Market kisi aik specific time period main aik direction main maximum movement jab kerti hai tou continue movement kerny ky bahd aik aesa point ata hai jahan per market hold ho jati hai jabky yeh market ka saturation point hota hai jis ko oversold ya overbought position bhi kaha jata hai jab market kisi aik direction main movement kerty huey same saturation point per ponch chuki ho tou wahan sy hamain wait kerna chahiay ky jesy hi market big movement ky bahd saturate Ho ker wapis movement kerna shoru ker dy tab ham trade open ker ky short time main bhi achi earning ker sakty hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим