Jaiza:Hedging kiya hai, is kay faiday aur nuqsanat kiya hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:Hedging kiya hai, is kay faiday aur nuqsanat kiya hain?
    Salaam friends, hedging strategy par roshni daleay.?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:Hedging kiya hai, is kay faiday aur nuqsanat kiya hain?

    Forex trading me hedging strategy bohut hi ziada aam hai aur jin traders ko forex trading k bare me ziada information na ho to wo forex trading me hedging strategy ko hi ziada prefer karte hen. Forex trading me hedging strategy me hum do (two) trade enter karte hen aik hi waqat me, lekin dono trade aik dosre k opposite side pe. Agar aik trade hum forex trading me buy karte hen to dosra trade sell karte hen. Forex trading me hedging strategy is waja se traders specially new traders, q k is me risk bohut hi kam ho jata hai. Forex trading ki hedging strategy ko hum forex trading me aksar ziada tar market ki sideways movement me istemal karte hen. Sideways movement me market ki straight movement hoti hai aur resistance aur support level aik dosre k qareeb hoti hai. To jab bhi market me price resistance level tak chali jati ahi trader buy wali trade ban karte hen aur jab market ki movement support level ko pohunch jati hai to us waqat wo sell ki lot close karte hen. To traders ko small small profit me zida munafa melta hai.
    Forex trading me hedging strategy se hum forex trading me bohut manafa hasil kar sakte hen, jab hum market me is strategy ka istemal karte hen to is se hum market ki dono side pe profit hasil karte hen. Hedging strategy me risk bohut kam hota hai agar market ki movement kisi aik side pe breakout ho jati hai. Hedging strategy hamen bagher knowledge aur experience k kar sakte hn. Jab bhi market sideways movement hoti hai to us waqat hum market hedging strategy ka istemal karke bohut benefits hasil kar sakte hen.
    Jahan pe hedging strategy ki benefits ziada hen lekin is k drawback bhi hongay. Forex trading market ki movement ka koi ilam nahi hota hai, agar hum hedging se kisi aik top uper side ya top bottom side pe koi trade ko stop karte hen lekin market usi side pe breakout ho jati hai to is se hamen ziada loss mel sakta hai. Hedging strategy me agar market ki movement breakout ho jate hen aur hamare trade opposite side pe hote hen, to is se hamen na to loss hota hai aur na hi profit melta hai aur market ki movement same trading se chalti hai. Hedging strategy me experience aur knowledge nahi hota hai to is waja se is me hamen na to exact support level ka pata hota hai aur nahi resistance level ka, is waja se hum to the point profit gain nahi kar sakte hen.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:Hedging kiya hai, is kay faiday aur nuqsanat kiya hain?

      Walekum assalam dear aapane bahut hi acche topic ko apni discussion ke liye Pakistan Forex forum purchase ki hai dear Ham dekhte hain ki Pakistan Forex forum per daily basis per bahut jyada new members at ho rahe hote hain Jinka trading mein experience or knowledge Nahin hota agar Ham Is Tarah Ke information aur Apna knowledge or experience share Karenge to uska dusre members ko bhi bahut jyada fayda Hoga Jinka experience trading Mein kam hota hai dear Humse Forex trading Mein kam Karte Hain ismein Ham dekhte hain ki hamare pass ismein different trading strategies Hoti Hai jinki mutabik Ham trading Mein kam kar sakte hain.

      Dear Forex trading Mein different trading strategies mein se ek hedging trading strategy Ek bahut hi famous trading strategy hai jismein aap kam Karte Hain To aap ka account safe rahata hai dear hacking training strategy per bahut jyada traders kam karte hain basically use Waqt Kiya Jata Hai Jab aapka account safe Nahin Hota dear jab aap koi bhi trade open karte hain aur Market ki movement aapki against Chali jaati hai to aap sem what ke sath usko Uske favour Mein trade open kar dete Hain dear isko aap hedging strategy ka naam Dete Hain ismein ek baat main aapke account per SM currency pair same commodity ya FIR same metals per dono trades Lagi hoti hai jismein aapki sell ki bhi hoti aur buy ki bhi hoti hai.

