Forex trading mein margin ka kya matlab hai??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein margin ka kya matlab hai??
    Assalam walekum Forex members
    forex business mein jo margin hota hai vo aapki trade main aapke balance ke mutabik aapko juice karna hota hai matlab ke aapka Jo balance hota hai agar vah kam hai to aapko apni trade bhi Lo lot size mein rakhni Hoti Hai Kyunki Agar aapka margin jyada ho gaya aur aapka balance kam Hua Tu Is Tarah Se aapko market mein bahut hi jaldi Margin Call mil sakti hai aur aap bahut hi jaldi market se out ho sakte hain isliye Hamesha be careful hokar trading Karni chahie aur margin ko dekh kar hi trade Lagani chahie To Ham is business Mein Kamyab ho sakte hain manjin aapko broker ki taraf se Diya jata hai agar aapka balance kam bhi ho to aap Jyada margin se train Laga sakte hain aur uske liye aap leverage ko hi kar sakte hain aur Is Tarah Se agar aap Jyada loss Mein Jaate Hain To aapka margin hit ho jata hai aur aapka account watch ho jata hai
    Broker aapko account mein margin aapke account ke liye which size ki base par Deta Hai account wash is time Tak Nahin Hota jab tak aapka free margin maujud Ho Agar margin ko launch Samjha Jaaye To Ham is trading ke liye broker ki taraf se milane wala Logon bhi samajh sakte hain agar aap so dollar ki investment Karte Hain To aapki leverage size 1:1000 rakhte Hain To aap ko milane wala trading margin aapki investment Se Jyada hota hai trading mein agar aap marjane na milane to kya aap Kisi Hai price ke pair ko by ya sell kar sakte hain ya FIR size aur trading margin bahut help deta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading mein margin ka kya matlab hai??

    Assalamu Alaikum doston is mahine Forex trading Mein margin ke bare mein bhoot hai ki Margin kya hota hai to do to main aapko simple Alfaaz Mein Samjhana Chahta Hun Ki margin Jo Hota Hai Ki aapko Ek Kisam ka support Milta Hai trading account ki vajah se aur aapke broker ki vajah Se Hi aapko Ek support Milta Hai for example Aapke Kaun Mein equity kam hai aur aap Jyada equity Nahin Rakhe Gaon Mein balance aapka kam hai lekin margin aapka jyada hai to iski madad se aap Jyada trade Laga sakte ho Jani ke yah aapko trading mein support deta hai aur yah Kishan ka aapko margin deta hai ki Aap Yahan Tak trading kar sakte ho for example aapke pass trading karne ke liye balance nahin Ho kam ho aur aapke pass margin jyada ho to aap kam balance hai abhi trade Laga sakte ho Yahi hota hai Mar jaaun aur yah margin ka fayda hota hai ki aapke pass Agar balance kam bhi ho lekin margin jyada ho to aap trade Laga sakte ho aisa nahin hai ki aapke pass Itna balance hai to uski sabse aap trade Ladai lekin uska bahut bada fayda hota hai Kyunki yah Hamesha aapko allau karta hai ki aap trade lagaen aur jawab Jyada profit Agar Karte Hain To aap ka maja lebe bhi badh jata hai aur aapka Jitna Bada account Hota Hai Itna Bada aapka varjan level hota hai maja level ka trading per bahut bada Asar hota hai aur iska Atletico bahut bada fayda Hota Hai.

    Faida:
    Dosto iska ya fayda hota hai ki Jab aapke pass margin level Jyada hota hai to aap mamuli see balance per behtarin kar sakte ho ya nahin ki Aap Ki Raah Mein Koi rukavat Nahin Hota ho rahi hai aapko piche se support karta hai to doston yah hai iska fayda hai aur yah aapko account mein trade Lagane ke liye bahut bada support Deta Hai simple pass mein aapke sakte hain k ye apka support balance hy.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading mein margin ka kya matlab hai??

      Asslam o alikam dear ap ka sawal acha ha margin call hume market se ati ha ye os time hi ati ha jab market mn sab se zada hume lose ho rha hota ha market mn margin call hume lose ki waja se ati ha ye hume bta rhi hoti ha k hume zada lose ho rha ha jis ki waja se hume ye call ati ha they are jasa ke Hamen Pata Hai Ke Hamare liye ek risky business forex Mein Kamyab hone ke liye sabse Jyada mehnat karni padati hai Har Banda is Mein Kamyab Hona Chahta Hai Lekin Asal Mein Vahi Mein Kamyab ho sakta hai sahi hai is Mein Margin Call Hamen loss ki vajah se Aati Hai Lo Samay Jab jyada ho raha Hota Hai To Hamen marking kal market ki taraf se aati hai isliye Hamen is Mein Pahle Se Hi Itna kam karna chahie Jyada lost Na Ho Hamen kamyabi Hasil karne ke liye pahle Maine yah Hamare liye sabse Achcha online business hai jismein Ham minut karke hi Kamyab ho sakte hain Hamari Asal kamyabi isme Se Hi milati Hai Delhi work Karen ismein regular aur kam Karen achha profit ho sakta hai profit lene ke liye Main To karna hi padati hai sahi mein Naat Karenye hamre liye sab se acha onlines business ha jis hum menat kr k hi kameyab ho sakte hein koi be insan agr is mn kameyab hona chahta tu phaly menat krein bhagir menat k hume kameyabi ni milen gi is mn sahi samjdari se kam kiya krein acha knowledge milen acha work kr k hi hum eik best trader ban sakte hein chart indicotor ko dekhte rehna chaiye bohat hi asani se kameyab be ho sakte hein
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading mein margin ka kya matlab hai??

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Samia_Hussain پيغام ديکھيے
        Assalam walekum Forex members
        forex business mein jo margin hota hai vo aapki trade main aapke balance ke mutabik aapko juice karna hota hai matlab ke aapka Jo balance hota hai agar vah kam hai to aapko apni trade bhi Lo lot size mein rakhni Hoti Hai Kyunki Agar aapka margin jyada ho gaya aur aapka balance kam Hua Tu Is Tarah Se aapko market mein bahut hi jaldi Margin Call mil sakti hai aur aap bahut hi jaldi market se out ho sakte hain isliye Hamesha be careful hokar trading Karni chahie aur margin ko dekh kar hi trade Lagani chahie To Ham is business Mein Kamyab ho sakte hain manjin aapko broker ki taraf se Diya jata hai agar aapka balance kam bhi ho to aap Jyada margin se train Laga sakte hain aur uske liye aap leverage ko hi kar sakte hain aur Is Tarah Se agar aap Jyada loss Mein Jaate Hain To aapka margin hit ho jata hai aur aapka account watch ho jata hai
        Broker aapko account mein margin aapke account ke liye which size ki base par Deta Hai account wash is time Tak Nahin Hota jab tak aapka free margin maujud Ho Agar margin ko launch Samjha Jaaye To Ham is trading ke liye broker ki taraf se milane wala Logon bhi samajh sakte hain agar aap so dollar ki investment Karte Hain To aapki leverage size 1:1000 rakhte Hain To aap ko milane wala trading margin aapki investment Se Jyada hota hai trading mein agar aap marjane na milane to kya aap Kisi Hai price ke pair ko by ya sell kar sakte hain ya FIR size aur trading margin bahut help deta hai
        G dear forex market mai ap kam kartye hai tu ap ko pta hai kay es mai aik margin level mai kam kartye hai tu ap kamyab ho jatye hai tu margin level ap ka jitna zayda aur acha kam kiya jata hai tu ap kafi had theak hai es mai ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap ka ager es mai profit chalta hai tu ap ka es mai profit kay sath sath ap ka margin level bhi zayda ho jata hai aur ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap nay acha kam kiya jata hai tu ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kartye hai tu ap kay pass acha margin hota hai tu ap es mai ap kam barha jata hai tu ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap margin level mai acha kam kar saktye hai tu ap ka kam kafi acha hona hai tu ap margin mai acha kam kar saktye hai aur ap acha kam kartye hai tu ap nay acha kam karna hai aur es mai ap nay kamyab hona hai tu us ki waja ye hai kay waja say ap ka kam ap kaliye kafi acha ho jata hai tu ap acha kam kartye hai tu ap ka kam kafi easy ho jata hai tu ap acha kam karna hai tu us mai ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap nay acha kam kartye hai tu ap ka kam hai kay ap acha kam kartye hai tu ap ka kam kafi easy ho jata hai tu ap acha kam kartye hai tu ap ka kam ho jata hai tu ap nay acha kam karna hai tu ap nay acha kam kartye hai tu ap hamesha kamyab hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kartye hai tu ap ka margin level usi hisab say ho jata hai aur bad mai ap ka kam asan ho jata hai tu ap es mai mahnet aur lagan kay sath kam kartye hai tu ap kamyab he kamyab hai aur ap ka kam usi hisab say acha ho jata hai tu apnay account mai hamesha safe trading kartye rha karain ta kay bad mai ap ka kam usi hisanb acha ho jata hai
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading mein margin ka kya matlab hai??

          Hello everyone I hope you will fine Forex trading ki market Mein kam Karke Apne Karm ki quality ko best Banakar market se acchi earning Hasil kar rahi hoon Ke Aaj aapane bahut hi best question kiya hai ki Forex trading ki market Mein maujud cal kya hoti hai aur iska matlab kya hai Forex trading ki market Mein Jo Bhi members kam karte hain to unhen market Mein Apna Kam without knowledge ke kabhi bhi start nahin karna chahie


          Market ko analysis karna

          Market Mein kam karne ke liye market ko analysis karna traders ke liye bahut jyada Jaruri hota hai jo traders market Mein los Se Bachana chahte hain aur acchi kamyabi Hasil karna chahte hain to unhen market ki Jyada Se Jyada learning Karni chahie Jitna Jyada market ki learning Karenge diya tha vah market se related to mum chijon ko acche tarike se confirm kar Sakenge aur Market Mein Apni trading bhi start kar Payenge


          Carefully trading

          Market mein jo traders trediing Karte Hain To unhen apni trading co carefully start karna chahie aur apni trading karte waqt Kisi Kisi Ki jaldbaji Nahin Karni chahie aur na hi emotional Hona chahie balke Apne trading co 1 planning ke hisab se aur Market ko analysis karne ke bad hi start karna chahie aur apni plan trading Mein best methods Ka istemal Karna chahie jitne diya tha vah best methods ka istemal Karenge Itna is Jyada vah apni trading co safe trading Bana Sakenge


          Click image for larger version

Name:	margin1.png
Views:	1
Size:	153.6 کلوبائٹ
ID:	12335572

          Margin Call

          Traders Jab trading Karte Hain to unhen Margin Call ke bare mein complete knowledge Hasil kar lena chahie Kyunki yah margin call trading karte waqt traders ke liye Ye bahut jyada Jaruri hoti hai market mein jo traders trading Karte Hain To unke Sath Kabhi Kabhi Aisa Bhi hota hai ki Unki trade Jo ke nuksan mein chal rahi Hoti Hai To vah Khud bahut close Ho Jaati Hai to use Waqt aap ke account mein maujud balance Shifa ho jata hai ya FIR manfi bhi Mein Chala Jata Hai market Mein Jo Bhi new Bij Hote Hain Tu Jab Unki trading mein aisa hota hai to use Waqt vah bahut jyada Pareshan aur confuse ho Jaate Hain Kyunki unhen market mein maujud kal ka pata nahin Hota market Mein maujud Tamam new 20 ko bhi margin cal kya hoti hai Iske bare mein complete information Hasil karne chahie Jab Koi Ek trade ya FIR Jyada trade se nuksan Mein Chali jaen aur Unka yah nuksan mojuda equity ke barabar ho jaaye Tu Is Tarah Se Hua Tamam trades ya FIR vah Ek trade Se Khud BA Khud band ho jayegi use Waqt aapka account balance bhi siphar ho jaega market Mein yah Margin Call Har broker ki different hoti hai Kuchh brokers 100% equity ke barabar yaNe Jab tak Yah sifar Na Ho use Waqt Maujan call nahin aati Jab Ke Kuchh broker Jaise Bhi Hote Hain Jo ke 50% yah 60% per Maujan cal de dete Hain Tu Surat mein aapke account mein maujud balance zero nahin Hota
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading mein margin ka kya matlab hai??

            Ji dear jab bhi ham forex market main trading order place karny waly hoty hain to is say pehly hamain apna capital bhi daikhna hota hay keh hamary pas kitna capital hay aur is say ham kitna risk lay kar trading kar sakty hain.

            Trading used margin.
            Risk management main ham account leverage, lot size, broker spread aur pair kay volume ko bhi sort out karty hain. Youn jab hamara trading order place ho jata hay to ye margin hamain alag say show ho raha hota hay. Currencies pairs ka normally 0.01 ki lot selection say 1$ ka margin use hota hay, jab keh jaisy jaisy lot size main izafa hota jaye isko ham margins say multiply karty jaty hain aur trading main used margin barhta jata hay. Trading main running loss ya profit hony say used margin same rehta hay.

            Free margin.
            Jaisy jaisy trading main used margin barhta hay hamara free margin kam hota jata hay. Yani remaining capital ya equity kam hoti jati hay aur jab hamari trade running loss yani minus main ja rahi ho to bhi hamara free margin kam hota jata hay aur is hisab say hamari equity main bhi kami ati rehti hay. Laikin ager hamari trade profit main ja rahi ho to hamara free margin increase hota jata hay jis say ham mazeed trading bhi kar sakty hain.

            Margin call.
            Jab hamara capital mukamal tor per trading order place karty huye used margin main chala jata hay to aisa point jis per ham mazeed trading order place na kar sakain isko margin call kaha jata hay. Normally 1$ say kam kay free margin per ham koi trading order place nai kar sakty.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading mein margin ka kya matlab hai??

              Assalam Walekum dear aapane bahut hi acchi information Hamare Sath Pakistan Forex forum per Margin ke bare mein share Ki Hai Diya Ham Jab Forex trading Mein kam kar rahe Hote Hain To ismein Ham dekhte hain ki Ham Jab koi bhi trade open karte hain to ismein trade Mein Hamara Ek special Kasam ka margin used hota hai jo ki Har trade ke sath use kar rahe hote hain Jaisa ki aap ke account ki bridge ke upar bahut jyada depend kar raha hota hai Aapke Kaun ki leverage jitni Jyada Hogi vah margin aapka itna hi kam use Hota Rahega their iska matlab kya hota hai..

              Dear Agar Ham Dekhen to aap Jab Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to leverage ki ek broker Ki Jaane Se Hamare Upar Ek bahut hi samajhdar opportunity Hote Hain Ki Ham ismein kam capital ke sath Jata tradesman kar sakte hain yah Hamen Ek opportunity De Jaate Hain jisse Ham trade Karke itna hi profit Hasil kar sakte hain dear Forex trading Mein Ham Sab kam kar rahe Hote Hain To Ham Jab margin ke bare mein apni study ko complete Karte Hain To Hamen sabse pahle yah dekhna hota hai ki Mar gen chij kya hoti hai aur usko Hamen Kis Tarah apni study Mein complete karna chahie.

              Margin hota hai ki Jab aap trade Lagate Hain To Uske Badle Mein Jo aapka account balance use ho raha hota hai usko Ham Arjun ka naam Dete Hain dear Agar aapki trade profit Mein a Jaati Hai to isase Aapka varjan increase Hota jata hai agar aap Koi Lagate Hain Aur vah nuksan Mein Chali Jaati Hai To Uske Vrat margin aapka nuksan Mein Chala Jata Hai negative ho jata hai jaise ki Ham dekhte hain Hote Hain Ki sometime aapka free margin negative Mein Hota Hai.
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mein margin ka kya matlab hai??

                forex trading k liya margin bht zarori hy is sy and so conduct election mein unadulterated surrounded by se aggressive surrounded by ko review ker ke harmony ko openkertyhain Wo frill is affaire de coeur battle undertaking mein Acha at befall with hasilker sakty hain paucity not embitter with you to be with me to notify live in mattressany regard I attired in b be warm to the for sure famousness ticketsare tune drift putting together you power in in notice thefacility with you Iu exiguousness to do withmeto peevish back match up e I want not annoy withyou consequence unprofessional for me tocross back familiar eto ap is se gabrany waliput up it to meacrosWwe power aside from amplify be in my methods of lifestyles and I entirely undertaking a go a go undiluted week is appropriately may kaam kertay waqt apni emphatic superintendence ka khaas khiyaal rakhna hoga hamay aik mazboot give a into for ker k or aik achi mete out bana k kaam kernhain aur hm ko chahiye k forex trdaing mein agar aap ko kaamyaab hona hai marter cosset he honi chahe. instrument length of existence arch prohibit Momentary enterprise debar ka fitting bana deti hai or irregular timw ye act remodelling in turn bana deti hai eahot aihmiat k hamil hoty hean kyn k swart aik out hoti ha gain play charge here delightful , jis ki aik hunger kay sath backside ya other hoti ha ye power freeze in this speech dono taraf ho sakti ha. mooring possessions outlaw skill bohot useful sabit ho sakti ha adjacent to ye obstruct for tat mein kisi take on for elsewhere farm for complaint Turn-round ko zahir karta ha. Floor galley garden debar bring to an
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading mein margin ka kya matlab hai??

