How type analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How type analysis
    Assalam o alaikum
    dear forex member umeed hay kay ap thk ho gay forex trading may market ko analysis kar kay hi ap forex market ko samj sakty hay is ki movement ko jaj karty hay agar ap analysis kr kay hi acha profit hasal kar sakty hay
    How type analysis
    Technical analysis
    Fundamental analysis
    Sentimental analysis
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How type analysis

    Forex trading analysis
    Forex trading me analysis bohut zarori hai. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn. Forex trading me teen tarah se analysis hoti hai. Aik technical analysis, dosri fundamental analysis aur teesri sentimental analysis hai.
    Technical analysis
    Forex trading me hum technical analysis ko forex trading me technical tools ki madad se hi saranjam dete hen. Technical analysis aam tawar par technical aur pair ki mythological behavior ko dekh kar ki jati hai aur is me calender years se bhi help le jati hai. Foeex trading me technical analysis ki bohut ziada ahmeyat hai aur aam tawar par technical analysis currency pairs par apply ki jati hai. Q k currency pair trading aur economical calendar me apan up down behavior ko change karte rehte hen. Technical analysis ko aam tawar par short term trading ki leye istemal kia jat hai aur is k bare faide hen, sab se bara faida ye hai k ye analysis hamen bohut jaldi results deta hai. Hamara result jo currency pair ka ata hai wo taqreeban bohut positive hota hai lekin is ka aik negative point hai k ye aik to long term trading k leye thek bhi nahi hai aur nahi ye commodities pe ki ja sakti hai.
    Fundamental trading
    News trading se murad market me kisi bhi economical, political ya social news se jo badlao market me hota hai wo news trading kehlati hai. News trading ko forex Trading ki terminologies me fundamental analysis bhi kaha jata hai. News trading ka market pe bara asar hota hai aur baaz awqat ye hamari technical analysis par bhi asar andaz hoti hai. Forex trading me news trading se bohut badlao ata hai. News trading ka sab se bara faida ka faida long term trading me hota hai aur is ka result bhi taqreeban 100% positive ata hai. Lekin is k leye account bhi bara aur sabar bhi ziada hona chaheye. Negative points ye hen k news trading sari currency pe aur jmhar waqat asar andaz nahi hoti. Dosra ye long term trading k leye hai aur is se short term traders ye scalpers faida hasil nahi kar sakte.
    Sentimental analysis
    Forex trading me agar hum technical analysis aur fundamental analysis ko yakja karke kaam karen to ye hamare pas sentimental analysis ban jati hai. Kabhi kabhi hamare pas market me aisi situation ho jati hai k technical analysis bhi strong hoti hai aur fundamental analysis bhi strong hoti hai, is waja se hamen market k dono pehlowon ko dekhna hota hai. Jab hum dono side (technical analysis aur fundamental analysis) ko dekhte hen aur is ka jo result ata hai to wo hamare pas sentimental analysis ban jati hai. Sentimental analysis sab se strong hoti hai agar is me technical analysis aur fundamental analysis dono akhate ho jate hen.
    • #3 Collapse

      Re: How type analysis

      Assalamu Alaikum dear senior and junior member agar aap Forex trading Mein different important analysis types ko study Kahate Hain To ismein aapko fundamental analysis and technical analysis aur sentimental analysis Mil Rahe hote hain no doubt Forex trading Mein profitable trading karne ke liye aapko Hamesha different important analysis complete karna hote hain aur aapko bahut hi best aur carefully study karna Hoti Hai otherwise aapki trading bahut jyada negatively affect ho sakti hai.

      Fundamental analysis totally of ki news par depend kar rahe Hote Hain Jab market Mein different news aati hai to ismein market ki volatility bahut jyada ho jaati hai iska different market ki news per hota hai sometime market mein bahut jyada volatility wali news aati hai aur sometime medium impact wali news aati hai aur Agar market Mein Ek Aisi news Aati Hai Jiska market per bahut jyada low-impact Hota Hai To Aisi situation Mein uska market per Koi effect Nahin Hota aur Market ki volatility increase or decrease Nahin Hoti.

      Market me available different important candlestick soti hai Jisko agar aap compile Kahate Hain To usmein different market pattern formation ho rahi hoti hai dear agar aap technical analysis ko complete karna chahte hain To Aisi situation bhi aap to hamesha market Mein different important candlestick pattern ko study karna hota hai aur apni information aur education ko increase karna Hota Hai Iski help se aap market mein bahut jyada successful trading kar sakte hain aur aapko bahut hi best results produce karne mein help mil rahi hoti hai.

      Forex trading me jab senior or expert trader apni analysis karte hain to ismein aapko Hamesha sentimental analysis Milte Hain Jo market ke different important factors ko study Karke market main aapko Apne analysis share karte hain no doubt sentimental analysis ko complete karne ke liye aapko market ko completely study karna hota hai aur ismein different important economic factors Aur Is Se associated different tools ko study karna Hota Hai.
      • #4 Collapse

        Re: How type analysis

        Hello Friends,forex ak online bussiness hai jise start karne se pahle hamin is ke kuch anlysis ko dekhna zarori hota hai ager hum un analysis ko watch kar k is main kam nahin karte tou hum ko achi tarah se jan nahin skte aur hum market main achi trades nahin kar skte hain.In analysis main sab se pahle fundamantal analysis aate hain jin main ap ko market main aane wali har news ko dekhna parta hai aur tamam currency pairs ko dekhna parta hai k kis currency main kya process chal rha hai un currencies ki mulk ke halat kaise hain aur currency up hai ya down hai us k bad ap ka fundamental analysis pore hote hain.us ke bad dosry number pe aate hain techniqal analysis jis main hamain market ki movement aur technical issues ko sekha jata hai jis main foe example market ki trend power aur candle stick etc aate hain in sab ko follow kar k ak analysis ko techniqal anlysis kahte hain.Technical analysis main mazeed ye bhi hai k market kis positio per hai aur aane wali position kya hai.Ager hum in analyis pe kam karte hain tou hamain loss k chances buhat hote hain isi liye pahle ak stretigy banayn jiss main sare analysis ko dalain apni steretigy ko check karin jahn per defect ho wahan per sdahih karin aur us k bad trade karin.ap ko chahiye k pahly apne analysis ko test karin damo per phe bad main real main trade karin.
        • #5 Collapse

          Re: How type analysis

          Walekum assalam dear jab Ham Forex trading Mein kam Karte Hain To Ham ismein dekhte hain ki hamare pass analysis ke liye different 3 type Hoti Hai Jiski mutabik kam Apne message kar sakte hain aur in per apni train Laga sakte hain dear jab Ham acche tarike se analysis ke bare mein apni information aur apne learning ko complete Karenge to uska Hamen Jyada fayda Hoga Kyunki Jab aap koi bhi trade Lagate Hain To usse pahle aapko Apne analysis perform karne hote hain aur uske mutabik aapko trade Lagana hoti hai agar aap without any analysis koi bhi trade lagaenge To Aise aap ko nuksan ho sakta hai.

          TECHNICAL ANALYSIS:

          Dear Forex trading Mein Ham dekhte hain ki Jab Ham technical analysis ko perform kar rahe hote hain to ismein hamare pass different candlesticks pattern aur Market Mein different chart patterns hote hain Jin ke mutabik Ham Apne analysis karte hain aur usmein ham apni trade Lagate Hain dear ismein aapke Sabhi indicator ka istemal kar sakte hain aur Market ki movement ko observe kar sakte hain aur uske mutabik aap apni trade Laga sakte hain technical analysis main aap different chart pattern aur candlestick patterns aur different indicators ka istemal karte hain to aapko market ki movement ka idea ho jata hai.

          FUNDAMENTAL ANALYSIS:

          Dear forex market Mein Ab Jab kam Karte Hain To aap dekhte hain ki market Mein different currencies ki different chij ki news aapke Samne ho rahi Hoti Hai Jiske bad market ki Munh Mein change Ho Jaati Hai dear jab aap market Mein previous data ki best per aur previous news ki base per Apne analysis karte hain aur Market mein aane wali news ka idea Lagate Hain To usko aap fundamental analysis ka naam lete hain technical analysis ke sath sath fundamental analysis Kabhi bahut jyada important role play ho raha hote hain market ki movement se jo news ke dauran hoti hai usse aap bach sakte hain.

          SENTIMENTAL ANALYSIS:

          Sentimental analysis Ek bahut proper professional level ke analysis Hote Hain Jo ki market Mein expert tradership form karte hain aur ismein a professional traders Si apni trading strategy Mein istemal karte hain aur sentimental analysis ka professional traders ko fayda Hota Hai.
          • #6 Collapse

            Re: How type analysis

            ASSLAM ALAIKUM!!!


            Dear friends, Aj me ap k sath Analysis ki ttype K about discuss karoon gi. Aur is k about information share karoon gi.

            ANALYSIS :
            Kisi bhi business me Kisi cheez K about tajzia kernay ko analysis kehtay hain. Analysis is liay Kia jata hai k Humaray pass business related information collect Ho jaye. Aur forex trading me analysis bht zarori hai.

            TYPES OF ANALYSIS:
            Forex me Analysis ki 3 types hain.
            ⚫Technical Analysis
            ⚫fundamental Analysis
            ⚫sentimental Analysis

            TECHNICAL ANALYSIS:
            Technical analysis se hum market ki movement k Baray me information hasil kertay hain. Trading me Humaray pass chart pattern aur candlestick pattern hotay hain is k elawa different indicators ki help se Help market ki up down movement k Baray information hasil kertay hain Aur price history K about information lete hai ta K humay knowledge Ho K trade me kb enter hona hai Aur kb exit hona hai.


            Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	5
Size:	29.8 کلوبائٹ
ID:	12337672

            FUNDAMENTAL ANALYSIS :
            fundamental Analysis me economic, social aur political forces ko analysis ker k ghair mulki currency ki market ko dekhnay ka Aik method hai. Jo k currency ki price ko affect kerta hai. Is ka maqsad hota hai k others countries Ki currency ka future ka economic outlook check karain.

            Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	1
Size:	11.0 کلوبائٹ
ID:	12337673


            SENTIMENTAL ANALYSIS :
            Sentimental analysis currency market me ap k apne trading decision pe asar andaz hone K liay traders ki position ko identify kerti hai. Phr chahy wo net long Ho ya net short.



            THANK YOU!!!👍
            • #7 Collapse

              Re: How type analysis

              analysis ke market mai different types hain hamy market mai analysis ko sihk kar istaml kar ky work karna chaye phwer hamy acha earning ml jy ge hum is mai hard working karty han hum is mai mahnet karty hain tohamy kamaybe hasial ho jy ge market mai analyssi ky name hain fundamental analysis sentimental analysis or technical analysis ko use karty howe work karna chaye hum is mai gart anaysis k bager work kary gy to hamra nuqnsa ho sakta hain forex aik world wide business hain hum isy apna professional ccareer be bana sakty han hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar aik cote se galti be kar dety hain to hamra loss ho jata hain hamy is mai care full ho kar trading karne chaey pher h hum kam kar ky earning gain kar saky gy hum is mai analysis ke types ko samj kar sihk kar istmal kar ky kamj karty hain to hm 100 percent kamayebe hasial kar saky gy hum is mai part timebe kam kar sakty hain hum is ma full time be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam karty hain to harma loss hain hum is mai loss sy sabk hasial kar ky work karty hain to hamy pasia muly gy hum is mai mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasal nahi ho ga agar hm greedy ban ky work karty hain to harma apna he nuqsan ho jata hain hamy is mai moslty fundamental analysis ko use karna chaye so hum pasia kama skay gy forex aik online or kabe be band na hony wala adcha business hain hum is mai pasia invest kar ky trading kar sakty hain or hum bonus py be trading kar sakty hain or analysis ko use kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: How type analysis

                Trading main market ko samajhne ke liye 3 tarah ka analysis istemal hote Hain . Fundamental, technical aur sentimental analysis .1:Fandamental analysis forex market par zeyda analytical approach karti hay, forex market ko fundamental analysis karny key ley mukhtalif news events par ehnisaar karna pardta hay, forex market par jo awamil direct asar Andaz karty hey jo currencies prices key value par asaar andaz hoti hey jo currencies prices ko upar ya nichay kar sakti hey wo ye hey,I. Gross Domestic ProductGross domestic products kesi be country ki overall economy condition ki taraf eshara karti hay.II. Unemployment Ratesfundamental analysis key ley unemployment rates be useful indicator hay, es report me per hur worker earning average, unemployment average, current employment earning average, aur new jobs ki report har month ki 1st friday ko release ki jati hay.III. Consumer Price Indexconsumer price index me daily base par use honi wali cheezu ki measurement ki jati hay, jo key monthly CPI report release ki jati hay, CPI daily use honi wali cheezu for example (eggs, milk aur toothpaste) key purchased aur consumers ki used par focus karti hay.2)- Technical Analysisrespected members second type hay technichal analysis iss analysis may simply ham basic tools or techniques ko use ker kay market may support or resistance point nikaala jaata hay market ka trend bhi find out kiya jaa sakta hay iss per bhi trading ki jaa sakti hay lekin yeh mostly fail bhi ho jaate hay technichal analysis may Elliot Wave , Head and Shoulders pattern or Flag pattern waghera shamil hai3) sentimental analysisYeh analysis aap ki khuwahishaat pee munasar hai k aap market mein trend ko samjhane ke liye apna jazbaat par qaboo rakhay.
                • #9 Collapse

                  Re: How type analysis


                  Anaylsis Forex trading mein analysis bohut zaruri hai Analysis hamary trading k liye bohut hi ziada aham han a k is se hi hum apni tradngn kamayb bana sqty hain forex mein 3 trhan se analysis hoti hai. Aik technical analysis, dosri fundamental analysis or teesri sentimental analysis haiClick image for larger version

Name:	th (6).jpg
Views:	9
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12337683
                  Technical Analysis: Forex trading mein hum technical analysis ko forex trading mein technical tools ki madad se hi saranjam dety hain technical anaylsis aam tawar par technical or pair ki mythological behavoir ko dkeh kar ki jati hai or is jmein calender years se bhi help ly jati hai Forex trading mein technical analysis ki bohut ziada ahmeyat hai or aam tawar par technical analysis currency pairs par apply ki jati hai a k currency pair trading or economical calender mein up apan up down behavior ko change karty hain Technical Analysis ko aam tawar par short term trading ki liye istemal kia jata hai or is k bary fiaday hain sab se bara faida ye hai k ye analysis hamein bohut jaldi results dety hain hamra result joh currency pair ka ata hai wo taqreeban ohut positive hota hai lekin is ka aik negative poitn hai k ye aik toh long term trading k liye theek bhi nahi hain or ye commodities py ki ja sti haiClick image for larger version

Name:	th (4).jpg
Views:	1
Size:	10.1 کلوبائٹ
ID:	12337687
                  Fundamental Trading: News Trading se murad market main ksi bhi economical political ya social news se joh badlao market main hota hai wo news trading kehlati hai news trading ko forex trading ki terminologies mein fundamental analysis bhi kaha jata hai news trading ka market pay bara asar hota hai or baaz awqt yue hamri technical anaylsis par bhi asar andaz hoti hai forex trading mein news trading se bohut badlao ata hai news tradingn ka sab se bara faida ka fiada long term trading mein hota hai or is ka result bhi taqreeban 100% positive ata hai lekin is k liye account bhi bara or sabar bhi ziada hona cahhye negative point ye hein k news trading sari currency py or har wqt asar andaz nahi hoti dusra ye long term tradinng k liyye hai or is se short term traders ye scalpers faida hasil nahi kar sqty.Click image for larger version

