuch din guzarne honge aur unhen sanjidgi se assess karna hoga. Halankeh, is kam ko karne ke bad, aap kam se kam kuch technical tools ko yaad rakhenge jo aapke nazariyat se aap ke trade ko suit karega. Live account par muntakhab shuda tools ko test karna lazmi hai, na keh sirf demo account par.
        Khulasah, web resources me forex trading strategies ko talash karna ek bura khayal hai. Trading strategies ke author apne tariqe pesh karte hai. Isliye wo aapke mutabiq hona mumkin nahin hai. Darasal, in trading strategies ko in authors ke zariye apne mufadat aur market nazariyat ko zehan me rakhte hue develop kiya jata hai.


        2.Financial instruments (Maali aalaat)
        Stocks, futures contracts, currency pairs, cryptocurrencies... trading instruments ki ek badi fahrist bhi hai. Wo volatility, spread, intraday specifics, aur kayi digar khususiyat me ek-doosre se mukhtalif hote hain, jinhen nuqsanat ke taur par dekha ja sakta hai. Main nafsiyati taur par teen instruments se jyada istemal karne ki slah nahin dunga kyonkeh aap apna tawajooh kho denge. Zahir hai, agar aap barabar taur par sabhi aham tools ke trading me shandar hain, to aap ek hi waqt me oil aur gold ka trade kar sakte hain, aap ke pas taqat hai. Halankeh, unlogon ke liye jinhine apni khud ki trading strategy develop karne ke bare faisla kiya hai aur market me thori besarat hai, to sirf teem sabse confortable trading instruments ko muntakhab karen aur unke sath kaam karen. Aapko platfrom me bhi waqt guzarna chahiye, unhen indicators ki trah choo

        اب آن لائن

        Working...
        X