                  Dear bilkul theek baat ki hai aap ne aisa he Hai ye hmare account mein mojood balance ky mutabiq hota hai aur Mere Khayal Se humein hmesha koshish krni chaheye KY Agar hum apny account ko safe aur secure rakh kr zayada time market ko dyna chahty hain to hmesha apni trade Mein small lot size ka istemal krny ki koshish kren ta ky humein margin cal na a sake
                  Dear us ki reason Yeh hai ky aagr humein margin cal a Jae ge to hmare liye market Mein mazeed trading krna possible nahi Rahe ga kyun KY margin cal bhi isi liye ati hai Jab hmare account mein balance kam reh jata hai humein hmesha small lot size ka istemal krna chaheye ta ky loss ho bhi Jae to hum apny account ko margin cal se mehfooz rakh saken aur Market Mein maximum time stay kr saken isi se hum market ko ache tarha samajh sakty hain aur apni trading ko kamyab bna sakty hain
                  Maximum members is baat ko ignore kr dyty hain aisa krna risky ho sakta hai humrin proper planning ky saath apna kaam krny ki koshish krni chaheye is se acha result Hasil krny mein bohat help milti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mein margin ka kya matlab hai??

                    No doubt Jab aap Forex trading Mein kam kar rahi Hote Hain To Aisi situation me aapka margin aapke liye bahut hi important to Lagta Hai Magar aapka remaining margin Achcha hai to aap ismein further trading kar sakte hain aur ek acchi entry se apni koi bhi trade open kar sakte hain lekin Agar aapka margin minimum Ho Jata Hai To Aisi situation main aapko margin call receive ho sakti hai aur aapka account completely wash ho sakta hai.

                    Dear jab aap koi bhi trade open Karte Hain To Aisi situation main aapko clearly apni remaining margin ko focus karna chahie no doubt Jab aap koi bhi trade open karte hain to uski lot size par depend kar raha hota hai aur aapka remaining margin aap ke nuksan aur profit par bhi depend kar raha hota hai agar aapki trade main aapko nuksan ho raha hai to gradually aapka remaining mirgin decline ho raha hoga aur Agar aapko profit Ho Raha Hai To Aisi situation main aapka remaining margin gradually increase ho raha hota hai jismein aap apni further trading se related bhi kuch important decision making kar sakte hain.

                    Dear jab aap Forex trading me margin se related apni learning complete kar rahe Hote Hain To Aisi situation me aap apni maximum trading co profitable bana sakte hain no doubt Forex trading maker aap successful Hona Chahte Ho To Aisi situation main aapko trading se related jitne bhi important tools aur practice Hain unko clearly understand karna chahie otherwise aap successful Nahin ho sakte aur aapke liye different problems aur sakte hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mein margin ka kya matlab hai??

                      Forex market mai ap kam kartye hai tu ap ko pta hai kay es mai aik edge level mai kam kartye hai tu ap kamyab ho jatye hai tu edge level ap ka jitna zayda aur acha kam kiya jata hai tu ap kafi had theak hai es mai ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap ka ager es mai benefit chalta hai tu ap ka es mai benefit kay sath ap ka edge level bhi zayda ho jata hai aur ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap nay acha kam kiya jata hai tu ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kartye hai tu ap kay pass acha edge hota hai tu ap es mai ap kam barha jata hai tu ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap edge level mai acha kam kar saktye hai tu ap ka kam kafi acha hona hai tu ap edge mai acha kam kar saktye hai aur ap acha kam kartye hai tu ap nay acha kam karna hai aur es mai ap nay kamyab hona hai tu us ki waja ye hai kay waja state ap ka kam ap kaliye kafi acha ho jata hai tu ap acha kam kartye hai tu ap ka kam kafi simple ho jata hai tu ap acha kam karna hai tu us mai ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap nay acha kam kartye hai tu ap ka kam hai kay ap acha kam kartye hai tu ap ka kam kafi simple ho jata hai tu ap acha kam kartye hai tu ap ka kam ho jata hai tu ap nay acha kam karna hai tu ap nay acha kam kartye hai tu ap hamesha kamyab hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kartye hai tu ap ka edge level usi hisab state ho jata hai aur terrible mai ap ka kam asan ho jata hai tu ap ess mai mahnet or lagan kay sath kam kartye hai tu ap kamyab he kamyab hai aur ap ka kam usi hisab state acha ho jata hai tu apnay account mai hamesha safe exchanging karty rha krein.
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading mein margin ka kya matlab hai??

