sawal: what is slippage in forex trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: sawal: what is slippage in forex trading?

    slippage kabhe kabhe hota hae yeh normal wese hota nhe hae jab market bahut he zayada volatile hote hae to is main slippage ho he jata hae to bas is waja se hamen cahiye ke hum is main ache tarah se isko samajh karen or aj main apko kuch slippage ke example share karta hun apko sab kuch clear ho jae ga is main yeh hota hae ke slippage main ap ke trades automatically he open ho jaya karte hain or agar apko profit hota hae to ap usko withdraw nhe kar sakte hain q ke yeh cut kar diya jata hae broker ke taragf se to is ka hamne koi bhe faida nhe hota hae is liye hamen cahiye ke hum is main aik kam kar sakte hain jab bhe hamen is tarah se profit ho to hamen use waqt is main withdraw le lena cahiye tab he to hum yahan se kuch na kuch to hasil kar sakte hain or is main hum kamyab ho bhe sakte hain agar hum is main ache tarah se kam ko bhe time dete hain or yahan se hum kuch na kuch hasil karte howe is main hamen kuch na kuch to hasil ho he sakta hae hamne kabhe bhe himmat nhe har lene cahiye is ke liye hamen cahiye ke hum is main ache tarah se kam kiya karen take hamne kuch gain ho sake or hum is main successful ho jae bas is liye he to hamen is main mehnat karne ho ge take hum yahan se kuch na kuch to seekh saken or hum is main kamyab hpo he jaya karen agar hum is main mehnat karte hain or ache tarah se kam karte hain to hamen bahut kuch hasil ho jaya karta hae or hum is main kamyab bhe ho jate he hain agar hum is main is tarah se kam karte rahen to bas is main mazeed mehnat ke sath ache tarah se kam karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: sawal: what is slippage in forex trading?

      Assalam o Alaikum dear friends trading business main hamare pass jitna zayda knowledge ho ga ham utna hi zayda earning kar sakte hai is liye hame chahiye k daily bases par Forex trading k bare main sekehen our nai chizen dekhen our apna experience increase kare
      so mara senior traders se ye Swal hai k Forex trading main Slippage kya hoti hai our kis tahra is se ham faida hasil kar sakte hai ?? please apne khayalat share karen ,

      jaha tak main ne research ki hai mere khayal se market main Slipping us wakt hoti hai jab aap market main ek khas time par enter hona chahte hai lekin market main taiz utar charhao ki wakta se aap apne point se phir jate hain slipping twaku ki jane wali keemat our aap k phirne ki keemat k darmyan fark ko kehte hai

      agar expected Fill price actual fill price se behtar hai to ham is ko ham positive Slippage kehte hai
      our agar expected fill price actual fill price se kam hai to ham is ko negative Slippage kehte hain

      yahi waja hai k aap ko news trading k wakat ya to trading nahi karni chahiye ya phir muhtaat reh kar trade karna chahiye

      اب آن لائن

      Working...
      X