Jaiza: Klinger Volume Oscillator (KVO) kay use kay bary main complete info.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Klinger Volume Oscillator (KVO) kay use kay bary main complete info.
    Klinger volume oscillator darasl security ky trend reversal ko predict karny kay liye use kia jata hay, ye oscillator price aur volume ko compare aur use karty huye marketing reversals ki indication daita hay. Volume kay through jab ham current price say future market predict karty hain to hamain is main price fluctuation kay through ye bhi pata chalta hay keh market kis waqt reversal lay gi. Jab keh klinger volume oscillatir sirf daily ya higher timeframes main effective signal dainy aur trading karny kay liye mutasar kun samjha jata hay.

    Calculation of Klinger Volume Oscillator.
    KVO darasal do exponential moving averages (EMAs) kay darmiani farq kay through hamain trading ka signal daita hay. Is ki calculation samjhna bahut easy hy. Yani jab choti EMA (kam number of periods wali EMA) longer EMA (yani ziada number of periods wali EMA) say ziada ho to iska matlab ye hota hay keh yahan up trend chal raha hay. Is ki yehi waja hoti hay keh shorter EMA darasal more recent price data use kar rahi hoti hay jis waja say is ky results bahut mufeed hoty hain.

    Formula of Klinger Volume Oscillator.
    Klinger volume oscillator ki calculation kay liye hamain isky formuly ka pata hona chahiye ta keh ham iski calculation kar sakain. Iska formula ye hay: -

    KVO=volume*trend*temp*100

    Yahan per volume say murad pair kay units ki tadad hay. Jab keh trend say murad recent price kay high, open aur close hay. Jab ham recent price ko previous periods say compare karain to hamain up trend ya down trend ka pata chalta hay. Ager iski value +1 say uper ho to ye up trend jab keh -1 say murad down trend hay. Yahan per temp say murad CM and DM variables hain. Jab keh: -

    DM= Price high- price low
    CM= sum of DM + high-low of past period

    Is tarah jab ham volume, trend aur temp ko 100 say multiply kar dain to hamain jo value milti hay isko ham volume force kehty hain.

    Trading signal through KVO.
    Ager EMA ko oscillator kay sath plot karain to EMA ka oscillator say up swing cross ka matlab up trend hota hay is tarah ham yahan per buy ki trade kar sakty gain. Jab keh ager EMA, KVO ko down swing main cross kary to is ka matlab down trend ki indication hoti hay jis main sell ki effective trade mumkin hay.
    Last edited by ; 09-11-2020, 09:00 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Klinger Volume Oscillator (KVO) kay use kay bary main complete info.

    Dear Klinger Volume oscillator aik pricing oscillator hy jis ki madad sy ham price trading ko variant ways me calculate kr Kay trading krty hen forex market mai trend k liay use hota hai jaisy ap ko pata hai k ais mai 3 lines hoti hai aor ais mi ye hai k hum ko pata chal raha hota hai k market mai volume k hisab se ais time kai trend ban raha hia agar hum ne ossilator ko dekha ho to ais mai bhi yehi hisab hota hai aor ais mai hum trade karny ka wohi tareeka hai jaisy hum osilator par trade karty hai agar hum ne ais mai koi trade lagani hai to ais mai hum ko ye pata hota hai k ais mai hum ne tab buy karna hai jab market mai volume zayda ho raha ho aor ais mai hum ne tab sell karna hai jab market mai volume kam ho raha ho ais mai agar hum sath volume ko use kary to ap ko aik jaisa hi signal de rahy hoty hain oscillator ki tarha 3 line par mabni hota haindicator oscillatori. Jb ye line up hoti hain to ye trader ko ye bata rahi hoti hai k market es time neutral hai or kio big move market ma expected ni hai. Other words ma ham esko es tarha keh saktyn hai k market apni range ma move kar rahi hai or side way movement ma hai. Jb Kilnger volume oscillator indicator ki line jaw ki taraf move kar jae to trader ko ye information dey rahi hoti hai k market ka trend change hony wala hai or green line jb moving average ki line sy interest kar k nechy chali jae to ye trader ko inform kar rahi hoti hai k market ma up trend continue hony wala hai. Jb yellow line ja kar moving average wali line sy interest kar jae to es ka ye matlab hota hai k market ma bearish trend start hony wala hai. Klinger Volume oscillator volume ki base par b signal deta hai. Ye moving average or volume ko combine kar enki average provide karta hai or market k bary ma prediction karta hai. Jb Klinger Volume oscillator volume zayada show kar rha hu to es ki prediction ye hoti hai k market up trend ma jany wali hai so ham yaha buy ki trade open kar sakty hain or jb vdx kam volume ko show kar rha hu to eska matlab ye hota hai k market down trend ma jany wali hai or es time hamy sell ki trade opeb karni chahe.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Klinger Volume Oscillator (KVO) kay use kay bary main complete info.