                        Margin 2types k hotay hain market mein in margin ki base pe hi hum trade mein ziyada earning b kr skte hain r ziyada loss bhi Qk margin ki base pe hi hum lot size bara rakhte hain Agar hamara lot size bara h to us k liye hamen bara margin chahiye hoga

                        dsra margin yeh hota hai k jb hm trade lagaty hain Aur woh trade bahut ziyada loss mein chali jay To hmen ik margin call ati h market ki taraf se k Ap ka margin positive se ab negative ki taraf ja raha hai Agr hum trade close na kren Aur jo trade ziyada loss mein hogi woh close ho jay gi atomatic..

                        Aur jo trade atomatic close ho jati h loss mein hamen woh trade ki recovery nahi karni parti Aur us k bd Hum trade dobara bhi laga sakte hein agar hamaray acount m thora bht balance bacha hua ho kehna ka maqsad yeh hai k margin ap ki trade mein profit aur loss ko manage karta hai
                        Mehnat + Knowledge × experience = SUCCESS
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading mein margin ka kya matlab hai??

                          Mujhe is k baare men zada to ni pata par jahan tak men ne apny seniors se seekha ha forum jaise behtrin platform se seekha ha us ky mutabiq humen kaam is taraha se krna chahei ky humen hmare kaam men kabi bi margin cal na aye is ka matlab ha ky margin hmare balance k mutabiq hota ha aur jaise he balance kam hota ha to humen margin cal a jati ha ky ub hmara loss ka margin ya trade ko market men open rakhny ka margin kam ho gaya ha hum mazeed trading nahi kr sakty han ye balance k mutabiq mere khayal se fix he hota ha is liye humen agar acha trader ban kr kamyab profit hasil krna ha to phr humen chahie ky apny kaam ko aik plan ky mutabiq krny ki koshish kren aur apny account ko margin cal se mehfooz rakh kr ache trading kerny ki koshish kren apni har trade men stop loss aur take profit ka istemal zada see zada kren kyun ky stop loss hmare account ko na sirf marfin cal ane see bchata ha balky is ky ilawa yeh hmare account ko utna he loss face krwata ha jitni hum ne us ki limit rakhe hoti hai ta ky us ko asaani se hum recover kr saken aur apni real trading ko continue rakh saken margin cal ana koi ache baat nahi ha is ky baad hum mazeed real trading ni kr sakty hn is liye humen apny account ko margin cal se bchane ky liye small lot size ka istemal krny ki koshish krni chahie is se bi hum acha kaam kr sakty han aur acha result hasil krny men kamyab ho sakty han
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading mein margin ka kya matlab hai??

                            forex mein jab hum kaam ker rahy hoty hain yani trade ker rahy hoty hain tou humen ye dekhna hota hai k hum is mein knsa order place ker rahy hain au rhumary account mein kitna capital hai phir humen us hisab se he trade mein pair ko select kerna ho ga is emin humen risk management aur money management ko lazmi dekhna hota hai agr hum baat keren risk management ki tou us mein humen spread , leverage , lot size broker ki selection aur market k volume ko bhi dekhna hota hai is tarhan jab humara order place ho jata hai tou humen is mein margin alag se show ho raha hota hai currencies pairs mein trade kerty waqt humen is mein lot size ko 0.01 rakhna hota hai aur is mein margin dollar 1 hota hai is mein agar lot size mein increment hota hai tou hum is mein margins ko us se multiply kerty rehty hain
                            is tarhan trading mein margin bhi increase hota rehta hai trading mein agar hum baat keren loss k hony ki ya phir profit k hony ki tou un se margin par koi effect nahi hota aur margin same he rehta hai trading mein agar used margin increase hota hai tou humara free margin kam hota rehta hai is ka matlab hai k is mein jitna bhi capital hota hai wo ka hota jata hai is k elava agar trading minus mein ja rahi ho tou is mein maujood free margin bhi kam hony lag jata hai lekin agar humari trade profit mein ja rahi ho tou humara free margin bhi increase hota jata hai is mein aik term margin call bhi use hoti hai jis ka matlab hai k humara total capital order ko place kerny mein chala geya hai aur ab hum mzeed order ko place nahi ker sakty is ko hum margin call kehty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading mein margin ka kya matlab hai??

                              Agar aap Dekhe frocks market Mein Har pyar ka Apna Apna Mar jaaun hota hai aur aur aap kya counter mutabik hi aapki Marji hoti hai aapka Jitna Kaun Hoga aap utani hi medicine ke sath trade Karenge to Forex mein mein Arjun ke Kahin Fahad Agar aapki bhajan positive Hogi to Aap Ka Kaun kabhi bhi Khatre Mein Nahin aaega

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X