dear friends. Stoller Average Range Channel (STARC) bands ko Manning Stoller na develop kia, ye 2 bands hotay hain jo kisi pairs ki prices k simple moving average(SMA) k above aur below apply kiay jatay hain, in ma sa upper band average true range (ATR) ki value ko add kar k create kia jata ha aur lower band SMA ki value ma sa ATR ki value ko subtract kar k create kartay hain,
trend finding with STARC:
Upper aur lower bands sa jo channel bnta ha wo traders ko buy ya sell ki trades open karnay k liay ideas provide kartay hain, overall uptrend ma upper band k kareeb selling aur lower band k kareeb buying aik best option consider kia ja sakta ha, STARC Bands hmain ranging aur trending markets ma trade karnay k liay achi indications provide kartay hain, jb bands break hotay hain to ye market ma trend change honay ki indication hoti ha, jaisay agr uptrend ma prices lower band sa break ho k below ati hain to ye uptrend k over honay ka signal hota ha,
support and resistance information:
STARC bands hmain envelope channels ki tarah potential support aur resistance levels provide kartay hain, upper band pairs ki prices k resistance level ko zahir kartay hain aur lower bands support level ki information daitay rehtay hain, is ka aik drawback ye hota ha k prices extended time period k liay bands k sath sath move karti rehti hain jis sa achi nazar anay wali trades aglay hi lamhay loss ka shikar ho sakti hain, STARC Bands aur Bollinger Bands ma b kafi similarity hoti ha q k ye b SMA k around bands create kartay hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим