Re: What is PIP in Forex trading??
ASSLAM O ALLAIKUM! Forum members aaj ham bayt kriengy k pip kya hta hai.Jesa ky weight ka unit gram hta hai aur lentgh ka unit meter hta hai issi tarah forex chart ka unit pip hta hai.
Jab ham forex main trade enter krty hain tw hamari trade line move karti hai tw wo jitna zyada move distance cover krti hai ussy pips main naapa jata hai aur chart p pips ki numbering bhi equal distances pr ki jati hai jis sy hamy pata chlta hai k hamari trade ab ktnyt pips pr lie kr rhi hai aur aagy chal kr agvar hamny andaza lagana ho tw strategy claga kr yeh jaan sakty hain k ab ktny pips tak hamari trade jayegio usky bad ham agar apna profit aur loss bhi calculate krna chahien tw ham pips ki madad sy asani sy krty hain.Agar ham apni lot size ko pips jo trade entry k bd trade ny cover kiye hain unsy multiply krien tw hamra profit or loss bhi calculate hskta hai aur hamy pata chl skta hai k hamri trade sy ktna loss aur profit hskta hai issy ham yh idea ly sakty hain k apni trade ko kahan tak profit hga aur hamara loss ktna zyada hskta hai taa k ham utna loss hny sy pehly e trade ko close krdien.Aur apna account ko loss hnhy sy bcha lien.
Pips k bary main janna aur unnhy read krna yeh bht zruri hta hai tbhi hamy samjh aati hai apni trade ki us sy hny waly profit aur loss ki.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим