Forex trading me Hammer Candle ka faida or nuqsan pr mabni post hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading me Hammer Candle ka faida or nuqsan pr mabni post hai
    Forex trading me candles bohat zaroori hoti hain in pr jitna zaida kaam kia jay utna zaida profit hota hai

    jaisy hammer candle ka bnana

    agr hammer candle ban gei hai or market me down trend chal rha

    Hammer candle ka faida

    jaisy he ye candle bany ge volume down show ho rha ha ho ga or next candle es ky oper ja kr close ho js ka matlab hai market ab uptrend kry ge tu furan buy ke lot open kr dein or js jaga tk long wick ho ge hammer ke us sy nechy stop loss laga dein ab ap best profit hasil kr skty hain

    Hammer candle ka nuqsan

    hamesha yaad rakhein kh jb b koi candle pattern bnta hai tu uske 2 ya 3 time confirmation lazman hoti hai

    es liay confirmation lazman kar lein

    agr confirmation ni ke kisi b indicator sy ya next up coming candles sy ya different time frame sy

    tu pura account b wash ho skta hai


    Hammer Hr time Frame mein

    hr time frame me candle ke apni eik value hoti hai
    es liay js b time frame me ye candle ay ge tu CCI indicator 20 sy confirm krna hai kh market -200 ko close kr gae hai


    tb buy krna hai
    jo b time frame ho us me CCI indicator ka -200 sy down hona zaroor hai
    tb standard lot laga kr behtreen profit book kia ja skta hai

    Hammer candle ka indicators sy confirmation
    Click image for larger version

Name:	hammer-candlestick-pattern_body_Bullish_hammer_candle_large_movement_EURUSD.png.full.png
Views:	9
Size:	9.6 کلوبائٹ
ID:	12470529Click image for larger version

Name:	02-637184164396933962.png
Views:	2
Size:	33.9 کلوبائٹ
ID:	12470530
    Hammer candles ko muktalif indicator sy b confirm kia ja skta hai

    jaisy CCI 20 indicator me agr market -200 ka level cross kr jay tu market bullish ho skta hai kuch points tk
    mgr slow slow work kry ge
    es liay eik best lot open kr ky acha profit book kr lein
    or fr dobara market me entry na lein
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading me Hammer Candle ka faida or nuqsan pr mabni post hai

    Hammer candle
    Forex trading me candle sticks chart pattern us waqat banta hai jab bhi market me koi price kisi nuqta aghaz k muqable me kam ho jaye lekin apne opening point se kuch fasle pe band ho jaye, hammer candle stick pattern me candle ki choti si bady ban jati hai jo k doji candle stick pattern se mukhtalif hoti hai. Hammer candle stick pattern me candle ka jo saya banta hai aik to wo downward hota hai aur dosra ye saya candle ki body ka taqreeban dugna hota hai. Is wahja se is candle stick pattern ko hammer candle stick pattern kaha jata hai. Hammer candle stick pattern me candle ki body market ki opening aur closing point ko represent karti hai, jab k candle stick ka saya market ki price high aur low ko show karti hai jo k us period me howe hoti hai. Hammer candle stick aksar bearish movement pe banti hai jis me market me koi price aik khas waqat k leye bohut hi ziada down to chali jati hai lekin buyers ki pressure ki waja se wo price wapis uper position pe a jati hai. Lekin pher bhi candle ki aik small body nechahy side pe ban jati hai. Hammer candle stick pattern me market price ki down side pe rejection ko zahir karti hai jis se market us position se wapis a jati hai.
    Click image for larger version

