Jaiza : Intra Day Trading ke kuch Rules

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Intra Day Trading ke kuch Rules
    Forex trading business me intra Day trading bhe ki jati hai mera yaha per seniors members se sawal hai ke wo yaha per kuch rules hi hume bata de ke hum trades kaise kare.

    Hume Intra Day trading kaise karni chahiye aik din me hi hume profit book karna hota hai tu is ko kaise hum manage kare.?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : Intra Day Trading ke kuch Rules

    Yes forex trading ma different types k trading strategies hoti hai. Kuch trader swing straregy ko use karty hain or kuch trader scalping strategies ko use karty hain or kuch trader intra day strategy ko use karty hain. Es topic ma ham intra day startegy ko discussion k lae consider karyn gy.

    Intra day trading strategy. Forex trading ma different time frames ki help sy market ko predict kiya jata hai. Kuch trader 1 hour wala time frame use karty hain or kuch trader 4 hour wala time frame use karty hain. Ese he tarha kuch trader 1 day time frame ko use karty hain. Expert trader hamesa ye bat kehty hain k time frame jetna big ho ga trader ko market ma etna he reliable signal mel jae ga. Trader jetna small time frame ko use karyn gy wo etna he casual signal hasil kar payn gy jis ko use kar k profit hasil karna bhot mushkil ho jata hai.

    Using small lot with intraday time frame is best strategy. Forex trading ma trader wo he kamyab hota hai jo small lot k sath trade karta hai. Intraday time frame ma trader ko bhot acha signal mel sakta hai but esk sath trader ko hamesa small lot he use karni chahe. Jo trader intraday time frame k sath big lot size ko use karty hain unko profit hasil karny ma bhot problems hoti hai. Forex trading ma big lot sy trader karna easy hai or es ma profit acha hasil ho jata hai but trader ko agr loss ho jae to etna big hota hai k trader ka account he wash ho jata hai or trader chah kar b es big loss ko recover ni kar paty. Forex trading ma big loss ko recover karna trader k lae possible ni hota or esk lae ye asan ho jata hai k wo account he wash karwa dey or phr sy acha capital jama karna start kar dey but acha capital jama karna b bhot mushkil ho jata hai.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : Intra Day Trading ke kuch Rules

      Dear members Forex market mein trading karne ke liye different type ki strategies istemal hoti hain forex market mein trading Karne Wale traders apni aasani ke Mutabik apni strategy Pasand krty hai intra day trading ka matlab hai same day apni trading co close karna jaani aapane jis din apni trading start ki ho usi din apni trading ko profit ya last mein close kar dey aisi trading intraday trading kahlati hai forex market mein trading karne ke liye use hone Wali strategy mein se kuchh ya hai sewing strategy scalping strategy aur intraday strategy zyadatar traders intraday trading strategy ko apna the Hain ismein ham same day apni trading bus Karke apna profit or loss dekh sakte hain forex market different time frames me kam kar rahi hoti hai aur trader apni location aur apni aasani ke liye ye Different time frame mein trading karte hain kuchh log 1 hour wala time chose karte hain ISI Tarah kuch log 4 hour time frame use karte hain aur kuchh log Ande wala timeframe use karte hain senior members k mutabiq one day wala time frame trading karne ke liye jyada helpful hai market ke trend ko samjhane mein jyada aasani Hoti hai jiski base per ham apni trade aasani se open kar sakte hain aur apne profit aur loss ko judge kar sakte hain small time frame ko use Karne Wale credit score market ka ka real trend find karne mein mushkil Hoti hai jiski wajah se unhen apni trading mein mushkil pesh aati hai lihaza market ke trend ko sahi se samajhne ke liye one day frame use karna chahie jisse hamen market ke pure din ke bare mein main data mil jaega jisse hamen market ke trend ko samjhane mein aasani hogi aur apni trade apan karne mein aisa Nahin hote
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : Intra Day Trading ke kuch Rules

        Assalamu Alaikum I hope aap sab khairiyat se Honge Aaj Ham Forex trading ki market Mein trading ke about discussion Karenge aur Apna knowledge or experience aapke sath share Karenge ki is market Mein intraday trading kya hoti hai aur Iske rules about discussion Karenge ki inke rules ko Hamen Kis Tarah Se follow karna chahie aur unke rules ko follow karke Ham Kis Tarah Se market Mein Apne trading ko successful trading banaa sakte hain aur market se acchi Shiksha Haasil kar sakte hain

        Intraday trading market Mein trading karne ka ek bahut hi best method Hota Hai yah Kaisi trading hoti hai ki Jisko trader Ek Hi Din Mein use karte hain aur ek Din Mein use Karke market se Accha profit Hasil kar sakte hain Jab vah intraday trading karte hain to use Waqt unke pass is trading se related complete knowledge Hona chahie tha ki vah market Mein is trading ke jariye se acchi success Hasil kar Saken

        intraday trading ke UN rules ko follow karna abhi trader ke liye bahut jyada Jaruri Hota Hai Jab Bhi traders intraday trading karte hain to use Waqt unhen daily chat ko study karna Hota Hai Jab vo in chat ko daily aur properly tarike se study Karenge tab hi vah market Mein intraday trading se related complete information Hasil kar Sakenge Uske bad unhen market Mein intraday trading karte waqt timeframes ko follow karna hota hai aur Unka istemal karte hue hi unhen market Mein Apni trading start Karni hoti hai aur market Mein samaler time frame Mein 4 hour 1 hour 15 minutes ke charts ko follow karna Hota Hai Jab aap intraday trading mean Tamam rules ko follow karte hain to use Waqt aapko market mein kisi bhi dusre cigarette Ji ko select karne ki jarurat Nahin padati aap in rules ke jarie aise hi apni trading co start kar sakte hain aur apni trading co Ek successful trading banaa sakte hain intraday trading ke liye rules aapko market Mein achha profit Dila sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : Intra Day Trading ke kuch Rules

          Assalamu Alaikum dear senior and junior member Forex trading me of intraday trading se bahut jyada advantages Hasil kar sakte hain no doubt intraday trading aapke liye bahut jyada profitable ho sakti hai agar aap intraday trading se properly utilised Hona Chahte Hain To is per uske liye aapko maximum advantages mil sakte hain isliye agar aap intraday trading co properly utilised karna chahie hai to aapko bahut carefully is related apni decision making karna hoti hai intraday trading main aapko same day Mein Apni trade on karke close karna Hoti Hai iske sath sath lot size selection minimum hoti hai aur ismein aapko maximum profit Hasil karne ke liye maximum availabilities mil sakti hain.

          Agar aap intraday trading kar rahe hain to usmein aap ko same day Mein Apni trade close karna hoti hai ismein aapko minimum lot size kaise rakhen karna hoti hai aur iski against aapko minimum time frames ko properly aur carefully observed karna hota hai agar aap intraday trading kar rahe hain aur ismein aap lot size Kaise lekin Jyada kar rahe hain aur Bade timeframes ko focus kar rahi hai To Aisi situation main aap successful trade Nahin Ban Sakte isliye aapko koshish Karni chahie ki Jab aap Forex trading Mein kam karte hain to aapko bahut carefully aur attentively ismein apni different important analysis ko complete karna hoga.