      Dear hedging trading strategy per kam karne ke liye aapko chahie kya office mein proper searching Karen aur ismein knowledge Hasil Karke kam Karen Kyunki hedging trading strategy per aap different points a different grades opencart Jaate Hain aur se aapke account per Jyada trades open Ho Jaati Hai Aur Ek Waqt aata hai ki jismein aapki trades overall profit Mein Ho Jaati Hai aur aap isko close kar dete hain aur dusra hedging trading strategy plan mein aap kam Karte Hain To usmein aap dekhte hain ki market aapke against movement karti hai to aap ismein an account safe karne ke liye market ki movement Mein Apna account Hedge kar dete Hain.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:Hedging kiya hai, is kay faiday aur nuqsanat kiya hain?

        Assalamu Alaikum dear senior and junior member agar aap Forex trading me hedging strategy ko properly study karte hain to ismein aapko sabse pahle hedging ki definition Pata honi chahie aur isko market mein kis time par apply karna hota hai use related aapko information learn Karni chahie aur hedging Kitni type ki ho sakti hai aapko yah bhi Idea Hona chahie is related main aapko Kuchh important information share karna chahta hun jo aapke liye bahut jyada variable ho sakti hain.

        Hedging Strategy :

        Forex trading me jab aap same time per purchasing or selling ki same lote Mein market Mein inter Hote Hain To Aisi situation main aap isko hedging Kahate Hain iske sath sath aap different commodities Sabhi unke correlation ki basis per hedging kar sakte hain.

        Hedging Types :

        Dear jab aap Forex trading Mein hedging strategy ko apni trading par istemal Karte Hain To Aisi situation main aap is ko 2 major division Mein divide kar sakte hain aap ek currency pair aur ek commodity per bhi hedging kar sakte hain aur uske sath aap multiple currency pairs aur multiple commodities per Unki negative correlation ki basis per bhi hedging kar sakte hain.

        Importance of Hedging Strategy :

        Forex trading me hedging strategy bahut hi important aur famous hoti hai agar aap ko market ka trend confirm Nahin Hota To Aisi situation main aap market Mein hedging kar sakte hain aur uske sath Agar aapka account wash hone Ka Hota Hai To Aisi situation main bhi aap market Mein hedging strategy istemal Karke apni account per margin call receive karne se avoid kar sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:Hedging kiya hai, is kay faiday aur nuqsanat kiya hain?

          Hadging ek bahut hi acchi stradegy hai jiska sariya se aap bahut achcha profit Kama sakte hain basically iske mutabik aap market ki backward situation ko nahin dekhte aur na hi usko dekh kar kam karte hain balki aap market ki maujuda trend ko dekhte hain ki market aap kya trend banaa rahi hai aur aap use hisab se market mein entry lete hain aur acche se accha profit kamate Hain isiliye agar aap forex trading mein achcha profit kamana chahte Hain to uske liye aapko hackings touch de ko jarur follow karna chahie kyunki aapko market ke later perfect information provide karti hai aur yah aapke liye bahut jyada useful sabit ho sakti hai

          agar aap best strategy ko apne trading per reply karte hain to uska sorry aap bahut achcha profit Kama sakte hain kyunki yah market main aapko 1 perfect entry-level provide karta hai aur iske liye aap bahut achcha trade kar sakte aur kafi achcha profit Kama sakte hain isliye koshish karen kaise jyada se jyada market information hasil Karen aur market information hasil karne ke bad hi is strategy ko apply Karen kya bacche se achcha profit Kama sake

          isiliye aakar aap forex trading mein achcha profit kamana chahte Hain to aapko and technical terms ko jarur follow karna chahie kyunki agar aap in technical terms ko follow karenge aur unko follow karne ke bad market mein entry lenge to yah aapke liye bahut jyada useful sabit ho sakta hai aur iske jarie aap market mein kafi achcha profit Kama sakte hain isiliye koshish karenge jyada se jyada technical terms ko apni indicators per apply Karen takia bijali market ko charge kar sake aur ek acche se accha trade kar sake
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:Hedging kiya hai, is kay faiday aur nuqsanat kiya hain?

            Pak forex trading me hedging strategy bohut hi ziada aam hai aur jin traders ko forex trading k bare me ziada information na ho to wo forex trading me hedging strategy ko hi ziada prefer karte hen. Forex trading me hedging strategy me hum do (two) trade enter karte hen aik hi waqat me, lekin dono trade aik dosre k opposite side pe. Agar aik trade hum forex trading me buy karte hen to dosra trade sell karte hen. Forex trading me hedging strategy is waja se traders specially new traders, q k is me risk bohut hi kam ho jata hai. Forex trading ki hedging strategy ko hum forex trading me aksar ziada tar market ki sideways movement me istemal karte hen. Sideways movement me market ki straight movement hoti hai aur resistance aur support level aik dosre k qareeb hoti hai. To jab bhi market me price resistance level tak chali jati ahi trader buy wali trade ban karte hen aur jab market ki movement support level ko pohunch jati hai to us waqat wo sell ki lot close karte hen. To traders ko small small profit me zida munafa melta hai.
            Forex trading me hedging strategy se hum forex trading me bohut manafa hasil kar sakte hen, jab hum market me is strategy ka istemal karte hen to is se hum market ki dono side pe profit hasil karte hen. Hedging strategy me risk bohut kam hota hai agar market ki movement kisi aik side pe breakout ho jati hai. Hedging strategy hamen bagher knowledge aur experience k kar sakte hn. Jab bhi market sideways movement hoti hai to us waqat hum market hedging strategy ka istemal karke bohut benefits hasil kar sakte hen shukriya apka.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza:Hedging kiya hai, is kay faiday aur nuqsanat kiya hain?

              Han forex trading ma asi situation develop hoti hai k trader ko apna account wash hota nazar ah rha hota hai. Trader ye sochta hai k wo kesay apna account bacahy ga. Us k bas aksar ik he trade open karny ka chance hota hai. To asy ma wo mazeed kio trade open karny ki bajae apny account ki saftey k bary ma sochta hai or jo running trade chal rahi hoti hai wo esk volume k mutabik ik trade reverse direction ma open kar leta hai. Asa karny sy trader ka account secure ho jata hai or uska profit or loss freeze ho jata hai. Es technique ko ham hedging kehty hain. Es topic ma ham hedging k benefits or es k draw backs ko b discuss karyn gy.

              Benefits of hedging. Hedging ka sb sy big benefit ye hota hai k es sy trader ka account safe rehta hai. So trader jis ka account wash hony wala hu wo es strategy ki help sy apny account ko bachany ma kamyab ho jaty hain. But hedging tb kamyab hoti hai jb trader ko market analysis ka b acha knowledge hu.

              Draw backs of hedging. Hedging technique tb he acha kam karti hai jb trader deheding achy time par kary. Agr trader dehedging time sy pehle ya dair sy kary ga to usko hedging ma kio benefit hasil ni ho ga. Jo trader market ko achi tarha analyze karty hain wo he hedging sy benefit hasil kar sakty hain. So trader ko agr market ki knowledge ni ho gi to wo profit hasil karny ma kbi kamyab ni ho paye ga. But ye b ik haqiqat hai k wo trader hedging ni karta ya esko use ni karta jo market analysis ma expert hota hai.
              Last edited by ; 22-11-2020, 04:34 PM.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza:Hedging kiya hai, is kay faiday aur nuqsanat kiya hain?

                HEDGING
                Hedging aik trading strategy hai jis ma hum same pair ya instrument py same lot ki 2 trades lgaty hain jo aps ma opposite hoti hain mean buy aor sell ki trade lga dety hain pehly trade jub profit ma ati hai wo close kr den phr dosri trade ko reverse ma profit ma aty he close kr den lkn yeh strategy har waqat kamyab nhi hai jub market range ky andr phansi hui ho tb yeh strategy kamyab rehti hai wrna trend ma market py yeh strategy nhi use krni chye.

                gher hum koi trade open karty hai aur us pay boht zyda loss ho jata hai to pher hum apnay account ko hedge karty hai ta kay humra account aur loss say bach saky aur hum apna account recover kar saky lakn apnay account ko hedge karny ka bi ap tarka hai kuch log ya sajty hai ka hum nay hedge laga dya hai aur pher jo humri trade profit main hai us ko close kar ka pher humri trade ko loss main hai us ko jab profit main aa gi close kar dia gay lakn ya galt hai agher hum as trah karty hai ka profit wail trade close karny ka bad market humri favour main jati hai ka nai ya galta hai agher hum jah say hedge lagta hai aur wait karty hai ka market humri hedge potion pay aa to humra hedge close ho to us say humy fyda ho ga humy hedge wali trade profit main close nai karni chahaya baly waite karna chahayaur thek potion ka intzar kar ka apny account ko reciver karna chahay.

                agr hm ne eurusd ko buy kia aur kuch dair bad dekha to buy order boht zyada loss mein ja rha he aur hmein smjh nhe a rhe market ke sahih trend ke to hm eurusd ko same use lot size ka sell order laga dete hein to es trah se hm loss ko control krte hien aur jb sell wala order boht zyada profit mein a jata he to phr sell ko phle close kr dete hien aur phr market ke trend ka wait krte hein aur jb hmara order buy wala profit mein a jata he ya overall hmein kuch profit ho rha hota he to hm buy ka order bhe close kr dete hein aur dosre bat jo scalping method he us mein zyada risk hota he aur scalping aur hedging donon alg alg method hien aur scalping krna hr trader ke bs ke bat na he es lie scalping ka tareeqa zyada istemal mien nhe lana chahe kion keh scalping method mein short time mein zyada risky lots laga kr trader profit earn kr leta he ya phr trader ko boht zyada loss ka samna krna pr jata he.
                :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza:Hedging kiya hai, is kay faiday aur nuqsanat kiya hain?

                  Market Mein Kam Karne Wale Tamam members ko market mein maujud Average trading strategies ko acche tarike se understand karna hota hai Kyunki yah trading strategies unke liye bahut jyada Jaruri Hoti Hai Jab vo treading karte hain to use Waqt in trading strategy Ka istemal Karke hi vah market ko acche tarike se identify Karte Hain market Mein hedging strategy Ek bahut hi fantastic strategy Hoti Hai Jisko market Mein use Karke Iske jariya se acche advantage Hasil kiye Jaate Hain Jis Tarah Se is strategy hedging strategy ke jarie se bahut jyada advantage Hasil karte hain Usi Tarah Se is strategy ke Kuchh disadvantage bhi hote hain isliye Tamam members ko Inko without knowledge ke kabhi bhi use nahin karna chahie

                  Click image for larger version

Name:	HEG1.png
Views:	1
Size:	164.5 کلوبائٹ
ID:	12337718

                  Click image for larger version

Name:	HED2.png
Views:	1
Size:	102.7 کلوبائٹ
ID:	12337719

                  Hedging strategy ke advantage

                  Market Mein hedging strategy ko 4 parts Mein developed Kiya gaya hai including analysis Forex trador risk exposure risk tolerance preference strategy hedging strategy k4 parts strategy mein bahut jyada importance rakhte Hain market Mein hedging strategy Ek short term strategy Hoti Hai Jisko market Mein short-term trade apni trade ke liye use karte hain market Mein traders is strategy ko long term trading ke liye bhi use karte hain Kyunki strategy unhen short-term aur long term two types ki trading ki services provide karti hai Forex trading ki market Mein a strategy Ek bahut hi helpful strategy hoti hai jo ki aapki trade ko successful iterate banaa sakti hai isliye Tamam Mein bus ko without knowledge ke is trade ko select nahin karna chahie Bal ke market Mein sabse pahle demo account ko join karna chahie demo account unhen in is strategy se related bahut hi best facilities provide karte hain vah is strategy ko clearly tarike se confirm kar sakte hai
                  Market Mein hedging strategy risk ko minimise kar deti hai

                  Hedging strategy disadvantage
                  Market Mein hedging strategy ke bahut jyada disadvantage bhi Hote Hain Jab aap market ki movement kya againts apni trade open kar dete Hain to use Waqt yah stock markets aapki trade ko spot to karte hain lekin agar aap ke account mein maujud balance kam hota hai to use Surat mein market ki movement aap ke account ko crash kar deti hai aur aapka account varsh Ho Jata Hai Jiski vajah se aapko bahut jyada nuksan kar Samna karna padta hai market Mein Kuchh new members Aise Bhi Hote Hain Jo Ki Hai Jin trading strategy ko acche tarike se confirm Nahin Karte aur uske confirming ke bagair hi market ne apne trade Mein is strategy ka istemal karte hain Jiski vajah se vah is strategy Kesariya se acche fight Hasil karne ki vajah Iske jariya se unhen bahut jyada nuksan Ka Samna karna padta hai market mein jo traders hedging trading strategy k istemal Karte Hain To unhen Apne trade ke liye stop loss ko bhi istemal karna hota hai bahut se traitors stop loss ko Sahi Jagah per set nahin kar paate kya FIR Unka istemal hi nahin Karte Jiski vajah se unhen market main nuksan uthana padta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza:Hedging kiya hai, is kay faiday aur nuqsanat kiya hain?

                    hedging main hamara account safe rhta hy ko lgya tak na affirmative conduct ko kowtow to karty hoy to concerning to b modify into room brook for ke liye usko combine give karke hi Hamesha haughty Karni chahie Hamen Apna correcting dekhna chahie aur FIR Uske mutabik jute interest hai usko place karna chahie Varna agar aap occupation of loge to ho sakta hai aap ke indict ko bahut Khatra laak Ho Jaaye matlab yah ke agar aap apne capital regulating ke mutabik reflex mass quarter ka istemal Nahin Karoge To aur bahut take loge to Halki Si conflicting affray ki vajah se aapka Jo undertake for hai vah varshon sakta hai aapka Jo venturesome self-carry on right hai vah khatm ho sakta hai isliye deed lene ka Kuchh fayda Nahin Hai Hamesha aapko nuksan hi hota rahega isliye Apne positive to connect inquire kehy m ap sy agree karta hon forex profit toddler hamy asseverative skilled k sath event karni hoti hy or purchase adjustment m supplement almighty all of a deserted with regard to to ki bot ziada ahmiat hoti hy amass bailiwick routine kiay bagar eccentric kbi b achi qualified ni kar sakty forex jasa k aik intrepid affaire de coeur hy is wja sy is m kamyab hony k liay hamy bot ahtiyat or soch samj kr kam krna ho ga or hmasha compact shabby of district k sath mandate karni ho ge q k true surrounded by in sy hamy description batter the hammer to thora thora hota rahta hy mgr hmara misuse hmasha absolute rahta hy or whacking big grasping absolute ho kr disclosure continue into patch k zriay earning kar sakty han forex stand in a tizzy at unworthy jo traders zyada ka lalich ly kr aestheticism karty han or hmasha big
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza:Hedging kiya hai, is kay faiday aur nuqsanat kiya hain?

                      Walekum assalam Tu all Fox member dear Jaisa ki AAP Sab Jante Hain Ki hedging Ek strategy hai hedging strategy Forex trading ki market Mein Ek popular strategy hai vaise to Forex trading ki market Mein Bahut Si different type ki strategy Pai Jaati Hai Lekin hedging strategy sub strategies se best strategies Hai Hamen hedging strategy ke related complete information Hasil Karni chahie Hamen hedging strategy ko acchi Tarah se study karna chahie Jab hedging strategy ko acchi Tarah se study Karenge To Ham Iske related Achcha experience Hasil kar Payenge

                      Forex trading ki market Mein hedging strategy Ek bahut hi important strategy hai Forex trading ke Business mein Ham hedging strategy ke sath kam kar ke market Mein achha profit Hasil kar sakte hain Forex trading ki market Mein hedging strategy per bahut se trader kam karte hain because hedging strategy Ek bahut hi best strategy hai hedging strategy ke sath Jab ham market Mein kam Karte Hain To Is Tarah Se Hamara account bhi sev rahata hai Agar Hamen Apne trade Mein loss hone wala Ho To Ham is strategy ko istemal karke los se buch sakte hain aur apni trade Mein Achcha Se Achcha benefit Hasil kar sakte hain

                      Hedging strategy ke through Ham market ko acchi Tarah Se understand kar sakte hain hedging strategy Forex trading ki market mein bahut important role play karti hai hedging strategy ke sath Ham Forex trading ki market mein long term trading bhi kar sakte hain aur short term trading bhi kar sakte hain hedging strategy trader ke liye ek bahut helpful strategy hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza:Hedging kiya hai, is kay faiday aur nuqsanat kiya hain?

                        Forex trading Mein kam karte hue hain hedging ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie hai ki kya hota hai Iske kya fayde aur nuksan Hustle karte hain Iske bare mein hamare pass experience or knowledge Kaho na bahut jyada important Hota Ha yah strategy market mein bahut jyada important acchi hoti hai yah famous strategy hoti hai market Mein different strategies maujud Hoti Hai Hamen ine ko acche tarike se learn karna chahie Hamen ke bare mein complete information Hasil Karni chahie Hamen Iske bare mein study ko properly complete karna chahie
                        Hedging strategy short term strategy hoti hai is main Tow type ki trading ki Jaati Hai Ham short term trading main bhi strategy ko use kar sakte hain aur long term trading main bhi strategy ko use Karke acche advantage Hasil kar sakte hain Hamen without knowledge ke is strategy ke liye select nahin karna chahie Agar Ham without knowledge strategy ko select Karenge To Ham market Mein Kabhi Bhi successful trader Nahin Ban Sakte aur na hi market se acche benefits Hasil kar sakte hain
                        Hamen time account per bhi is strategy se related complete information Hasil Karni chahie Hamen demo account per hai Saturday ji se related lambi practice karni chahie Taki Ham Iske bare mein acchi information on chal kar sake aur isko acche tarike se Samajh Kar Achcha profit hasal kar sake market Mein trade Lagate Hue Hamen Hamesha acchi strategy ko apni trade ke liye select karna chahie market Mein Lagate Hue Hamen ek hi strategy ko apni trade ke liye select karna chahie Jab Ham market main trade Laga Rahe Ho To Hamen market mein bahut hi careful hokar work karna chahie market ke rules aur regulation ko acche tarike se follow karna chahie market Mein Lagate Hue Hamen minimum lot size select karna chahie market Mein Lagate Hue Hamen stop loss profit ki limit ko acche tarike se set karna chahie market Mein trade Lagate Hue trading ke bare mein bhi achcha knowledge Hona chahie tha kya market Mein acche tarike se trade Laga sake
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza:Hedging kiya hai, is kay faiday aur nuqsanat kiya hain?

                          Forex trading business mein buht si strategy hoti hai aur trading mein hedging bhi Aik strategy hai ye strategy ko use kar kay hum loss ko stop kar saktay han kiok hedging strategy mein hum 2 trade open kartay han Aik hi lot size laga kar open kartay han Aik sell ki aur Aik buy ki hum ko js trade mein profit hota hai us trade ko close kartay han aur phr loss wali trade ka wait kartay han kay woh waps ho aur profit mein ho tu us ko close kar kay profit earn karain

                          Hedging strategy bhi koi aasan strategy nahin hoti is ko use karne kay leye knowledge aur experience ki zaroorat hoti knowledge aur experience ho ga tu hi is strategy se faida hota hai nahin tu is se account bhi wash ho sakta hai forex business mein learning hi sab kuch hai hum ko is strategy ki learning Achi hoti hai ya knowledge aur information acha hota hai tu is ko use karna cahaiye nahin tu is se loss hi hota hai aur trade kayi din tak chal sakti hai aur end mein loss hota hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X