      Yes dear forex trading ma indicator or oscillator trader ki bhot help karty hain. Ye trader ko market ki sari information provide karty hain or trader k lae phr market ko samajna easy ho jata hai. Jo trader indicators or oscillators ko ignore karty hain wo na he market ki information ko hasil kar sakty hain or na he wo profit ki taraf ja sakty hain. So trader ko lazmi indicators ki help leni chahe. Kiu k en ki help sy he wo ye janany ma kamyab ho jata hai k usko kon si trade kb open karni hai or kon si trade kb exit karni hoti hai. Es topic ma hal klinger volume oscillator k bary ma further discussion karyn gy.

      Klinger Volume Oscillator. Klinger volume oscillator asa oscillator hai jo voulme ki base par signal provide karta hai. Es ko manually find karna hota hai or esko find karny ka ik specified forumla hota hai. Mazeed ye k ye oscillator market ki high price or low price ko b formulay ma use karta hai. Es k elawa ye oscillator market k pas duration ko use kar k find ki gae moving average ko b formulay ma use karta hai or trader ko signal farham karta hai. Trader ko apny experience ki base par judge kar lena chahe k ye signal thek hai b k ni.

      Experience and oscillators. Jo trader experience ko use kar k oacillators k signals ko verify ni karty wo kbi achy profit ko hasil karny ma kamyab ni ho paty. Forex ma kisi indicator par blindly trade karna bhot buri habbit hai. Kiu k forex ma bhot sary indicator or oscillator asy hain jo aksar fake signal provide kar dety hain or trader agr enko follow kar ley to wo trade ma pans jata hai or panic ka shikar ho jata hai or usko sewae loss k or account wash karwany k kuch hasil ni hota. So trader ko apny experience ko achg effect k lae zarur use karna chahe.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Klinger Volume Oscillator (KVO) kay use kay bary main complete info.

        forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum isy apana life time career be baan sakty hain hum is agar greedy ban ky km karty hain to harma loss hain hum is mai mahnet karty hain to hmy kamaybe hasial ho jy ge hum is mai posts kar sakty hain hum is mai trade be laag sakty hain hum is mai apny bos kud p he hoty hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to harma loss hain hum is mai klinger volume oscillator ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hasial ho jy ge hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar kam karty howe aik mistake ko kar dety hain to harma he nuqsna hain hamy nuqsan ky saber karna chaey hamy next time apne mistakes ko katem kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is maiapny boss kud ap eh hoty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain hum is mai agar greedy ban ky km karty hain to hamra loss hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Klinger Volume Oscillator (KVO) kay use kay bary main complete info.

          Klinger volume oscillator ek achcha han indicator hai iske upar trading lagakar maximum benefit hasil Kiya ja sakta hai klinger volume oscillator ek technical trade hai aur trading mein bahut jyada useful hai isase bahut jyada help milati hai trading ko aasan banane mein klinger volume oscillator per bahut sare seniors aur traders ka bahut jyada focus hota hai aur vah bahut acche se jante Hain ki klinger volume oscillator ka istemal kis waqt aur kahan per karna chahie vah sare aise traders Jo prem volume oscillator ka istemal without knowledge karte hain unhen bahut jyada nuksan hota hai forex trading mein moderator aur traders har member se yah bar bar kahate Hain ki jab bhi kisi bhi product ke upar trading Karen aur indicators ka istemal karen to uske bare mein jyada se jyada knowledge increase Karen Taki aapko use trade ke bare mein difficulty Na Ho lekin aisa bahut kam hota hai jyadatar log soche samjhe bagair trading karte hain aur apna account watch karva baithe Hain iska unhen kisi ki tarah se Koi benefit hasil nahin hota lekin jo log serious Hain forex trading mein jyada se jyada kam karna chahte hain unhen chahie ki vah apni learning ko best banaen jitni acchi learning hogi aur jitni jyada practice ki jayegi utna hi jyada indicators ke upar successful trader banaa ja sakta hai aur jo log aisa kar rahe hain vah definitely kamyab traders se aur aise traders ko forex trading appreciate karti hai aur aur unka naam top list mein shumar karti hai Taki vah aur bhi jyada Pur Azam hokar forex trading ko apna time de
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Klinger Volume Oscillator (KVO) kay use kay bary main complete info.

            pakistan main online earning kay liey aapmo bht saary isteharaat nazar aaty hain aur kafi zaida ko mane try bhee kiya hai magar sab say behtar aur trusted source forex trading he hai. Forex trading main agar aap investment karna chahty hain to wo bhe kar sakty hain ya phir bonus account par kaam kr k profit hasil kar sakty hain. Mera experience kafi acha raha ha aur ma kafi had tak forex trading samjh chuka hun. Aap say bhe guzaarish ha kay aap forex trading kay baar ma search karin aur aik achi earning ka moka hasil karin forex k is business me trading all world se ki ja sakti hay pakistan me agar online koi best business earning key ley hay to wo Forex business hi hay, other online websites ya online financial business se zeyda me Forex business ko hi best samjta hon es ki waja ye hay key esa ko be business nahi hay jes me Forex jetna profit etni asani se hamy hasil ho es key ley hamy Forex business ki education aur learning karny key ley mehnat hi karna hoti hay otherwise ham news update key base par be es business me trading kar key acha profit income kar sakty hey forex trading main jub hum trading karty hain tu os trading se hmain earning milti hai es k liye hmain forex ko join karna hota hai or os main hmain trading karna hoti hai forex aik boht he acha business hai jis main hum molk k kehn bhi kony main hun hum wahen se he trading kar skty hain aghr hamar account pakistan ain bna hai or hum kahen other country main hain tu bhi hum es main kam kar skty hain forex mian invcestment zayda pakistaniyon k pas nahi hoti hai aur invest na honey k wajha say saara talent bhe waste ho jaata hai lekin bhala ho pakistan forex forum ka jis say hamain munasifb working say avh bonus mill jata ha gissay ham achi trading kar k munafa kama sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Klinger Volume Oscillator (KVO) kay use kay bary main complete info.

              Klinger volume oscillator asal security ky pattern inversion ko anticipate karny kay liye use kiya jata hai, ye oscillator cost aur volume ko analyze aur use karty hwye advertising inversions ki sign deita hai. Volume kay through hit ham current value say future market foresee karty hain tou hamein iss mein value variance kay through ye bhi pata chalta hai ky market kis waqt inversion ly gi. Hit ky klinger volume oscillator sirf day by day ya higher time spans mein compelling sign deiny aur exchanging karny kay liye mutasar kun samjha jata hai.

