Jaiza ; Automatic trading (Robot Trading) kia hoti hai !
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza ; Automatic trading (Robot Trading) kia hoti hai !
    Dear forex members , Forex per automatic trading forex robots ke zariye hoti hai automatic forex trading ke liye ap ke pass forex robots software aur expert advisor ka hona bahut he zroori hai market men bahut se robots mojood hain jo 2001 se kaam kar rahe hain ap in robots ko apne marzi k currancy pairs par chala sakte hain ye robots khud he order lgaye ga aur khud he order close kre ga auto trading ke liye ap ko vps ki bhi zaroort parti hai ya k ap ka robot bina kisi problem k 24 hours work karta rahe sab se acha robot woh hota hai jo market ki down trend ko bhi follow kare aur up trend ko bhi follow kare aur instant order bhi lagaye aur pending order bhi lagaye.
    Note !
    Dear friends umeed ha ap automatic trading aur robots ke use ke bare men samajh chuke hon ge aur hopefully iss post se ap ke Knowledge men izafa ho ga. Thanks
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza ; Automatic trading (Robot Trading) kia hoti hai !

    Assalamu alaikum all juniors and seniors members kaise hain aap ummid karte hain aap sab khairiyat se Honge Aaj Apne breaks trading ki market ki about bahut important topic of discussion ke liye use kiya hai aaj is topic per discussion Karke Ham Apna knowledge aapke sath liya Karenge Forex trading ki market mein jo member trading Karte Hain To unhen Apne trading ke liye market Mein in different types AK trading method ko acche tarike se confirm kar lena chahie aur unko properly tarike se learning karna chahie tha ki vah best trading method ko Apne trading ke liye select kar sake

    Forex trading ki Market Me trading karte waqt bahut cigaret aur Jaise Hote Hain Jo ki automatic trading ke liye robot trading ke method ko select karte hain robot trading Ek Aisa method hota hai ki jismein traders apni Marzi ke hisab se Kuchh Bhi Nahin kar sakte vah apni Marji ke hisab se trait bhi open nahin kar sakte Kyunki automatic trading Aisi trade hoti hai ki jismein robot maujud hote hain ya robot hi apni Marji ke hisab market ko acche tarike se analysis karte hain market ko analysis karne ke bad Neet ke liye best opportunities ko select Karke market Mein trade open Karte Hain Jis Tarah Se market Mein trade open karte hain Tu Usi Tarah se vah market Mein Achcha profit Hasil karne ke bad to trade ko close bhi kar dete Hain market Ma trade ki opening or closing Mein traders ko Kuchh karna Nahin Padta Palke Ye robot sara kam Karte Hain traders in Robot trading method ke jariye se market Mein Achcha profit Hasil kar lete hain market mein jo members automatic treading method ko select Karte Hain To unhen chahie ki vah anytime dusron per dependent Nahin Rahana chahie balke unhen apne trading Apne self-confidence ke Taur per bhi start karne chahie Taki vah Apne information aur knowledge ko increase kar sake
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza ; Automatic trading (Robot Trading) kia hoti hai !

      hum market mi report trading kar sakty hain humkam kar ky munfa hasial kar sakty hain forex aik online business hain hum s mai rat mai be kaam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hamy is mai analyis ko learn kar k use kar ky kam karna hi ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to harma loss hain hamy loss sy sbak sihak kar market mai kam karna chaey then hum earn kar saky gy forex mai hum repost trading akar sakty hain hamy is mai care full ho kar kam karn chae repost trading hum apne file py set kar sakty hain hamy acha capital invest kar ky kam karn chaey pher h ehum earning gain kar sakay gy forexiaik asa business hain jo ky kabe be katem na hony wala acha busienss hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai f ull time be kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain yai aik legal bsiness hain hum is mai baegr balance account bana kar be kam kar sakty hain hamy is mai care full ho trade lagane ho ge thne hum earn kar saky gy forex aik acha business hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain hum is mai forum mai posts akr sakty hain hum is mai contest ka bonus be gain kar sakty hain ham qaltiy wala kam karn chaey then hm earn kar saky gy
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza ; Automatic trading (Robot Trading) kia hoti hai !