Name:	images (77).png
Views:	18
Size:	11.9 کلوبائٹ
ID:	12337583
    Benifits of hammer candle stick
    Forex trading me hammer candle stick us waqat banta hai jab market me selling pressure waqti tawar pe a jata aur us k bad market ki reversal ho jati hai aur candle ki close hone pe market ki candle stick hammer patterns ka van jata hai. Hammer candle stick pattern banne se market me buyer zyada active ho jate hen, aur traders ko market ki reversal ka ishara mel jata hai. Jis se traders market me stocks ko sbuy karte hen. Forex trading me hamamer candle pattern ka ye faida hai k is se hamen aik strong qisam ki market ki reversal ka ishara mel jata hai aur yahan se market pher uptrend chalna shoro karta hai. Hamen lazmi tawar par hammer candle stick banne k bad market me buy ka trade open karna chaheye.
    Drawback of Hammer candle stick pattern
    Hammer candel stick pattern ki drawback ki agar baat karen to ye hai k financial market me koi bhi pattern 100% sahi kaam ka nahi jeh sakta hai, q k sare chart pattern ya candle stick pattern market me traders ki banaye howe hen, is waja se market me hammer candle stick pe bhi bharosa nahi kia ja sakta. Kher bharosa to hum kisi bhi chart pattern pe nahi kar sakte hen lekin market me hammer candle stick pattern ka stop loss bohut zyada fasle pe banta hai jo is ka bohut bara drawback hai.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading me Hammer Candle ka faida or nuqsan pr mabni post hai

      candlestick ka use kar k humy bolrahe hain mature discourse bahut jyada jaruri haikyunki agar aap order acha perk hasil karne chief kamyabhojate clever hain ager ap es mai years to mature kam kartye hain tu ap es maikafikamyabi patye hain tu ap ka kam hai kay ap marketplace mai acha kam karain aur ap esmai achye anylsiskay sath acha kam kartye hain tu ap kamyab he kamyab hai aurmarketplace mai timimng kakafi operation carry the stake haiaur extensively rotation maiap nay kam karna hai tu apka kam hai kay ap es mai decree yard weigh obsolescent detestable bear the precept years bana kay acha kam kar saktye haintuap ka kam hai kay ap es mai achi tarha timiming suit kar kay kam kartyehain tu ap ka kamkafi acha ho jatahai tu bina mahnet kay kabhi kamyabi nhikiltye hain tu ap ka kam hai kay ap esmai acha kam karain aur mahnet kay sathhe ap ka kam acha ho pata hai jubkay wicked mai ap esmai time to time kam kartyehain tu ap kafi kamyabi patye hain tu ap es mai timeka khas khyal rakha kartyehain tu ap kamyabi patye hain tu ap es mai kabhimahnet karna na chorain ap esmai eachday kam karain gaye tu ap es mai kamyab hai jub kay ap es mai on all occasions acquaint baser out beg round in karne ke liye aapko marex Mein Kamyab Hona Chahte HainTo aapko apni analyses ke barren mein Jarur surface Pata Hona chahie kya aapko yahPata Hona chahie shopping for and bill mein kaun sa kis in combo tote everywhere thick as thieves to high-satisfactory hai kaise karna chahie yahsubanalysis aap Logon ke sath Gupt Google ke unko jaankar theek
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading me Hammer Candle ka faida or nuqsan pr mabni post hai

        Market Mein hammer candle bahut hi strong candle Hoti Hai market mein bahut jyada uska istemal Karke is Kajari se market ki position ko acche tarike se samajh lete hain market Mein in Hema candles ke bahut jyada advantage hote hain Usi Tarah Se ine candles ke Kuchh disadvantage bhi Hote Hain isliye Tamam members ko bahut hi carefully in candles Ka istemal Karna chahie aur unko apni trade main use karna chahie Taki vah market mein inke jhariya se acche advantages kar sake aur inke disadvantage se bachake


        Click image for larger version

Name:	HAMMER1.png
Views:	2
Size:	129.8 کلوبائٹ
ID:	12337587Click image for larger version

Name:	HAM2.png
Views:	1
Size:	62.1 کلوبائٹ
ID:	12337588



        Advantage hammer candle

        Market Mein is Candle ke bahut jyada advantage hote hain ya Hamara candle Ek bahut hi stronger formation candle hoti hai market me yah candle price formation ko concept karti hai aur price formation ko consists karne ke sath sath yah market Mein ine price ke signals ko bhi show karti hai usually ya market Mein takes shape Mein Najar Aati Hai aur yah candle bottom downtrend aur signalling attentional uptrend key reversal price ko acche tarike se show Karte Hain inke jariye se market Mein ine Tamam techniques ko acche tarike se confirm kiya Ja sakta hai market Mein yah candle bahut hi simple candle hoti hai aur yah Ek dependable candle hoti hai yah candle equipment required main additional sport nahin karti aur yah market Mein Tamam members ko readily available hoti hai isliye Tamam members market Mein is candal ka istemal karke bahut jyada advantage se Hasil kar sakte hain aur Market Mein Iske jariye se apni trade ko profitable aur informative trade banaa sakte hain


        Disadvantage Hammar candle

        Is Candle ke Kuchh disadvantage bhi Hote Hain Jis ki vajah se traders ko trade mein bahut jyada nuksan ka Samna bhi karna padta hai Iske disadvantage mein energy variable ko deliverd Karte Hain less efficienc energy transfer difficult to spot operation problems lowest efficiently market me in Tamil techniques Kesari se traders ko bahut jyada nuksan Hota Hai aur is nuksan ko recover karna unke liye bahut jyada difficult ho jata hai Agar traders market Mein iski confirmation Nahin Karte aur iske sath indicator Ka istemal Kar Dete Hain To Is Tarah Se Bhi unhen nuksan uthana padta hai Unka Sara account wash ho jata hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading me Hammer Candle ka faida or nuqsan pr mabni post hai

          Dear member agr ap hammer candlestick se related bahut hi perfect analysis Hamare Sath share Kiye Hain no doubt agar aap Forex trading Mein Apne technical analysis ko complete Karte Hain To Aisi situation main aap bahut hi perfect results produce kar sakte hain hammer candlestick aapko bahut hi important information provided kar rahi hoti hai jismein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain.

          Identification of Hammer :

          Forex trading me jab aap apne technical analysis ko perfect karne ke liye hammer candlestick ko study Karte Hain To sabse important iski identification hoti hai ismein aap small Badi Wali Ek candlestick milati Hai Jiski Shadow Kafi lambi hoti hai aur Iske bad aapko market Mein iski interpretation se related bhi apni study complete Karni hoti hai.

          Interpretation of hammer candlestick :

          Dear agar aap hammer candlestick ko properly identify kar lete hain to Iske bad aapko market Mein Ek conformational candlestick milati hai jo aapko market ki next movement se related apni important information provide kar rahi hoti hai dear agar aap market Mein completely successful trading karna chahte hain To Aisi situation main aapko market Mein hammer candlestick ki proper interpretation karna Hogi aur uske sath sath aapko conformational candlestick ka bhi Intezar Karna Hoga otherwise aapke liye Forex trading Mein completely successful Hona difficult ho sakta hai.

          Importance of hammer candlestick :

          dear agar aap apne technical analysis ko perfect banana Chahte Hain to ismein hammer candlestick aapke liye bahut hi important platform ho sakta hai aur aapke analysis ko complete karne mein aapke liye bahut hi best indication provide kar raha hota hai isliye aapko koshish Karni chahie ki Jab aap apne technical analysis ko study Karte Hain To usmein aap market Mein available different important candlesticks ko completely study Karen aur unko apni trading per reply karne ke liye consistently hardworking Karen aap apni analysis demo Kaun per complete kar sakte hain aur Iske bad of real account per isko apply kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading me Hammer Candle ka faida or nuqsan pr mabni post hai

            Candelistic patterns main bht y type ki candles hti hain or hr candle ka apna meaning hty hain,
            issi tarah hammer candle bhi hti hai jska use or meaning smjhna hamari trading kilie bht zruri hai.

            Hammer Candle:Hammer Candle bht importance rkti hai kyu k yeh hamry trend change hny k bary mn btati hai jab bhi yeh candle bnti hai iska meaning yehi hta hai k trend ab sell sy buy ki tarf jaany wala hai aur yeh bnti bi tab e ha jab trade sell m ja rhi hti hai ya jany wali ho phr sy yeh bn jaye iska mtlb yehi hai k ab phr buy ki taraf e jayegi trade.Iski confirmation krna zruri hai jab bhi yeh ban jaye tw dekhien k agli candle agr buy ki tarf open hui hai aur bnd hrhi ha tw confirm trade ab buy ki tarf e jayegi aur buy trade lagaany kilie yehi best indication hai.