              Estimation of Klinger Volume Oscillator:-

              KVO asal mein 2 remarkable moving midpoints (EMAs) kay darmiyani farq kay through hamain exchanging ka signal deita hai. Is ki count samjhna bohat howdy asaan hai. Yani jb choti EMA (kam number of periods wali EMA) longer EMA (yani ziada number of periods wali EMA) state ziada ho tou iss ka matlab ye hota hai keh yahan up pattern chal raha hai. Iss ki yehi wajah hoti feed keh more limited EMA darasal later value information use kar rahi hoti roughage jis wajah sy is ky results bohat mufeed hoty hain.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Klinger Volume Oscillator (KVO) kay use kay bary main complete info.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Sahil932 پيغام ديکھيے
                Klinger volume oscillator darasl security ky trend reversal ko predict karny kay liye use kia jata hay, ye oscillator price aur volume ko compare aur use karty huye marketing reversals ki indication daita hay. Volume kay through jab ham current price say future market predict karty hain to hamain is main price fluctuation kay through ye bhi pata chalta hay keh market kis waqt reversal lay gi. Jab keh klinger volume oscillatir sirf daily ya higher timeframes main effective signal dainy aur trading karny kay liye mutasar kun samjha jata hay.

                Calculation of Klinger Volume Oscillator.
                KVO darasal do exponential moving averages (EMAs) kay darmiani farq kay through hamain trading ka signal daita hay. Is ki calculation samjhna bahut easy hy. Yani jab choti EMA (kam number of periods wali EMA) longer EMA (yani ziada number of periods wali EMA) say ziada ho to iska matlab ye hota hay keh yahan up trend chal raha hay. Is ki yehi waja hoti hay keh shorter EMA darasal more recent price data use kar rahi hoti hay jis waja say is ky results bahut mufeed hoty hain.

                Formula of Klinger Volume Oscillator.
                Klinger volume oscillator ki calculation kay liye hamain isky formuly ka pata hona chahiye ta keh ham iski calculation kar sakain. Iska formula ye hay: -

                KVO=volume*trend*temp*100

                Yahan per volume say murad pair kay units ki tadad hay. Jab keh trend say murad recent price kay high, open aur close hay. Jab ham recent price ko previous periods say compare karain to hamain up trend ya down trend ka pata chalta hay. Ager iski value +1 say uper ho to ye up trend jab keh -1 say murad down trend hay. Yahan per temp say murad CM and DM variables hain. Jab keh: -

                DM= Price high- price low
                CM= sum of DM + high-low of past period

                Is tarah jab ham volume, trend aur temp ko 100 say multiply kar dain to hamain jo value milti hay isko ham volume force kehty hain.

                Trading signal through KVO.
                Ager EMA ko oscillator kay sath plot karain to EMA ka oscillator say up swing cross ka matlab up trend hota hay is tarah ham yahan per buy ki trade kar sakty gain. Jab keh ager EMA, KVO ko down swing main cross kary to is ka matlab down trend ki indication hoti hay jis main sell ki effective trade mumkin hay.
                G han dear ager ap nay market mai acha kam karna hai tu us mai ap kaliye kafi masla ban sakta hai ager ap bina indicator kay es mai kam kartye hai tu ap ka kam hai kay ap es mai achi tarha daikh kay kam kartye hai tu ap ka kam kafi easy aur kafi acha ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap nay es mai ager killer volum imdicator ka use karna hai tu ap es hisab say kar saktye hai ap ka kam hai kay ap market mai hamesha waite kiya karain ta kay bad mai ap kay kam mai masla nhi ata hai ap es mai waite ka kay kam kartye hai tu ap es mai kafi asani kay sath profit laye saktye hai kiyu kay market mai aisa hota hai kay kabhi kabhi price limite say bhi up jati hai aur kabhi kabhi price limite say bhi down ho jati hai tu ap nay ager acha kam karna hai tu ap us time pay es mai acha kam kar skatye hai aur bad mai ap es mai faida laye saktye hai tu ap ka kam hai kay ap market mai hamesha usi time pay entry kiya karain jis time pay ap ko es mai yaqeen ho jata hai kay abhi karket kafi sell mai hai ya abhi market kafi buy mai hai tu ap es mai ager es kay hisab say acha kam kartye hai tu ap kabhi nakam nhi hotye hai ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap nay es kai acha kam karna hai tu ap bina mahnet kay acha kam nhi kar saktye hai aur ager ap es mai waite kar kay kam kartye hai tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai kamyab bhi ho jatye hai tu bina mahnet kay market mai kam karna kafi mushkil kam hai ap ka kam hai kay ap es mai waite kar kay acha kam mai focus dain ta kay bad mai ap kay kam mai asani ho jati hai aur zayda masla nhi ata hai ap kay kam mai tu acha kam achi kamyabi hai
                $$$ Never Give Up $$$
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Klinger Volume Oscillator (KVO) kay use kay bary main complete info.

                  AOA my dear all Forex member dear forex trading ma indicator or oscillator trader ki bhot help karty hain. Ye trader ko market ki sari information provide karty hain or trader k lae phr market ko samajna easy ho jata hai. Jo trader indicators or oscillators ko ignore karty hain wo na he market ki information ko hasil kar sakty hain or na he wo profit ki taraf ja sakty hain. So trader ko lazmi indicators ki help leni chahe. Kiu k en ki help sy he wo ye janany ma kamyab ho jata hai k usko kon si trade kb open karni hai or kon si trade kb exit karni hoti hai. Es topic ma hal klinger volume oscillator k bary ma further discussion karyn gy.Klinger Volume Oscillator. Klinger volume oscillator asa oscillator hai jo voulme ki base par signal provide karta hai. Es ko manually find karna hota hai or esko find karny ka ik specified forumla hota hai. Mazeed ye k ye oscillator market ki high price or low price ko b formulay ma use karta hai. Es k elawa ye oscillator market k pas duration ko use kar k find ki gae moving average ko b formulay ma use karta hai or trader ko signal farham karta hai. Trader ko apny experience ki base par judge kar lena chahe k ye signal thek hai b k ni Experience and oscillators. Jo trader experience ko use kar k oacillators k signals ko verify ni karty wo kbi achy profit ko hasil karny ma kamyab ni ho paty. Forex ma kisi indicator par blindly trade karna bhot buri habbit hai. Kiu k forex ma bhot sary indicator or oscillator asy hain jo aksar fake signal provide kar dety hain or trader agr enko follow kar ley to wo trade ma pans jata hai or panic ka shikar ho jata hai or usko sewae loss k or account wash karwany k kuch hasil ni hota.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Klinger Volume Oscillator (KVO) kay use kay bary main complete info.

                    dear friend ab bilkul theek Karen ke a Hamen Forex Mein acchi aur high quality wali post Nahin share Karni chahie aur Hamen Forex mein jyada Se Jyada mehnat per focus karna chahie Kyunki mehnat karne se hi Ham Kamyab Ban sakte hain Hamen Forex Mein acchi aur high quality wali bahut nahin kiya Karni chahie aur Hamen Forex Mein acchi acchi hai information 4 Karni chahie Taki Ham kamyabi Hasil kar sake aur Hamen Forex trading Mein lalach Nahin Karni chahie Kyunki lalach karne se Hamen last hota hai aur trading Mein Sawar ke sath kam karna chahie Kyunki Sabar Ka Phal Meetha hota hai Hamen acchi trading Karni chahie aur Achcha profit Kamana chahie Agar Ham Forex mein Main trade Lagane se pahle market Mein Achcha analyses Karenge Tu Hi Ham acchi trade open kar sakte hain Hamen Forex Mein trading karne ke dauran lalach nahin Karni chahie Kyunki Agar Ham Forex trading Mein lalach Karenge To Hamara account bhi wash ho sakta hai aur ham last mein bhi a sakte hain jisse Hamen last ko recover karna padta hai Hamen last se bachne ke liye lalach Nahin Karni chahie Hamen Forex trader Mein Sabar ke sath kam karna chahie Kyunki Sabar Ka Phal Meetha hota hai Hamen acchi trading Karni chahie aur Achcha profit kam Aana chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Klinger Volume Oscillator (KVO) kay use kay bary main complete info.

                      Klinger volume oscillator sa related apni bahut hi perfect analysis Hamare Sath share Kiye Hain no doubt Jab aap Forex trading me kam kar rahe hote hain aur apne technical analysis course complete karne ke liye different important oscillators ko properly study Karte Hain To usmein aap apni best results produce kar sakte hain aur Forex trading mein bahut jyada advantages Hasil kar sakte hain no doubt agar aap market Mein available different important oscillators ko completely learn kar lete hain aur apni trading per reply karte hain To Aisi situation main aapko bahut jyada advantages mil sakte hain.

                      Forex trading Mein Jab aap apne technical analysis karne ke liye is ko istemal kar rahe hote hain to isko aap double exponential moving average se compare kar sakte hain Kyunki iski working indicator Se milati Hai Jab aap exponential moving average ko compare kar rahe hote hain to uski basis per jo aapko results produce ho rahe hote hain unko focus Karke aap decision-making karte hain aur is a serrated ko basically apni decision-making ke liye istemal Karte Hain.

                      Forex trading me jab aap different indicators for different oscillators go completely study Karte Hain To Kuchh Aise important indicators aur Aisi latest Hote Hain Jo aapas Mein interconnected hote hain aur Agar aapko Ek indicator aur oscillator ki propylidene Rasile Ho Jaati Hai To dusre indicator aur Aisi later ko learn karna aapke liye bahut hi Aasan hota hai Kyunki ismein maximum information same hoti hai aur in ki working ka style bhi almost bhi same Hota Hai.

                      Klinger volume oscillator aapke liye bahut profitable results produce kar sakta hai lekin agar aap isko properly learn karte hain aur isko completely apply karne ke liye learn Karte Hain To Uske bad aap isko completely utilise aur facilitate kar sakte hain otherwise aapke liye yah oscillator useful Nahin ho sakta.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Klinger Volume Oscillator (KVO) kay use kay bary main complete info.

                        Klinger volume oscillator market main trading ki best guidance ky liay use kia jany wala behtreen oscillator hai jis ko agar ham apni trading main set ker lety hain tou hamain market main trade open kerny main bahot help milti hai ky same oscillator hamain market ki current direction main movement market trend aur trend change ya reversal ki indication provide kerta hai tou ham same indication per jab market main trade enter kerty hain tou hamain guide bhi kerta hai ky hamain same open trade ko kab tak continue ya close kerna hai agar hamain aesi guindane apni trading main milti rehy tou ham market main successful trade ker sakty hain tou klinger volume oscillator two exponential moving averages ki base per built Kia gia aesa oscillator hai ky jis main different moving average lines hamain market main trade open kerny ki continue kerny ki aur timely close kerny ki indication provide Kerti hain jab market main hamain aesi position nazar aa rehi ho jab klinger volume oscillator main small volume wali moving average line large volume moving average line ko lower side sy cross ker ky upper side per shift hoti hai tou aesy time per hamain market main buy ki trade enter kerna hoti hai ky jab market continuously uptrend main movement kerna shoru ker deti hai tou hamain buy main hi open ki jany wali trade main profit hasil ho sakta hai jabky agar ham market main aesi position per buy main trade open ker lety hain tou klinger volume oscillator hamain yeh guidance bhi provide kerta hai ky jab market main same moving average line ki direction reverse ho ker dobara large volume moving average line ki taraf movement kerna shoru ker deti hai tou hamain apni open trade ko close ker ky wait kerna chahiay ky jab again same line upper side sy lower ko cross ker ky tab hamain sell main trade enter kerni chahiay
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Klinger Volume Oscillator (KVO) kay use kay bary main complete info.

                          forex market mai trend k liay use hota hai jaisy ap ko pata hai k ais mai 3 lines hoti hai aor ais mi ye hai k hum ko pata chal raha hota hai k market mai volume k hisab se ais time kai trend ban raha hia agar hum ne ossilator ko dekha ho to ais mai bhi yehi hisab hota hai aor ais mai hum trade karny ka wohi tareeka hai jaisy hum osilator par trade karty hai agar hum ne ais mai koi trade lagani hai to ais mai hum ko ye pata hota hai k ais mai hum ne tab buy karna hai jab market mai volume zayda ho raha ho aor ais mai hum ne tab sell karna hai jab market mai volume kam ho raha ho ais mai agar hum sath volume ko use kary to ap ko aik jaisa hi signal de rahy hoty hain oscillator ki tarha 3 line par mabni hota haindicator oscillatori. Jb ye line up hoti hain to ye trader ko ye bata rahi hoti hai k market es time neutral hai or kio big move market ma expected ni hai. Other words ma ham esko es tarha keh saktyn hai k market apni range ma move kar rahi hai or side way movement ma hai. Jb Kilnger volume oscillator indicator ki line jaw ki taraf move kar jae to trader ko ye information dey rahi hoti hai k market ka trend change hony wala hai or green line jb moving average ki line sy interest kar k nechy chali jae to ye trader ko inform kar rahi hoti hai k market ma up trend continue hony wala hai. Jb yellow line ja kar moving average wali line sy interest kar jae to es ka ye matlab hota hai k market ma bearish trend start hony wala hai. Klinger Volume oscillator volume ki base par b signal deta hai. Ye moving average or volume ko combine kar enki average provide karta hai or market k bary ma prediction karta hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Klinger Volume Oscillator (KVO) kay use kay bary main complete info.

                            dear is mn har banda apni marsi se knowledge hasil krta hga is liye hamre paas is mn eik startegy ko talas krna chaiye jo hamre liye sab se acha profit dein is mn kam krna ha tu kameyab hume khabi be free mn ni milti ha acha kam krein gein sahi samjdari se kam krein tu bohat asani se kameyab ho sakte hein market k trends ko fallow krna hota ha trends ko change krein gein acha kam krein gein tu bohat asani se kameyab be ho sakte hein regular kam krna chaiye hum kameyab ho sakte hein kindly is mn ap phaly knowledge hasil kr k kam krein gein tu bohat asani se kameyab ho sakte hein apni trade mn volume ko fallow krna hota ha is mn chart indicotor ko dekhna hota ha tecnical analysis ur fundamental analysis ko fallow krna chaiye ye hamre liye sab se acha onlines business ha
                            :1f60d: hard work :1f60d:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Klinger Volume Oscillator (KVO) kay use kay bary main complete info.

                              Assalamu Alaikum market Mein kaam karne ke liye Tamam members ke pass market se related Jyada Se Jyada learning honi chahie aur unke pass strong analysis bhi Hona chahie Forex trading ki market mein klinger volume oscillator Ek bahut hi important oscillator Hota Hai ya traders ko market Mein trading karne ke liye best facilities provide karta hai


                              Klinger oscillator
                              Kalingar oscillator metatrader 4 indicator Ek bahut hi powerful trading indicator Hota Hai yah indicator trend ko is established karne ke liye traders ki help karta hai yah digital trader is ko possible trend ki warning deta hai trader market Mein Apni trade ke liye is indicator ko select kar sakte hain long term direction ko acche tarike se clear karne ke liye is indicator ka istemal Kiya jata hai aur FIR is long-term direction Mein short term trading start ki Ja sakti hai market Mein is indicator ko price movement ke sath bhi compare Kiya Ja sakta hai is indicator Ka istemal Karke traders is Kesariya Se Achcha result Hasil kar sakte hain kingler oscillator indicator signals line ko bhi show karta hai kingler oscillator indicator aur moving average indicator ka aapas mein bahut hi strong relationship Hota Hai ine donon Ko sath mein istemal Karke market ko acche tarike se identify Kiya Ja sakta hai


                              stop loss
                              Market mein jo traders kingler oscillator indicator ka istemal karte hain to use Waqt unhen apni trade Mein stop loss ko bhi lazmi use karna chahie Kyunki stoploss everyday is a ki trade ko bahut hi powerful banaa deta hai aur FIR vah is stop loss ke jariya se market Mein acche advantage bhi Hasil kar lete hain Kyunki Jab vah is ko apni trade main use karte hain to use Waqt vah Apne profit ko log aur losses ko maximize kar dete Hain isliye Tamam members Jab Bhi trading start karen to use Waqt market Mein oscillator indicator ko acche tarike se understand kar len

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X