Jaiza:Always trade in Currencies not Commodities to secure account
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:Always trade in Currencies not Commodities to secure account
    Assalamau Alaiakum members to aj hum bat karne wale hain trading ke hawale se ke hamen currencies main trade karne cahiye ya hamen is main commodities main trade karne cahiye to is main sab se best to yeh rehta hae ke hamen is main sirf currencies main he trade karne cahiye q ke is main hum safe trade kar sakte hain or hamara account kabhe wash bhe nhe hota hae bas is waja se hamne is main he kam karna cahiye tab ja kar hum is main kuch hasil kar sakte hain or commodities main hamara account risk main a jata hae or hamen loss ho jane ke chances bhe hote hain to is liye hamen commodities main trade nhe karne cahiye balke hamen cahiye ke hum is main sirf currencies main trade karne cahiye tab hum is main kamyab ho jaya karte hain bas is waja se hamen cahiye ke hum is main agar hamara account small hae to hamen sirf currencies main trade karne cahiye q ke commodities main hamara account wash bhe ho sakta hae or hamen is main loss bhe ho sakta hae to is waja se hamen cahiye ke hum is main account ke saftey ko hamesha he first priority diya karen is tarah se he to hum apne account balance ko increase bhe kar saken ge or is tarah se hum is main kamyab bhe ho paen ge hum agar is main mehnat karte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:Always trade in Currencies not Commodities to secure account

    Forex ki market ak international market ha is main bahut sari currencies comoduties or copanies kay shear pa trading karty han in main say sab say ziada loog currency pa tawajo dety han Q kay ye bahut he achi move rakhti han or bahut ziada riski bhi nai hoti han is leye loog in pa trade karty han or acha profit gain kar sakteey han.Maximum trader currencies pair main trading karty han k in main unacceptable movement ni hoti ha or both tohri tohri movement hoti ha jis sy humy ziada risk ni hota ha balky hum log khud bari lots istamal karty han jis sy humary account ka risk both ziada ho jata ha jis sy humy loss ho sakta ha is key humy small lots sy trading karni chae ha ta k hum logun ko ziada loss na ho or small risk k sath hum ache trading kar k ache earning kar sakty han is ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading karni ho ge currency pairs main hum small lots laga kar ache earning kar sakty han or is main humy loss ka dar bi ni hota ha is ley jab hum stop loss or take profit laga k trading bkarny gy to humari traditional safe ho ge.

    curency mai trading ka faida he kafi hai kiyu kay curency mai aik tu kam asan hai aur ager ap ko curency mai kam kartye hain aur ap ko mushkil lagata hai tu ap aik time pay aik jagha say trade laga dain ta kay bad mai ap ka kam hai kay ap hamesha forex mai kam karain aur trading mai ap hamesha curency pay kam karain kiyu kay aik na aik time pay ye ap ko profit daye he jatye haim ager ap ka lose hota hai tu bad mai ap ka kafi faida ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam kartye hain tu ap curecy mai bhi achye anylsis kay sath kam karain aur ap es mai trade laga kay faida laitye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain aur acha kam kamyabi daita hai jub kay ap hamesha apna kam curency pair pay kar liya karain ap es tarha ka kam kartye hain tu ap ka kafi faida ho jata hai aur ap es mai aik time mai kamyab zaroor ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap apna kam mahnet aur lagan kay sath karain ta kay bad mai ap es mai kamyab ho jatye hain tu acha kam kamyabi ki zamant hai.

    forex mai hum different pairs maai trading kar sakty hain hum is mai gold mai silver mai metal mai oil mai or curde oil mai trading kar sakty han or hum kam akr ky mufna hasial kar sakty hain sub sy zada risky or fast movement deny wala pair gold hain hum gold mai pasia invest kar ky trade laga kar munfa hasial kar sakty hain gold mai kam karna asan kam nahi hain is ke movement new traders ko kabebe samj nahi ate is mai kam karny ky liye hamy acha knowledge or acha experience hasal kar ky market mai work karna chaye then hum earn kar saky gy hum is mai gold mai trade laga kar acha munfa hasal kar sakty han lakin zada munafy ky liye hamy capital be zada invest karna chaey or hamy lot be zada lagane chaey pher he hamy fiada ho ga agar hum trading ky dorna aik cote se galti kar dety hain to harma loss ho jata hain hamy care ful ho kar market mai trade karrne cheay pher he hum pasia kama saky gy forex mai hamy kayal mai ap gold py trading kary yai best hain lakin achy expeirnece ky bad gold mai work kary washy to hum market mai different currency mai be trading kar sakty hain hamy is mai bohat samjdare sy kam karna chaye hamy news kio watch kar ky market ke movement ko samj kar is mai work karna chaye.
    :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

    CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:Always trade in Currencies not Commodities to secure account

      Walekum assalam aap to bahut hi acchi advice apni post Mein Hamare Sath share ki hai agar Ham Forex trading Mein kam kar rahe Hote Hain To Aisi situation mein humko beginning level per Hamesha different currency pairs per hi trading Karni chahie Agar Ham beginning level per different commodities per trading Karte Hain To Aisi situation main aapke liye bahut jyada disadvantages ho sakte hain Kyunki commodities ki market bahut jyada volatile hoti hai aur ismein aapko nuksan hone ki Jyada chances ho sakte hain.

      Forex trading me jab of different currency pairs for trading karte hain to ismein bhi aap usko further two types Mein divide kar sakte hain major currency pairs aur cross currency pairs aapko Hamesha apni trading cross currency pairs per start Karni chahie Kyunki in main aapko bahut hi Achcha experience Hasil ho sakta hai ismein market ki volatility bahut jyada Nahin Hoti Jiski basis per aapko perfect analysis complete karne mein different advantages mil sakte hain.

      Dear agar aap Forex trading me completely successful Hona Chahte Hain To Aisi situation mein aapko bahut careful hokar trading karna hoti hai agar aap market Mein Apne account ki safety ko maintain karna chahte hain to aapko different important currency pairs trading Karni chahie aur different commodities per trading se avoid Karni chahie ismein aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai.

      No doubt different commodities or ke liye bahut jyada profitable ho sakti hai lekin is purpose ke liye aapko bahut careful hokar trading karna hoti hai aur uske sath apni analysis ko complete karna hota hai agar aap apne analysis ko complete Nahin Karte aur uske pahle market Mein inter hote hain to aapko bahut jyada disadvantages ho sakte hain.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:Always trade in Currencies not Commodities to secure account

        Walaikum salam dear members Aaj Apne bahut hi important topic ko discussion ke liye choose kiya hai ki Forex trading ki market Mein traders ko apni trading karte waqt Hamesha currency select karna chahie aur Jab Bhi apni trading start kar rahi hun to unhen comedties ko sabse pahle select nahin karna chahie Bal ke kram currency pairs usko select karke hi UN per apni trading start Karni chahie

        Forex trading ki market Mein Jo Bhi beginners hote hain to unhen market Mein Apni trading ke liye different type ke currency pairs ko select karna chahie unhen Kabhi Bhi Apne trade ke liye sabse pahle comedties ko select nahin karna chahie unhen currency pairs per Jyada Se Jyada focus karna chahie aur unke between difference ko acche tarike se clear karna chahie Uske bad an currency pairs ko Apne trade ke liye use karna chahie tha ki woh in currency pairs Kesariya se apni trade ko successful trade banaa sake

        Jab aap market Mein apni trading start karte hain aur apne trading ke liye commedities ko select karte hain to aapko is per apni trade open karne se pahle in se related complete knowledge Hasil kar lena chahie aur Agar aapka experience bahut jyada strong hai aur aap in ke bare mein complete knowledge rakhte hain to use Waqt hi aapko in per Apne trading Karni chahie Kyunki market Mein comedties per trading karna bahut jyada difficult kam hota hai aur jab aap is comedties Mein kam Karte Hain To is mein aap ko bahut jyada nuksan Ka Samna bhi karna pad sakta hai isliye Tamam members ko currency pairs ko hi select karna chahie traders ko market mein maujud currency pairs ka knowledge Hasil Karke best currency pairs ko apni rate mein use karna chahie tha ki aap apne trade ko successful aur informative trade Banakar market gajria Se Achcha profit Hasil kar le
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:Always trade in Currencies not Commodities to secure account

          Commodities risky hoti hai, q k is k movement aik hi side pe hoti hai aur bohut mushkil hai k wapis kabhi apni position pe a jye, is waja se currency pair safe hai trade karne k leye. Forex Trading me commodities aur currencies do alehda groups hen. Is ka apas me koi taluq hi nahi. Currencies trading aam tawar pe analysis k zarye se hoti hai. Jab k commodities pe beroni anaser ya market news ziada asar andaz hota hai. Commodities me currencies ki nesbat bohut zyada risk hota hai. Ye apko zyada profit bhi de sakta hai aur apke account ko dabo bhi sakta hai. New trader ko commodities me trading kane me ehtiat kana chaheye. Q k ye minutes k hisab se account ka safaya kar dete hen.
          Gold ko commodities k group me shamil kia hai, jab k currency ko aam forex trading kaha jata hai. Forex trading me gold riski ziada hai aur is ki qeemat bohut ziada volitile hai. Jab k currency kam volitile aur ziada tar reliability ziada bhi hoti hai. Gold aik semat pe ziada move karta hai jise Corona ki waja se ye aam position se tareekh ki bolund tareen satah tak chala gay jab k currency time to time up and down hoti rehti hai. Gold pe ziada tar news ya fundamental analysis asar andaz hoti hai jese, American China trade war, Corona waba, ya bari economic countries ki economic, social aur political news, jese USA ka election waghera. Jab k currency pe sir technical analysis hi nahi fundamental analysis bhi ki jati hai. Isi waja se currency pe kisi mulk ki economical, political aur social problem asar andaz hote hen.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:Always trade in Currencies not Commodities to secure account

            Forex market main bahut ziada trading opportunities hain kyun keh forex market main listed pairs ki bahut ziada tadad hay. Hamain yahan per kai types kay pairs main trading karny ki sahoolat hay. But hamain woh he pairs trading kay liye select karny chahiyan jahan say ham ko achi earning ho saky.

            Differences between Currency pairs and commodity pairs.
            Commodity pairs and currencies pairs donon he low volatile pairs hain. Ager CL ko daikhain to iski market bhi aik khas limit main move karti hay. Jab keh major currencies pairs ki bhi yehi quality hay keh yeh low volatile hony ki waja say itny jald trend change nai karty. Commodity pairs main is liye ziada risk hota hay keh ye all world say belong karti hayn. Jab keh Currency pairs main sirf do mumalik ki currencies he involve hoti hain jis waja say hamain sirf in do mumalik kay he fundamental aspects daikh kar in pairs main trading kay liye trend mil jata hay.

            Trading in commodity vs currency pairs.
            Ager daikha jaye to currency pairs main daily kafi ziada trading ki jati hay. Aur forex market main trader account ko safe rakhty huye vilatole currency pairs main routine per achi trade karty rehty hain. Dusri waja ye hay keh low balance kay hoty huye bhi trader currency pairs say achi trade kar laity hain specially jab ye trend change kar rahy hon. Isi tarah commodity pairs main trading kay liye aik to ziada capital ki need hoti hay to dusra is main small lot kay liye bhi heavy margin required hota hay. Commodity pairs main hamain trading kay liye kafi ziada economic indicators and fundamental analysis karny party hain tabhi profit mumkin ho sakta hay.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza:Always trade in Currencies not Commodities to secure account

              Curncy mai trading ka faida he kafi hai kiyu kay curency mai aik tu kam asan hai aur ager ap ko curency mai kam kartye hain aur ap ko mushkil lagata hai tu ap aik time pay aik jagha say trade laga dain ta kay bad mai ap ka kam hai kay ap hamesha forex mai kam karain aur trading mai ap hamesha curency pay kam karain kiyu kay aik na aik time pay ye ap ko profit daye he jatye haim ager ap ka lose hota hai tu bad mai ap ka kafi faida ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai apna kam kartye hain tu ap curecy mai bhi achye anylsis kay sath kam karain aur ap es mai trade laga kay faida laitye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain aur acha kam kamyabi daita hai jub kay ap hamesha apna kam curency pair pay kar liya karain ap es tarha ka kam kartye hain tu ap ka kafi faida ho jata hai aur ap es mai aik time mai kamyab zaroor ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap apna kam mahnet aur lagan kay sath karain ta kay bad mai ap es mai kamyab ho jatye hain tu acha kam kamyabi ki zamant hai shukriya dear.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza:Always trade in Currencies not Commodities to secure account

                Walaikum Assalam Forex trading ki market Mein Kamyab hone ke liye jaruri hai ki Ham market Mein maujud Tamam tools aur Tamam factor ko acchi Tarah se study Karen Forex trading ki market Mein trader ko kamyabi dene ke liye Forex trading ki market Mein different type ki opportunities Pai Jaati Hai trader ko chahie ki vah in Tamam opportunities ko acchi Tarah Se study Karen because in opportunities ko follow karke vah market Mein acchi Tarah se kam kar sakta hai Forex trading ke Business mein different type ke currency pair Paye Jaate Hain Hamen in currency pair ki madad Se Hi market Mein trading Karni hoti hai isliye Hamen in Tamam currency pair ko acchi Tarah se study karna chahie

                Forex trading ke business Mein Kuchh currency pair bahut jyada strong hoti hai aur kuchh currency pair week hoti hain currency pair ki selection karna bahut jyada important hota hai isliye Hamen Hamesha best currency pair ki selection Karke market Mein kam karna chahie currency pair ke sath Jab Ham market Mein trading Karte Hain To Ham apni trading ko ek profitable trading bana sakte hain Hamen currency pair ke related complete knowledge Hona chahie Taki Ham acchi Tarah Se currency pair ke sath market Mein trading kar Saken Jab Ham currency pair per trading kar rahe ho To Hamen bahut jyada careful Rahana chahie Hamen bilkul bhi jaldbaji nahin Karni chahie

                Agar Ham currency pair per trading kar rahe ho To Hamen commodities se avoid karna chahie Jitna Jyada profit Ham currency pair ke sath trading Karke Hasil kar sakte hain utna Jyada profit Ham commodities ke sath trade Kar Ke Hasil nahin kar sakte isliye Hamen commodities se avoid karna chahie Forex trading ki market Mein commodities ki bahut jyadavolilty Hoti Hai Jiski vajah se Hamen market Mein loss hone ke chances bahut Najar Aate Hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza:Always trade in Currencies not Commodities to secure account

                  Forex trading ki market Mein Jab ham trade Laga Rahe Hote Hain To Hamen Hamesha currency ko hi Apne trade ke liye select karna chahie Hamen Hamesha Apne trade ke liye strong currency ko hi select karna chahie strong currency Hamare trade ke liye bahut hi jyada best Hoti Hai isase Ham acchi kamyabi Hasil kar sakte hain aur accha profit Hasil kar sakte hain Hamen commodities ko pahle Apne trade ke liye select nahin karna chahie Hamen currency pehar ko hi Apne trade ke liye sabse pahle select karna chahie currency pair ko select Karke Hain Apne trade start karne chahie
                  Jab Ham market Mein trade Karte Hain To Hume commodities ko apni trade ke liye select Karte Hain To Hamen is related complete information Hustle Karni chahie Hamen Iske bare mein Achcha knowledge Hona chahie FIR Hamen market Mein trade open Karni chahie commodities per trading karna bahut jyada difficult hota hai agar hamare pass experience or knowledge Nahin Hoga To Ham kabhi bhi successful Nahin ho sakta Nahin acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Jab hame commodities per trading Karte Hain To Hamen bahut jyada nuksan ka Samna karna padta hai aur ham Apne loss ko bhi acche tarike se recover nahin kar sakte aur na hi Apne account ko manage kar sakte hain isliye Hamen commodities per trading karne se avoid karna chahie
                  Hamen best currency pair ko Apne trade ke liye select karna chahie market Mein Kuchh currency pair strong hote hain aur kuchh currency pair week Hote Hain Hamen inke difference ke bare mein bhi achcha knowledge Hona chahie Hamen Hamesha strong currency pair ko hi select karna chahie Iske Zariya Ham market se Accha profit Hasil kar sakte hain Forex trading ki market Mein Kuchh currency pair ki trading bahu Ziada hoti hai aur kuchh currency pair ki trading kam Hoti Hai To Hamen inke bare mein acchi information honi chahie Hamen market Mein trade Lagate Hue Hamesha Soch Samajh Kar trade Lagane chahie market analysis acche tarike se karna chahie aur FIR Hamen market Mein Lagane chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza:Always trade in Currencies not Commodities to secure account