Name:	th (6).jpg
Views:	1
Size:	11.2 کلوبائٹ
ID:	12337685
                  Sentimental Analysis: Forex Trading mein agar hum technical analysis or fundamental analysis ko yaqjan karky kaam karen toh ye hamray pass sentimental analysis ban jati hai kabhi hamjra pass market main aise situation ho jati hai kk technical analyssi bhi strong hoti hai or fundamental anaylsis bhi strong hoti hai is waja se hamein market k dono pehlowon ko dekhna hota hai ja hum dono side ko dkehty hain or is ka joh result ata hai toh wo hamry pass sentimental analysis ban jati hai sentimental analysis sab se strong hoti hai agar is mein technical analysis or fundamental anaylsis dono aghty ho jaty hain.Click image for larger version

Name:	th (5).jpg
Views:	1
Size:	10.2 کلوبائٹ
ID:	12337686
                  منسلک شدہ فائلیں
                  • #10 Collapse

                    Re: How type analysis

                    Forex trading ke Business mein analysis ko bahut jyada importance Di Jaati Hai analysis market mein bahut important role play karte hain Hamen Apne analysis ko a perfect banana chahie Jab Ham perfect analysis se market Mein kam Karte Hain To Hamen market Mein Hamesha acchi success hi milati Hai Forex trading ke Business mein analysis ki three types Hain

                    Fundamental analysis

                    Technical analysis

                    Sentimental analysis



                    Fundamental analysis :

                    Dear jab aap market mein aane wali different important news ki basis per trading karte hain vahan per completely focus Karte Hain To is analysis ko aap fundamental analysis ka naam Dete Hain Joker totally news best trading Hoti Hai To Kyunki Jab market main use expected Hoti Hai To is time per market ki volatility bahut jyada ho jaati hai aur ismein aapko bahut jyada profit Milenge chances of sakte hain. Dear jab aap market mein news best trading karte hain to ismein aapko bahut carefully focus karna hota hai aur aapko market mein news ko different important categories Mein categorise karna hota hai ismein high impact news medium impact news aur low impact news Hoti Hai jinki basis per market ki volatility per effect Hota Hai.

                    Technical analysis :

                    Technical analysis bhi aapke liye bahut hi important role play Karte Hain Jab aap Forex trading Mein candlestick analysis ki base is per market Mein inter hote hain aur different important candlestick score clearly understand karti hai aur Market pattern ko completely utilise Karte Hain To Aisi situation main aapke technical analysis aapke liye bahut jyada profitable ho sakte hain aur aapko bahut jyada advantages mil sakte hain no doubt technical analysis Ek bahut hi important Le sakte hain Jo aapke liye perfect decision-making Mein helpful Hote hain.


                    Sentimental analysis

                    Forex trading ke market Mein anuvad Kijiye type bahut jyada important hoti hai lekin yah type bahut jyada difficult bhi hoti hai lekin market Mein yah bahut jyada work Karti Hai is sentiment analysis ko expert aur professional traders hi Apne kam Mein use karte hain aur isko Apne kam Mein use Karke Se Achcha profit bhi Hasil kar lete hain.

                    Trade analysis man trader ki market price k current aur past k trend ko compare kia jata ha, jis sa trader market ki future movement ko predict kerta ha. Jis sa trader ko trade active kerna sa profit hota ha. Lakin ager trader trade analysis nahe kerta to wo market trend ko sahe kabi b predict nahe kerta , q k market smajhna gambling ki terha nahe ha k trader directly bagair market ko watch kia guess ker le ga asa possible nahe ha. Trading aur Gambling man Trade analysis he main difference ha. Gambling k ander log directly ak guess lagata han aur bit lagata han jis man success man profit aur failur per sara loss hota ha, lakin trading man ager trader ko market ko anlyse kerna ki achi skills han, to kamyabi k sath trade ker sakta han.
                    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: How type analysis

                      Forex trading analysis three types ki hoti hai technical analysis fundamental analysis or sentimental and analysis forex trading mein jitni bhi trading ki jaati hai usmein analyses ke bagair aap trading kar hi nahin sakte koi bhi member without analyses forex trading mein working nahin kar sakta market ki movement koyal ise karna sabse jyada jaruri hai tabhi is baat ka andaza lagaya ja sakta hai ki humne trading kis product ke upar karni hai forex trading ke andar ya bahut important step hai aur is per kam karne ke liye analyses ko samajhna bahut jaruri hai forex trading with jab tak analyses ke upar information or knowledge hasil na ho sake tab tak kisi bhi member ko chahie ke vah market mein trading na Karen market mein trading karne ke liye aapke pass sufficient knowledge ka hona bahut jaruri hai aur iske sath aapke pass practice bhi honi chahie aur third aapke pass sufficient amount honi chahie aapki account mein jiski vajah se aap market mein trading lagaenge aur trading lagane ke liye agar aapke pass ka maut hai to use member ko chahie jiske pass kam amount hai use chahie keva lot size ka istemal Karen aake uska account was Na Ho jaaye aur koshish karenge risk kam se kam Le apne knowledge ko jyada se jyada badhaen Taki aapka risk aur bhi jyada kam ho sake kyunki risk lene se jyadatar members ko nuksan hi hua hai benefit sirf UN logon ko milta hai Jo acche knowledge ke sath market mein trading karte hain market ko follow karte hain aur jyada se jyada time dete Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: How type analysis

                        forex trading me technical tools ki madad se hi saranjam dete hen. Technical analysis aam tawar par technical aur pair ki mythological behavior ko dekh kar ki jati hai aur is me calender years se bhi help le jati hai. Foeex trading me technical analysis ki bohut ziada ahmeyat hai aur aam tawar par technical analysis currency pairs par apply ki jati hai. Q k currency pair trading aur economical calendar me apan up down behavior ko change karte rehte hen. Technical analysis ko aam tawar par short term trading ki leye istemal kia jat hai aur is k bare faide hen, sab se bara faida ye hai k ye analysis hamen bohut jaldi results deta hai. Hamara result jo currency pair ka ata hai wo taqreeban bohut positive hota hai lekin is ka aik negative point hai k ye aik to long term trading k leye thek bhi nahi hai aur nahi ye commodities pe ki ja sakti hai. market mai analyssi ky name hain fundamental analysis sentimental analysis or technical analysis ko use karty howe work karna chaye hum is mai gart anaysis k bager work kary gy to hamra nuqnsa ho sakta hain forex aik world wide business hain hum isy apna professional ccareer be bana sakty han hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar aik cote se galti be kar dety hain to hamra loss ho jata hain hamy is mai care full ho kar trading karne chaey pher h hum kam kar ky earning gain kar saky gy hum is mai analysis ke types ko samj kar sihk kar istmal kar ky kamj karty hain to hm 100 percent kamayebe hasial kar saky gy hum is mai part timebe kam kar sakty hain hum is ma full time be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learning ky kam karty hain to harma loss hain hum is mai loss sy sabk hasial kar ky work karty hain to hamy pasia muly gy hum is mai mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasal nahi ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: How type analysis

                          Walaikum Assalam Forex member kaise hain aap sab ummid Karti hun ki aap sab khairiyat se Honge Jaisa ki AAP Sab Jante Hain Forex trading ke Business mein analysis ki three types hoti hain Hamen analysis key in three types ko acchi Tarah Se study karna chahie Hamen analysis per complete learning karne chahie analysis ko bahut jyada chhatron banana chahie analyses ki madad Se Hi Ham market Mein trade open karte hain Agar Ham without analysis ke market Mein trade open Karte Hain To Is Tarah Se Hamen market Mein Hamesha loss hi hota hai isliye Hamen market Ka acchi Tarah se analysis karna chahie Uske bad hi market Mein trade open karne chahie

                          Forex trading ke Business mein fundamental analysis co bahut jyada important di Jaati Hai fundamental analysis ko Hamen acchi Tarah Se study karna chahie fundamental analysis news per depend kar rahe Hote Hain Jab yah news Aati Hai market mein to market per ine news ka bahut jyada impact padta hai aur jab yah news aati hai to market ka pura trend Badal jata hai Forex trading ke business Mein Jab Ham fundamental analysis ko Samne rakhte Hue market Mein trading Karte Hain To Is Tarah Se Hamen apni trading Mein profit ke Jyada chances Najar Aate Hain Agar Ham Ek expert Rider Banna Chahte Hain To Main fundamental analysis ko acchi Tarah se learn karna chahie

                          Technical analysis aur sentimental analyses bhi bahut acche analaysis Hain technical analysis Framework Ki Tarah Hota Hai technical analysis ko ham Forex trading ke business mein majood tools ki madad say hi samajh sakte hain sentimental analysis fundamental analysis and technical analysis se bahut strong analysis sentimental analysis ko complete karne ke liye Hamen market ko acchi Tarah Se study karna chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: How type analysis

                            Assalam o alaikum
                            dear forex member umeed hay kay ap sab thk ho gay forex bht acha platform hay is may hum achi learning kay sat sat achi earning bhi hasal karty hay is may humara jitna knowledge ho ga hum forex ko itna zayada samj sakty hay or is may achy quality ka kam kar kay acha reward hsal kar sakty hay forex trading may analysis ki bht important hay ku kay market ko analysis kar kay hi hum achy trader ban sakty hay or forex trading kay role or regular ko jan sakty hay

                            Fundamental analysis
                            forex market may koi news any valy news par traing karty hay ya news koi economic issue ya bank kay relative ho jis say market ki movement change ho jay is ko fundamental analysis khta hay market may news ko important dyni chay ku kay market kisi big news ki vaja say change hoti hay is may agar ap nay buy ya sell ki trade lagi hay to ap ko is may loss ka bhi samna karna pary ga

                            Technical analysis
                            Technical analysis ki market may bhi importent hay is may hum candlestick ki vaja say market may inter hoty hay humy market ko analysis kany kay lya technical analysis ki zarorat hoti hay is thara hum candle ko analysis karty hay or is may pr sell ya buy ki trade lagty hay or forex trading may acha profit hasal karty hay

                            Sentimental analysis
                            sentimental analysis ki bhi market may bht important hay is ko samj kar hum achy trader ban sakty hay or is may achy quality ka kam kar kay acha profit hasal kar sakty hay humy forex ka jitna zayda knowledge ho ga hum is may itna acha profit hasal kar sakty hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: How type analysis

                              Han g analysis ka main maqsad trading ma help hasil karna hota hai. Analysis asi knowledge hoti hai jo trader ko market ko samajny ma help karti hai. Trader agr market ko achi tarha predict karna chahta hai to usko market analysis ma time spend karna hota hai. Jo trader market ko samajny ma kamyab ho jaty hain wo darasal profit hasil karny ma kamyab ho jaty hain. Jo trader market ko samajny ma fail ho jaty hain profit hasil karny ma fail ho jaty hain.

                              Market analysis types. Forex trading ma market ko proper samajny k lae analysis ko zarurat hoti hai. Market k analysis k further 3 parts hoty hain jin ma sb sy pehle ham technical analysis ko discuss karyn gy. Technical analysis ma trader market k pattern or indicator ki help sy trade ko open karty hain. Trader indicator ki base par market ko samajny ma kamyab ho jaty hain.

                              Fundamental analysis ki agr bat ki jae to es ma market ki health ko trade k lae consider kiya jata hai. Market ki health ko gdp rate or inflation rate ko measure kiya jata hai. Fundamental analysis ma employment rate ko b consider kiya jata hai jis sy ham achi trades ko open kar sakty hain.

                              Sentimental analysis ma trader market ki sentiments ko trade k open karny ma consider karty hain. Agr investor ka confidence acha ho to es ka matlab ye hota hai k market same direction ma move jari rakhy gi or agr trader ka confidence negative chala giya hai to trader ko es time par opposite side par trade ko open karna chahe. Jo trader market analysis ko consider ni karty wo kbi acha profit hasil karny ma kamyab ni ho paty so trader ko har trade sy pehle market ko consider karna chahe.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X