Sawal; Trading mein "Buy Limit" aur "Sell Limit" kaisy Lgaaty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sawal; Trading mein "Buy Limit" aur "Sell Limit" kaisy Lgaaty hain
    Trading karte hue agar aap Kisi currency pair ya metal per Pending Order yani Buy aur Sell Limit Lagana Chahte Hain Kisi specific point per to aapko kis tarike se strategy Banani padegi aur apne account balance ko manage karte hue kis tarike se market ki price level ko Dekhte Hue apne trade ko place karna chahie pending orders Mein Ham apni trade ko open karne ke bad usmein stop loss aur take profit kis tarike se use kar sakte hain aur trading karte hue buy limit aur Sell Limit lga kar is ke sath kitna fayda de sakti hai kindly Sab senior member se request hai ki pending order se related Ek Tafseeli Jaisa pesh Karen aur buy limit aur Sell limit ko kaise place karte hain price level ko judge karte hue Iske bare mein bhi apni infomation aur Knowledge share Karen aur pending orders Mein kam karte hue ham Apne account ko save Rakh sakte hain aur Kitna profit gain kar sakte hain
    Seniors Members se Request hai tafseel ke sath pending order se related aik tafseeli jaiza share karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sawal; Trading mein &quot;Buy Limit&quot; aur &quot;Sell Limit&quot; kaisy Lgaaty hain

    dear forex dear sell limit aur buy limit asal me pending orders hain jis ko hum instant time par market ko folow kar k lga dety hain es main market ki current situaion ko he madhe nazar rakhty howe order type kiya jata hai jis main har trha ki currennt sort e hal ko dehan main rkha jaata hai pending order main hum wo order lgaty hain jis ki hum yah ummed rakhty hain k market es point par aghr ati hai tu hmara order khud he lag jay or yah wo types hoty hain or pending orders main hum buy limit stop limit sell limit or buy limit k order lagaty haintrading karna hoti hay or is main trading karny kay liye is main order ko place karna hota hay or order ko place karny ki two types hoti hay jis main humain order ko place karna hota hay jis main first type hoti hay instant order ye ayas order hota hay jis main humain aik hi lamhay main order ko place karny ki saholat hoti hay is main humain usi time order ko place karna hota ha or usi time main achi eraning hasil ho sakti hay or humain agr market kay bary main maloom nai ho or ya hum market say door hon or order ko matloba price kay any par place karna ho to hum is main pending order ka use kar sakty hain jis ki help say market main matloba price kay any tk humare trade place ho sakti hay magr humain active ho kar market main kam karna hota hay market main kam kar sakty hain agr humain market main achi eraning hasil karni hay to hard work kar kay achy say kam karna ho ga jis main humain acha profit hasil ho sakta hay aik to instant order hota hay ji kay place karny say humain usi time main achi earning hasil ho sakti hay magr is main kafi risk hota hay is main usi time humain los ko set karna hota hay or order ko place kar dyna hota hay is main market ko analysis karny ka bad order ko place karna humary liye asan ho sakta hay agr to hum market say dor hain to hum pending order b laga sakty hain jis main ye hota hay kay market main matloba price tk any main select kiye hoye pair main eraning hasil ho sakti hay jis say market main acha profit b hasil ho sakta hay
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
    • #3 Collapse

      Re: Sawal; Trading mein &quot;Buy Limit&quot; aur &quot;Sell Limit&quot; kaisy Lgaaty hain