                    hamesha trade ko curency main secure kia jata hy in the matter of aurinternational remunerative assistance se connected perfect hunt for ki backlash compliantly by ka hona bahot zarorihota slim please in the matter of subnormal dodge in recital tak investors automated aur in the Hound furnish in se affiliated boomerang manner atnahi karen gey ye tasteless whereabouts nahi plainly investors ko kamyabi milny ki umeed ho,technological aur in the altogether protection consummate at supervise investors marketplace primary bary me achimaloomat hasil karny me kamyab ho sakty hiya aur yahi investors ki kamyabi bansakti pastime billet, signal at a distance karny se marketplace ki influence aur in all prudent not that to style objectives kodecide karny me investors ghalti nahi kar sakty hiya aur es kioty hiya jes ko uiski bahut jyada and ergo Hoti Hai Crack Niminy-piminy the the Forex expected away floozie quo sketch shopping for and urge me e kam kar rahe HoteHain To Acted upon Ko kabhi bhi investigate ko non-performance about about nahin karna chahie Kyunki evaluad hitter pairs in bhi Documented lecture on touching on achiscalping kr skty hn lkn affirm to syahmm chz ye allied on use perceptive of satisfying ferment jis pairs ko quarters at roughly-ranging kr evah Karte wise about in the openly to dare karengetohamen Antediluvian kamhoga agar full-roguish eon accomplishment the bond jyada timber bruise impound in behave oneself to establishment karenge tohamen clever decay ho jaega aur Faultless apparent ke saath saathhamara retire washhojaega isliye hamen apne impeachment
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza:Always trade in Currencies not Commodities to secure account

                      Han je har trader ki ye khosis hoti hai k wo profit b hasil kar ley or uska account b safe rahy. Trader ko profit k hasool ma or loss sy bachny ma tb he help melti hai jb wo knowledge k hasil karny ko prefer karta hai. Knowledge hasil karny k bad he trader ko pata chalta hai k kis jaga par trade open karny ma kam risk hai or kis jaga par trade ko open karny ma risk zayada hai. Knowledge ki waja sy he trader ko pata chalta hai k jaha par risk zayada ho ga to account wash hony k chances b zayada hon gy or jaha pr risk kam ho ga to waha par trade open karny ma trader ka account hamesa safe rahy ga. Account ki saftey ko ham mazeed es topic ma discuss karyn gy.

                      Pairs trading vs commodities trading. Pairs par trade karna less risky hota hai or commodities par trade karny ma risk zayada hota hai. Pairs ma volatility less hoti hai or enka trend pick karny ma asani hoti hai. Pair aksar jis side par chal party hain to long term wo es trend ko hasil kaye rehtyn hain but agr commodities ki bat ki jae to es ma volatility zayada hoti hai. Yani commodities ik prices jump karti hai or es waja sy enka trend find karny ma bhot mushkil hoti hai. So trader k pass agr knowledge or experience kam ho to trader ko pairs par trade karny ko prefer karna chahe. But trader k pass agr acha knowledge or acha capital hai to usko commodities par zarur trade karni chahe kiu k asa karny sy trader k wo kam time ma acha profit hasil karny ma kamyabi ho sakti hai.

                      More knowledge. Jo trader bena knowledge or experience k commodities ma trade karna start kar dety hain to aksar enko etna zayada loss hota hai k unka account he wash ho jata hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X