Aslam o allikum dear all forex colleagues umed krta hon k aap sb khaireat se hongay.aaj mn aap se candlestick pattern mein se he aik pattern discus krna chahta hon jisko bearish kicking bhi kehhtay hain aur isko kicking down bhi kaha jata hay.is pattern ki detail aap se share krna chahunga takay jo member is pattern se waqif nahi hain unky knowledge mein bhi izafa ho jaye.
bearish kicking pattern 2 candles pe depend krta hay jis mein donu marubozu candles hoti hain aur first candke bullish long line marubozu hoti hai aur second candle bhi long line marubozu bearish candle hoti hai.is mein second candle ki opening previius candle ki opening se down honi chahye ya aisay samjh lein k donu candles mein gap hona chahye.ye pattern two predictions deta hay according to situation and accirding to trend jis mein yeh appear hota hay.yeh pattern trend reversal bhi ho sakta hay aur iskay ilawa yeh oattern trend k continue rehnay ki prediction bhi de skta hai.aur yeh pattern bihat he rare appear hota hay trading chart pe.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим