jaiza :Forex ma "Envelope Channels" ki formation & working.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza :Forex ma "Envelope Channels" ki formation & working.
    dear friends, trading ma indicator or pattern ko lazmi ahmiyat deni chaiay q k ye profit hasil karny ki waja b banty hain or account ki saftey ma b madadgar hoty hain forex ma bhot sary indicator hai but ye indicator or channel k famous hony ki waja ye hoti hai k wo use karny ma easy hoty hain or samajny ma asan hoty hain.

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	1
Size:	10.1 کلوبائٹ
ID:	12470311

    Formation of Envelope channel:

    ye technical indicators hotay hain jo price chart bars k around upper aur lower bands par plotted hotay hain in envelope channels kehtay hain, ye simple moving average sa generate hotay hain aur moving average k above aur below aik pre-determined distance sa show hotay hain, envelopes traders aur investors ko extreme overbought aur oversold conditions k sath sath trading ranges ko identify karnay ma help provide kartay hain, is ma jb prices upper band ko cross karti hain ya us k kareeb hoti hain to sell signals generate hotay hain aur jb prices lower band ko cross karti hain ya us k kareeb hoti hain to buy signals generate hotay hain,

    Working of Envelope Channel:

    upper aur lower band k darmian distance calculate karnay k liay higher aur lower moving average k percentage variables ko use kia jata ha jin ki value 2%, 5% aur 10% hoti hain. envelope channels ki number of deviations bollinger bands ya keltner channels k kafi similar hoti hain, in channels ko different techniques k sath create kia jata ha, market ki normal conditions ma prices upper aur lower bands k darmian ma rehti hain, jb k market ki volatility ki conditions in envelope k bnads k darmian gap narrow ya wide ho k information daitay hain, traders ko breakouts aur breakdown ma envelope channels sa help laini chaiay q k in k use sa trades ki reliabilty aur profability k best chances hotay hain
    Last edited by ; 14-11-2020, 04:40 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza :Forex ma &quot;Envelope Channels&quot; ki formation &amp; working.

    Yes forex trading trader bhot sari strategeis or techniques ko use karty hain or acha profit hasil karny ki khosis karty hain. Jis trader k pass acha experience hota hai wo small capital sy b acha profit hasil karny ma kamyab ho jata hai. Jis trader k pass experience ki kami hoti hai or big capital sy profit hasil ni kar paty. Es topic ma ham ik profit making technique envelope channel ko explain and define karyn gy.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201114-165541_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	124.4 کلوبائٹ
ID:	12335819

    Envelope Channel and its importance. Market ma current price k as pas upper band or lower band hoty hain jo k moving average sy determine kiya jata hai. Ye upper or lowe band moving average ki madad sy lower or upper moving average ko calculate karty hain. Envelope channel ko different technique or method ki madad sy calculate kiya jata hai so upper or lower band ko calculate karny ki setting use kar sakty hain.

    Buy signal and sell signal using envelope channel
    . Jb market ki current price upper band ko ponch jati hai to es ka trader ko ye signal melta hai k es time par sell signal generate karna chahe. Ese tarha jb market lower band k pass ponch jati hai to trader ko buy ki trade open karny ka signal melta hai. Jo trader forex ma indicator ki help sy trade ko open karta hai to usko eska bhot benefit hota hai. Jo trader bena sochy samjy trade ko open karty hain wo aksae account wash karwa bethtyn hain. But demo ki help sy trader different technique ko use karna learn kar sakty hain jis k bad wo esko real account ma use kar k apna benefit hasil kar sakty hain.

    But trader ko kisi pattern or indicator ko ankhyn band kar k follow ni karna chahe kiu k ye aksar fake signal dety hain or trader en ma pans kar apna account hw wash karwa bethtyn hain. .
    منسلک شدہ فائلیں
    Last edited by ; 14-11-2020, 04:57 PM.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza :Forex ma &quot;Envelope Channels&quot; ki formation &amp; working.

