Ask aur Bid price me big difference kya hota Hy ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ask aur Bid price me big difference kya hota Hy ???
    Dear friends Forex Market me hamy pairs base currency aur quote currency key sath price me be show ho rahy hoty hey for example EUR/USD ki Bid price 1.1530 aur ask price 1.1533 hay es pair me bid aur ask price me jo deference hay 3 pips ka ye es pair ka spread hay, esi tarha ham Bid price aur Ask price se sell price aur buy price ka be andaza laga sakty hey, Bid price agar 1.1530 hay to es ka matlab hay key ham 1 EUR 1.1530 me sell kar rahy hey aur esi tarha ask price agar ask price 1.1533 ho to ham 1 Eur buy kar rahey hoty hey Jess Kay 1.1533. pic ki madad sy ap is ki explanation dakh skty hen

    Click image for larger version

Name:	bid-and-ask-price-forex.png
Views:	3
Size:	27.4 کلوبائٹ
ID:	12470209
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ask aur Bid price me big difference kya hota Hy ???

    g han dear forex me Bid price aur ask price ko selling price ya buying price bhee kehty hain. Ye dono terms buy aur sell kay liey use hoti hain. Professionals jo hoty hain wo market main market language use karte hain aur buy aur sell ke jagha par ask proce aur bid price kay words use karte hain. wo hoti hai jo aapko currency ko buy karney kay liey deni parti hai. Maslan agar aap ko EURUSD kay pair ke Bid price aur ask price ess tarha mill rahi hai 1.1600/1.1604 to ess main ask price 1.1604 wali hai. Jisko buy bhe kehty hain. wo price hoti hai jo apko currency sell karne par milte hai. Maslan ooper wali misaal main Eurusd ma bid price 1.1600 hai. Agar aap eur sell karty hain yo aapko 1.1600 dollars milen gy. dono prices main jo gap hota hai usko spread kehty hain aur ye spread dealers ka commission ya charges hoty hain jo wo service deny k charge karta hai curuncy aisi hoti hai jin main jub him koi trade open kartay hain to woh negative say open hoti hai yeah wajh say hoti hai k is currency pair main spread hota hai air kitni manfi main cureuncy open hoti hai woh moderator k pass jaata hai is main do lines draw hoti hai aik red or aik blue agar aap sell lagatay ho to Jo bid price hoti hai woh actual value hoti hai jahan say aapko trade open hoti hai air Jo ask price hoti hai woh is say thora pewchay hoti hai air peechay itna hota hai jitna us pair ka spread hota hai lehaza trading say pehlay spread hoti hai apas mai aisi liay ap jab bhi koi trade lagaty hai to aus mai ap ki trade phly loss mai hoti hai wo ais liay hi hoti hai k bid price aor ask price mai faraq hota hai aor ye dono apas mai change hoti hai agar hum ain mai kaam karty hai to hum ko ye pata hona chaye k ais mai spread hota hai aor kuch pairs hai jin mai spread kam hota hai aor kuch hai jin mai spread zayda hota hai jaisy ap ne gold par dekha ho ga aus par spread zayda hai aor Eurusd ka spread kafi kam hai.
    • #3 Collapse

      Re: Ask aur Bid price me big difference kya hota Hy ???

      yes dear forex market main kissi bhi pair ka chart open ker kay uss may order lagaanay legtay hain to bid or ask price show hoti hay ager aap mobile per trading kertay hain or meta trader 4 mobile per use kertay hain to uss mai to main home main hi bid or ask price show ho rahi hoti hay.

      Ask price or Bid price: jab ham log kissi bhi pair ko buy kertay hain toaap ki entry jiss point per legti hay woh ask price hoti hay maslan EURUSD ki prices 1.500 or 1.503 hain to 1.503 ask price hay jabkay 1.500 aap kay paas bid price kehlaaye gi

      Difference between ask and Bid price.normal pairs may ask or bid price main umooman 3 pips ka farq hota hay iss difference ko ham spread kehtay hain

      ask aur bid ko ache trah se smjhe aur in ke importance ko smjhe aur in mein kitna trader ko faida ho skta he aur trader ne kb order lagana he aur kb close krna he market mein sel krna he ya buy krna he yeh sb chezein trader ke lie smjhna zarore hein phr trader trading mein ache traeeqe se kam kr skta hen bid or ask price kay darmyan farak ko spread kehty hain spread wo cheez ha jo broker comition kay tor par wasool karta ha jub hum order open kartay hain bid or ask price har broker ki mukhtalif hoti ha kuch broker ki bid or ask price kay darmyan farak zada hota or kuch kay darmyan kam jub hum order open kartay hain buy ka to hamra order bid ki jo price ho gi os par open ho ga jub hum sell ka order open kartay hain jo ask ki price ho gi osi par sell ka order open ho ga
      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
      • #4 Collapse

        Re: Ask aur Bid price me big difference kya hota Hy ???

        Dear forex member ap ne bohat ache tareeky see apni information ko hamare saath share Kiya Hai bilkul theek kaha Hai aap ne dear mere pass abi is se related joi ache information koi strong information nahi hai kyun KY mein ne abi just postings ko focus Krna shuru Kiya hai ta ky ache learning ache experience KY saath saath ache bonus ko Hasil kiya Ja sake aur ache real trading ki koshish ko kamyab bnaya ja sake
        Dear Mein ne ap ki information see acha knowledge Hasil Kiya hai aur meri koshish hai ky mein apni is se related information ko hasil krny aur is ko samajh kr demo practice mein apply krny ki koshish krun ta ky mein bhi ache trading ko possible bana sakon kyun KY forex trading Mein incomplete information se ache kamyabi hasil kr na possible nahi hai
        • #5 Collapse

          Re: Ask aur Bid price me big difference kya hota Hy ???

          Forex trading me hum ya to koi currency pair buy karengy aur ya us currency pair ko sell krengay. Forex trading me ye do hi soraten chalten hen. To jab bhi hum koi currency ya stocks waghera buy karengy to us ko forex trading language me "BID" ka naam deya gaya hai. lekin agar is k barakas hum koi value trade sell karte hen,to is sorat me forex trading me is ko "ASK" ka naam deya gaya hai.
          Jab bhi forex trading market me humen andaza ho jata hai k ab market me demand level ziada hai aur supply kam hai to hum market me us waqat Bid ki trade lagate hen jis ka matlab hota hai k hum stocks, currencies ya commodities ko buy karna chahte hen. Lekin agar hamen lagta hai k market me ab supply ziada hai lekin demand kam hai to hum market me Ask ki trades open karte hen jis ka matlab hai k hum markets me stocks, currencies ya commodities ko sell karna chahte hen. Market me buy aur sell ka selsela chalta rehta hai aur is waja se market musalsal up down hoti rehti hai.
          • #6 Collapse

            Re: Ask aur Bid price me big difference kya hota Hy ???

            dear forex market mein jab hum koi bhi trade open karte hain to ismein ask aur bed price mein thoda sa difference hota hai is price mein jo change hota hai hamen is market mein trade lagate Hain to hamari trade thode se nuksan mein open hoti hai agaram forex market mein apne account per trade lagate Hain to humko yah pata hota hai tumhari trade mein jo sprayed kaun hota hai vah ISI vajah se hota hai ki jab farmers market mein trade lagati dam kis market mein yah dekhna hota hai kam a lot size kitni lagai hai agar hamare account per lot size badi hai to humko is market mein fayda hota hai jab Ham is market mein plan karke kam karte Hain agar Ham forex market mein apne account per lot size ke hisab se dekhe to humko itna hi spread Dena padta hai jitni humne lot size ladki hoti hai agar Ham apne account per bahut badi lot size lagate Hain to humko jyada spread Dena padta hai humko apne account per so some ekadshi Lena hota hai agar MS market mein acchi planning karke kam kar jaan kis market mein fayda hota hai jab Ham is market mein so samay kar kam kar deta hun kis market mein kafi jyada fayda ho jata hai forex market mein kam karke Ham kam yaha par hota jab humse market mein acche planning karte Hain Jo forex market mein achcha decision lete hain use market mein nuksan se bach jaate Hain.
            • #7 Collapse

              Re: Ask aur Bid price me big difference kya hota Hy ???