        Robots trading
        Forex trading me aajkal automatic trading ya robot trading ka rujhan kafi barhta hi ja raha hai. Robot trading me sare financial analysis aik khudkar computerized system k zarye se hota hai jis me engineer k zarye se aik design kia ja chuka hota hai jus me trading mukhtalif kulyat ki madad se hi saranjam deya jata hai. Robot trading ka rujhan bohut hi ziada increase hota ja raha hai aur aik andaze k mutabiq 2005 me robot trading k zarye traders ki tadad sirf 20% thi jo k 2016 me ye tadad 80% tak increase ho chuki hai. Robot trading me traders ki involvement is waja se ziada hai k is k kamyabi k chances bohut zyada hen, aur avmb tak is ki successful ratio 80% hai. Robot trading ki advantages ziada hen lekin is k sath sath kuch is ki disadvantages bhi hen, jo k darjazel hen:
        Robots trading advantages
        Forex trading me robot aik machine honi ki waja se is ki aam humans ki nisbat kamyabi k chances ziada hen :
        (i) Robot machine hone ki waja se kabhi bhi emotional nahi hota hai.
        (ii) Robot proper computerized software k zarye se trading karta hai aur is ki calculation bohut perfect hoti hai.
        (iii) Normal human (insan) ko trading me loss hone ki waja se aksar forex se badla lene ki koshash me mazeed nuqsan uthata hai, jab k robot aisa kabhi bhi nahi karta.
        (iv) Robot kabhi bhi insan ki tarah se lalach nahi karta hai, is waja se is k account me loss to ho sakta hai lekin account kabhi bhi wash nahi ho sakta.
        (v) Robot humans (insan) ki madad se fast hota hai is waja se wo sare indicators ko bohut jaldi samajh kar us ka result show karta hai, jo k aik machine k leye minton ka kam hai lekin normal trading me traders jab khud calculation karta hai to us me ghanton tak lag sakte hen.
        (vi) Robot trading me jaldbazi nahi karta hai aur jab chahay profit melne pe trade open close karta hai.
        (vii) Financial market me robot sare indicators ko perfectly asani se istemal karta hai aur behtareen results deta hai.
        Disadvantages of Robot trading
        Financial market me jahan robot trading ki advantages bohut zyada hai, lekin is k kuch disadvantages bhi hen jo k bohut zyada aik trader ko mutasir kar sakti hai,
        (i) Robot trading me brokers registered nahi hote hen, is waja se hum bohut zyada capital ki risk nahi le sakte hen, financial market me peso ki lain dain me kisi pe bhi aitebar karna bohut ziada mushkil hai is waja se hamen robot trading k leye bohut ziada reliable brokers ko dhondna hoga.
        (ii) Robot trading sirf technical analysis ki madad se trading karte hen, aur fundamental analysis se un ka koi lena dena nahi hota hai, q k aik robot ko financial news k bare me na to knowledge hoti hai aur na hi wo financial news dekhta hai, is waja se hamen is moqa pe khud hi involve hona parta hai, q k hamari trading fundamental anasir se asar andaz ho sakti hai.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza ; Automatic trading (Robot Trading) kia hoti hai !

          Robot trading se related apni bahut hi perfect analysis Hamare Sath share Kiye Hain Forex trading Mein Jab Ham kam kar rahi Hote Hain To Aisi situation mein humko different important analysis complete karna hote hain aur ismein Humko market Mein completely successful hone ke liye different analysis aur uske sath market ke different important factors ko carefully study karna hota hai Forex trading a Kaisi market Hai Jo Humko bahut jyada facilitate kar rahi Hoti Hai Isko complete karne ke liye Ham different important platforms istemal kar sakte hain aur apni earning Mein ijaafa kar sakte hain Agar Humko Forex trading Tak complete Malik Nahin Hai To Aisi situation Mein Ham Apne account Ko Main karwa sakte hain aur uske sath sath Ham copy trading aur robot trading bhi kar sakte hain.

          Robot Trading :

          Robot trading aapki totally Ek software par depend kar rahi hoti hai agar aap robot trading karna chahte hain to uske liye aapke pass Ek software available Hona chahie Jo aapke behalf per different important trading activities kar sakta hai aur aapke profit ko increase karne ke liye aapke liye ek best platform provide kar sakta hai.