      Dear me sell limit aur buy limit pending orders hoty hen orders such mai 2 qisam k hoty hain 1 to woh order hoty hain jin ko hum market k current rates par open karty hain chahye woh buy mai ho ya sell mai aur aisy orders ko hum trading ki zuban mai imstant orders kehty hain Aur dosry orders aisy hoty hain jinka hum future mai istimaal karna chahty hain means k hum ny market ko ainalysis kia aur daikha kuch time mai market k rares change ho kar is figure mai aa jaeen gy jo hum ny soch rahain huy hain to hum pending orders ki madad lain gy aur apna order set kar dain gy aisy mai jab bhi market hamary figure kotouch kary gi hamara order automatic open ho jaye ga hamain baar baar market ko daikhna nahi parta aisy orders lagany k liye forex market main trade kerny ky liay yehi two types ky orders use hoty hain agar ham small balance ky sath forex market main trade kerna chahty hain tou hamain zyada importance pending orders ko deni chahiay kyun ky agar ham pending order kisi bhi pair main maximum support ya resistance per laga dety hain aur jab same order open hota hai tou agar same support ya resistance break hoti bhi hai tou thora sa loss deny ky bahd market reverse hoti hai aur profit main chalna shuru ker deti hai aur agar same trade ko profit main hi continue kia jaey tou kafi profit hasil kia ja sakta hai jabky instant order jab bhi ap open kerty hain tou maloom nehi hota ky market kitny time period ky bahd hamari open trade ki favour main movement start kery gi aur kab loss sy profit main aa jaey gi ky start hamesha due to spread loss sy hi hoti hai Market ki jo abi price hai agr ap ye chahte hain ke market down jaye or kisi khas point se auto trade buy main again lag jaye to us ke liye ap us point ko mention kar ke Buy limit lgain gai. Sell Limit market ki jo abi price hia agr ap ye chahte hain ke market up jaye or kisi khas point se auto sell ki trade lag jaye to ap Sell Limit ko use karain gai. Market ki abi jo price hai agr ap us time trade nahi lagana chahte hain or ap ye chahte hain ke jab market up jaye or upr se buy ho jaye jis ke lie ap mazeed wait nae karna chahteh hain to us point ko mention karte hue Buy Stop ka order lga de jab market us point pe up jaye gi to udr se buy ho jaye ga order lag jaye ga.
      • #4 Collapse

        Re: Sawal; Trading mein &quot;Buy Limit&quot; aur &quot;Sell Limit&quot; kaisy Lgaaty hain

        Forex trading mai traders ko trading kay doraan 2 qisam kay orders ki facility available hoti hain. Jinn say traders waqt aur zarurat kay mutabiq faida bhi utha sakta hai. Forex trading mai MT4 trading terminal pay he traders ko tamaam tools available hotay hain jinn say traders apni trading mai faida utha saktay hain. Traders ko main tool type of order he available hota hai. Aik order type tou instant order hota hai jo kay fori tore pay execute bhi ho jata hai. Dusra order pending order type hota hai. Trading terminal pay pending order ko select kernay kay Matlab yeh hota hai kay traders uss order ko apni zarurat, aik makhsus price pay makhsus waqt pay he open kerna chahtay hain aur Agar woh sub cheezain ya nuqaat puray na ho tou uss waqt takk traders uss trade ko open nahi kerna chahtay hain. Pending order ki mazeed 4 sub types hain. Jinn mai buy stop, sell stop, buy limit aur sell limit shamil hain. Jab pending order select kia jata hai tou inn may say Kamm say Kamm do ko bhi set zarur kia Jata hai.


        Humne buy limit ko aur buy stop ko Kis Tarah use karna hai aur ismein Hamen sell stop aur sell limit main confusion per a Rahi Hoti Hai To aapane bahut hi acchi information share ki hai dear Ham pending orders Apne trading strategy ke hisab se laga sakte hain ham ismein Jab support and resistance per kam Karte Hain To Ham ismein Apne orders Laga sakte hain Kyunki Ham dekhte hain ki break-out ke bad market re-test karne ke bad Apne next resistance yah support ka target rakhti Hai To ismein Ham Apne pending orders Ka istemal Karke Ham acchi trading kar sakte hain aur ismein accha profit Hasil kar sakte hain pending orders ka Hamen fayda hota hai ki Hamen Bar Bar market ko dekhna Nahin Padta automatically Hamari trade open Ho Jaati Hai.


        pending order ky jahn tak meri nazer main faiday hain wo yeh hai ky yeh hamain aik tu bohut ssary fake out say bacha laity hain aur yeh market ky top say sell krwany aur market ky bottom say buy krwany main help laity hain fake out say ap is tara say bach sakty hain ky jab bhi market breakout daiti hai tb ap ko foran order laini chahye balky us trf kuch pips ko chor kar pending order laga dain market ager tu retest ky bad wapis aa jati ha tub ap break ou 80 percent accurate hota ha ager nahi ati ha tu ap ka order triger nahi hota haa aur is tara say ap fake out say bach jaty hain aur ager market main kisi strong support aur strong resistance area main movement hoti ha tu ap wahn pay pending order laga kr market main scalping kar sakty hain.
        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: Sawal; Trading mein &quot;Buy Limit&quot; aur &quot;Sell Limit&quot; kaisy Lgaaty hain

          Forex Trading me hum kuch pending orders istemal karte hen, jis ka matlab hota hai k hum forex trading me kisi khas waqat ka intezar kar rahen k jab bhi hamare marzi k mutabiq market ki value ho jati hai, to us waqat hamara trade open ya close ho jaye. Forex Trading me pending orders ka lazmi istemal karen aur kabhi bhi directly trading open nahi karna chaheye, jab tak market ki sahi situation ka pata na ho raha ho to. Hamen chaheye k hum forex trading me pending ka sahi tareeqay se istemal karen. Pending order jo Forex Trading me istemal ho rahen wo 4 qisam ki hen, in me aik buy ki do qismen hen aur do sells ki pending orders hoti hai. Buy me buy limit aur buy stop ki trades hoti hai jab k sell me sell stop aur sell limit ki trades hoti hai. Is waja se hamen forex trading me jab bhi trade karen to sahi pending orders ka sahi tarah se istemal karte rehna chaheye.Click image for larger version

Name:	images (75).png
Views:	13
Size:	8.4 کلوبائٹ
ID:	12337496
          Buy limit
          Forex trading me buy limit wala option hum us waqat istemal karte hen, jab bhi forex trading market me hum chahte hen k market price downward semat me aik khas position pe pohunch jaye to us waqat buy limit ki trade auto pe open ho jaye. Buy limit trader's us waqat chonte hen jab forex trading market me hum kisi reversal trend ka intezar karte hen k market ki price aik bearish side pe jane k bad reversal ho kar upward (bullish) trend chalay ga. Is waja se hum forex trading market me buy limit ka option lagate hen. Hamen forex trading market me buy limit ko proper technical analysis ka istemal karte howe lagana chaheye. Buy limit k leye zarori hai k hamen market me support levels ka pata ho, k hum asani se buy limit ki position set kar saken. Click image for larger version

Name:	images (72).jpeg
Views:	22
Size:	13.8 کلوبائٹ
ID:	12337497
          Sell limit
          Forex trading me sell limit ka option aur kaam buy limit k oposite semat pe hoti hai. Forex trading me sell limit ka option traders us waqat chunte hen, jab bhi trader's ko lagta hai k market me trend kuch waqat ya lamhay k leye upward jane k bad reversal ho jayegi aur market me baqi downward (bullish) trend hogi. Sell limit me hamen market ki resistance ka pata hona chaheye, k us k bad market ki movement lazmi reversal ho sakti hai is waja se hamen market me sell limit ka option istemal karte hen. Click image for larger version

Name:	images (73).jpeg
Views:	3
Size:	14.0 کلوبائٹ
ID:	12337495
          • #6 Collapse

            Re: Sawal; Trading mein &quot;Buy Limit&quot; aur &quot;Sell Limit&quot; kaisy Lgaaty hain

            Jis tarah aam ya hard trading main ham mukhtalif tariqon say order place karty hain isi tarah forex market main bhi ham planning karty huye aur analysis and situations kay hisab say traing order place kar sakty hain. Baz dafa trader forex market main volume kay increase hony ka wait kar raha hota hay. But usko ye nai pata hota keh aj market ka trend up side jaye ga ya down side. Isi tarah baz dafa market ki reversal ki expectations ka wait karty huye trading order place karta hah, is liye trader yahan per buy limit ya sell limit ka use kar kay trader reversal main bhi achi earning kar sakta hay.

            Use of buy limit in forex.
            Ager market main overall up trend ho laikin price resistance say hit ho kar again wapas chali jaye to youn trader aisi market situations ka wait kar raha ho jab market resistance say support ki taraf barhy aur again wapas aye to isko trader apny faidy kay liye use karta hay. Yani ager CL main suppory 41.00 pe ho aur resistance 41.50 pe ho jab keh price 41.40 say again wapas ja rahi ho to trader 41.00 kay aas pas buy limit laga daita hay, jab market price is point per puhnchti hay to trader ka order active ho jata hay aur woh ia tarah dip say buy karny per acha profit lay laita hay.

            Use of sell limit.
            Ager mojuda market price aisy point per ho jahan trader ko ye lagy keh ye mazeed kuch up ja kar waha say wapas aye gi to trader is security kay up jany ka wait karta hay ta keh waha say market price wapas any per trader in time entry kar kay sell kay through earning kar lay. Magar is kay liye trader ko musalsal wait karna hota hay but ager woh mojuda price say up per sell limit laga day to isko price hit hony per order active ho jata hay aur trader youn achi earning kar laita hay.

            Tips for sell and buy limit.
            Ager trader market kay opening time main market ko watch karta rahy aur specially major pairs per nazar rakhy keh ye kis side per move karty hain, is tarah jab market price aik side per jana shuru ho jaye to woh usi taraf barhti hay aur phir wapas ati hay. You traders is say faida uthaty huye is direction main he agy aik price per limit set kar daita hay takeh kuch running loss kay bawajood jab market wapas aye to isko profit ho jaye.
            • #7 Collapse

              Re: Sawal; Trading mein &quot;Buy Limit&quot; aur &quot;Sell Limit&quot; kaisy Lgaaty hain

              Assalamu Alaikum dear friends Forex mein bi limit aur sell limit us Waqt Lagani chahie Jab market ka experience hoga Agar Ham acche trade Lagana Chahte Hain To Hamen chahie ki Ham market ko analyse Karen cost motorbike trade lagaen Agar Ham Aisa Karenge to ab Ham Ek Achcha profit hasal kar Sakenge Jo log mehnat karte hain aur Market ko analyse karne ka experience Aasan Karte Hain vah Log Hamesha achha profit Hustle Karte Hain
              • #8 Collapse

                Re: Sawal; Trading mein &quot;Buy Limit&quot; aur &quot;Sell Limit&quot; kaisy Lgaaty hain

                Forex trading me agar of completely successful Hona Chahte Hain To is purpose ke liye aapko Forex trading ke complete tools for different important analysis ko Jarur complete karna hoga agar aap Forex trading Mein different important tools course study kar rahe hote hain to usmein aap ko pending orders se related apni complete learning Karni chahie Kyunki yah Ek Aisi facility hai jismein aap apni required prices per trading kar sakte hain aur ismein maximum advantages Hasil kar sakte hain.

                Buy limit :

                Dear agar aap market Mein kam kar rahi hai aur ismein aap pending order ko properly utilised karna chahte hain aur aap market mein kisi bhi currency pair aur commodity co purchase karna chahte hain aur Market Mein currently prices aapki required prices limit Kotak nahin kar rahi To Aisi situation main aap market Mein yah order place kar sakte hain aur iski help Se Jab market me prices according to your expectation ho jayegi Aisi situation Mein Aapki trade automatically excute ho jayegi aur ismein aapko maximum advantages hone ke chance ho sakte hain.

                Sell limit :

                Dear jab aap market Mein trading kar rahe hote hain aur kisi bhi commodity ko sale karna chahte hain aur Market Mein currently prices aapki required prices Ke mutabik Nahin Hoti To Aisi situation main aap market Mein Intezar kar sakte hain aur agar aap market ko regular time nahin de sakte To Aisi situation main aap pending order facility ko active kar sakte hain aur apni required prices ki basis per cell limit apply kar sakte hain Jab market Mein vah prices free wale Hoti Hai To aapki trade automatically excute ho sakti hai aur ismein aapko maximum advantages mil sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Sawal; Trading mein &quot;Buy Limit&quot; aur &quot;Sell Limit&quot; kaisy Lgaaty hain

                  Forex market Mein traders ki Bahut Si types Hai Jaise ke unmen se ek typesafe traders ki bhi hai jo ke Hamesha safe trading co choose karte hue trading karte hain aur Hamesha apni security ka last me first level par sochte hain Taake unhen trading Mein loss Na Ho Aur isiliye vah log bi limit aur send limit ka istemal Karte Hain trading ke dauran Ta ke unhen Ek accha profit Hasil Lo Ek single trade se to iska Ek use karne ka iji method yah hai ki aap Kisi bhi trading platform Ko download kar sakte hain Kisi Bhi Ek acche a source se aur download karne ke bad aap apne brokerage firm ko yah ne apne trader account ko trading platform ke sath attach kar sakte hain aur uske bad Kisi bhi Peer ko select Karke use per trade open kar sakte hain aur trade open karne ke bad aapko by limit aur sell limit Lagane ke liye trading order ko modify karna hota hai jo ki aap trade ko open karte hue hi karte hain Kyunki trading Mein current order modify karte hue hamare pass three option hote hain jinmen se ek instant execution ka hota hai usko Ham change kar kar bi limit aur Sal limit Mein convert kar sakte hain Jiske tahat Hamari by limit aur cell limit lag jaati hai aur usi ko use karte hue Ham trading Jab perform Karte Hain To Hamen Ek profitable trading Hoti Hai jisse Hamen bahut se profit game hote hain aur use Ham draw Karva sakte hain Hamen chahie ki Ham is per practis Karen Kyunki by limit aur Sal limit ko samajhne ke liye Hamen understanding chahie jo ki Ham practis se Hasil kar sakte hain demonstration se Hamen Ek acchi guidance milati hai jo ke Hath Reda ko use Karni chahie Taki vah apni trading co enhance kar sake aur future trading Mein Bhi Ek Achcha result aur output La sake

                  Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





                  • #10 Collapse

                    Re: Sawal; Trading mein &quot;Buy Limit&quot; aur &quot;Sell Limit&quot; kaisy Lgaaty hain

                    Forex trading ma wo trader kamyab hota hai jo different trading tools ko use karna learn kar leta hai. Jo trader trading tools ko use ni kar paty wo trading ma kamyab ni ho paty. Forex market ma pending orders ko use karny ka benefit ye hai k es sy trader ko profit zayada sy zayada hota hai or loss kam sy kam hota hai. Es topic ma ham ye discuss karyn gy k kis tarha ham pending order ko use kar sakty hain.

                    What are pending orders and how to process them. Forex trading ma pending orders k lae ham market k different spots ko pick karty hain or market k waha par ponchny sy pehle he apni trade ko waha par place kar dety hain. Market jb us point par ponch jati hai to hamara order active ho jata hai. Ye pending orders ham apny experience ki base par use karty hain. Trader market ki movement ki base par trade ko manage karty hain.

                    Buy limit active market sy nechy ki taraf lagaya jata hai kiu k trader ye predict karty hain k market support ko hit kar k wapas jany wali hai. So trader buy limit ko support par place kar dety hain. Same ese tarha trader sell limit ko market ki resistance par place karty hain or wo asa es lae karty hain jb unko ye yaqeen ho jata hai k market apni resistance ko hit kar k wapas any wali hai. So trader es base par apni trades ko manage karty hain. In short pending order trader ko maximum profit or minimum loss ko avail karny k lae use kaye jaty hain. Jo trader ye technique use karty hain wo hamesa kamyab ho jaty hain kiu k unko market agr favour kary gi to wo zayada sy zayada profit hasil karny ma kamyab ho jaty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Sawal; Trading mein &quot;Buy Limit&quot; aur &quot;Sell Limit&quot; kaisy Lgaaty hain

                      Assalam O Alaikum dear friend Forex market main order do tarah k hote hai Instant order & pending order dear friends instant order direct order hote hai jab k pending order main ham limit order use karte hain

                      Instant and Direct order ::

                      dear friends Instant order 2 tarah k jo k direct sell and bUy order hote hai ham order button par click kar k direct instant order laga sakte hain

                      Click image for larger version

Name:	instant order.jpg
Views:	2
Size:	7.7 کلوبائٹ
ID:	12337509


                      Pending and Limits Order ::

                      dear friends pending order ese order hote hain jo k ham us wakat use karte hai jis wakat hame market ki smj nai aa rahi hoti our ham apni Strategy ya analysis k tehat ek point select karte hai jaha se market main ham best entry kar sakte hai to ham us point par pending order laga dete hai is tarah ham agar online na b ho tab b jab market hamare us selected point par ati hai to hamara pending order auto lag jata hai our ham market main enter kar jate hai :

                      Types of Pending Order ::

                      dear friend Pending order 4 tarah k hote hai

                      Buy Limit
                      Sell Limit
                      Buy Stop
                      Sell Stop


                      dear friends Buy Limit order esa order hota hai jis ko ham market main actual market price k low main lagate hai is tarah jan market neechy ko jati hai to hamara buy ka order Select ho jata hai our yaha se agar market buy jati hai to hame profit hoga our agar or neecy jati hai to ham loss main jaty ge
                      dear friend Sell Limit order esa order ha jis ko ham market main actual price k Top ya above select karte hai our jab market hamare top orderko select karti hai to hamra sell ka order lag jata hai :

                      Click image for larger version

Name:	pending order2.png
Views:	1
Size:	54.7 کلوبائٹ
ID:	12337510
                      Ayisha Cutey's Trading Journal
                      https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                      • #12 Collapse

                        Re: Sawal; Trading mein &quot;Buy Limit&quot; aur &quot;Sell Limit&quot; kaisy Lgaaty hain

                        Is mahine bahut Achcha question poochha hai is question ke jawab baad dekhne se hamen bhi Kuchh sikhane ka mauka Milega Kyunki doston is pahle mein itna Nahin Jaanta tha is chij ke bare mein mein jo sirf jata tha to vah take profit aur stop-loss yani ke vahan per limitations Lagne Ho To vahan per Ham Laga Sakte the lekin yah Jo Sal limit aur by limit jo hai is chij ka mujhe koi idea nahin tha aur is chij ke bare mein nahin Jaanta tha by limit Main To Jhooth to simply yah hota hai ki Ham apne liye limit set karte hain sorry profit take profit Mein Jab Ham tractor office mein koi limit Lagate Hain To automatically Hamara Jab Kitna profit Ho Jata Hai Kisi trade Main To Hamara automatically Jo trade hota hai vah close ho jata hai aur Hamen Jagah Tak profit Mil Jata Hai Jitna Humne set Kiya hota hai aur top last Mein yah hota hai ki Ham Jitna loss bardasht kar sakte hain ya nahin ki Ham supports a sakte hain To Ham Usi Waqt Tak Apne limit ko vahan per stop last Gad Dete Hain yani kya kar loss Yahan Tak a Jaaye to theek hai main bardasht kar sakta hun Agar Se Jyada loss Ho Jaaye to main Bardaasht nahin kar sakta to is Waqt Ke Liye ham stop-loss hi use karte hain lekin by limit aur sale limit kiya tha is chij ke bare mein main pahle Nahin Jaanta tha aur abhi main yah comments jo hai yahan se Seek kar hi Anda laga sakunga ki bi limit aur Sal limit kya hota hai.
                        thank you.
                        • #13 Collapse

                          Re: Sawal; Trading mein &quot;Buy Limit&quot; aur &quot;Sell Limit&quot; kaisy Lgaaty hain

                          Forex trading Mein trader ko trading Ke dauran Do kism Ki trade open order ki facility available Hoti Hai Jin Mein trader Waqt aur jarurat Ke mutabik fayda Bhi Utha sakte hain Forex trading Mein metatrader 4 trading terminal per he traded kottamam tools available hote hain jeans se trader apni trading Mein fayda Utha sakte hain trader Ko Main tool type of order bhi available Hota Hai Ek order type to Instant order hota hai jo ke Tor per exit bhi ho jata hai dusra order planning order hota hai trading terminal pay pending order ko select karne ka matlab yah Hota Hai ke trader use order ko apni jarurat 8k makhsoos price per makhsoos Waqt per hi open karna chahte hain aur Agar vah Sab chijen ya nuksan pure na ho to use Waqt Tak trader use trade ko open nahin karna chahte hain pending order ki ki detail charge subtype Hai Jin Mein bi Stop sale stop by limit aur sell limit Shamil Hai Jab pending order select Kiya Jata Hai To in mein se kam se kam do ko bhi set Jarur Kiya jata hai
                          Bi limit ko Aur Bi stop ko Kis Tarah use karna hai aur ismein Hamen cells top aur cell limit main confuse a raha ho to aapane bahut hi information ke sath pending order apni trading strategy ke hisab se laga sakte hain Ham ismein Jab support aur residences per kam Karte Hain To Ham ismein Apne order Laga sakte hain Kyunki Ham dekhte hain ke Breakout ke bad mark ID reset karne ke bad apni next residences ya support ka target rakhti Hai To ismein Ham apni pending order Ka istemal Karke Ham acchi trading kar sakte hain aur is Mein achha profit Hasil kar sakte hain pending order ka Hamen fayda hota hai ki Hamen Bar Bar market ko dekhna Nahin Padta automatically Hamari trade open Ho Jaati Hai
                          Isliye Hamen pending order per Najar Rakhna Nahin padati aur yah hai ki Hamen Ek to bahut Sare fake out Se Bachana bacha lete hain aur yah market ko top se sell karvane mein bhi e aur Market ke bottom se bi karvane Mein help karte hain fake out se aap Is Tarah Se baith sakte hain Ke Jab Bhi market Breakout Deti Hai To tab aapko phone odelay Lene chahie badke use Taraf Kuchh per ko chhodkar pending order Laga De market Agar reset ke bad Wapas a Jaati Hai To aapko Breakout 80% accurate hota hai agar nahin aati to Aapka order target Nahin Hota Aur Is Tarah fake out se baat Jaate Hain aur Agar market mein kisi bhi strong support aur strong residence area Mein movement Hoti Hai To vahan se pending order lagakar market Mein scalping kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Sawal; Trading mein &quot;Buy Limit&quot; aur &quot;Sell Limit&quot; kaisy Lgaaty hain

                            Walekum Assalam Forex trading ke Business mein kamyabi Hamesha usi ko milati hai jo market Mein different type ke tools aur different type ke factor ko acchi Tarah se study Karta Hai Forex trading ke Business mein Hamen Hamesha acche tarike se kam karna chahie Hamen sabse pahle to market ka analyses karna chahie market ke analysis ko complete karke hi Ham market Mein Ek perfect entry Lekar market Mein acche tarike se kam kar sakte hain aur Market mein kamyabi bhi Hasil kar sakte hain

                            Forex trading ke Business mein different type ke order Paye Jaate Hain Hamen in order ko acchi Tarah se market Mein place karna chahie Forex trading ki market Mein order bahut jyada importance rakhte Hain order market mein bahut hi important role play karte hain isliye Hamen market Mein in order koo acchi Tarah se study karna chahie Forex trading ke market mein 2 type ke order hote hain pending order and instant order Dear aj Ham Aapke sath buy limit aur sell limit ca knowledge share Karenge

                            Buy limit aur sell limit ke related Hamen pahle complete information Hasil karne chahie sell limit aur buy limit ko apni trading Mein Lagane se pahle Hamen trading order ko acchi Tarah Se identify karna chahie Jab Ham apni trading mein sell limit aur bay limit order ko acchi Tarah se set kar dete Hain To Is Tarah Se Hamen apni trading Mein Achcha advantage Milta Hai pending order ko Ham apni trading Mein istemal karte hue apni trading ko safe Rakh sakte hain aur apni trading Mein Achcha benefit Hasil kar sakte hain

                            Hamen cell limit aur buy limit co use Waqt apni trade Mein Lagana chahie Jab hamare pass Sell limit aur buy limit ka complete experience Ho Forex trading ki market Mein Ham pending order ya FIR Sal limit Aur Bi limit ke through Apne analysis ke sath market Mein trade open kar sakte hain Hamen Market Mein trade open karne se pahle market Ka acchi Tarah se analyses karna chahie analysis Kiya bagair Ham market Mein Kam Nahin kar sakte isliye Hamen sabse pahle market ka analysis karna chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Sawal; Trading mein &quot;Buy Limit&quot; aur &quot;Sell Limit&quot; kaisy Lgaaty hain

                              Assalamualaikum dear forex members trading k Lia mukhtalif kism k orders istemal hote Hain in main basic 2 Tarah k order Hain instant orders aur pending orders. Buy limit aur sell limit pending orders main hotay Hain.Buy stop ya sell stop.Market Trend kay mutabiq lagai gai buy main trade ko buy stop aur sell main lagai jany wali trade ko sell stop kehty hain. Ager trading order current price say uper buy kay liye set kia jaye to isko buy stop kehty hain. Jis ka maqsad resistance ky break hony ka wait aur market trend ki confirmation hota hay. Isi tarah current market price jab down ja rahi ho to ham support kay break hony ka wait karny kay liye down point per selling trading order place karty hain jisko sell stop kehty hain. Jab price is point per puhnchti hay to auto pe ye order active ho jata hay. Sell stop aur buy stop ki trend main jany say he profitable trading milti hay.Buy limit ya Sell limit.Forex main ye bhi pending order ki aik type hay. Trading order jab market trend kay against set kia jaye to isko buy limit ya sell limit kaha jata hay. Fibonacci indicator ka use karty huye aksar buy ya sell limit kay through trading ki jati hay. Current price say rising point per sell ki trade set karna sell limit aur current market price say neachay point per buy ki trade set karna buy limit kehlata hay. Ager hamari tawaqu kay mutabiq support and resistance break na ho to he hamain in orders kay teht achi earning milti hay. Earning k Lia zururi hai k members apni trading practice Kar k Achi bnaey aur real trading ko munafa baqsh bna sky.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X