Re: Trading mein Open order mein modification kar sakte hai??
Forex main wuhi traders achi earning karty hain jo market ki conditions kay mutabiq apni trade start karain aur iaky bad apni trading ko market ki situations kay mutabiq he run hony dain jab ke blindly trading karna kabhi bhi aqalmandi nai kehlati. Is liye trader ko chhaiye keh kabhi bhi forex market main emotional na ho balkeh patience say yahan per kam kary.
How to modify and control running trade.
Baz dafa aisa hota hay keh jab trader order place karta hay to buy ya sell main fori open karta hay aur na he is main take profit limit set karta hay aur na he stop loss set karta hay. But after order activation, trader ko lagta hay keh market mazeed iski favour main jaye gi aur up bhi ja sakti hay, is tarah trader apni is trade ko modify karty huye take prlfit limit set kar laita hay. Aur jab take profit per market price puhnchti hay to ye profitable position main auto per exit ho jata hay. Isi tarah ager trader ko lagy keh market down jaye gi aur isko ziada loss ho sakta hay to trader apni lot size and balance kay mutabiq stop loss laga daita hay ta keh woh is say ziada loss main na jaye.
Limitations in trading order modification.
Already running trader ya pending order main ham take profit ya stop loss ko he change kar sakty hain jab keh ham lot size ya order direction yani sell to buy ya buy to sell change nai kar sakty.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим