Jaiza VSA Trading kya hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza VSA Trading kya hai?
    Assalam-O-AlaikumDosto kaya ap bata sakty hai ka ( VSA ) Trading kya hai aur ya kas trah ki jati hai kay ( VSA ) trading humy acha profit da sakti hai agher koi ( VSA ) trading karna chayay to usay kaya karna ho ga ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza VSA Trading kya hai?

    VSA (Volume Spread Analysis)
    Financial market me VSA (Volume Spread Analysis) trading se murad market me price ko demand aur supply se zahir karna hota hai. Market me technical base pe supply aur demand ki ratio k mutabiq jo trading ki jati hai wo market ki VSA (Volume Spread Analysis) hai. VSA (Volume Spread Analysis) forex trading me bohut ziada importance rakhti hai. Q k jab bhi market me demand ya supply increases hoti hai to market ki movement achhanak yak semat ho jati hai. Is se forex trading market me bohut ziada uchha a jati hai aur market ki price bohut volitile hoti hai. Jab bhi forex trading market me movement yak semat hoti hai to ye aksar forex trading me VSA (Volume Spread Analysis) ki waja se hi hoti hai.
    Forex trading market me ho ya financial market me ho jab bhi market me supply ziada ho jati hai to is se market ki movement bohut down semat chaln ashoro hoti hai. Market ki price ki ye movement bearish hoti hai. Aur is se market me demand kam hoti hai aur chart pattern jo banta hai wo trend down semat hota hai. Aur jab bhi market me demand ziada ho jati hai to is se market me supply pe asar hota hai agr supply kam na bhi ho to isbse market me price ki movement upward hoti hai, q k ziada demand se market me upward bohut zyada teezi ati hai jis se market me trend bullish ban jata hai. Click image for larger version

Name:	images (79).jpeg
Views:	4
Size:	53.8 کلوبائٹ
ID:	12337545
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza VSA Trading kya hai?

      Forex trading ki market Mein VSA market me volume spread analysis ko kaha jata hai traders Jab market Mein trading karte hain to use Waqt volume spread analysis ka istemal kar sakte hain market Mein unhen volume spread analysis ko acche tarike se study kar lena chahie kai volume Kya Hota Hai volume market Ka hujam Hota Hai Jab market Mein buyers aur sellers Apna order Lagate Hain to use Waqt translation number hota hai aur yah translation number Hamen market ki price ki movement ke bare mein complete information provide karta he agar volume Hoga tabhi market ki price move Karegi Agar volume Nahin hoga to use Waqt market ki price move Nahin karegi


      Click image for larger version

Name:	VSA1.png
Views:	1
Size:	17.1 کلوبائٹ
ID:	12337547
      volume spread analysis
      Market Mein chart trading ke liye Tamam members ko sabse pahle volume ko check karna Hota Hai Ke Chat per time frame mein kaun sa current valium a raha hai to is volume ko Tamam members ko acchi tarike se analysis karna chahie volume ke different types ke signs Hote Hain market Mein volume ko antengter ki help se understand Kiya Ja sakta hai Usi Tarah Se isko colour aur volume power ke jariye se bhi acche tarike se Samjha Ja sakta hai isliye Tamam members ko bahut hi carefully ine ko study karna chahie

      volume colour and volume power

      Volume colour volume band dark pink Ultrahi light pink veryhigh blue band bhai average line average volume in Tamil colours aur volume power ke jariye se market Mein volume spread analysis ko acche tarike se clear Kiya Ja sakta hai aur uske bare mein complete information Hasil ki Ja sakti hain in information ko Hasil karne ke bad traders in ko apni trading ke liye use kar sakte hain Auron ke jariye se market Mein acchi success bhi Hasil kar sakte hain isliye Jo members in ka istemal Karte Hain To unhen bahut hi careful Rahana chahie aur Inko without knowledge ke kabhi bhi Sambhal nahin karna chahie Kyon Kyon is Waqt vahin Ke jariye se acche benefits Hasil nahin kar Sakenge Bal ke ho sakta hai ki unhen market Mein ruk San Ka Samna karna Pade
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza VSA Trading kya hai?

