How types analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How types analysis
    Assalam o alaikum
    dear friends umeed hay kay ap thk ho gay forex may market ko analysis karna bht zarori hota hay market ko analysis kar kay hi ap best trader ban sakty hay is thara ap market ki movement ko samjty hay kay kis time ya up par jati hay or kis time down par agar ap market ko analysis nahi kary gay to ap is may kamyab nahi ho sakty
    How type in analysis
    Technical analysis
    Fundamental analysis
    Sentimental analysis
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: How types analysis

    Forex trading analysis
    Forex trading me analysis hi wo wahid zarya hai trading me success hasil karne k leye. Forex trading me analysis hamare trading ko apni manzil tak le k jati hai. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn. Forex trading me hum agar analysis ka istemal nahi karengay to is se hamen bohut loss hoga. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn. Analysis kisi bhi tarah ki ho chahay technical ho ya fundamental hamre leye kafi had tak asani hoti hai hamare trading me. Agar trading bagher analysis k kamyab hoti to pori dunya is karobar me shamil hoti. Lekin is me risk bohut hi ziada hai aur wo risk sirf aur sirf market news aur analysis hi k zarye se door keya ja sakta hai. To koshash karen k bagher analysis k kabhi bhi trade na karen nahi to bohut nuqsan uthana parega.
    Technical analysis trading
    Forex trading me hum technical analysis ko forex trading me technical tools ki madad se hi saranjam dete hen. Technical analysis aam tawar par technical aur pair ki mythological behavior ko dekh kar ki jati hai aur is me calender years se bhi help le jati hai. Foeex trading me technical analysis ki bohut ziada ahmeyat hai aur aam tawar par technical analysis currency pairs par apply ki jati hai. Q k currency pair trading aur economical calendar me apan up down behavior ko change karte rehte hen. Technical analysis ko aam tawar par short term trading ki leye istemal kia jat hai aur is k bare faide hen, sab se bara faida ye hai k ye analysis hamen bohut jaldi results deta hai. Hamara result jo currency pair ka ata hai wo taqreeban bohut positive hota hai lekin is ka aik negative point hai k ye aik to long term trading k leye thek bhi nahi hai aur nahi ye commodities pe ki ja sakti hai.
    Fundamental analysis
    News trading se murad market me kisi bhi economical, political ya social news se jo badlao market me hota hai wo news trading kehlati hai. News trading ko forex Trading ki terminologies me fundamental analysis bhi kaha jata hai. News trading ka market pe bara asar hota hai aur baaz awqat ye hamari technical analysis par bhi asar andaz hoti hai. Forex trading me news trading se bohut badlao ata hai. News trading ka sab se bara faida ka faida long term trading me hota hai aur is ka result bhi taqreeban 100% positive ata hai. Lekin is k leye account bhi bara aur sabar bhi ziada hona chaheye. Negative points ye hen k news trading sari currency pe aur jmhar waqat asar andaz nahi hoti. Dosra ye long term trading k leye hai aur is se short term traders ye scalpers faida hasil nahi kar sakte hen.
    Sentimental analysis
    Forex trading me agar hum technical analysis aur fundamental analysis ko yakja karke kaam karen to ye hamare pas sentimental analysis ban jati hai. Kabhi kabhi hamare pas market me aisi situation ho jati hai k technical analysis bhi strong hoti hai aur fundamental analysis bhi strong hoti hai, is waja se hamen market k dono pehlowon ko dekhna hota hai. Jab hum dono side (technical analysis aur fundamental analysis) ko dekhte hen aur is ka jo result ata hai to wo hamare pas sentimental analysis ban jati hai. Sentimental analysis sab se strong hoti hai agar is me technical analysis aur fundamental analysis dono akhate ho jate hen.
    • #3 Collapse

      Re: How types analysis

      `Different type ki market analyzing hamary bahot kam a sakti hay hamary success me 90% chances market analysis karny ki ability ki hoti hay, kamyab esy hi traders ko ho sakty hey jen me ye ability majood ho key wo different techniques ka use karty howy market ko analysis kar saky, market analysis karny ka benefit aur advantage ye hota hay key traders key ley market ki situation clear ho jati hay aur traders profitable trading karny me na siraf kamyab ho jaty hey balkey traders khud ko loss se be bacha sakty hey, professional traders ki market analysis karny ki power hi etni strong hoti hay key wo nakam ho hi nahi sakty hey.