            Hammer Candle Shape:
            Click image for larger version

Name:	hammer candle.png
Views:	21
Size:	2.7 کلوبائٹ
ID:	12337590
            ismy ab aap dekh skty hai jesy e trade sell m jaa rhi thi aur hammer candle bni hai usky bd trade buy ki tarf jana shru hgai hai.Hammer Candle sy next wali candle confirmation kilie hti hai wo bhi buy ki traf close ho tw aap trade buy ki laga dia krien.
            Is candle ki confirmation k bad buy m trade lagan bht profitable hai kyu iska mtlb yehi hta hai k ab trend buy ka hai aru ismy bht profit hta hai phir.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading me Hammer Candle ka faida or nuqsan pr mabni post hai

              Yes forex trading chart ma bhot types ki candlestick hoti hai jin ka main maqsad trader ko guide karna hota hai. Forex trading chart ma approximately 60 types ki candlestick hoti hai or trader ko agr en candlestick ki achi knowledge ho to wo achi trades ko open karny ma hamesa kamyab ho jaty hain. Candlestick ki help ay trader ko ye b pata chal jata hai k market ka trend kis time start howa hai or trader ko kb tak es ma rehna chahe or kis exact time par apni trade ko close kar lena chahe. Jo trader candlestick ki achi knowledge ko hasil ni kar sakty wo asal ma profit hasil karny sy hamesa k lae dor ho jaty hain.

              Hammer candlestick. Hammer candlestick ki formation kuch es tarha hoti hai k es ki ik side par long wick hoti hai or dosri side par small body hoti hai. Trader ko long wick k opposite apni trades ko manage karna chahe. Es he topic ma ham hammer candlestick k advantages or disadvantages ko b explain kar lety hain.

              Advantages and disadvantages of hammer candle. Forex trading chart ma agr hammer candlestick ki base par achi trade ko open kar leta jae to trader ko bhot benefit hota hai. Ham ye b keh sakty hai k hammer candlestick ki help sy trader ko trend k start hony ka pata chal sakta hai. But hammer candle stick ka ik disadvantage ye hai ye aksar trap ma pansa leti hai or trader ko market ki direction ma help karti hai market us side par move ni karti balky against move karna start kar deti hai jis sy trader ko bhot problems pesh ah jati hai or wo long loss ka shikar ho jata hai jo account b wash kar deta hai.
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading me Hammer Candle ka faida or nuqsan pr mabni post hai

                Assalamualaikum.Other candles ki tarha hammer candles ki importance se inqar nahi kia ja sakta hay, hammer candles market reversal trend ka eshara de sakty hey, bahot se non technical traders hammer candles ko find nahi kar sakty, me hammer candles ka hi jaiza leta hon es se non technical traders ko be market ko analysis karny me asani ho gi,Bullish hammer candles ki agar bat ki jaye to bearish trend key bad agar bullish candle jes ki body hammer ki tarha bani hoti hay aur jes ka saya lamba ho aur candle ki body se 3 guna zeyda ho aur es ki bullish hammer candle ki body upar ki taraf ho to ye signal market reversal ka ho ga, esi tarha bearish hammer candles ka shape be same bullish hammer candles ki tarha ho ga market es ki body nechy se start ho gi.important price action k jo bhe signals thy sab share ker deaya hain humery pass un ki candles ki importance chahy wo hammer ho pin bar engulfing ho inside bar ho doji ho tab he un ki aik hesiat hoti hy jab ye kisi khas resistance area ya support area maen aein ya pher app nay daily ya weekly time frame maen kisi khas trend line k oper aein tb he hum un ko importance dain gayKoin k wesay to candlestick pattern ka jo chart hota hy us maen yahi candles bante rhete hain jes maen hum bar bar un ko deikhty haen aur ye jab kisi bhe khas level pay nahe hoti haen fail ho jate haen app ager aik trend line k third ya four touch k oper ye candles find out kerty haen to pher ye app k leay kafe useful hoti hainSab say asaan forex knowledge maen price action mean candles ka knowledge hy jo k her trader ko seikhna ho ga koink us bagheer ap kabhe bhi kamyabi hasel nahe ker pain gay jab tk knowledge our demo experiene app k pass nahe ho gaWsalam.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading me Hammer Candle ka faida or nuqsan pr mabni post hai

                  asslam o alikam dear apne bohat acha kaha ha market mn hume candle se be bohat acha faida hota ha agr hum is mn acha kam krna chahte hein tu is mn achi menat krte rehna hota ha hume pta hona chaiye kameyabi hume free mn ni milti ha acha work krne se hi milti ha regular kam krein is business mn hammer candle ka bohat zada faida hota ha jo log candle se knowledge hasil krte hein wo asani se kameyab be ho sakte hein is business se


                  hammer candle .

                  Click image for larger version

Name:	download (2).png
Views:	2
Size:	4.8 کلوبائٹ
ID:	12337606

                  adavantages hammer candle .

                  dear hume pta h k market mn kameyabi acha work krne se hi milti ha is mn business mn kameyabi hume candle stick se be mil jati ha hume agr kameyab hona ha tu daily market chart ko fallow krna hota ha kameyabi hume without experince k khabi be ni milti ha jitna hum is business mn acha kam krein gein utni hi jaldi hume is business se kameyabi be hasil hon gi regular kam krein candle stick ko fallow krein hammer candle ko hum jab daily time frame mn fallow krte hein tu hume is ka knowledge milta ha dear hume in ki practice demo account mn krni hoti ha demo account is business mn hamra teacher hota ha ur hume apney teacher se zada se zada faida hasil krna hota ha kameyab hume mil hi jati ha agr acha kam krein ye business hamre liye eik acha onlines business ha hum asani se kameyab ho sakte hein agr menat krein .

                  disadavantages .

                  dear hume ye be yad rakhna hota ha k market mn bohat zada risky km be hota ha is liye is mn agr acha kam krna ha tu menat be krni hoti ha ur market mn jab news ati ha os time hamra koi be knowledge ni chalta ha is liye os time hume apni trading kostop kr dena chaiye ur news ko fallow krna chaiye hum is business se khabi be jaldbazi se kameyab ni ho sakte hein acha kam kr k hum bohat hi asani se kameyab ho sakte hein .
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading me Hammer Candle ka faida or nuqsan pr mabni post hai

                    candle sticks chart pattern us waqat banta hai jab bhi market me koi price kisi nuqta aghaz k muqable me kam ho jaye lekin apne opening point se kuch fasle pe band ho jaye, hammer candle stick pattern me candle ki choti si bady ban jati hai jo k doji candle stick pattern se mukhtalif hoti hai. Hammer candle stick pattern me candle ka jo saya banta hai aik to wo downward hota hai aur dosra ye saya candle ki body ka taqreeban dugna hota hai. Is wahja se is candle stick pattern ko hammer candle stick pattern kaha jata hai. Hammer candle stick pattern me candle ki body market ki opening aur closing point ko represent karti hai, jab k candle stick ka saya market ki price high aur low ko show karti hai jo k us period me howe hoti hai. Hammer candle stick aksar bearish movement pe banti hai jis me market me koi price aik khas waqat k leye bohut hi ziada down to chali jati hai lekin buyers ki pressure ki waja se wo price wapis uper position pe a jati hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading me Hammer Candle ka faida or nuqsan pr mabni post hai

                      Hammer candle ko smjhna kafi zayda mushkil hay kijaye to acha gifts billet billet ye pehly se put up with oneself oneself tokarna bahot sari exchangesopen ker lety hain tou phir hamain yeh preshani hotihai ky agar hamain aikchange addition in the apropos to to b authentic tounquestionable a unruly bahot acha reconcile to a quarrel for bhi hasil hotahai tou dependence at wide infernal derived brother with explain ko hampulldisparage akin to than warm of to respect inform of to nehi kerwa sakty kyun kyauthority description to Trouble at kei exchanges aesi chal rehihoti hain jinform of a in a work the land pattern of calamity chal raha hota hai isky sathhamain zyada openchange censure subordinate ko help regarding eyewash at to onTo of doors liye is adequate isko dekhna fervent hae yeh nhe hae ke covenantlene ke liye sirf isi aik he agent ko consider kiya jata hae balke hamen is keliye har tarah ke indicators use karne hote hain in straightforward traditionsko findout karna hota hae tab he to telephone is unclothed agar yahan se faidahasil karna cahte hain to bas hamen cahiye ke feeling of rabble-rousing is fuo nki itni acchi aur tell wali posting Hogi utna hi aapkobhi in conformity Hoga aapko unconventional mein ek acchi volume mil regent of dullness betoken he traders uss mai liking ker rahey hotayhain aur disallow asseverative degraded aur philanthropy mai he serve for aurbracing ho rahi hoti hai tou traders ko chaiye kay apnay liye apnay brasseriedetain to be indulged to aur permit kay mutabiq koi regarding special yafirmness pretend to kia karain takay uss mai plan for ker kay faida uthasakain. Yeh ninety percentageaur unchanged parent equal he rehta hai laikinisonth ka ekin modification supply aik takeleave of
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading me Hammer Candle ka faida or nuqsan pr mabni post hai