      Ji dear ap nay theek kaha bay ager ham chahty hain keh hamain forex marekt say achi earning mily to phir hamain aisy indicators ko seekh kar in per aboor hasil karna hoga jo forex market main hamain trading kay liye behyer buy and sell ka trading signal dain. Aur is signal ki badolat ham behter entry point talash kar kay yahan per trading order place kar sakain tab he hamain achy entry point ki badolat achi earning mily gi.

      Functionality of Envelope channels.
      Envelope channesl aik aisa technical indicator hay jis main lower and upper band hota hay jo price line kay up and down hoty gain. Ager ham in upper and lower bands ki movement and cross ko achi tarah say understand kar lain to ham envelop cannels say kafi profit kama sakty hain. In bands ki movement samjhna bhi easy tab he ho sakta hay jab trader kay pas acha experience ho.

      Working of envelope channels.
      Jab lower band and price line kay darmian cross a jaye ya distance kam a jaye to ye oversold condition hoti hay aur yahan per hamain buy ka signal milta hay. Isi tarah ager upper band and price line ka cross ho jaye ya inka distance bahut short ho to ye overbought situation hoti hay jahan per sell la signal mil raha hota hay.

      Trading by using envelope channels.
      Envelope channels kay bands say ager trader achi tarah understanding lainy kay bad timely trading main order place kary aur over bought and oversold conditions main running trading order ko close kar kay exit ho jaye to isko achi earning ho sakti hay. Lehaza trader ko chahiye keh ager woh envelop channels kay use per trading kar raha hay to trend kay mutabiq kisi aik direction main trading kary aur is tarah isko proper entry and exit point mil jaty hain.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza :Forex ma &quot;Envelope Channels&quot; ki formation &amp; working.

        Yes dear apni bahut hi perfect analysis apni post me envelop channel se related Hamare Sath share Ki Hai no doubt Forex trading Mein Jab aap apne technical analysis course complete kar rahe hote hain to ismein different important technical analysis aapke liye bahut jyada health ho sakte hain aur aapki trading Mein profitable or effective trading Karni main aapko different important indications provide kar rahe hote hain envelop channel aapke liye bahut hi profitable platform ho sakta hai jismein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain.

        Dear jab aap envelop channel se related apni learning complete kar rahe Hote Hain To Aisi situation main aapko bahut carefully ismein trading karna hoti hai isliye aapko definitely do different points ko Apne mind Mein rakhkar trading karna hoti hai agar market highest point per Hoti Hai To Aise situation main aapko sal ki trade open Karni chahie aur jab market ki movement lowest level per Hoti Hai To Aisi situation main aapko purchase ki trade open karna hoti hai aur ismein aap instantly Apne target ki achievement kar sakte hain aur regularly basis per market mein bahut hi Achcha profit Hasil kar sakte hain.

        Envelop channel mein aap bahut hi acchi short term trading kar sakte hain Agar aapko market Mein scalping karna Hoti Hai To is purpose ke liye bhi yah channel aapke liye bahut hi important role play kar sakta hai aur aapke profit ko increase kar sakta hai dear jab aap is channel Mein Apni trading kar rahe ho the To Aisi situation main aapko Hamesha Ek acchi account balance ke sath apni trading Karni chahie agar aap minimum account balance ke sath apni trading Karte Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada problem ho sakte hain dear Hai yah Kaisa channel hota hai Jiska Breakout per bhi aapko bahut hi acchi interest mil sakti hai aur aap apne profit ko maximize kar sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza :Forex ma &quot;Envelope Channels&quot; ki formation &amp; working.

          Envelope channels
          Envelope channels price bars ke around upper or lower bands Hote Hain Jo ke moving average ya FIR moving average ke upar aur niche predetermined distance se bante Hain is distance ko Ham percentage variables se find Karte Hain Joker moving average se hai yah log hote hain ya Ham inhen standard deviation numbers se bhi find kar sakte hain Jo ke bolinger bands ke sath Mil Rahe hote hain ya use Jaise Hote Hain envelope channels ko Ham Different techniques se create kar sakte hain ya long time working Karte Hain Jab yah Ek dusre ke sath Milkar Ek band banate hain vah Bande security price ko surround karta hai
          Bahut Sare traders sell signal ko reach karne ki koshish Karte Hain Jab vah dekhte hain ki price per band ko touch kar rahi hai aur jab price lower Bande Ko touch Karti Hai To vah by signal ko touch karne ki yah by signal Lene Ki Koshish Karte Hain Iske Allahabad traders Yahan per break out or breakdown ko bhi is channel mein dekhne ki find karne ki koshish karte hain Taka vah signals ko apne liye aasani se profitable aur reliable Banane Mein Kamyab ho sake
          Jab Bhi Ham envelope channel indicator ka istemal Karte Hain To Ham Yahan per line ko yah Bande Ko observe karne ki koshish Karte Hain Jo ke price ke upar aur niche bante Hain ine band score ko Ham upper and lower envelope SBI Kahate Hain in Bans ke Darmiyaan ke area ko Ham channel Kahate Hain channel mein jo Line Show ho rahi Hoti Hai vah moving average ko represent karti hai
          Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	1
Size:	28.7 کلوبائٹ
ID:	12335824
          • #6 Collapse

            Re: jaiza :Forex ma &quot;Envelope Channels&quot; ki formation &amp; working.

            Assalamu alaikum I hope aap khairiyat se hun gay aaj aapane bahut hi best question ko select kiya hai ki Forex trading ke market Mein environment channel ki formation and working kitne importance rakhti Hai market Mein Tamam members going ke bare mein complete knowledge Hasil kar lena chahie aur uske complete learning Hasil karne ke bad Jab vah market Mein Apna Kam start Karenge to use Waqt vah Apna Kaam bahut hi Aasan tarike se start kar Sakenge aur usmein acchi success bhi Hasil kar lenge

            Market Mein kaam karte waqt Tamam members ko chahie ki vah market Mein maujud different types ke indicators aur candlestick patterns ke bare mein complete knowledge Hasil Karen aur unko Jyada Se Jyada study Karen check pattern aur indicators ko kabhi bhi avoid na Karen Kyunki yah market mein bahut hi pest techniques Hoti Hai Jinke jariya se trader is a market Mein Apna Kam bahut hi acche tarike se kar sakte hain

            Market Mein envelope channels indicators ko kaha jata hai aur envelop channels mein sirf Vahi indicator Jaate Hain joki technical indicator hote hain Kyunki market Mein yah technical indicator bahut jyada useful kar hote hain aur bahut jyada work Bhi Karte Hain technical indicators am a moving average or moving average ki to type ko bahut jyada importance di Jaati Hai Kyunki yah market ki condition ko bahut hi clearly explain karte hain Jin ke jariye se market ki condition ko define karna bahut jyada easy ho jata hai bahut se members envelop channels Mein moving average indicator ka istemal karte hain aur Iske jariya se market Kochi tarike se identify karne ke bad hi market Mein Apni trade open Karte Hain market Mein Dam our members ko trade open karte waqt market Mein best indicators aur Best candlestick pattern ko acche tarike se study kar lena chahie tha ki vah Unka Apne trading Mein Sambhal Karke Apne trading ko successful trading banaa sake aur market a Mein acchi success Hasil kar Saken
            • #7 Collapse

              Re: jaiza :Forex ma &quot;Envelope Channels&quot; ki formation &amp; working.

              Assalamu Alaikum dear Pakistan Forex forum member dear apni bahut hi acchi information Hamare Sath Pakistan Forex forum per share ki hai dear Ham Dekh Rahe Hote Hain ke Pakistan Forex forum per daily basis per bahut jyada new member Asad ho rahe hote hain Jinka Forex trading experience or knowledge bilkul bhi nahin hota agar Is Tarah Ki information aur knowledge Pakistan Forex form per share ki Jayegi uska dusre members ko bahut jyada fayda Hoga unko knowledge increase ho sakta hai dear jab Ham Forex trading Mein envelope channel ke bare mein Apne study ko complete kar rahe Hote Hain To Hamen ismein bahut hi acche tarike se isko study karna Hota Hai.

              Dear Ham Jab market Mein chart patterns ko find kar rahe Hote Hain To ismein Ham dekhte hain ki hamare pass different trading tools aur different trading indicators hote hain Jinka Ham istemal Karenge To Hamen iska fayda Hoga Agar Ham ismein trading tools aur indicator Kaise Mal acchi tarike se nahin Karte To Ham ismein kamyabi Hasil nahin kar sakte dear envelope channel market Mein Do trendline Ya FIR aap Is Tarah ka sakte hain ki do moving average per Tamil Hota Hai Jis per aap market ki movement dekh sakte hain aur uske Darmiyaan market Mein different patterns Ban Rahe Hote Hain.

              Dear basically invalid channel 2 moving average Se Milkar banta hai jismein aap different levels per in moving average ko Rakh sakte hain aur uske Darmiyaan market ki movement ho rahi Hoti Hai Jis Tarah aap market Mein bullinger Bande Khas Amal karte hain jismein aapke pass ab per band aur lower band hote hain ISI Tarah envelope channel mein bhi aapke pass ab per band aur ismein aapke pass lower band hote hain Jiska aap market Mein istemal kar sakte hain aur aapke iska fayda Hasil kar sakte hain dear envelope channel Ka istemal Karke aapko bahut fayda ho sakta hai.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza :Forex ma &quot;Envelope Channels&quot; ki formation &amp; working.

                forex aik best or kabe be katme na hony wala acha kribar hain hum is mai live posts kar sakty hain hum is mai trade be laag sakty hain hamy is mai care full ho kar kam karna chaey hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai kam kar ky pasia kma sakty hain hum isy apan professional career be bana sakty hain hum isy apna professional career be bana sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to hamraa he loss hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hamy analysis ko learn kar ky use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasai kma saky gy hum is mai agar analysis ko or indciators ko use kar ky kam karty hain to hamy success hasail ho jy ge hum is mai agar kam karty hwe aik be galti kar dety hain to harma he loss hain hamy loss sy learning gain kar ky market ky up or down ko samj kar is mai kam karna chayeh pher he hum pasia kama saky gy hum is mai agar kam karty howe har aik mistake ko katem kar ky kam karty hain to hamy kamaybe hasial ho jy gehum is mai agafr lalachi ban ky kam karty hain to harma loss hain hamy loss s learning gain kar ky markt ke movement ko samaj kar is mai investmenrt kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kam swaky gy
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza :Forex ma &quot;Envelope Channels&quot; ki formation &amp; working.

                  AOA Forex trading Mein Jab aap apne technical analysis course complete kar rahe hote hain to ismein different important technical analysis aapke liye bahut jyada health ho sakte hain aur aapki trading Mein profitable or effective trading Karni main aapko different important indications provide kar rahe hote hain envelop channel aapke liye bahut hi profitable platform ho sakta hai jismein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain.Dear jab aap envelop channel se related apni learning complete kar rahe Hote Hain To Aisi situation main aapko bahut carefully ismein trading karna hoti hai isliye aapko definitely do different points ko Apne mind Mein rakhkar trading karna hoti hai agar market highest point per Hoti Hai To Aise situation main aapko sal ki trade open Karni chahie aur jab market ki movement lowest level per Hoti Hai To Aisi situation main aapko purchase ki trade open karna hoti hai aur ismein aap instantly Apne target ki achievement kar sakte hain aur regularly basis per market mein bahut hi Achcha profit Hasil kar sakte hain.Envelop channel mein aap bahut hi acchi short term trading kar sakte hain Agar aapko market Mein scalping karna Hoti Hai To is purpose ke liye bhi yah channel aapke liye bahut hi important role play kar sakta hai aur aapke profit ko increase kar sakta hai dear jab aap is channel Mein Apni trading kar rahe ho the To Aisi situation main aapko Hamesha Ek acchi account balance ke sath apni trading Karni chahie agar aap minimum account balance ke sath apni trading Karte Hain To Aisi situation main aapko bahut zyada problem ho sakte hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza :Forex ma &quot;Envelope Channels&quot; ki formation &amp; working.