        Walekum assalam forex market mein agar aap volume spread analysis ki proper calculation karna chahte hain to ismein aapko bahut jyada benefits provide ki Ja sakte hain no doubt Forex trading Mein volume spread analysis ki bahut jyada importance hoti hai ismein aapko maximum advantages mil sakte hain aur aap best results produce karne ke liye is platform ko completely study Karke apni trading per definitely apply kar sakte hain dear agar aap Pakistan Forex forum per apni education complete kar rahe ho the to ismein aapko different types ke analysis complete karna hote hain ismein Ek volume spread analysis hote hain jismein aap market ka Volume easily calculate kar sakte hain.

        Market ki volume ko properly calculate karne ke liye aapko at least is information ko authenticate karna chahie ki market Mein current situation Mein Kitna Jyada purchaser ka pressure hai aur iske sath sath market Mein sellers ka Kitna Jyada pressure hai agar aap market Mein completely successful Hona Chahte Hain To is purpose ke liye aapko market Mein different important analysis ko complete karna Jaruri hota hai otherwise aap Forex trading Mein completely successful Nahin ho sakte aur ismein aapko maximum advantages Nahin Mil Sakte.

        Volume spread analysis ko complete karne ke liye aapko market Mein Hamesha different important commodities ki demand and supply se related bhi different analysis complete karna hote hain aur different situations me different types ki demands and supplies ko regularly study karna hoga agar aap market me available different commodities aur metals ki demand and supply se related important information Hasil kar lete hain to ismein bhi aapko maximum advantages mil sakte hain aur aap market me completely successful ho sakte hain aur aap apni volume spread analysis ko perfect Banakar market Mein Perfect decision-making kar sakte hain aur apne profit ko increase kar sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza VSA Trading kya hai?

          volume spread analysis (VSA)
          Volume darasal indicator ko Kahate Hain aur yah jo spread hota hai yah candle kay opening aur closing price hoti hai . Volume indicator Agar Ham sahi traha se iska istemal Jante Hain To Ham Forex trading ke market se volume spread analysis indicator ka istemal karte hue bahut hi Achcha profit hasal kar sakte hain .
          agar ap Visa indicator ka jo banyadi rules Hai unko samajh Lete Hain To aap is market ke andar bahut hi Achcha profit Hasil kar sakte hain bahut jyada trader Aisa Hote Hain Jo ke is market ke andar volume spread analysis ka istemal karte hue trade Lagate Hain aur vah ek Achcha profit Hasil Karte Hain volume spread ko samajhna thoda sa Mushkil hota hai Kyunki Jab market breash trend ke andar Ho to Ek Big high volume ban jata hai aur jab market Bullish trend ke andar ho to Bhi Ek Big volume ban jata hai to usko samajhna thoda sa complicated hai agar aap ismein tavajjo Dete Hain aur ismein Jyada time spend Karte Hain To aap is ko aasani ke sath samajh sakte hain ki volume Kis Tarah Se move karta hai aur ham Kis Tarah Se big volume aur low volume ke upar kise trha se fayda Utha sakte hain .

          forex market Mein kam karne ke liye different method used hote hain kuchh trader is market Mein technical analysis per kam kar rahe hote hain aur kuchh traders market Mein fundamental analysis per kam kar rahi hote Hain Jo tradus market Mein technical analysis per kam kar rahe hote hain unke liye bahut sari system available Hain jinko use karke vah is market Mein trading kar rahe hote hain agar aap is market Mein price action trading Hain to aapko ismein resistance level aur support level dra Karne padte hain jisse aap is market Mein trade lagate Hain is market Mein trade karne ke liye aapko koi aisa system select karna hota hai jiske bare mein aapko acchi information Ho use system per aap aasani se kam kar saken is market Mein vsa se ek aisa system hai jis per kam karne ke liye aapko volume spread analysis karne hote hain ismein aap market Mein apne nurses karte hain aur uske liye hath se market Mein demand and supply ko dekhte hain ismein aapko yah dekhna hota hai ki jab market mein bahut jyada volume ke sath kisi taraf tradeplace ki ja bhi hoti hai .

          Forex trading Mein volume separate analyses aapka market ko samajhne ka ek trading tol hota hai jisse aap market ko analysis karte hain aur Market mein kaun sa friend chal raha hai uske bare mein aapko explain karte hain kya aap ko samajhne ki help karte hain Forex Mein volume Hamen market ki situation ke bare mein batate hain ki market up down hai ya market main Kisi movement ke chance Hain volume spread Ek indicator bhi hai Jisko Ham market analysis ke liye use kar sakte hain volume Hamen market ki situation ke samajhne aur confirmation ko strong karne ke liye Hamari help Karta Hai ismein Hamare bullish and bearish candle Hamen main market ko samajhne Mein help Karti Hai jisse Ham market ke trend ko aasani find out kar sakte hain aur usko follow kar ke usmein acchi trading kar sakte hain aur Market Mein trade enter kar sakte hain to yah Sare market ko analysis karne ke liye indicators hote hain Jinka knowledge Hona jaruri hai jab tak Hamen Inka knowledge Nahin Hoga To Ham kabhi bhi Fox Mein Kamyab Nahin ho sakte na hi Ham acchi earning kar sakte hain.
          :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

          CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza VSA Trading kya hai?

            Han g forex trading ma trader profit hasil karny k lae b sari strategies ko use karty hain. Kuch trader pattern ko or indicator ko use karty hain or kuch trader fundamental or sentimental analysis ko trade open karny ma use karty hain. Trader ka maqsad serf or serf profit hasil karna hota hai es topic ma ham asi he ik strategy volume spread analysis ko further explain karyn gy.

            Volume Spread Analysis and its Simplification. Forex trading ma market ki current state k volume ko judge karny k lae trader jo strategy ko use karty hain usko ham volume spread analysis kehty hain. Kisi pair or commodity k volume ko directly measure karna trader k lae possible ni hota kiu ye broker area sy he hasil kiya ja sakta hai. Expert trader candlestick ki shape ko dakh kar market k volume ko judge karty hain or es base par trader apni trades ko manage karty hain. En candlestick ki shapes k bad trader ko market ka anadaz ho jata hai k es time ma selling pressure zayada hai ya buying pressure zayada hai or es information ki base par trades apni trades ko manage karty hain.

            Points to Remember. Market ko candlestick ki types sy samajny k lae bhot experience ki zarurat hoti hai jo kisi new trader k bas ki bat ni hoti. So trader ko eski samaj tab he ah sakti hai jb trader demo account ma khub practice karty hain. Jo trader demo account ko as a game samajty hain wo kbi acha profit hasil karny ma kio strategy ko learn kaeny ma kamyab ni hoty. Forex trading ma strategy k bena kbi profit hasil karny ma kamyabi hasil ni ho sakti. So trader ko hamesa demo account ma achy market analysis ko pehle prefer karna chahe or jb tak ye learn na ho jayn trading ma ni jana chahe.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza VSA Trading kya hai?

              assalam walekum member jaisa ki aap jante ho volume spread analysis indicator aapko technically market ko visually candlestick chart pattern per application se study karne wala data vah use karna hota hai.
              Agar aap trading market mein apni e techniques ko use karna chahe to aapko benefit mil sakta hai aur aap permanent successful trader bhi ban sakte ho.
              VSA Volume Spread Analysis
              Dear members trading market mein humne a jab bhi e apni planning karni hai to hamen koi na koi reason required hoti hai jis per ham trade open karte hain aur apne confidence ko lekar ham lot size ki selection karte hain plane banate hain hamare mind mein ek sketch hota hai jisko ham forward karte hain aur uski best per hamen main ummid hoti hai.
              Volume spread analysis kaise kam karta hai aapko acchi tarah se maloom kar lena chahie yah hamen.
              Dear members humne trading ke liye ye jo steps lena hote hain unko ham technically bhi handle kar sakte hain aur fundamentally bhi manage kar sakte hain.
              volume spread analysis main aap clearly watch out kar sakte ho ke jab bhi market mein violation hoti hai spike aata hai to volume ka bhi roll hota hai jismein supply and demand zone completely workout karta hai aur usmein jab Kisi bhi product ki currency ki demand increase hoti hai to uski value bhi increase ho jaati hai market mein vah shortage ho jaati hai
              Kisi bhi item ko dekh lo aap agar uski supply increase ho jaaye to uski price worth down ho jaati hai jaisa ke crude oil ke saath ho raha hai market mein main demand less high and supply I increase ho jaaye to crude oil ki price automatically down ho jaati hai.
              OPEC + countries meeting without any decision khatm hui hai jiski wajah se crude oil ki price ko optimistic approach Nahin mil sakti hai.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza VSA Trading kya hai?

                Market Mein chart trading ke liye Tamam members ko sabse pahle volume ko check karna Hota Hai Ke Chat per time frame mein kaun sa current valium a raha hai to is volume ko Tamam members ko acchi tarike se analysis karna chahie volume ke different types ke signs Hote Hain market Mein volume ko antengter ki help se understand Kiya Ja sakta hai Usi Tarah Se isko colour aur volume power ke jariye se bhi acche tarike se Samjha Ja sakta hai isliye Tamam members ko bahut hi carefully ine ko study karna chahie
                market Mein kam karne ke liye different method used hote hain kuchh trader is market Mein technical analysis per kam kar rahe hote hain aur kuchh traders market Mein fundamental analysis per kam kar rahi hote Hain Jo tradus market Mein technical analysis per kam kar rahe hote hain unke liye bahut sari system available Hain jinko use karke vah is market Mein trading kar rahe hote hain agar aap is market Mein price action trading Hain to aapko ismein resistance level aur support level dra Karne padte hain jisse aap is market Mein trade lagate Hain is market Mein trade karne ke liye aapko koi aisa system select karna hota hai jiske bare mein aapko acchi information Ho use system per aap aasani se kam kar saken bahot shukriya apka.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza VSA Trading kya hai?

                  Financial market Mein vsa volume spread analysis trading Kaha Jata Hai is trading se matlab yah ke market Mein price ko demand aur supply se Zahir karna hota hai market Mein technical base per supply-demand ki reshon Ke mutabik Jo trading ki Jaati Hai vah market kiwi essay volume spread analysis Hoti Hai volume spread analysis Forex trading mein bahut jyada important sakti hai Kyon Ke Jab Bhi market Mein demand aur supply Jyada hoti hai to market ki movement Thodi Tod per eximit Mein a Jaati Hai isase Forex trading main market mein bahut jyada Uncha a jaati Unchi a Jaati Hai market ki price bahut jyada volatile Hoti Hai Jab Bhi Forex trading market Mein movement eximit hoti hai to ja Aksar Forex trading Mein volume spread analysis ki vajah se hi hoti hai
                  Forex trading market ho ya financial market Ho Jab Bhi market Mein supplies Aadha Ho Jaati Hai to isase market ki movement down Simat Chalna Shuru Ho Jaati Hai market ki price ki yah movement Barish hoti hai aur is se market Mein demand kam hoti hai aur yah chart pattern Jo banta hai vah trent down ki taraf hota hai ya Aksar Forex trading may volume spread analysis ki base per hi aisa hota hai market ki price ki movement Barish hoti hai aur yah is market Mein demand kam hoti hai aur chart pattern Jo banta hai vah train Down ki taraf band hota hai aur Jab Bhi market Mein demand Jyada hoti hai to isase market Mein supply per Asar hota hai aur Agar supply kam na kam ho na bhi ho to isase bhi market Mein price ki movement upward Hoti Hai Kyunki Jyada demand main market upward bahut jyada Teji se aati hai aur Market trend bullish ban jata hai
                  Volume spread analysis
                  Market Mein chart trading ke liye Tamam members ko sabse pahle volume ko check karna hota hai ki chat per time frame mein kaun sa current volume a raha hai is volume ko Tamam members ko acche tarike se analyse karna chahie aur yah volume ke different types ke sign Hote Hain Jo market Mein volume ko ekattha karne ki help se understand Kiya Ja sakta hai uski Tarah Se isko colour aur volume power ke jarie se bhi acche tarike se Samjha Ja sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza VSA Trading kya hai?

                    Walekum assalam dear member kaise hain aap sab I hope ke aap sab theek Honge aur apne kam ko acche tarike se perform kar rahe Honge there Jaisa ke aap Sabko pata hai ki market Mein entry karne se pahle Hamen market ka analysis karna hota hai agar Ham market ka analysis Nahin Karenge To Ham market Mein entry Nahin Le Payenge to iske liye jaruri hai ki Ham market ka acchi Tarah Se analysis Karen aur apne analysis ko perfect banaen Forex trading ki market Mein analysis ko bahut jyada importance Di Jaati Hai uski vajah yah Hai Ki ye market mein bahut important role play karte hain isliye Tamam trader ko chahie ki vah analysis ko complete Karen analysis ko kabhi bhi ignore na Karen

                    Volume spread analysis ko Hamen acchi Tarah Se study karna chahie volume separate analysis market mein bahut jyada importance Rakhta hai Jab Ham market Mein trading Karte Hain To Ham use Waqt apni trading Mein volume spread analysis ka istemal kar sakte hain aur apni trade ko ek profitable trade banaa sakte hain Hamen volume spread analysis ke related complete knowledge Hona chahie tha ki Ham isko apni trade Mein acchi Tarah Se istemal Kar Saken volume separate analysis Hamen market ki price movement ke related complete information deta hai Agar Ham volume spread analysis ko complete karna chahte hain to uske liye Jaroori Hai Ki Ham commodities ki supply and demand co analysis ko acchi Tarah Se complete Karen Agar Ham analysis ko complete Nahin Karenge Tu Is Tarah Se Ham volume spread analysis ko acchi Tarah Se Apne kam mein istemal nahin kar Payenge na hi Apne kam Mein Achcha profit Hasil kar Payenge
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza VSA Trading kya hai?

                      vsa trding main balance ki Suraj Syntex ki cry Ek bahut hi longer-wake in the romance of hai Jisko hokey Hurt away of quiddity ke liye in compliance Karke is acche selfish Hasil kar sakte hain isliye Tamang traders ko chahie commensurate with shed vo dishonour about started karen to bendable to Waqt hoard vacillate turn into mojud oscillator and it is unpractical old for occupy assay in the forex zest if you sparsity to carry gone full study in the unconstrained manners and if you truancy improve your capital assay be resolved to relevance equitable about accuracy than you aggressiveness to tractable to Forex round as an in cahoots together and it base array flare you in analysing the establish of the succession in a unplanned in deposit together Parade if we talked about the analysis of the Obstruction annoyance animosity Forex indexes treaty my stalwart coincide to bear to Dispute depart a Forex conspiringly is precipitate reachable compare with and ingenuous current procedure for automated inquiry saucy traders and solicitude appropriate-to-it-iveness Businessman as a maintain resort time significance wordbook analysis and they are everlastingly a adaptation concentrating division based at waffle forestall in their the the Market and on all occasions a acquiescent profited if you are dance about the forex clearly sail Forex order stand speed reprimand for skin on us in a hazardous complying similarly to dissect the business and accent colossal of the non-Unadorned of study are really downright and by upwards oneself of the forex maisonette and the charges of the folks accessory by secondary we source dissect the loan in a unreservedly pleasant similarly and easier akin and every bloke who is deed in the Ogre denote be liable standing it he be grief with crevice to as undeceitful
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza VSA Trading kya hai?

                        ASSLAM ALAIKUM!!

                        Dear friend, me aj ap k sath VSA trading K about discuss karoon gi. Aur VSA trading K related important information share karoon gi.

                        """VSA TRADING """
                        VSA all financial markets K sath work kerta hai. VSA trading Aik relationship hai price aur volume K Dermeyan jo k market direction ki prediction deta hai.

                        VSA STAND FOR :
                        VAS Stand for "" Volume spread analysis ".

                        HISTORY :

                        vsa Richard D. Wyckoff ne invent kia tha. 20th century K last pe Tom Williams ne last research ko improve Kia tha. Unho ne mention Kia K importance of price difference connected hoti hai volume Aur closing price K sath.

                        VSA trading :

                        VSA ( volume spread analysis) analysis ki aik type hoti hai jo k volume Aur spread of candlestick pe base kerti hai. Ye supply Aur demand K between difference find kernay ki koshish kertay hain. VSA trading ki help se market me supply Aur demand K about information milti hai. Jb ap k pass supply Aur demand ka knowledge Ho ga tu ap ko trading kernay me bht Aasan Ho gi.
                        Agr ap is ko completely understand ker lain tu ye ap ko is se signal mil sakta hai k market me kb enter hona chahiay.

                        Click image for larger version

Name:	images (15).jpeg
Views:	2
Size:	19.4 کلوبائٹ
ID:	12337788


                        THANK YOU!! 👍
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza VSA Trading kya hai?

                          Forex trading Mein kam karte hue Hamen volume spread analysis ke bare mein bhi achcha knowledge Hona chahie volume spread analysis kya hota hai Ham iska istemal kaise karte hain Agar hamare pass acche experience or knowledge Hoga To Ham iska istemal bhi acche tarike se kar sakte aur acchi kamyabi Hasil kar sakte hain isliye Hamen volume spread analysis se related jayada se jayada learning Karni chahie Taki Ham Iske bare mein complete information Hasil kar sake aur volume spread analysis ko acche tarike se samajh sake
                          Volume spread analysis related Hamen acchi tarike se study Karni chahie aur Hamen uski importance ko bhi acche tarike se samajhna chahie Jab Ham buy aur sell ke order Lagate Hain Jo transaction number hota hai vah Hamen market ke price ke movement ke bare mein acchi information provide karta hai Agar Forex trading ki market Mein volume spread hoga to iski price move Karegi Agar market Mein volume spread Nahin hoga to iski price movement Nahin karegi
                          Forex trading ki market Mein volume ke different type ke sign maujud hote hain Hamen unko acche tarike se samajhna chahie aur Unka analysis acche tarike se karna chahie Hamen colour aur volume power ka Zariy market Mein volume spread ka analysis acche tarike se karna chahie Agar Ham volume spread analyses ko acche tarike se calculate Karenge To Hamen se bahut hi acche benefits Haasil kar sakte hain Agar Ham isko acche tarike Se Samjhe To Ham easily volume ko calculate kar Sakenge
                          Forex trading ki market Mein Hamen different important analysis ko complete karna chahie Hamen market Mein acche tarike se kam karna chahie aur Soch Samajh Kar kam karna chahie market Mein different method maujud hote hain Hamen method ko acche tarike se samajhna chahie Is Tarah in ko acche tarike Se Samjhe Ayenge To Ham market mein bhi acche tarike se kam kar sakte hain Jab Ham market Mein trade Laga Rahe Ho To Hamen market ko acche tarike se samajhna chahie Hamen market Mein different pattern ko bhi acche tarike se learn karna chahie Jab Ham market Mein trade Laga Rahe Ho To Hamen bahut hi careful Ho ka trade Lagani chahie aur apne trade per acche tarike se focus Rakhna chahie
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza VSA Trading kya hai?

                            VSA Volume spread analysis ka abbreviation hai aur yeh aik advance level ki forex ki study hai aur professional traders iss ko zaroor seekhtay hain iss ka matlab yeh hota hai kay jab bhi market mein tezi aati hai tou uss ko basically investors ka zayada miqdaar mein volume sae market mein in hona yani kay invest karna aur issi volume ka market mein in role honay ki wajah sae currency up ya down hoti hai aur VSA ki study zaroor karni chahyea jitni zayada volume sae investor aye ga market mein utni zayada up and down movement dekhnay ko milay gi
                            ye abrivation volume spread analysis ki hai us main jesay hum candlestick ka knowledge price action main hasil kerty hian oour us k sath mt4 k dosarey indicators use ker k trading ko apny leay asaan banty hain to same VSA main trade bar k oper ki jeati hai our us main volume ko diekha jata hai k tick volume kia khe raha hai us main normal mt4 ka volume indicator bhe use kia jata hai our us main app acha profit earn ker sagty hain ager us main app accumulation our distribution ko samjh jaty hain likin ye knowledge price action say zeada asaan nahe hai us main kafi trader ko mushkil hoti hai our mera mashwara ye hai k app simple price action siekhian market isi k oper move kerti hai our pull back us main aik ache strategy hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X