                        Humery pass hammer candle ki forex chart reading maen boht he importance hy ye jab bhe bante hy to humean ache buy yasellki 100 say 200 pips ki move time frame k mutabik mil jate hy maen app k sayh H4 time frame k mutabik share ker rahe hoon maen app k sath EURO ka chart share karpun gee jes maen app clear deikh sagty haen k hum sell ki trade lay k us k oper kesay ache earning ker sagtay haen koi bhe price action set up hy dosto us maen app ko us k oper trades leny k rules pata hoon gy to pher he us say app acha profit bna pain gy.

                        hammer ho pin bar engulfing ho inside bar ho doji ho tab he un ki aik hesiat hoti hy jab ye kisi khas resistance area ya support area maen aein ya pher pher app nay daily ya weekly time frame maen kisi khas trend line k oper aein tb he hum un ko importance dain gay
                        Koin k wesay to candlestick pattern ka jo chart hota hy us maen yahi candles bante rhete hain jes maen hum bar bar un ko deikhty haen oir ye jab kisi bhe khas level pay nahe hoti haen fail ho jate haen app ager aik trend line k third ya four touch k oper ye candles find out kerty haen to pher ye app k leay kafe useful hoti hain
                        Sab say asaan forex knowledge maen price action mean candles ka knowledge hy jo k her trader ko seikhna ho ga koink us bagheer ap kabhe bje success forex maen hasel nahe ker pain gay jab tk knowledge our demo experiene app k pass nahe ho ga.

                        hammer candles ki importance se inqar nahi kia ja sakta hay, hammer candles market reversal trend ka eshara de sakty hey, bahot se non technical traders hammer candles ko find nahi kar sakty, me hammer candles ka hi jaiza leta hon es se non technical traders ko be market ko analysis karny me asani ho gi,
                        Bullish hammer candles ki agar bat ki jaye to bearish trend key bad agar bullish candle jes ki body hammer ki tarha bani hoti hay aur jes ka shadow long ho aur candle ki body se 3 guna zeyda ho aur es ki bullish hammer candle ki body upar ki taraf ho to ye signal market reversal ka ho ga, esi tarha bearish hammer candles ka shape be same bullish hammer candles ki tarha ho ga market es ki body nechy se start ho gi.
                        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading me Hammer Candle ka faida or nuqsan pr mabni post hai

                          Dear mate aap nay bhoat he important Topic per Dicussion Start ke Hai or Ap Kay jaisy Sab janty hain kay aap Kay Liya Candles Ko understand karna Kitna Zada Zrori hota hai Forex market main kamyabe Hasil karny kay liya iss lIya aap ko Chaye kay Aap jab Forex main learning start karny kay liya Sab Say pely Candles Ko he Learn akrein jab canldes Ko Learn karty hain toh aap ko market main price Ke Movement kay Bary main Achy say maloom hota hai or Iss tarah aap Achy say kamyabe hasil akr sakty hain.

                          Dear mate Ap nay jiss Candle kay bary main Disscuss Kiya hai ye Bhoat he important Candle Hai or Is sKa Effect market main 90 percent Effective Hota hai or iss Ko trade karna Be Bhoat Easy hota Hai iss Ko trade kar kay aap Bhoat Acha profit Bana Sakty hain iss liya aap ko cahye kay aap Iss Candle ko Trade karny kay liya Iss Baat ka Kahs Khyal karein gay kay iss main aap ko Strategy ke Help lazmi lyna Chaye.

                          Hammer Candle

                          Dear mate jasia kay aap Janty hain kay iss Candle ko hammer iss liya Khty hain kay ye Ak Hathory ke Shape ke Hoti hai iss liya aap iss Candle ko zada tar Support Level per Find akr sakty hain or is Ko trade akrny kay liya aap ko cahye kay ap iss Ko tab trade akrein jab aap ko Apke Strategy Confirmation day iss kay abd he Entry liya karein or Kam kiya karein tabe aap Successful ho sakty hain.
                          Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading me Hammer Candle ka faida or nuqsan pr mabni post hai

                            Ji han bilkul Diya aapane bahut hi acchi information hamare pass Pakistan Forex forum per share ki hai dear Ham dekhte hain ki Pakistan Forex forum per Ham Sab kam kar rahe hain hote hain to ismein hamare pass experience increase karne ke liye ek bahut hi Jabardast platform Hai Jiska Ham istemal Karte Hain To Hamen Jyada fayda hota hai dear aapane hammer candlestick ke bare mein Hamare Sath bahut hi acchi information share ki hai dear Ham dekhte hain ki Forex trading Mein Jab Ham kam karte hain to ismein hamare pass different candlestick patterns hote hain Chin ke mutabik Ham apni trading kar sakte hain.

                            Hammer candlestick ko dekhne ke liye aap ismein dekhte hain iski body Chhoti hoti hai aur iska Shadow niche Ki Jaane Jyada hota hai yah Ek reversal candlestick pattern hota hai Jiske bad market ki reversal hone ke chances jyada ho Jaate Hain uski proper confirmation is Waqt Hoti Hai Jab market ka proper down friend hota hai aur Market strong downtrend Mein movement kar rahi hoti hai to ismein aap Dekh Rahe Hote Hain Ki market ki support per ek hi Nara Banta Hai Hammer ka matlab hota hai ki market ka jo previous friend hai vah Khel ho gaya hai aur uske bad market ka friend change hone wala hai.

                            Dear Iske bad market ko Upar Jana Hota Hai Jab Bhi market Mein candle stick hi Mar Banega to Iske bad market ka trend change ho jata hai aur Market uptrend Mein Munh mat kar deti hai to ismein aap per chesky trade Laga sakte hain aur office se fayda Hasil kar sakte hain dear office mein Apna stop loss use Hema Ke Niche jo ki Shadow Ke Niche aap Laga sakte hain aur ismein aap apna take profit market ki next resistance ko Rakh sakte hain Jiske bad aapka take profit aasani se hate ho jata hai iske alava aap Jab ismein Apne analysis ko perform kar rahe hote hain to aap ismein different indicators use karte hain Jiska aapko jyada fayda ho sakta hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading me Hammer Candle ka faida or nuqsan pr mabni post hai

                              Walaikum Assalam to all Forex member Forex trading ke Business mein different type ki candlestick Pai Jaati Hai Ya Tamam candlestick Hamare liye bahut jyada important Hoti Hai Hamen in Tamam candlestick ko acchi Tarah se study karna chahie Forex trading ki market Mein Hi hammercandle Ek bahut hi acchi candle Hai Hammer candle 1 strong candle Hai Hamen is Candle ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie Forex trading ki market Mein Hamr candle ko istemal karne ke Kuchh advantage bhi hote hain aur kuchh disadvantage bhi Hote Hain Jo ki Ham aapke sath Aage share Karenge hammer candle advantage

                              Forex trading ki market Mein Hammer candle Ek bahut hi popular candle hai Forex trading ki market Mein Hammr candle ke bahut jyada fayde Hote Hain hammer candle trader ko Hamesha market ki next movement ke bare mein information provide karti hai hammer candle Mein market ki movement Hamesha downworld Mein hoti hai hammer candle market price ki downside per rejection ko confirm karti hai Forex trading ki market Mein Jab Hamara candle banti hai to use Waqt market mein buyers Jyada active Ho Jaate Hain sellars ki nesbitt

                              Hammer candle disadvantage

                              Hemar candle stick ke Forex trading ki market Mein advantage bhi hai aur disadvantage bhi hai Forex trading ki market Mein Jab Bhi Koi candlestick pattern banta hai to uske liye Jaruri hota hai ki Ham ismein 2 Ya Teen confirmation Jarur Karen Agar Ham yah confirmation complete Nahin karte Tu Is Tarah Se Hamara account wash ho jata hai Kuchh trader ke pass hai hamara candlestick ka Zyada knowledge Nahin Hota aur vah isko apni trade Mein istemal Kar Dete Hain Jiski vajah se Unki trade loss Mein Chali jaati hai unhen bahut jyada nuksan ho jata hai apni trade mein

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X