              Bhai mujhe is ky baare men nahi pta lekin aj ap ne ache tareeke se humen apna knowledge provide kiya hai mein is ko seekhny ki koshosh krun ga aur is ko proper time dy kr is men khud ko kamyab bnane ki koshosh krun ga kyun ky men ache tarha se janta hun ky is kaam men kamyab hone ky lie mere pass har tarah ka knowledge hoan bht zada zarori ha is liye men ne ap ky thread se ye new cheez seekhi hai is ko mazeed seekhny ki men poori koshish krun ga ta ky next time agar mjhe moqa mily to men is se reltaed acha knowledge share kr ky dosre members ki help kr sakun
              • #8 Collapse

                Re: Ask aur Bid price me big difference kya hota Hy ???

                Ask aur bid price ko hum currency pairs aur gold jaise pairs men asaani se observe kr sakty hain crude oil men is ko observe krna difficult hota hai lekin dear humen chaheye ky is kaam men hum har baat ko samjhen har baat ko observe krna seekhen kyun ky is kaam men hum jo bhi seekhen ge humen us ka faida he ho ga nuqsaan nahi ho ga is liye hum is kaam men koshish kren ky har us point ko seekhen jo hmari trading ko kamyabi ki taraf ly kar jane ky liye zaroori hai aur koi bi member us waqat tak kamyab nahi ho sakta jab tak wo khud ko kamyab bnane ky liye har us point ko follow na kr ly jo us ky liye zaroori hain
                • #9 Collapse

                  Re: Ask aur Bid price me big difference kya hota Hy ???

                  trading karne ke liye best time Woh Hota Hai Jab market Mein Koi news Na Ho Aur US time how much safe trading kar sakte hain UK job market Mein Koi news hoti hai tu maar Peet Bahut Paas Bulati Hai Aur loss ke chances increase ho Jate Hain isliye traders ko chahiye ke news ke time pe trading Na Kare Wo Jab USA session start hota hai to sign retreading Se parhej Kare aur thodi der baad threading karne apni trading ability k hisab se trading karta hai or time frame ka bhi apni ability k hisab se selection karta hai boht se tradors short time frame select karty hain or boht se tradors long time period ko select karty hain es liye mattr yah karta hai k hum jis bhi time frame main trading karen hmain os main acha knowledge hona zarori hai jis se hum apni trdaing ko bahtr kar skaen or aghr dekha jay tu short time frame jo tradors use arty hain wo zeyda tar new tradors hoty hain jo kam risk ki base par trdaing karty hain or un ki yahi koshish hoti hai k wo market se kam profit eran karny k bad bahar a jaen or jub k jin tradors ka expiernce zeyda hota hai wo long time par trading ko tarjeh dety hain q k un ki mangemnt zeyda strong hoti hai market Mein Koi news now UK Jab koi nahi ho sakti hai to market bahut fast move Karti Hai jisse loss ke chances increase Ho Jaate Hain isliye aap news ke time pe Kabhi wait reading Na Kare aur Jawani usko impact Ho Jaye to uske baad trading Kare jisse trading Baithe Hogi or loss ke chances kam Honge account in screen ke account mein balance Bada Rahe aur US dollar ki value increase Ho Jaaye to Hamein post sajada bonus Jyada paise Milte Hain Jo automatically increase Ho Jata Hai Jab pet dollar ka rate increase Hota Hai Tu rupaye Ki Kadar Mein Kaam me Aati Hain isliye Samay vidra Jyada Milta Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Ask aur Bid price me big difference kya hota Hy ???

                    BID and ASK:

                    forex mein trdaing karty waqt hmein currrency ki 2 types k rates deikhny ko milty hain.jese k ID aur ASK prices mein kia difference hai. tou yh wahi BID and ASK hain k jb ham trading karty hain tou wahn pe jo currency k 2 Rates chal ry hoty hain unko ham BID and Ask bolty hain .
                    BID:
                    dear forex members BID price low price hoti hai jab market move kar rahi hoti hain tou us mein apko 2 rate milty hain. 2 rates nazar at hain 1 upper side pe likha hota hai. aur dusra rate down side pe likha hua hota hai. jo downside wala rate hota haiusko ham BID kehty hain. jab ham koi cheez sell kar k trade lgaty hain to wo price BId se start hoti hai aur jab ham usko ASK price touch karty hain tou us waqt hmara profit or loss "0" ho jata hai.
                    ASK:
                    forex members ASK price wo price hai ky jab market move kar rahi hoti hai tou wahan pe jo currency k 2 rates apko nazar a rahy hoty hain un mein se tou buying price hoti hai usko ham ASK price kehty hain agar ham koi BUY-trade udhr lgaty hain tou jab BID price ask price ko cross karti hai tab hmara profit start hojata hain.
                    in ko ham simple words mein yun kahein gy k wo price jo neechy wali price hoti hai wo ASK price hai tou jo upper Price hai wo buying price hoti hai.
                    dear forex members jab BID price aur ASK price ka difference find out karty hain tou hamein chaiye k ham unko brokers ka commission milta hai . is mein koi shak nahi hai k hamein trading mein enter hony se pehly se hi market mein available different impprtant tools ko aur terminologies ko properly deikh k kaam karna cahiye nahi tou hamaray liye bohat si problems ban sakti hain aur ham kbhi bhi successful naahi ho sakty.
                    • #11 Collapse

                      Re: Ask aur Bid price me big difference kya hota Hy ???

                      Assalam walekum Pyare bhai jaan forex market mein kisi bhi pair ko chat open karke usmein order Lagane Lagte Hain To big aur uska price hoti hai agar aap mobile per training karte hain aur Matta trailer for mobile per use karte hain to usmein to main home main hi bed aur ask prise show ho rahi hoti hai

                      Ask price or bid price

                      Jab ham log Kisi bhi Peer ko boy Karte Hain To aapki intry Jis point per Lagti Hai vah Uska price Hoti Hai masala Arrow usit ki price Van 500 aur Bani 4500 price Hai Jab Ke aapke pass with price Khyal hai

                      Difference between ask and bid price

                      Normal per may ask or bid price mein Amul three piece ka Fark hota hai is difference ko Ham separate Kahate Hain

                      Aur bidco acche Tarah Se Samjhe aur inke important ko samjhe aur in Mein Kitna trader ko fayda ho sakta hai aur traders Ne kab order lagana hi hai aur kab close karna hai market Mein sell karna hai kya boy karna hai yah sab chijen trader ke liye Samjhana jaruri hai FIR trader trading Mein acche tarike se kam kar sakta hai Bhind aur ask price ke Darmiyaan parkho separate Kahate Hain upgrade vah chij hai jo broker Commission ke Taur par call Karta Hai Jab Ham order open Karte Hain Bade aur uska price Har broker ke mukhtalif hoti hai aur kuchh broker ki bed aur uska price ke andar Mein Fark Jyada hota hai Kuchh ke Darmiyaan kam Jab Ham order open karte hain boy Ka To Hamara order Binto Jo price Hogi use per open hoga Jab Ham Sal Ka order open Karte Hain Jo uski price Ho bhi Usi per sale ko order open hoga
                      • #12 Collapse

                        Re: Ask aur Bid price me big difference kya hota Hy ???

                        Metatrader 4 per Jab aap price charts observe kar rahe Hote Hain To Aisi situation main aapko do prices offer ki ja rahi hoti hai jinko aap clearly understand kar sakte hain dear jab aap different prices ko exit kar rahe hote hain to usmein Ek minimum price hoti hai aur ek maximum price Hoti Hai minimum price ko aap bed price ka naam Dete Hain aur maximum price ko aap ask price ka naam Dete Hain.

                        Bid price :

                        Metatrader 4 per minimum price ko Hamesha bid price Kaha jata hai dear jab aap market Mein Koi Bhi commodity ya currency pair ko sale karte hain to aapko yah price offer ki ja rahi hoti hai aur jab aap market mein Main koi bhi trade open Karte Hain To usmein Commission ko detect kiya jata hai no doubt Agar aapko bit price se related complete information nahin hai aur aap apni koi bhi trade sell order per place Karte Hain To Aisi situation Mein Aapki take profit ki calculation wrong ho sakti hai agar aap ismein Commission ko add Nahin karte.

                        Ask prices :

                        Metatrader 4 per maximum price ko aap ask price ka naam de sakte hain dear jab aap metatrader 4 per maximum price ko study Karte Hain To Aisi situation main aapko is related complete learning mil rahi hoti hai dear jab aap market Mein Koi Bhi commodity purchase karte hain to aapko Hamesha ask price hi mil rahi hoti hai no doubt ask price aur bid price ka difference broker ka Commission hota hai isliye Jab aap market se koi bhi chij purchase karte hain to usmein aapko higher prices offer ki ja rahi hoti hai aur iski against jawab market Mein Koi Bhi commodity sale karte hain to usmein aapko lower prices offer ki ja rahi hoti hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Ask aur Bid price me big difference kya hota Hy ???

                          forex market main kissi bhi pair ka chart open ker kay uss may order lagaanay legtay hain to bid or ask price show hoti hay ager aap mobile per trading kertay hain or meta trader 4 mobile per use kertay hain to uss mai to main home main hi bid or ask price show ho rahi hoti hay forex market mein apne account per trade lagate Hain to humko yah pata hota hai tumhari trade mein jo sprayed kaun hota hai vah ISI vajah se hota hai ki jab farmers market mein trade lagati dam kis market mein yah dekhna hota hai kam a lot size kitni lagai hai agar hamare account per lot size badi hai to humko is market mein fayda hota hai jab Ham is market mein plan karke kam karte Hain agar Ham forex market mein apne account per lot size ke hisab se dekhe to humko itna hi spread Dena padta hai jitni humne lot size ladki hoti hai agar Ham apne account per bahut badi lot size lagate Hain to humko jyada spread Dena padta hai humko apne account per so some ekadshi Lena hota hai shukriya.
                          • #14 Collapse

                            Re: Ask aur Bid price me big difference kya hota Hy ???

                            Forex trading Mein kam karte hue hamen bid price aur ask price ke difference ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie Hamen Iske bare mein jyada Se Jyada learning Karni chahie Taki Ham market mein bid price aur ask price se related information Hasil kar sake aur inke between difference ka Hamen acche tarike se knowledge Hona chahie minimum price Kaha market Mein uska price bhi Kaise sakte hain Jab Ham market Mein Ham trade ko open karte hain to ismein hamare Commission ko detect kiya jata hai Hamen market mein bid price related complete information Nahin Hote tu Ham koi bhi trade sell order per place Karte Hain To Ham achha profit Hasil nahin kar sakte hain na hi acchi kamyabi Hasil kar sakte hain

                            Jab Ham market Mein Koi Bhi commity ko purchasing kar rahe Hote Hain To Hamen Hamesha Aaj price mil rahi hoti hain Aaj price aur beauty price broker ka Commission Hota Hai hai Hamen Iske bare mein jyada Se Jyada study Karni chahie Taki Ham Mein isase acchi information Hasil kar sake Jab Ham market Mein Koi Bhi chij purchasing kar rahe Hote Hain To Ham higher price offer ki ja rahi hoti hain market Mein Koi Bhi commodity sell kar rahe Hote Hain ismein Hamen lower price offer ki ja rahi hoti hain

                            Frock suit ready Mein kam karte hue Hamen apne business ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie Hamen apne business ko acche tarike se study karna chahie tha ki Ham Apne business-related acchi information Hasil kar sake understanding ka business hai bahut hi accha business Hamen ismein acchi tarike se work karna chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ask aur Bid price me big difference kya hota Hy ???

                              hamy market mai bid or ask ko watch kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex mai bid or ask ky darmyan wlay farak ko spread kaha jata hain hamy market ke movement ko samj kar is mai kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex aik world wide or kabe be katem na hony wala aacha business hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain yai aik amm karibar jasa nahi hain hum is mai aik din mai 50 posts or 4 thread bana sakty hain hm is mai trade laga sakty hain or hum kam kar ky mnfna hasial kar sakthain hum is mai agar bager knowledge ky kam karty hain to harma losss hain hum is mai apne marze sy time tbale bana kar kam kar sakty hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day maki be kaam kar sakty hain hum is mai aik be galti kar dety hain to harma loss hain hum is mai loss sy learning gain kar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai agar lalachci ban ky kam karty hain to harma loss hain hum is mai loss sy learning gain kar ky aik time table bana kar kam karna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy hum is mai jitne zada mahnet karty hain hamy utne he ache earning hasial ho jy ge hum is mai agar tuka system sy kam karty hain to harma he loss hain hum isy apna life time carer be bana sakty hain asane ky sat

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X