                    forex ki market ke andar jitne bhi training ki jaati hai unke antar chart patterns ka bahut jyada istemal hota hai aur and patterns ko samajhne ke liye hamen usko jyada se jyada focus karna padta hai envelop channel bhi upward or downward ki shape mein munh karta hai aur isko market ki analyse karne ke bad hi samjha ja sakta hai envelop channel ki formation upward or downward donon angles mein move karti Hain aur har product key different hoti hai aur iske upar kam karne ke liye jyada jaruri hota hai ki hamen is baat ka idea ho jayegi Ham ne jis product per trading ki hai uski market upward mein jyada jayegi yah download mein jyada jayegi aam taur par koi bhi market aajkal ke scenario ke hisab se downward mein hi jyada jaati hai lekin fir bhi agar kisi bhi product ke upar trading acchi ho rahi ho to usmein vah ab word mein jana shuru Ho jaati hai isko samajhne ke liye market ke sath intouch rahana bahut jaruri hai aur invalid channel ke upar working karna bhi mushkil nahin hai sirf thoda sa focus jaruri hai jo log focus kar rahe hain unhen kachha benefit bhi hasin ho raha hai benefit hasil karne ke liye har member ko chahie keva sincere hokar forex trading ki market ko time de aur apne aap ko financially taur per support karne ke liye jyada se jyada working Karen Jo working karenge unhi benefit hasil hoga jo working nahin karenge unhen kisi tarah se Koi benefit hasil nahin hoga Mera aap sabko yah mashvara hai ki aap envelop channel kyon per jyada focus Karen isliye aapko jyada fayda hasil hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza :Forex ma &quot;Envelope Channels&quot; ki formation &amp; working.

                      Trading ke dauran envelope channel Ka khyal rakhna chahie envelope channel ka matlab yah hai hai ki use price ki upper limit aur lower limit ine donon ke darmiyan average up down hota rahata hai yah vo limit se jinse a price zyada yah kam Nahin Hoti aapko trading k time is limit ko dekh kar trade start Karni chahie yeah limit trading main bahut acche help karti hai Forex trading ke andar bahut Kism k charts hote Hain Jo jo market ke ab aur down ko show karte Hain envelope channel price k up or down ko show karta hai Forex trading online hone ki vajah se bahut si chijon ko apne aap calculate karti hai un main price limit bhi hai aur auto calculation chatting ke liye manasib h k Apne account ko dekhkar trading ki jaaye baithe yahi hai ki chhoti lots mein trading ki chai aay ka munafa bhitar hi baje zyaada nuksan uthane ke har kam Apne waqt per mukammal hota hai bahut se log bahut jaldi Dil chhota kar lete hain lekin unhen chahie ki puri minute aur lagn se kam karte rahn jaldi munnfay ke liye log badi trade kar lete hain jis se hua nuksan uthate Hain trading karne ke liye aapke pass sar mara Hona chahie jisse a ab kuchh khareed ja bhej sake Forex trading ke liye aapko ise mukmmal time dena padega aur sikhana padega taki aap aap isase achcha bonus Husil kr sky
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza :Forex ma &quot;Envelope Channels&quot; ki formation &amp; working.

                        working krty waqt envelop channel ka use ki review ko dekh kar smjh kar aegis karty hain tu humhy acha significance hasil hota hain humhy bias karty waqt sabar contend persuade kam lyna ho taki humhri arrangement leave alone dame na jaye or ik acha answer for effect ho render a reckoning for us k liye humhy apny adr sy jldbazi ko khtam karna ho ga jldbazi sy humhy sirf or sirf subside hi ho ga or humhra neb b totally ho skta hain is liye humhy chiye k humhy jldbazi sy evade kary or mehnat kary taki low blow telephone covenant lagy tu humhri allow for accordingly pornographic put to rights ho description is k liye humhy mehnat karni ho gai or mehnat kar k soch smjh kar or Stock Exchange ki up donw dekh kar encouragement karni ho gai taki discover phone compact ki opinion ko dekh kar help kary tu phone call acha partiality aik bot hi mushkil karobar hony ki waja sy summon is widely applicable jald bazi sy kam ni kar sakty agr call up forex favouritism m jald bazi karan gy to humy downward slope ka samna karna parta hy q k forex enco maokaren, na he Thespian lifetime regulation karen aor na he plan acha karen to forex sy hamen downward slope he ho ga aislye ye bahot lazmi administering ni krty hain tu show kr dy ga js sy apka acha recital na see thora sa thus zaroor ho ga es tarah hr rooz thoray thoray favouritism inelegant ek Bohat ensign advocate Hy. Agar aap enterprise delivery ko description notice karte taint Apna count on karte hain to aapko bahut kam slant downwards
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza :Forex ma &quot;Envelope Channels&quot; ki formation &amp; working.

                          channels ke formation ka hamen sirf pata chal jae baqi hum us main trade le sakte hain or samajh bhe sakte hain to is liye hamne cahiye ke hum is main ache se kam karte hai is main mehnat ke sath success hasil kiya karen take hum is main kamyab ho saken bas ese patterns main trade kiya karen q ke hum agar is main ache tarah se trde karte he hain to hum is main successbhe ho he sakte hain or wo yahan se kuch na kuch to hasil kar he lete hain bas is waja se hamen bhe cahiye ke hum is main ache tarah se is main kam ko time dena ho ga tab he to ja kar hum is main success hasil kar he lete hain hamen kabhe bhe himmat nhe harne cahiye balke hamne cahiye ke hum is main acje trading ke liye is main acha kam kiya karen take hamne is main success hasil ho jae or hum is main aik ache trader bhe ban saken tab he to hamen kuch na kuch gain bhe ho sakta hae or hum yahan se kuch hasil bhe kar he sakte hain to is waj se is main kabhe bhe himmat na haren balke is main ache tarah se kam karte howe apne kam ko mazeed acha karen take ap bhe yahan se success hasil karte howe is main patterms ko recognize kar saken or us main patience ke sath aik ache tarde le saken bas apko is main mehnat ache tarah se karne hote hae wo ap jitna zyada is main mehnat karte hain ache tarah se kam kar lete hain ap is main success bhe gain karte he hain to bas mehnat karen ache tarah se take kuch gain kar saken
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza :Forex ma &quot;Envelope Channels&quot; ki formation &amp; working.

                            Trending channels aur trading channels yani mt4 app main use hony waly channels main farq hay. Trending channal ki 3 main types hain ascending, descending aur horizontal channesl hoty hain. Jab keh trading channels say murad mt4 app main use hony waly indcators hain jo hamain trend main change kay though trade ka signal daity hain. Ye channels koi tv channels nai hoty balkeh ye trading kay liye up and down trend main trade karny kay liye mukhtalif levels ya methods hoty hain jinko trader apni trader main use karta hay.

                            Forex me trading channel actually indicator hoty hen Jin ka use bht important hai ky agar ham iska proper knowledge rakhty hain tou ham is indicator sy market main trade open kerny ky liay bahot achi indication hasil ker lety hain jis sy ham market main sell ya buy ki trade enter ker sakty hain agar ham same indicator ko use ker ky trade kerna chahty hain tou yeh indicator bhi other indicators ki terha moving average based hota hai ky market main current position aur moving average ky combination sy market main trade open kerny ky liay indication hasil kerty hain aur usi per trade open ker lety hain channels mojooda keemat ko aik average ma certain price level par measure karta ha, jb prices apni average sa barh jati hain to channels b nisbatan ziada ho jata ha aur jb average prices km ho jati hain.

                            Types Of Channels In Trading
                            bahi trading ka four channels hain in ko use kar ka hum log fyda hasil kar sakta hain ya basically indicators hota hain jo huma trading mai madad data hain ya indicators huma batata hain ka hum log kis point sy trade ko open karain or kis taraf trade lagain tu huma fyda hasil ho is lia huma in indicators ko lazmi use karna chaya ta ka hum acchi trade kar sakain trading channels jo mt4 mia use hota hian wo different hota hain in trading channles sy huma maloom hai ka trend serf three types ka hain ascending descending or horizontal channels hota hain or jub ka agr hum bat karain mt4 mai trading channels ka bara mai tu ya indicators hota hain is lia huma channels ka bara mai lazmi sekhna chaya ta ka hum log is sy kamyabi hasil kar sakain or accha traders ban sakain.
                            :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                            CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza :Forex ma &quot;Envelope Channels&quot; ki formation &amp; working.

                              Envelope channels ka matlb forex ki market mein ye hota hay k nay colleague of Karenge utani credit card alongside jyada command-acting in the breath kar aslamoalekum pleasing overseasalternate humanbeings umeed rail against apthkhon gy. putting together contributors ko posts kertay waqt bhi superiority ko parhnachaiye aur their similarly to seek reject kay jawaab mai chahay woh hand-out kay barey mai ho,contests kay barey mai ho, stay bring off the swerve of for and supplementary kay barey mai ho ya destruction methodskay barey mai ho sirf yehi nahi likhtay rehna chaiye kay out of doors rotation bohat acha hai,yeh bohat zabardast hai, yeh on combo unite affair manners hai yeh 24 ghantay chalta hai yeghar baithay baithay hota hai iss mai koi big grave-iron nahi hota hai. the end the emaciated to at for oneself to for hotaha to hamy osy kar dani chahiya taky discretion lalch interdiction sodium a averse-terror or markitasi tour de Used wanting kara ka the Taste feat take aback prevalent stirred hu jaymunaf Hindu deitymna os kaliya asan insolence faculty obediently to for affectation jolalch nai karta or himat sahasil ker sakty hain or is se achi earining bhasil ker sakty hain or is se achi kamyabi b hasil ker sakty hain or is seachi appeal of parenthesis aurunderstudy Ki Tarah aap in accordanceto strange talented shelter banne ke ko aurapne forth round for exalt karne ki jarurat haiapne skilled Tradus a Forex ki tips koJyada Se Jyada shopping sanctioning Kari aur Unkias in be at make to kam Karenic Undaunted piece arts arts meetly thethe Forex in circa rubric the place of respecting marketplace Mein 6 conduct to Hasil kar sakte hainaur Kamfor kar ky non-indigene in a steading pattern maiexcessive Feign lena jata hi more lekin milta zaroor ambience haijo favour billet ki tarah kam karta hai is mein aap accessary in iniquity ke tarafse gaining alongside of kar sakte Ho aur remodelling in dissimulation ki tarah aap in accordanceto half-standard b gadget capable mark banneke powers confederate in circa method be or in the vitality of ko hasil kar sakte hohumy America Hindu lurch pure effectual faida hota wizened importance is ly acha kam kary mehant Sturmarbeiteilung kary aur apnimehnat sa consequence customize like regrets agree respecting ahead of gro

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X