          Importance of Robot Trading :

          No doubt Forex trading me robot trading bahut hi important role play kar sakti hai aur Forex trading Mein iski bahut jyada importance Hai Magar aap robot trading se properly utilised Hona Chahte Hain To is purpose ke liye aapko maximum important analysis complete karna hote hain aur uske sath aapko bahut jyada carefully apni study complete karna hoti hai agar aap robot trading karna chahte hain To Aisi situation main aapko bahut carefully decision-making karna hoti hai aur iske liye aapko expert Advisors ki bhi jarurat Hoti Hai robot trading karne ke liye aapko is related Kuchh basic information aani chahie aur uske sath isko completely study karna chahie.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza ; Automatic trading (Robot Trading) kia hoti hai !

            Han je forex trading ma traders different ways sy apni trades or apny accounts ko manage kar sakty hain. Kuch trader manual trading karty hain jis ma trader ko khud market ki state ko trade k lae analyze karna hota hai. Manual trading ma trader ko marker k achy analysis par depend karna hota hai. Agr trader achy analysis ni kar saky to wo trade sy profit hasil karny ma b kamyab ni ho sakty.

            Automatic trading and its advantages. Forex trading ma jis trader ki busy routine hoti hai or wo khud apni trades ko manage ni kar sakta to wo automatic trading ka sahara ley sakta hai. Automatic trading kisi system software ki base par ki jati or ye application pre programed hoti hai or ye system auto sy market ko analyze karty hain or phr us base par trades ko or account ko manage karty hain. En ka ik advantage ye b hota ha k trader ko jb loss hota hai to eo emotional ho jaty hain.

            Jb k ye system software loss k bad b emotional ni hoty jis sy enki performance par kio asar ni parta. Wo trader jo market ko samajny ma acha time implement ni kar sakty un k lae ye best hai. Ye expert ny banae hoty hain so ye jis tarha market ko analyze kar k trade k lae predict karty hain wsy kio trader market ko analyze ni kar sakta. Trader ko es level tak ponchnay k lae bhot hardwork karna hota hai. So wo trader jo market ko time ni dey paty ye software unk lae kisi gift sy kam ni hota. But trader ko es bat ka khawal rakhna chahe k jb wo apna account es software ko dey dety hain to phr unka apna kio control account par ni rehta or wo apni marzi sy trades ko manage ni kar paty kiu k phr es software k under control hoty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza ; Automatic trading (Robot Trading) kia hoti hai !

              dear friend, forex ma automatic ya robot trading aik computer program ya softwares par base karti ha jin ki help sa forex k trading signals generate honay sa buy ye sell ki trade ko jancha jata ha, automatic trading robots internet par b available hotay hain lakin purchasers ko aisay trading systems purchase karnay k liay bht carefull rehna chaiay, ye programs manual trading sa chutkara daitay hain,

              Metatraders, trade stations aur is tarah ki dusri applications na aisay computer programs bnany ma asani paida kar di ha jo technical anaylisis k rules par base kartay hain, robot trading ka sb sa bara advantage ye hota ha k is ma human emotions ko aik side par kar dia jata ha jo decision making ma sb sa bari problem hoti ha, traders previous data k mutabik in programs ko test kar saktay hain jin sa inki afadiat ka pata chal sakta ha, dusri taraf is drawbacks b kafi hain jin ma sb sa bara ye k aik successful trading system bnana bht mushkil ha jo hr trade ma profit da sakay, past performance ki base par future ma achay results hasil karna b mushkil hota ha, lihaza robot trading ki bjay traders ko khud market ki positions ko observe karna chaiay aur us k mutabik aonay anaylisis kar k trades k liay entry aur exit points choose karnay chaian is sa wo apnay account ko proper manage aur maintain kar paen gay, manual trading sa traders apnay mind aur satisfaction k mutabik trade kar patay hain. is liay robot trading ki bjay manual trading ko preference daini chaiay
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza ; Automatic trading (Robot Trading) kia hoti hai !

                Ager aik trader forex market main ata hay to isko forex market ko samjhna iski nature kay mutabiq khud ko adjust and flexible banana hota hay, tab he woh forex market main kamyabi hasil kar sakta hay. Q keh aik educational ya expert trader bhi jab tak forex market main analysis nai karta usko kamyabi nai mil sakti is liye yahan per time daina aur is main analysis karna shart hay tab he yahan per trading say earning ho sakti hay.

                Auto trading and its role in modern forex market.
                Forex market main software based trading ka trend bahut ziada ho gia hay. Agarcheh is say kai traders ko ager acha profit hi bhi jaye to bhi woh iski expectation nai kar pata keh isko kis tarah ye profit itny asani say mil gia hay. But same method main kai traders ko loss bhi ho jata hay jis say woh kafi frustrated and depressed ho jata hay. Isliye auto trading main ye tay nai hota keh market main hamain loss ya profit hoga.

                Benefits of auto trading.
                But aisy traders jo forex main full time nai day sakty ya aisy traders jo itny expert nai hain woh auto trading say benefits lay sakty hain. Q keh jab trader application kay through forex main participate karta hay to woh totally control kho bethta hay q keh forex market main manual and auto trading main difference hay. Jab auto trading main ham investment kar daity hain to market situations janty huye bhi ham kuch nai kar paty, aur at the end jab result aty hain to hamain profit ya loss ki surat main hamain hamara share mil jata hay.
                Last edited by ; 18-11-2020, 09:29 PM.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza ; Automatic trading (Robot Trading) kia hoti hai !

                  Automated trading system is a computer trading program that automatically submits trades to an exchange.
                  An example of an early ATS is Instinet. This allows traders to input trades invisibly to the market, with a crossing price determined by a VWAP measure. Instinet also enables anonymous conversations and negotiations to take place between bidders, and so reduces informational costs to the participants.
                  People may think think that trading system is not that importand the forex market but what i think is that tranding system can really an difference in how you trade and also follows the right method of trading Forex this way many people can make a quite some profit out of it trading system is important to me.
                  But
                  i not prefer any one that used automatic trading and you will fail my friend there so that is to important that we will depend on our self and like manual trading then we will do any think other wise not do any think.
                  i not prefer any one that used automatic trading and you will fail my friend there so that is to important that we will depend on our self and like manual trading then we will do any think other wise not do any think.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza ; Automatic trading (Robot Trading) kia hoti hai !

                    AOA Forex trading Mein Jab Ham kam kar rahi Hote Hain To Aisi situation mein humko different important analysis complete karna hote hain aur ismein Humko market Mein completely successful hone ke liye different analysis aur uske sath market ke different important factors ko carefully study karna hota hai Forex trading a Kaisi market Hai Jo Humko bahut jyada facilitate kar rahi Hoti Hai Isko complete karne ke liye Ham different important platforms istemal kar sakte hain aur apni earning Mein ijaafa kar sakte hain Agar Humko Forex trading Tak complete Malik Nahin Hai To Aisi situation Mein Ham Apne account Ko Main karwa sakte hain aur uske sath sath Ham copy trading aur robot trading bhi kar sakte hai Robot trading aapki totally Ek software par depend kar rahi hoti hai agar aap robot trading karna chahte hain to uske liye aapke pass Ek software available Hona chahie Jo aapke behalf per different important trading activities kar sakta hai aur aapke profit ko increase karne ke liye aapke liye ek best platform provide kar sakta hai Forex trading me robot trading bahut hi important role play kar sakti hai aur Forex trading Mein iski bahut jyada importance Hai Magar aap robot trading se properly utilised Hona Chahte Hain To is purpose ke liye aapko maximum important analysis complete karna hote hain aur uske sath aapko bahut jyada carefully apni study complete karna hoti hai agar aap robot trading karna chahte hain To Aisi situation main aapko bahut carefully decision-making karna hoti hai aur iske liye aapko expert Advisors ki bhi jarurat Hoti Hai robot trading karne ke liye aapko is related Kuchh basic information aani chahie aur uske sath isko completely study karna chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza ; Automatic trading (Robot Trading) kia hoti hai !

                      Automatic or robot trading k loye himry pass robotic software ka hona zrrui hai ye MT4 say totally different hota hai jasy hum MT4 ma khud say trade ko open or close lrty hein uska SL or TP ko set krty hein robotic trading ma asa kuch nahi karna hota hi wahn pay sub automatic hota hai SL or TP khud say nahi lgna parta infact News reading b nahi krni parti Robot software trading automatic mood ko on kr k trade lgai jati hai lkain is k kych nuqsan b hein.
                      Is ko use krny say learning bilkul nahi hoti hai or har bar trade profit ma nahi jati is liye practice zyda say zyda ki jaye or achy say khud say trade ko lagn seekhna chahiye t k experience acha kiy jye or trading market ma achy say kamyb huwa jaye
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza ; Automatic trading (Robot Trading) kia hoti hai !

                        forex trading mein robot bhi mukhtalif types k hoty hain aur robot trading aik automatic software hota hai jo apki trading market se conect disconect karwata hai aur kafi sary robot hoty hain apko koi robot 100 percent profit ni deta kuch trades profit mein close karwaty hain aur kuch trades loss mein bhi close karwata hai aur hamyn robot k liye payment bhi karni parti hai aur aur hamyn kamyabi ki bhi koi surety ni hoti aur agar ap ne robot trading karni hai tu apko pehly apna account balance dekhna chahiye k kitna account hai aur jo robot ap use karyn apko us k bary pehly ye maloomat leni chahiyn k wo robot kon c trading strategy par trading karwata hai agar kyun k ye na ho k apka balance kam ho tu ap scalping strategy wala robot use karyn tu apko robot se loss he hoga is liye apko robot k bary workout kar k apny capital k hisab se robot lena chahiye.


                        Importance of robot trading:
                        Dear brother aapane yah question kiya hai ki robot trading se aaj tak Kisi trading ko success bhi Hasil hui hai ya nahin to Iske Jawab Mein Main aapko yah batana Chahta Hun Ki no doubt yah Ek bahut hi Achcha software hota hai jo aapko properly indicate bhi karta rahata hai aur aapki instruction per Amal bhi karta rahata hai ismein agar aap dekhte hain to Pakistan mein robot trading ka filhal bahut thoda concept Hai Kuchh log isko use kar rahe hain aur fayda bhi Hasil kar rahe hain lekin is situation mein filhal hai abhi Itna popular Nahin Hua Hai Lekin ummid ki ja rahi hai Kuchh time ke bad iski bahut jyada importance dekhne ko milegi Kyunki agar aap apna time Bachana Chahte Hain to use Neha se yah aapke liye bahut jyada faydemand sabit ho sakta hai.

                        Manual Trading:

                        forex market mein trade karni hai to uske liye humko manual trading karne chahie kyunki is market mein jo Ham robot use karte hain UN per Ham ko Koi nuksan ho jata hai aur jab robot nuksan karte Hain to vah ismein yah nahin dekhte Ham ismein kitna nuksan kar rahe hain kyunki report ke andar emotional nahin hote magar jab Ham is market mein manual trading kar rahe hote hain aur ham ko kis vajah se nuksan ho raha hota hai use time Ham is market mein trading stop karke intezar kar sakte hain magar humko report per aisa kuchh nahin dekhne ko milta is market mein humko check Ham khud kam se pahle aur is market mein apne analysis karte Rahe Hain uske bad is market mein kam Karen jab Ham is market mein apna chij per kam karenge to Ham use per acchi trading karke account per profit banaa sakte hain otherwise Jo vote se Ham ko nuksan ho sakta hai.
                        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza ; Automatic trading (Robot Trading) kia hoti hai !

                          forex trading ma traders different ways sy apni trades or apny accounts ko manage kar sakty hain. Kuch trader manual trading karty hain jis ma trader ko khud market ki state ko trade k lae analyze karna hota hai. Manual trading ma trader ko marker k achy analysis par depend karna hota hai. Agr trader achy analysis ni kar saky to wo trade sy profit hasil karny ma b kamyab ni ho sakty.

                          system software loss k bad b emotional ni hoty jis sy enki performance par kio asar ni parta. Wo trader jo market ko samajny ma acha time implement ni kar sakty un k lae ye best hai. Ye expert ny banae hoty hain so ye jis tarha market ko analyze kar k trade k lae predict karty hain wsy kio trader market ko analyze ni kar sakta. Trader ko es level tak ponchnay k lae bhot hardwork karna hota hai. So wo trader jo market ko time ni dey paty ye software unk lae kisi gift sy kam ni hota. But trader ko es bat ka khawal rakhna chahe k jb wo apna account es software ko dey dety hain to phr unka apna kio control account par ni rehta or wo apni marzi sy trades ko manage ni kar paty kiu k phr es software k under control hoty hain. trading method ke jariye se market Mein Achcha profit Hasil kar lete hain market mein jo members automatic treading method ko select Karte Hain To unhen chahie ki vah anytime dusron per dependent Nahin Rahana chahie balke unhen apne trading Apne self-confidence ke Taur per bhi start karne chahie Taki vah Apne information aur knowledge ko increase kar sake bahot shukriya.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza ; Automatic trading (Robot Trading) kia hoti hai !

                            Assalam walekum Pyare bheja robot trading serrated apni bahut hi perfect analysis Hamare Sath Shahar Ki Hai Forex trading Mein Jab Ham kam kar rahe Hote Hain To Aisi solution mein humko different important analysis complete karna hoti hai aur ismein Humko market Mein completely Sach bol hone ke liye different analysis aur uske sath market ko different important factor to carefully study karna hota hai Forex trading ke market Jo Humko bahut jyada fact late kar rahi Hoti Hai Isko completely karne ke liye Ham different important platform istemal kar sakte hain aur apni earning Mein ijaafa kar sakte hain Agar Humko Forex trading Tak complete milk Nahin Hai To Aisi solution Mein Ham Apne account Ko Main Karva sakte hain uske sath sath Ham copy training aur report training bhi kar sakte hain

                            Remote training

                            Revolt trading aapki totally IQ software par depend kar rahi hoti hai aap report training karna chahte hain to uske liye aapke pass 6 software available Hona chahie Jab aapke pass different important trading activities kar sakte hain aur aapke profit going correct karne ke liye aapke liye ek best platform promised kar sakta hai

                            Importance of reward trading

                            Pyare bhai jaan Forex trading Mein report training bahut hi important role play kar sakti hai aur Forex trading Mein iski bahut jyada important hai aur Magar aap report trading se properly utiles Hona Chahte Hain To is propose ke liye aapko maximum important analyses completely karna hota hai aur use Mein Sath aapko bahut jyada carefully apni study complete karna hoti hai agar aap keyboard training karna chahte hain to aise sureshan main aapko bahut hi carefully dikha side making karna hoti hai aur iske liye aapko expert advantage ki Jaati Hai use Raat Hoti Hai report reading karne ke liye ek liye aapko is redmi Kuchh basic information Jaani hoti hai uske sath usko completely study karna Hota Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza ; Automatic trading (Robot Trading) kia hoti hai !

                              Robot trading ka matlb yeh hai ke robot aik software hai jis se market analysis kar ke aur pair select kar dia jata hai aur jb trading aik khas limit tak jati hai tu automatically trading shru ho jati hai jis se bar bar mobile check karny ki zarorat pish nai ati aur trader ap maqsad bhi hasil kar leta hai is ley sb trader ko advice hai ke wo robot trading ke bare main achi tarh knowledge hasil kar ke trading main asay shamil karen Dear main forex main khud reality ap ko btatana chahta hoon our koin kha jata hai or bar bar thread lagta hoon k money management ko follow krean koin k us k behind kafi reasons hain jo k na to old members ko ptaa hai our news members ko to may b inta knowledge our experience nahe hota hai k un ko EAs ya auto trading ka pata hoo

                              Forex main ap ko pta hona chahy k aj kal dooor main 70% trading Robots ker rahy hain our ye high class robots hain jo k insaan ki tarha souchty hain our kaam computer ki tarha kerty hain barey barey traders firms un ko use kerty hain

                              to humery mukabala un k sath hai our hum 50 dollar 100 dollar ya boht 500 dollar account k sath enter ho rahy hoty hain to un k agay khuch nahe hian our humera account easily wash ker sagty hian confirmation k bagheer market main enter na hoon

                              Pin bar doji inside bars candlestick pattern banean to pher he market main enter ho jald bazi mat karein forex boht risky hia our us ki reason app ko bta di hai Pakistan main to koi easay robot use nahe krta hai na he pata ho ga forex me bohg kam price k sath enter ho rhy hoty hyn jab k robots use krny walon k pas boht zyada balance hota hy hum apny analysis ko dekh k market me entry dety hyn jab k robots insan ki tara sochty or computer ki tara kam krty hyn wo pori analyze k sath market me trading krty hhn or robots ki itni perfect trading hoti hy jab k hm apny account wash kr chuky hoty hyn is liy hmy us time enter hona cahihy jab pin bar or candlestick apna pattern bna chuki ho or support or resistance ko made nazar rakhty hoy apni trade ki entry den

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X