      Technical analysis trading
      Forex trading me hum technical analysis ko forex trading me technical tools ki madad se hi saranjam dete hen. Technical analysis aam tawar par technical aur pair ki mythological behavior ko dekh kar ki jati hai aur is me calender years se bhi help le jati hai. Foeex trading me technical analysis ki bohut ziada ahmeyat hai aur aam tawar par technical analysis currency pairs par apply ki jati hai. Q k currency pair trading aur economical calendar me apan up down behavior ko change karte rehte hen. Technical analysis ko aam tawar par short term trading ki leye istemal kia jat hai aur is k bare faide hen, sab se bara faida ye hai k ye analysis hamen bohut jaldi results deta hai. Hamara result jo currency pair ka ata hai wo taqreeban bohut positive hota hai lekin is ka aik negative point hai k ye aik to long term trading k leye thek bhi nahi hai aur nahi ye commodities pe ki ja sakti hai.
      Fundamental trading
      Financial market ki fundamental trading se murad market me kisi bhi economical, political ya social news se jo badlao market me hota hai wo news trading kehlati hai. News trading ko forex Trading ki terminologies me fundamental analysis bhi kaha jata hai. News trading ka market pe bara asar hota hai aur baaz awqat ye hamari technical analysis par bhi asar andaz hoti hai. Forex trading me news trading se bohut badlao ata hai. News trading ka sab se bara faida ka faida long term trading me hota hai aur is ka result bhi taqreeban 100% positive ata hai. Lekin is k leye account bhi bara aur sabar bhi ziada hona chaheye. Negative points ye hen k news trading sari currency pe aur jmhar waqat asar andaz nahi hoti. Dosra ye long term trading k leye hai aur is se short term traders ye scalpers faida hasil nahi kar sakte hn.
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: How types analysis

        dear forex members ummid hai aap sab log khairiyat se honge.... trading main mukhtalif kism ki techniques istemal hoti hai jinko istemal karne ke baad aap achi trading kr skty hain. in techniques main se yeh bhi hai k trade open karne se pahle market ka analysis kya jaey aur yeh analysis 3 tarah ka hota hai. fundamentals, technical aur sentimental analysis.Fundamental aur technical analysis ka apas ma aik relation hai jo kay wesy normally to aapko nazar nahi aata magar aap ghoor karin to uska aapko pata chalta hai kay kis tarha sy ye apas main jury huy hain.Fundamental Analysis main ye jaiza lieya jaata hai kay jis currency par aap ny trade karni ha uskay mulk ke kia progress chal rahi ha aur uski economy kahan par ha. Aap ye daikhty hain kay aany waly dino main kon kon c news aany waali hain jo kay ess currency ko affect kar sakti hain.Technical Analysis main aap currency ke sabka price par andaza lagaty hain kay aany waly dino main kiya hony waala hai. Aur past ma kis kis jagha par kahan kahan support or resistance rahi hai aur kis jagha par aapko market ma order lagana chahey.is analysis k lia ham market chart, trends aur dosri technical support istemal krtay hainJo inn dono main relation ha wo ye hai kay news kay aany kay baad market ka trend set hota hai aur phir trend technicals ko follow karta hai aur jahan support ya resistance hoti hai to us kay lehaaz say aagy chalta hai. Lehaza dono analysis bht zaida zaroori hain.3rd analysis sentimental analysis hai jo aap apni sense ko istemal karke krtay hain.
        • #5 Collapse

          Re: How types analysis

          Forex trading ki market Mein Tamam members Jab Apna Kam karte hain to use Waqt hone sabse pahle market Kochi tarike se analysis karna chahie market ko analysis karte waqt unhen jaldbaji Nahin Karni chahie Bal Kyon unhen market ko Jyada Se Jyada time Dena chahie aur iski Jyada Se Jyada learning Karni chahie Kyunki jitni Jyada ko iski learning Karenge utna hi Zyada Hua market se related acchi information Hasil kar Sakenge aur uske jariya se apne knowledge ko increase kar Payenge

          Forex trading ki market Mein advisers karne ke liye different types maujud hoti hai ya types market mein bahut jyada importance rakhti Hai market Mein Jo Bhi members kam Karte Hain To unhen sabse pahle market ke chij ki types ko acche tarike se study karna Hota Hai Jab vah ine types ko acche tarike se study karte hain tab bhi vah Hamar kiye ke bare mein complete knowledge Hasil kar paate Hain

          market Mein fundamental analysis technical analysis sentimental analysis ya Tamam analysis bahut jyada important Hote Hain Jab aap market Mein Apni trading start karte hain to use Waqt aap market Mein different type ke currency pairs ko Apne training ke liye select karte hain aur in currency pairs ko aap market mein sirf use Waqt hi select kar paate Hain Jab aapke pass fundamental analysis ki properly study hoti hai aur uski Jyada Se Jyada learning Hoti Hai tab bhi aap market Mein best currency pairs ko select kar paate hain aur jab aapko market K Trend ko confirm karna hota hai to use Waqt aapke pass knowledge Nahin Hota ki aap kaun se trend ko select karen to use Waqt aap technical analysis ka istemal karte hain Kyunki technical advisor Mein different type Ke Chat maujud hote hain an charts name market trend aur unke signals ke bare mein complete informations maujud hoti hai ya analyser Jaat ki reading ke liye bahut jyada help Karte Hain
          • #6 Collapse

            Re: How types analysis

            Assalamu Alaikum dear senior and junior member Forex trading Mein different types ke analysis aapke liye bahut jyada help ho sakte hain agar aap market Mein completely successful Aana Chahte Hain To is purpose ke liye aapko market Mein volume spread analysis complete karna hote hain volume spread analysis ki basis per aap market mein bahut jyada completely successful ho sakte hain aur Market ki judgement ko properly calculate kar sakte hain agar aap market Mein analysis ko different important types Mein major categories Karte Hain To Aisi situation mein aap isko 3 major divisions Mein convert kar sakte hain jinki briefly details following hai.

            Fundamental analysis :

            Fundamental analysis analysis ki ek bahut hi important type hai atah market Mein news ki basis per market ki movement change Hoti Hai To Aisi situation mein aapko bahut hi Achcha profit ho sakta hai aur agar aap market Mein different important news ki basis per trading Karte Hain To is complete process ko aap fundamental analysis ka naam Dete Hain. Is purpose Ke Liye Sabko market Mein daily confirmation leni chahie ki kaun se time per market mein news expected hai aur Market ka trend kis Taraf ho raha hai.

            Technical analysis :

            Forex trading Mein different important candlesticks available hoti hai agar of different important candlestick study ko complete Karte Hain To situation main aapko Apne technical analysis ko complete karna hote hain different important candlesticks Ko Jab aap completely study Karte Hain To iski basis per aapko different important technical analysis ko completely study karna difficult ho sakta hai aur ismein aapko Kuchh problems bhi ho sakte hain lekin aapki consistently hardworking aapke analysis ko perfect banaa sakti hai.

            Sentimental analysis :

            Forex trading machine or expert trader Hamesha sentiment analysis Kahate Hain sentiment analysis ki base is per aap market ke different important factors aur sentiment ko study karte hain aur iski basis for Apne analysis complete kar sakte hain aur Market Ki movement ko properly judgement Karke is related important decision making complete karte hain aur apne profit ko increase karne ke liye is platform ko properly utilised Karte Hain.
            • #7 Collapse

              Re: How types analysis

              Han je forex trading ma analysis ki bhot sari types hoti hai. En ka main maqsad ye hota hai k trader ko market ki samaj ah jae or wo es base par achi trades ko open karny ma kamyab ho jae. Forex trading ma achi trades wo hoti hain jin ma trader ko profit hasil hota hai or buri trades wo hoti hai jin ma trader ko loss or account wash ho jata hai. Trader ko market ko analyze karny ma bhot mushkil pesh ati hai market ko samaj pana es lae complex hai k market har second ma apni movement ko change karti rehti hai. Ye movement accurately predict karna ho to market analysis ko carry karni chahe.

              Technical Analysis. Forex trading ma indicator or pattern ko use kar k achy signal hasil karna or es base par trade open karny k method ko ham technical analysis kehty hain. Technical analysis ma kamyabi tb hoti hai jb trader ko market ki achi knowledge hu usko inidcator use karna aty hun or pattern ki b usko achi knowledge ho. Jo trader indicator or pattern ka acha knowledge ni rakhta wo technical analysis sy benefit hasil ni kar sakta.

              Fundamental Analysis. Forex trading ma market health ko trade open karny k lae use karna fundamental analysis kehlata hai. Es ma gdp growth or inflation rate ko assume kar k market ki health ko predict karty hain or es base par apni trades ko open karty hain.

              Sentimental Analysis. Forex trading ma trader jb market sentiments ko use karty hain or trader agr acha confidence ho ga to market k up jany k chances barh jaty hain or agr trader k sentiments negative jayn gy to market decline kar jae gi or es information ko trader market ma trades ko open karny k lae use karty hain.
              • #8 Collapse

                Re: How types analysis

                Assalamu Alaikum dear members trading start karne se pahle Hamen different analyzers ki jarurat Hoti Hai ine analyses ko complete karke hi Ham profitable trading kar sakte hain Hamen Apne analyses ko strong banane ki jarurat Hoti Hai Jab Hamare analysis from Honge To Hamen market se bahut acche benefits Hasil Honge Ham different types ke analyses Karke apni trading ko successful banaa sakte hain.

                Dear friends in Mein sabse pahle fondamental analysis Shamil Hai market se related Hamen jo bhi news milati hain aur different countries ki economical situation ko dekhne ke bad Jab Ham trading Karte Hain To usko Ham fundamental analysis Kahate Hain founder mental analysis karke hi Ham apni trade ko select Karte Hain analyses ki help se Ham trading ko profitable banaa sakte hain.

                Friends trade open karne se pahle Jab Ham analyses ko complete Karte Hain To aaun mein Main analysis ki 1 type technical analysis hai market Mein different patterns ko Ham acchi Tarah study karte hain aur Unse patterns ki help se Ham different analyzers Karte Hain is analysis ko Ham technical analysis ka naam Dete Hain trading Mein technical analysis Ko Bhi Jyada important hadse importance Hasil hai.

                Forex trading Mein sentimental analysis bhi bahut important hai traders ko Apne sentiments ko positive Rakhna bahut Jaruri Hota Hai Jab Ham trading Mein Apni sentiments ko positive Lenge to hamare trading bhi positive Hogi Is Tarah Ham different analysis ko istemal karke apni trading profitable banaa sakte hain ya na licence Hamare trading profitable trading ke liye bahut jaruri hai....
                • #9 Collapse

                  Re: How types analysis

                  Asalam o alaikum
                  dear friend may ap ko batata ho kay market ko analysis karna bht zarori hota hay ku kay trading kay lya humy market ko analysis karna bht zarori hota hay is thara hum market ki movement ko samjty hay or is ko jaj karty hay kay is may kysa change hoti hay is thara market ko samj kar ap achi trade lagti hay or is say acha profit hasal karty hay agar ap analysis nahi kary gay to ap is may kamyab nahi ho sakty
                  How type analysis
                  Firsttechnical analysis
                  Secondfundamental
                  Thirdsentimental

                  Technical analysis
                  is may ap ya batata ho kay forex trading may humy technical analysis kay sat kam karna chay is may humy market ki trend line ko follow karna chay or market ki chart ko follow karna chay is may humy acha profit hasal karny kay lya technical kay sat kam karna chay is thara hum kam kar kay acha profit hasal kar sakty hay

                  Fundamental analysis
                  is may market news ki base par change hoti hay humy market may news ki important ko nazar may rakhna chay ku kay jab market may ku fundamental news ati hay to market change hoti hay tu is time humy trade nahi lagni chy ku kay is time market different movement par change hoti hay is lya zarori hay news ko importent ko nazar may rakhna chay

                  Sentimental analysis
                  is may hum market ki sentimental ki movement ko jaj karna hota hay is ko proper ki thara jaj kary gay to hum is may achi hara analysis karna hota hay agar hum best trader bana chaty hay to humy market ko acha thara analysis karna hota haytab hi hum acha profit hasal kar sakty hay
                  • #10 Collapse

                    Re: How types analysis

                    forex trading mai kamayb trader ban nay kay lea ap ko is mai analysis kar na par ta ahi hai market ko or ap phir hi achi tarha samjh kar achi trade laga kar achi earning ko gain kar sahk tya hai ku kay market ko analysis kar na bohat zarori hai khas ture pr achy or perfect trader ban nay kay is lea market ko achy say achy analysis kar kay hi trade lay or trade ap ko laty waqat ap nay analysis ko strong kar na ho ga or jesa kay ap janty hai kay analysis ki three types hai

                    TECHNICAL ANALYSIS
                    FUNDAMENTAL ANALYSIS
                    SENTIMENTAL ANALYSIS


                    TECHNICAL ANALYSIS
                    forex trading mai analysis mai ak analysis fundamental analysis hai jis mai ap market mai khuch tolls ka use kar tay hai or market mai khuch market ki trend line ko find out kar tay ahi un tolls kay sath or phir ap ko is mai acha say cah profit hasil kar tay hai or ap ko is mai perfect trader ban nay ka bhi chance mill ta ahi or ap ko acha experience bhi mill ta ahi is lea ap ko technical analysis ko zaror ap nay market mai use kar na chahae taky ap ko loss bhi km sy km ho or profit zayada say zayad

                    FUNDAMENTAL ANALYSIS
                    forex trading mai ap trade lagany say phlay ap ko is mai phaly market pr aser andaz ho nay waly country condition ko deahk na chahae ku kay ya daehk na chahae kay ap ki is trade mai ap country kay kon say halat aser andaz ho rahy hai ku kay agr ap news ko deahk kay tarde lagy gay tu ap ko is mai kabhi bhi loss nhi ho ga balky ap ki trade mai ap ko akbhi bhi zayad loss nhi ho ag ku kay market news ko deahk na bhi zarori hai or jo deahk lay ty hai or phir trade laty hai tu ap ko phir loss nhi ho ta

                    SENTIMENTAL ANALYSIS
                    forex trading mai kamyab trader ban nay kay lea ap ko sentimental analysis ko zaror market mai use kar na chahea taky ap ko is mai trade mai profit zayad say zayad ho loss km say km ho
                    • #11 Collapse

                      Re: How types analysis

                      Forex trading ke Business mein kamyabi Hasil karne ke liye jaruri hai ki Ham sabse pahle to market Ka acchi Tarah se analysis Karen Hamen market ke analysis ko perfect banana chahie Forex trading ke Business mein Hamen Apna Jyada Se Jyada time invest karna chahie Jitna Jyada time Ham invest Karenge Apne is business Mein Hamen Khud Ko hi fayda hoga Hamen Apne is business Mein kamyabi Hasil karni hai To Hamen analyses ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie analysis ke bagair Ham kabhi bhi market Mein Kamyab Nahin ho sakte isliye main market ka sabse pahle analysis karna chahie aur fir market Mein kam karna chahie

                      Forex trading ki market Mein kamyabi Hasil karni hai To Hamen market Mein majud Tamam pattern aur Tamam tools aur Tamam factor ko acchi Tarah Se study karna chahie aur Hamen Hamesha market ki movement ko Samajh Kar Hi market Mein entry Karni chahie Agar market ki movement ko samjhaie bagair market Mein entry kar denge Tu Is Tarah Se Hamen market Mein loss ho sakta hai Forex trading ke Business mein Hamen Hamesha Soch Samajh Kar Hi Kam karna chahie Agar Ham bagair soche samjhe market Mein kam Karenge Tu Is Tarah Se Hamen market mein kabhi bhi achcha profit Nahin hoga

                      Forex trading ke Business mein kamyabi sirf Usi trader Ko milati Hai Jo strong analysis se market Mein kam Karta Hai Agar Ham Apne analysis co strong banana Chahte Hain To uske liye jaruri hai kya ham market mein bahut jyada hard working Karen hardworking karke hi Ham Apne kam ko acchi quality wala bana sakte hain Forex trading ke Business mein analysis ki 3 type hai Hamen analysis ki in three types ko acchi Tarah Se samajhna chahie because analysis Ki ye 3 types market mein bahut jyada importance rakhti hai aur Market mein bahut important role play Karti Hain

                      Fundamental analysis

                      Sentimental analysis

                      Technical analysis
                      • #12 Collapse

                        Re: How types analysis

                        Market Mein Jab Ham trade Laga Rahe Hote Hain To Hamen market ka analysis acche tarike se karna chahie Jab Ham market analyses acchi tarike se Karenge To Ham market ko acche tarike se samajh Payenge usmein trade Laga Ke acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Hamen kabhi bhi market Mein bagair analysis Kam Nahin Karna chahie agar aap Agar Ham analysis without trade Lagate Hain Tere Hain To Ham market Se Kabhi Bhi acche advantages nahin kar sakta Nahin market Hamen Achcha result provide karti hai isliye Hamen market Mein Hamesha Soch Samajh Kar kam karna chahie market Mein 3 Tarik ke analysis maujud hote hain Hamen ine teenon ko acche tarike se understand karna chahie Hamen kabhi bhi in analysis ko apni trade Mein avoid nahin karna chahie
                        Technical analysis
                        Fundamental analysis
                        Sentimental analysis
                        Market Mein technical analysis bahut jyada important hota hai ya bahut hi Achcha Framework Hota Hai Jiski help se Ham market Mein trade Lagate Hain aur Market Mein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain pata nahin calendars ki help se Ham market ke moment ka acche tarike Se Jyada andaza lagatHain technical analysis Kaun Hai acchi tarike se samajhna chahie Kyunki yah analyzers Hamari trade ke liye bahut jyada best Hota Hai
                        Market Mein sentiment analysis bahut jyada important analysis hota hai Hamen Iske study acche tarike se Karni chahie Hamen usko acche tarike Se Kaise Bachana chahie pahunch a trader fundamental analysis ko apni trade ke liye select karte hain Tu ham market Se Achcha result Hasil kar sakte hain aur Market Se Achcha profit Hasil kar sakte hain market Mein sentiment analysis bhi important hota hai Hamen isko bhi acche tarike se samajhna chahie iski help se Ham market ko acche tarike se samajh sakte hain aur Market Mein trade lagakar acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Hamen is business mein Main Jyada Se Jyada learning Karni chahie tha ki Ham acchi earning Haasil kar Saken
                        • #13 Collapse

                          Re: How types analysis

                          Forex trading me analysis hamare trading ko apni manzil tak le k jati hai. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn. Forex trading me hum agar analysis ka istemal nahi karengay to is se hamen bohut loss hoga. Analysis hamare trading k leye bohut hi ziada aham hn, q k is se hi hum apne trading kamyab bana sakte hn. Analysis kisi bhi tarah ki ho chahay technical ho ya fundamental hamre leye kafi had tak asani hoti hai hamare trading me. Agar trading bagher analysis k kamyab hoti to pori dunya is karobar me shamil hoti. Lekin is me risk bohut hi ziada hai aur wo risk sirf aur sirf market news aur analysis hi k zarye se door keya ja sakta ha apka bahot shukriya.
                          • #14 Collapse

                            Re: How types analysis

                            Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan Forex trading Mein analysis ki bahut sari types hote hain Unka Mein Aksar yah Hota Hai ke trader ko market ki samajh a Jaaye aur vah is best per acchi trade ko open karne mein Kamyab Ho Jaaye Forex trading Mein acchi trade vah Hoti Hai Jin Mein set reader ko profit Hasil hota hai aur Badi trade vah Hoti Hai Jin mein se Trigger call aur account was ho jata hai trader ko market ko karne mein bahut hi Mushkil pesh Aati Hai market ko samajh Jana isliye Complex hai ki market Har second Mein Apni movement ko change karti rahti hai aur yah movement correctly product karna ho to market Mein analysis ko carry karna chahie

                            Technical analysis

                            Forex trading may indicate aur Patan ko use Karke acche signal Hasil karna aur is best per trade open karne ka method ko Ham technical analysis Kahate Hain technical analysis Mein kamyabi tab Hoti Hai Jab trida ko market ko acchi knowledge Ho usko Indica Tora use karna se aate hain aur Patan ki bhi usko acchi knowledge Ho Jo trader indikart aur Patan ka Achcha knowledge Nahin rakhte vo technical analysis se benefit Hasil nahin kar sakte

                            Fundamental analysis

                            Forex trading Mein markethealth ko trade open karne ke liye use karna fundamental analysis kahlata hai ismein GDP growth aur inflation rate ko Assam Karke market ki health ko product karte hain aur is best per apni trade ko open Karte Hain

                            Sentimental analysis

                            Forex trading Mein trader Jab market sentimental ko use karte hain aur traders Agar acchi confidence hoga to market ko ab Jaane Ke chance badh Jaate Hain aur Agar tradeco sentimental negative janenge to market this plan kar Jaega aur is information code reader market Mein trade ko open karne ke liye use karte hain

                            Kyunki tractor trading Mein sentiment analysis bhi bahut important hai traders ko Apne sentimental ko positive Rakhna bahut hi Jaruri Hota Hai Jab Ham training Mein Apni sentimental ko positive Lenge to Hamari trading co positive Hai Is Tarah Ham different analysis ko istemal karke apni trading profitable banaa sakte hain ya inline Hamare trading profitable trading ke liye bahut jaruri hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: How types analysis

                              dear members aaj may aap ko do qisam kay analysis kay baaray may bataata hoo

                              1)-*Fundamental Analysis

                              respected members fundamental analysis basically us analysis ko kaha jaata hay jo kay news kay uper kiyaa jaata hay yaani kissi bhi news ko read ker kay or uss news kay output ya uss ki statement per andaaza lagaaya jaata hay kay ab next movement kiyaa hogi for example jesa kay oil hay ab iss ki production increase kernay ki ager news aati hay it means oil ki prices down jaaye gi or ager production maintain rekhi jaati hay ya kem hoti hay to oil mazeed expensive hoga fundamental analysis her qism kay analysis may say sab say ziyaada accurate or important hota hay or kissi bhi achay trader ki 75 percent strategy fundamental analysis per dependent hoti hay

                              2)-*Technical Analysis

                              respected members second type hay technichal analysis iss analysis may simply ham basic tools or techniques ko use ker kay market may support or resistance point nikaala jaata hay market ka trend bhi find out kiya jaa sakta hay iss per bhi trading ki jaa sakti hay lekin yeh mostly fail bhi ho jaate hay technichal analysis may Elliot Wave , Head and Shoulders pattern or Flag pattern waghera shamil hain.
                              Fundamental aur technical analysis ka apas ma aik relation hai jo kay wesy normally to aapko nazar nahi aata magar aap ghoor karin to uska aapko pata chalta hai kay kis tarha sy ye apas main jury huy hain.
                              Fundamental Analysis*main ye jaiza lieya jaata hai kay jis currency par aap ny trade karni ha uskay mulk ke kia progress chal rahi ha aur uski economy kahan par ha. Aap ye daikhty hain kay aany waly dino main kon kon c news aany waali hain jo kay ess currency ko affect kar sakti hain.
                              Technical Analysis*main aap currency ke sabka price par andaza lagaty hain kay aany waly dino main kiya hony waala hai. Aur past ma kis kis jagha par kahan kahan support or resistance rahi hai aur kis jagha par aapko market ma order lagana chahey.
                              Jo inn dono main*relation*ha wo ye hai kay news kay aany kay baad market ka trend set hota hai aur phir trend technicals ko follow karta hai aur jahan support ya resistance hoti hai to us kay lehaaz say aagy chalta hai. Lehaza dono analysis bht zaida zaroori hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X