          Agar aap intraday trading Karte Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aapko Hamesha ji koshish Karni chahie ki intraday trading Mein completely benefits were advantages Hasil karne ke liye consistently hardworking karna Hogi aur iski complete rules and regulations ko follow karna hoga otherwise aapke liye Forex trading Mein completely successful na difficult ho sakta hai aur aapke liye bahut jyada disadvantages of sakte hain Iske rules and regulations ko completely follow karne ke liye iski complete education aur learning bahut important role play kar sakti hai.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Intra Day Trading ke kuch Rules

            Day trading ko Kuchh log scalping trading bhi bolate Hain Kyunki yah trading ka time frame Jo hota hai vah bahut hi kam hota hai Jaise ke day trading scalping trading Mein Hamen Kuchh timeframes Mein hi hi accha profit gain ho jata hai Hamen Jyada der vate nahin karna padta hai Kyunki a small movements Mein Hi scalping traders Jo trading karte hain usi ko scalping trading aur day trading Kahate Hain scalping trading Ek short term trading technique hai jo ke bahut se traders istemal kar rahe hain trading Mein profit banane ke liye scalp trader retracement method ko bhi istemal karte hain aur retracement aane ka vate karte hain market movement Mein Jab tak vah market movement Mein Nahin Aata tab tak scalp trader usmein trade Nahin Karte Kyunki unhen use Waqt nuksan hota hai Jaise hi movement Mein retracement start Ho Jaati Hai use Waqt gay traders apni trade ko open kar dete hain aur kuchh hi movement mein kya Ne Kuchh candles ki movement Mein yah log profit banaa Lete Hain yah traders Hamesha successful rahte hain Kyunki yah short term trading karte hain aur inhen Jyada account balance ki bhi jarurat Nahin padati Kyon Ke yah log short time trading karte hain aur is trading Mein risk bahut kam hota hai aur ismein ham bahut jyada fayda Utha sakte hain hain Sab traders ko chahie ke yah scalp trading lazmi understand Karen aur learn Karen ya Ek bahut hi iji aur valuable trading technique hai jo ke sab traders ko aani chahie tar ke vah market Mein valuable profit banaa sake

            Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Intra Day Trading ke kuch Rules

              market mai hm naked trading kary ya manual trading ya pher intra day trading har trading ka rule hain or rule ko follow karna ahm kam hamara he hain hamy market maai har aik rule ko follow karty howe work karn chae then hum kam kar ky earn kar saky gy hum isy apna professional career be bana sakty hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain hamy aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum eanring gain kar saky gy hum is mai posts kar sakty hain hum is mai trade be laag sakty hain hum is mai agar aik be galto kar dety hain to harma loss hain hum is mai out off balance account bana kar be kam kar sakty hain yai aik acha karibar hain jo ky kabe be katem nahi ho ag forex mai ham market maai ache lot lagane chae hamy analysis ko use karna charer or hamy market mai indicators ko be use karna chaey then hum kam kar ky acha munfa hassal kar saky gy hum is mai jitne zada mahnet karty hain hamy utne he ache earning be hasial ho jate hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain hamy soch samj kar is mai kam karna chae hamy market mai strugle karne chaey pher he hum earn kar saky gy forex maai hamy kamyb hona hhain tohamy demo ko zaada sy zada time dena chaey demo mai hum apne practice ko increase kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : Intra Day Trading ke kuch Rules

                Dear agr ap daily basis per profit karna chahte hain. To aapko soch samajh Kar trading karni chahie aur aur kuch rules aur points ko samajhna chahie. Mere zehan main intraday trading kay hawaly se jo points hai yah rules hai vah main yahan per discuss karna chahta hun.
                1. Trade with Current Day Trend:-
                Sabse zaroori chij aap ne current day trending ko follow krna hai. Jo friend chal raha hai aapane usi trend ke mutabik trade lagani hai. Is tarah agar aap trend ko follow karenge aur trendke against nahin jaenge to aap daily basis per profit kar sakte hain.
                2. Keep the Emotions Aside:-
                dusra point yah hai ki aap apne emotions ko site per rakhen aur trade mein emotionally involved Na Ho. agar aap trade mein emotionally involved honge to yah aapke trade ko effect karega aur aapki profit ko loss mein bhi convert kar sakta hai isliye emotions ko side per rakhen aur usko trading may involve na Karen.
                3. Avoid Overtrading:-
                Over trading kabhi bhi nahin karni chahie.behtar hoga ki apne liye ek target set Karen aur target ko achieve karne ki koshish karen. Agar aap apna daily profit kama lety hain to trade close krna chahhiye agr ap lalach se kaam lengy to is se aapko loss ho sakta hai.
                سرکار
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : Intra Day Trading ke kuch Rules

                  Asslam o alikum umeed ha k ap thk hon gy or apna kaam achy sy kr rhy hon gy forex ma trading krty howy ham bohat sy frames use krty han
                  koch trade 1 ghnty k liay fram use krty han or koch traders 4 ghnty k liay frame us ekrty han forex ma trading hmay soch smjh k krni hoti ha
                  q k agr ham soch smjh k trade nhi lgay jaldbazi ma trade lagy gy to hmay loss ho skta ha hmay trade lgany sy pahly markt ko achi trah analysis
                  kr lena chhaiy ta k hmay market ki movement ka pta chal sky q k agr ham market ko analysis nhi krty to hmay loss ho skta ha or hmara account
                  bhi wash ho skta ha....
                  forex ma hmay trade lgany k liay knowledge or experience ki zrorat hoti ha isi liay hmay chhaiy k ham zyada sy zyada demo account py practice
                  kry jitni zyada ham demo account py practice kry gy hmay otna zyada knowledge or experince hasil ho jay ga or hmari mistkes bhi khatm ho
                  jay gi forex ma hmay rules ko follow krna bohat zyada zrori ha q k agr ham rules ko follow nhi krty to hmay loss hota ha or account bhi wash ho
                  skta ha forex ma vhi kmyab hoty han jo mehnt krty han q k mehnt sy hi kmyabi milti ha mehnt k bina koch hasil nhi hota ha..
                  best of luck..
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : Intra Day Trading ke kuch Rules

                    Forex market rawaiti trading market ki tarah nai hay keh jis main location ya market based trading ki jati hay balkeh forex main ham mukhtalif tariqon say trade kar sakty hain. Yani keh ham aik minute say month tak ka trading order place kar sakty hain, aur mukhtakif time frames use kar kay in per analysis aur in main trading kar sakty hain.

                    Importance and advantages of intraday trading strategy.
                    Is tarah kuch trader daily trade kar kay profit and loss lainy per he iktifa karty hain aur apna trading order market close hony say pehly he close karty hain. Ye intraday strategy kehlati hay aur mery khial say is kay teht trading karna bahut mufeed hota hay. Q keh daily market jab close hoti hay to next day baz dafa gap banati hay, aur last session ko continue nai karti isi tarah market ka daily pivot point, support and resistance point bhi change ho jata hay. Youn jo traders market kay pivot point, support and resistance ko find kar laity hain woh isky mutabiq daily basis per short term trading karty hain. Agarcheh inka profit some limited he rehta hay buy ye at the end of the day baghair kisi tension kay trading say exit ho jaty hain. Next ager market gap say bhi open ho to ye is effect say bachy rehty hain.

                    Extra notes and tips.
                    Lazmi nai keh aik trader ager intraday main trading kary ga to isko daily he acha profit ho, sometimes aisa bhi hota hay keh market is trader ki favour main nai hoti aur youn isko ya to trade loss main close karna par jati hay ya phir next opening session main isko continue karna hota hay. But ager trader ko trading main ziada loss ho raha ho to usy chahiye keh woh back up plan bana kar apni trading ko loss say nikaly.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : Intra Day Trading ke kuch Rules

                      Intra day trading bohot achi huma intraday trading hi karni chaya ta ka huma acchi earning hasil ho saka or hum log kamyab ho saka forex mai entraday trading ka lia huma is mai zyada mahant karna para gi hamra pass analysis strong hona chaya tub ja kr huma intraday trading mil sakti hai or kamyabi hasil go huma jitna ho saka mahant karni chaya ta ka loss kum ho agr huma loss zayda hota hai tu huma is mai problem ho sakti hai or hamra account wash ho sakta hai jis na bi forex mai kamyabi hasil karni hai wo loss ko lazmi recover karian or loss ko hona na dy loss hona bori bat nahi hai laken loss ko recover karna lazmi hai or agr ap entra day trading kar rahain tu loss hona ka chances zayda hain is lia huma is pr analysis ko strong karna chaya ta ka loss kum ho or hum log bahtreen kamyabi hasil kar sakain loss hona sy huma problem ta hoti hai ka hamra account wash ho jata gai or hum log account ko kabi bi manage nahi kar sakta hain or kabi bi accha kama nahi sakta hain forex mai kamna or acchi earning karna hamra lia atna hi zarori hai jitna hum forex mai acchi kamai ka lia mahant karna zarori hai day trading bohot dangrous hai kiun ka hum log is mai zyada lot size sy trade ko open karta hain or huma phr jub loss hota hai tu bara loss hota hai is lia huma is mai mahant karni chaya ta ka huma kamyabi hasil ho saka or hum log is sy acchi earning kar sakain or aga bahr sakain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : Intra Day Trading ke kuch Rules

                        forex mein trade ko kerny ka koi aik tareeka nahi hai blky is mein hum bohat sary methods k sath trade ker sakty hain is mein hum long term trade bhi ker sakty hain aur is mein hum short term trade bhi ker skaty hain jin mein 1 day ki bhi trade shamil hain aur one month tak ki bhi trade ho sakti hai is mein hum candle stick pattern ki help se different time frames ko bhi use ker sakty hain aur is mein trade ko carry ker sakty hain is mein kuch traders daily basis par he trade kerny ko prefer kerty hain aur us mein jo bhi profit ya loss hasil hota hai us par khush ho jaty hain aur wo apna trading order market k close hony se pehly he close bhi ker dety hain is ko hum intra day trading kehty hain aur is k zariye trade kerna bohat he beneficial bhi prove ho sakta hai
                        kuen k jab market daily basis par close ho jati hai tou next day mein market is mein aik gap bhi bena sakti hai aur is tarhan market last session ko bhi continue nahi kerti is k elava market ka support aur resistance point bhi change ho jata hai is mein jo traders market k support aur resistance point ko change ker lety hain wo us k according he short term trading kerty hain short term trading mein humen profit kam he milta hai lekin is ka ye faida hai k humen is mein loss bhi phir kam he hota hai is mein hum market se exit bhi bohat he asani se ho sakty hain is mein ye zaroori nahi hai k agar intra day trading mein huemn profit hota hai tou humen har bar he profit ho ga baaz dafa humen is mein loss ka samna bhi kerna par sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : Intra Day Trading ke kuch Rules

                          AOA intraday trading aapke liye bahut jyada profitable ho sakti hai agar aap intraday trading se properly utilised Hona Chahte Hain To is per uske liye aapko maximum advantages mil sakte hain isliye agar aap intraday trading co properly utilised karna chahie hai to aapko bahut carefully is related apni decision making karna hoti hai intraday trading main aapko same day Mein Apni trade on karke close karna Hoti Hai iske sath sath lot size selection minimum hoti hai aur ismein aapko maximum profit Hasil karne ke liye maximum availabilities mil sakti hain.
                          Agar aap intraday trading kar rahe hain to usmein aap ko same day Mein Apni trade close karna hoti hai ismein aapko minimum lot size kaise rakhen karna hoti hai aur iski against aapko minimum time frames ko properly aur carefully observed karna hota hai agar aap intraday trading kar rahe hain aur ismein aap lot size Kaise lekin Jyada kar rahe hain aur Bade timeframes ko focus kar rahi hai To Aisi situation main aap successful trade Nahin Ban Sakte isliye aapko koshish Karni chahie ki Jab aap Forex trading Mein kam karte hain to aapko bahut carefully aur attentively ismein apni different important analysis ko complete karna hoga.
                          Agar aap intraday trading Karte Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aapko Hamesha ji koshish Karni chahie ki intraday trading Mein completely benefits were advantages Hasil karne ke liye consistently hardworking karna Hogi aur iski complete rules and regulations ko follow karna hoga otherwise aapke liye Forex trading Mein completely successful na difficult ho sakta hai aur aapke liye bahut jyada disadvantages of sakte hain Iske rules and regulations ko completely follow karne ke liye iski complete education aur learning bahut important role play kar sakti hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : Intra Day Trading ke kuch Rules

                            dear forex makreet main kama kartay hwuay jub hamain is main mushkilaat ka samna hota hay to hmaaray liye is makreet ko smajhn abhi mushkil ho jata hay aur aisay kartay hwuay ham kabhi bhi is makreet ko smajh nais aktay hain jisk liye hamko har aik kadam pay is markeet main kaam katray hwuay aik propper tareakay ka use kartay hwuay agar ham is main kaam kartay hain aur agar ham is main kaam kartay hwuay iski situation sko sahi tarha say smahjhnay main kakaam ain to ham hakekat main bhi is main nakaam hain jisk liye ham is main kaam katay hwuay jitna ziada isk sath co opertae kartay hain hamko is main kaam kartay hwuay utn ahe ziiada experience hsil ho sakta hay aur agar ham is main sirf tukkay baazi say he kam kartay hain to hamko is main kaam kartay hwuay thori bahut eanring to mil skaty hay magar ham is main kisi suart main bhi experts nai ban saktay hain aur na eh ham is main permanent eanringkar skaaty hain.

                            forex makreeet k start hotay he agar ham iski analsys karna start kartay hain to tab bhi hamko is main kaam kartay hwuay loses ka samn aho sakta hay aur agar ham is makreet main kaam kartay hwuay kuch hours tak entraday main stop hotay hain to hamko is amin kaam kanray ka bhi pata chal sakta hay aur sath sath hamko is amin kaam akrtay hwuay yeh bhi sahi andaza hos akta hay k entraday main trading karnay say agar hamko lose hota hay to wo sirf hamari mistakes kiw ajah say mumkin hota hay jiks liye hamko is baat ka khaas andaza bhi ho sakta hay aur sath sath hamko is main kaam akrtay hwuay yeh bhiexperience mil sakta hay k hamko is main entraday main kaam kartay hwuay sirf retracmnt say bachnay say he bahut kuch is k baray main samjh saktay hain aur agar ham is main kaam kartay hwuay isk hisab say kaam nai akrtay hain aur agar ham is main kaam kartay hwuay aik propper tareekay say is main entraday ka khayl nai rakhtay hain ham kabhi bhi is main say kuch khaas kama nai skatay hain aur na he ham kabhi isay samjh saktay hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : Intra Day Trading ke kuch Rules

                              Aap ka question kafi acha hai air bht achi trading technique k baray mai hai..

                              Intraday trading strategy ek esi strategy hau jis mai ek trader day k kisi waqt acha signl achi entry milty ee trade open krta hai aur os se pehly news wghera prh leta hai aur ek strong analysis bna leta hai aur tub ja kar trade ko open krta hau aur phir intraday k mutabiq wo phir end of the day apni trade ko close kr deta hau aur final result ko dekhta hai k ye day osky haq mai tha ya nuqsan mai tha aur isi trah daily basis pe analysis krta hau aur intrading ktta hai.... Aur bht bray aur achy trader ka yehi kehna hota haj k trade hmesha long term hon chahiye kiunki long time frame mai jub trader study krne lgta haj tou osko long time mai mai sari achi entries aur signal mil jata aur acha profit kamma skta hai. Isliye apko b chahiye long time frame mai ana chahiye wahan achi entry ka wait kr k aap behtr signal mil skta hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X