Re: Kya loss ko recover karne ke liye big volume ka use Kiya Ja sakta hai??
dear member loss to har business ka hisa hay aur aisay he forex mein hai q k forex mein jahan hum log profit hasil krtay hain wahan hum loss ko bhi face krtay ain.forex mein agar investment acciunt ho to osky loss ki recovery lazmi nahi hoti q k real invest ment ka agar acciunt ho to os mein loss ho janay k baad agar trade lagai jaye to hasil honay walay profit ko withdraw kiya ja sakta hay magar bonus account mein jb hamein loss hota hay to chahy wo loss km ho ya ziada ho os ko jb tak recover kr k bonus account ko level na kr liya jaye os waqt tak hm withdrawl nai le sakty.bonus account mein loss ki recovery lazmi hoti hai.magr yaad rakhein k loss ki recovery kabhi bhi jazbaati ho kr aur big volume aur big lot size laga kr recover krnay ki koshish nahi krni chahye.q k jb bhi big volume se loss ko recover krny ki koshish ki jaati hay to os mein recovery to nahi hoti magar ziada nuqsan ho jata hay aur nuqsan krny k baad phir sirf pachtawa hota hay.is leye loss ki recovery jb bhi krni ho osky leye hamesha small volume ka istamal kiya jaye to slow slow recovery possible hoti hai aur is tarah acciunt bhi safe rehta hai.agr big volume k sath recovery ki try ki jaye gi to ye ho sakta hay k account wash ho sakta hai.is leye sb members k leye yehi suggestion hai k lpss ko hamesha slowly recover krnay ki achi planing ki jaaye yehi best way hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим