Jaiza :- Role Over Rates (RORs) kya hoty hen ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza :- Role Over Rates (RORs) kya hoty hen ??
    Dear friends Forex trading mein trader sy do tarhan kay rates charge keay jaty hain, aik Spread aur aik Roll over ya Swap ha Kaha Jata hy Spread wo fees ha jo trader kisi bhi order open karnay par pay karta ha, jis se broker earn karta ha. Roll over ya swap interest rate hota ha, jo 24 hours se ziyada opened trades par charge hota ha. Roll over 2 tarhan se kam karta ha, Discount aur Premium. Discount roll over mein agar Buying currency (jo trader buy kar raha ha, buy order) ka interest rate Selling currency se high hota ha, to trader ko roll over discount mil jata ha. Premium Roll over mein is kay opposite hota ha, jis mein agar buying currency ka interest rate selling currency se kam ha, to phir trader se roll over cost receive ki jati ha
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza :- Role Over Rates (RORs) kya hoty hen ??

    dear agar baat ki jay roll over rates ki to is me spread rate swap free account me charge hota hay pairs me buy aur sell prices me jo difference hota hay es ko spread ka name dia gia hay aur esi buying selling prices se broker har order me apni fees charge karta hay, swap free account me kesi be kisam ka koi interest rate fees charge nahi kia jata, aur jo traders swap account ya roll over accounts me trading karty hey us se spread fees be charge ki jati hay aur opening trade me time period key mutabeq swap fees be charge hoti hay, swap aur swap free account me yahi difference hota hay, swap free ko Islamic account be kaha jata hay kaha hai k ye swap hota hai to dear ap ko ye pata hona chyae k agar ap ye swap khatam karwana chaty hai to ais mai ap khatam karwa sakty hai jaisy ap ne agar ais market mai account banaty hoye dekha ho ga waha par ap ko option dia jata hai k ap ne ais market mai kon sa account open karna hai agar ap aus mai account open karty waqat swap free account select karty hai to aus mai ye hai k ap k account mai se swap ni kata jata aor ap jo bhi trade lagaty hai wo beshak jitny din marzi chalti rahy apko aus par kisi kisam k charges ni deny party ais liay ap ko tension ni hoti agar ap ki trade loss mai bhi ja rahe ho to ap ka account atna hi rehta hai trading start krni hai baki jo ap ny discuss kia hai to har kisi ka apna religious prospective hai jo jis trah sy aoni religion ko believe krta hai usky mazhab ma agr interest rate ky abry ma jo uska aqeeda hai usi hisab sy us ko isky bary ma knowledge hona chye haaan agr ap ny yeh just know2 ky leay share kia hai to well and good otherwise jub apka account he swap free islamic ho to apko is discussion ma nhi prna chye baki ap ny rollover rates etc ko discuss ki ky yeh 24hour sy zeyada trad3 hold krny py jo rates charge keay jaty hain to yeh tension unko honi chye jin ky account swap free islamic hi hain usko yeh iska interest received ya cahrged hlta ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza :- Role Over Rates (RORs) kya hoty hen ??

      roll over rates me brokers work ker rahy haen jes maen aik insta forex wahid easa broker hy jes k spread fix haen our us ka faida aik trader ko ye hota hy k market normal move ho ya fast move ho us k oper jo broker ma spread commission hota hy wo hum us maen fox pay kerty haen jo k koi bhe our broker nahe dita hy app news time ya market closing time check ker sagty haenSwap : hum maen jo bhe traders swing traders haen mean long term trades open ker k choor dity haen to un k oper aik din say zeada pay swap maen roll over charges lagty haen jo k her long term trader ko pay kernay hoty haen wo discount ya premium to nahe albata kum ya zeada positive ya negative aik to lot size k mutabik ho sagtay haen our second order k profit ya loss pay depend kerty haen to insta mawn humean ye bhe facility hay k hum swap ko zero ker sagty haen mean swap free account bna sagtay haen oir agar kisi nay nahe baneaya hoa hy to pher account setting maen ja k bna sagta hy Insta forex maen app ko her tarha ki better services de jate haen jes say app ache trading our earning ker sagty haen swap free account mein charge Hota Hai yes I am your closing time mein ja kar check car sakte hain saving traders kya Bata bhi kar sakte hain all Forex Me Aise Bas Sare broker kaam kar rahe hain Jo fast moving a normal movie ok bro kar ke upar depend karta hai ke woh Kaise trading Karega heart wrenching ki koi baat nahi hai agar aap ki training expert ban ky kam karna chahey
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza :- Role Over Rates (RORs) kya hoty hen ??

        Han je forex trading ma wo he trading trader kamyab hota hai jis k pass market ki achi knowledge hoti hai. Roll over ka bhot simple matlab hai but trader ko eski knowledge ni ho gi to es term ko kbi achi tarha judge ni kar paye ga. Result ye ho ga k trader ko account manage karny ma bhot problem ho gi. So trader ko pehle knowledge ko hasil karna chahe or phr trade ma enter hony k lae signal ko find karna chahe.

        Roll over meaning. Roll over us interest rate ko kehty hain jo trader ko pay karna parta hai jb uski trade par 24 hrs ka time guzar jae. Traders ny ye bat observe ki ho gi k market jb close ho jati hai to tb b trader ki trades wsy he open hoti hain jesy market open thi. Rollover ki amount positive b ho sakti hai or negative b ho sakti hai.

        Positive roll over vs Negative Roll over. Trader ki trade jb kisi particular currency par chal rahi hoti hai to es currency ka interest rate increase or decrease ho sakta hai kiu k interest rates change hoty rehty hain or ye hamesa same ni rehty. Jb us trade hony wali currency ka rate increase ho jae to trader ko wo amount roll over ki sorat ma pay karna hoti hai but agr ua trade hony wali currency ka interest rate kam ho jae to trader ko wo amount wapas mel jati hai. Agr trader ko roll over ki amount ko pay karna parh jae to esko ham negative rollover kahyn gy. But jb ye roll ovet ki amount trader ko recieve ho jae to esko ham positive roll over kahyn gy. So trader ko apni trades ma roll over ki term lazmi use karni chahe. .
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza :- Role Over Rates (RORs) kya hoty hen ??

          RORS ( roll over rate spread ) , hamy market ke movement ko ssamj kar is mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai posts kar sakty hain hum is mai trade be laga sakty hain hum is mai agar market ky rule ko ignore kar ky kam karty hain to hamy kaamaybe hasial ho jy ge forex mi hamy sohch samj kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai spread ko watch karty hain to hamy market mai success hasial ho ge forex aik unique business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex aik asa karibar hhaun jo ky hamy learning be de raha hain or ham earning be de raha hain forex mai spread ko kabe be ignore nahi karna chaye agar to hum market mai risk lena chaet hain to hamy zaada spread waly pairs mai kam karna chaey or agar hum market mai km risk lena chate hain to hamy km spread waly currency or pairs mi kam karna chaey pher he hum pais kma skay gy hum is mai apny boss kud ap he hoty hain yai aik world wide business hain hum is mai mahnet karty hain to hamy kamyabe hasial ho jy ge forex aik world wide or kabe be katem na hony wala business hain yai aik amm bsuiness jasa nahi hain hum is mai posts kar sakty hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza :- Role Over Rates (RORs) kya hoty hen ??

            G Han ap ne sahi kaha Hai bilkul aisa he Hai lekin dear yahan per mojood maximum members Muslims hain no doubt ye all over the world business hai jis mein Tamam countries ky members kaam kr rahe hain elkin is emin Muslims bhi working kr KY ache earning hasil kr rahe hain
            Jaisa ky ap ne kaha ky is mein swap bhi hota hai to dear yahan per mojood Muslims worker jab bhi apna account open krty hain to Un ki poori koshish hoti hai ky wo swap free account he bnaen kyun KY wo is se milny wali amount ko khud ky liye halal nahi smajahty hain aur ap ne theek kaha Hai ky is mein agar market hmari favour Mein move kr Jae to hum behtreen earning hasil kr lyty hain aur Agar market hmare against move kr Jae to humein yahan nuqsaan bhi zayada ho jata hai
            Yeh hmare upar depend krta Hai ky hum kis tarha ka kaam krty hai aur kis tarha se khud ko kamyab bnane ki koshish krty hain kyun KY us kaam emin hmare pass jitni bhi information ho kam hai is se related humein apni information ko daily basis per increase aur update krna parta Hai phir he hmare liye Yahan kamyabi Hasil kr na Mumkin ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza :- Role Over Rates (RORs) kya hoty hen ??

              dear forex market mein jab Ham kam kar jyada kis market mein yah pata hona chahie kam is market mein Jo bhi trade lagate Hain uske liye humko analysis karne hote hain gram forex market mein apni learning complete karte hain is market mein expression karne ke bad kam start kar deta hun kis market mein kafi acche experience hasil hota hai forex market mein success hone ke liye humko hard work karna hota hai agaram forex market mein so samay kar deta hun kis market mein kafi jyada fayda ho jata hai jo trade forex market mein apne account per money management ke hisab se kam kar diya is market mere ishq ko manage karke kam kar de to use market mein successful Ho jaate Hain jagran forest market mein kamyab hona chahte dam kis market mein kafi jyada fayda ho jata hai forex market mein juda apne account per trade lagate is market mein kafi jyada fayda ho sakta hai agar Ham is bar gate mein soch samajhkar trade gadegaon course market mein kafi jyada fayda ho jata hai forex market mein kafi jyada fayda to bahut jab Ham is market mein plan karke kam karte Hain Ham khush market mein kafi jyada fayda ho jata hai.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza :- Role Over Rates (RORs) kya hoty hen ??

                trading main different time frames han jin main hum log trading kar sakty han forex trading main kuch small time frames han or big time frames han Jo small time frames main short time k ley trade lagaty han or big time frames main long time k ley trade lagaty hanKuch trader short term k ley trading karty han jis wo lots size ziada rakhty han or tohri dar k ley open rakhty han phr close kar daty han is tahra uny acha profit hota haKuch trader big time frames main analysis karty han or us k mutabiq trade open karty han Jo pura din chalti ha or baz do do din k ley open karty han or ache profit ka wait karty hanJtna time frames bara hota ha stop loss hit hony k chance both kam hoty han or jasy jasy time frames chota hota jata ha stop loss hit hony k chance ziada hoty han is ley humy chae jtna bara time frames ho us main analysis kar k phr trading karny ta k humy ziada sy ziada profit hasil ho or stop loss bilkal hit na ho ta k hum log kamyab ho jany forex trading main or Jo tarders short term trading kertay hain unn kay liye best time frame M1,M5 aur M15 ko samjha jata hai. Iss trading kay tareeka kaar ko scalping bhi kehtay hain. Scalping mai M15 say ziada time frame say khaas faiday nahi haasil kiye jaa saktay hain.Jo traders long term trading ki planning kertay hain wo traders apni strategies M15,M30 ,H1 aur H4 tak kay time frames use kertay hain aur unn ki madad sau unhain long term trading kay liye kaafi help milti hai. Aisay traders ka account balance strong hota hai aur wo apni trade ko long time mai support day saktay hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza :- Role Over Rates (RORs) kya hoty hen ??

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohid56 پيغام ديکھيے
                  Dear friends Forex trading mein trader sy do tarhan kay rates charge keay jaty hain, aik Spread aur aik Roll over ya Swap ha Kaha Jata hy Spread wo fees ha jo trader kisi bhi order open karnay par pay karta ha, jis se broker earn karta ha. Roll over ya swap interest rate hota ha, jo 24 hours se ziyada opened trades par charge hota ha. Roll over 2 tarhan se kam karta ha, Discount aur Premium. Discount roll over mein agar Buying currency (jo trader buy kar raha ha, buy order) ka interest rate Selling currency se high hota ha, to trader ko roll over discount mil jata ha. Premium Roll over mein is kay opposite hota ha, jis mein agar buying currency ka interest rate selling currency se kam ha, to phir trader se roll over cost receive ki jati ha
                  G dear roll over rate aik kafi achi science hai jis mai ap nay trade open kiya hai tu ye us pay chalta hai es mai ap ki cuting hoti hai yani kay kisi bhi kam mai aik rate fix kiya jata hai tu us rate say jitna zayda ho ga us rate mai say cut ho jata hai aur ap ko ap kay rate kay hisab say es mai say mil jata hai tu ap ko pta hai kay ap jub bhi trade open kartye hai tu us time pay ap kay trade kay sath kuch commesion show hota hai us ka mqsad he ye he hai kay cut karna tu us kay bad ap ka profit hota hai tu ap withdraw lagtye hai tu bhi market mai kuch persentage lay hisab say cut kiya jata hai tu ye wo he kam hai ya wo he paisye hai jo over ki zad mai a kay cut kiya jataye hai aur ye over mai atye hai tu ye un ka haq hai aur basicaly ager daikh jata hai tu ye har aik mai aisa ho jata hai tu ap nay ager kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai role over rates pay kam kartye hai tu ap kay kam mai masla nhi ata hai jis kay bad ap es mai asani kay sath trade open kartye hai asani lay sath apna profit laitye hai aur ap ko parshani nhi banti hai tu ap nay ager acha kam karna hai tu ap es kay hisab say acha kam kartye rhain aur pher daikhain ap es mai kis tarz say acha kam kartye hai aur ap es mai kafi kamyabi patye hai tu ye interst ka rate hai ye lagao hona he hona hai ye khtam nhi hota hai tu ap nay kam karna hai tu ap nay fix pay karna he karna hota hai jo ho jaye ap kay kam mai masla nhi ata hai aur ye cutting tu hona he hoti hai aur ho kay rhati hai tu ap es mai acha kam karain aur dil laga kay mahnet kay sath ap ka kam kafi acha kiya ja sakta hai aur ap kamyab bhi ho saktye hai
                  $$$ Never Give Up $$$
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza :- Role Over Rates (RORs) kya hoty hen ??

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohid56 پيغام ديکھيے
                    Dear friends Forex trading mein trader sy do tarhan kay rates charge keay jaty hain, aik Spread aur aik Roll over ya Swap ha Kaha Jata hy Spread wo fees ha jo trader kisi bhi order open karnay par pay karta ha, jis se broker earn karta ha. Roll over ya swap interest rate hota ha, jo 24 hours se ziyada opened trades par charge hota ha. Roll over 2 tarhan se kam karta ha, Discount aur Premium. Discount roll over mein agar Buying currency (jo trader buy kar raha ha, buy order) ka interest rate Selling currency se high hota ha, to trader ko roll over discount mil jata ha. Premium Roll over mein is kay opposite hota ha, jis mein agar buying currency ka interest rate selling currency se kam ha, to phir trader se roll over cost receive ki jati ha
                    Dear members trading main AP different type ki terms ko learn krty Hain r in Sy ap ka wasta parta hy. Aj hum baat krain gy Roll over rates ki (ROR) ye Trading main traders ko zaroor read krna air is k bary main knowledge hona chahie.

                    Roll Over Rates:
                    Trading main Roll over rates ko two categories main divide Kia Gaya hy Jin ki mad main traders k account sy katoti hoti hy.

                    1. Spread:
                    Roll over rates main ek category spread ki hy jis main AP in trade open krty Hain to ap ko is ki katoti krana hoti hy. Spread Asal main wo fees hy Jo k trade open krty hi Kat jati hy. Is liy ap ko apny capital aur money management aur planning k sath trading main work karna AP ko kamyab banane sakta hy ap ko chahay k Dil sy Kam krain r ek accha trade krny ki koshish krain take AP ko kamyabi mil skay so ki mehnat ek accha experiance deti hy spread k istamal main AP ko soch samjh k lot size ka khayal rakhty hiwy trade krna chahay take AP ko accha trade ka moqa mil saky.

                    2. Roll Over/Swap:
                    Trading main spread ki tarha ek aur fees bhi hoti hy Jo k traders us waqat pay karte Hain jb in ka trade 24 hours sy ziada time tak open rehta hy. Is k ek fixed rate hota hy Jo k lot size k hissab sy precentage nikal li jati hy. Is liy ap ko planning k sath Trading main apny trades ki satuation ko samjhty howy agr apka trade profit main hy to Koshish krain k is ko 24 hours k Ander Ander close kr dain take AP ko big loss Na ho saky r next day so again trade ko market ki satuation k hissab sy trade open krain.

                    Ap ko chahhay k hamesha wo pair select karna chahie jis ka spread kam sy Kam ho aur us ki movement average bhi ziada ho take AP ko accha trade k sath accha profit mil saky. Ek Accha traders in tamam sources ko use karte hue trade krta hy jis sy us ko kamyabi milti hy.
                    🌼 Never Give Up 🌼
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza :- Role Over Rates (RORs) kya hoty hen ??

                      Ji dear ap nay aik knowledgeable thread ka intikhab kia hay aur is kay bary main mufeed info share ki hain. Ager ham market ki woh tamam terms jo hamari trading per directly effect hoti hain, ko jan lain gay aur inki achi understanding hasil kar lain gay to hamain market main kamyabi kay liye bahut help mily gi. Aur jaisy jaisy hamara experience high hota jaye ga hamain yahan say earning bhi ziada milti rahy gi.

                      What is market roll over.
                      Market roll over term tab use hoti hay jab ham kisi pair main trading kar rahy hon aur ham is trading order ko one night hold kiye rakhain. Next day hamain roll over ki amount pay karna hoti hay jo auto pe overnight trade hold karny per broker ham say charge kar laita hay. Is tarah ham jitni nights bhi trade hold karain gay trader ham say amount charge karta rahy ga. Yani ager CL ki buy ki trade ho to isko single night hold karny per suppose 1$ roll over ho to ham ager isko 4 nights tak hold kiye rakhain to hamara pay karda roll over amount 4*1=4$ ho jaye ga.

                      Types of roll over.
                      Roll over ki do types hain yani: -
                      Positive Roll over & Negative Roll over

                      Positive roll over.
                      Jab trader aik aisi currency pair main buy ki trading karta hay jiska interst rate pair currency say ziada ho to is currency pair ko over night hold karny per broker hamain interest ki differ amount pay kary ga jis say hamara profit mazeed up ho jaye ga.

                      Negative roll over.
                      Jab ham kisi aisi currency pair ko buy karty hain jiska interest rate paired currency kay muqably main low hay to is tarah hamain is pair main trading order over night hold karny per roll over pay karna hoga. Jo keh in donon currencies kay interest rate ka differ hoga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza :- Role Over Rates (RORs) kya hoty hen ??

                        forex mein jab hum trade kerty hain tou hum is mein bohat sari terms ko learn kerty hain kuen k is mein humen new new cheezen dekhny ko milti hain isi tarhan un mein RORS hai jis ka matlab hai roll over rates trader ko is k bary mein acha se parhna chahiye aur pir is k bary mein knowledge hona bhi lazmi hai forex k platform par roll over rates ko two tpyes mein categories kiya geya hai in mein spread aur swap shamil hain agar hum is mein baat keren spread ki tou jab aap trade ko open kerty hain tou is mein aap ko katoti bhi kerni hoti hai ye asal mein wo commission hota hai jo k trade k open kerty waqt diya jata hai is ko brokers apna commission bhi kehty hain kuen k is ko brokers humari trade ko kisi bank k paas pohanchany k baad wasool kerty hain kuch brokers ka spread kam hota hai aur kuch ka zeada
                        kis liye humen humesha is mein un brokers ka select kerna chahiye jin ka spread kam hota hai agar spread trade k currency pair par bhi depend kerta hai agar is mein baat keren doosri category ki tou wo swap hoti hai jab hum insta forex par account bena rahy hoty hain tou humen is mein select kerna hota hai k hum account ko swap free benana chahty hain ya phir accout mein swap ko use kerna chahty hain as a muslim humen chahiye k hum is mein swap free account benayen is ko interest bhi kaha jata hai jo k spread k elava aik fee hoti hai jo k us waqt li jati hai jab is mein trade 24 hours se zeada chali jaye is liye humen planning k sath apni trade mein situations ko samjhty hue kaam kerna ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza :- Role Over Rates (RORs) kya hoty hen ??

                          Roll over rates related aapane bahut hi perfect analysis apni post Mein share Ki Hai no doubt Forex trading Mein Jab aap kam kar rahe hote hain to usmein aapke account open karte hue aapko hi option provide ki jaati hai ki aap kaun sa account open karna chahte hain ismein aapke liye different 2 options available hoti hai agar aap Islamic account open karna chahte hain to usmein aap ko koi bhi interest received nahin karna Hota aur na hi iski against aapko Koi interest Dena hota hai lekin agar aap Islamic account ki selection Nahin Karte aur aap swape account open Karte Hain To Aisi situation main aapko Forex trading Mein roll over rate se related bhi complete learning Karni chahie.

                          Dear jab aap market Mein roll over rates ko completely study kar lete hain aur Market Mein different friendship years per apni trading kar rahi hoti hain To Aisi situation Mein sometime per aapko market Mein interest mil raha hota hai aur sometime aapane market ko interest Dena hota hai no doubt agar aap sawab account open Karte Hain To Aisi situation main aapko rollover ko completely study karna chahie otherwise aapke liye problem ho sakte hain aur aap ko Forex trading Mein different problems ho sakte hain.

                          Dear agar aap Islamic account open Karte Hain To no doubt aapko rollover rate se related koi bhi different transactions complete nahin karna hoti lekin at least aapko is related complete information honi chahie agar koi member aapse rollover rate se related question permission Hasil karna chahta hai to usko aap properly identify kar sake aur usko clearly mentioned Karen ki iski advantages or disadvantages of sakte hain no doubt Pakistan ke maximum people Islamic County open karte hain aur usmein unko interest ki payment aur receiving nahin karna hoti.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza :- Role Over Rates (RORs) kya hoty hen ??

                            Assalamu Alaikum Forex members aaj ka Hamara topic role over rate se related hai

                            Roll over use interest rate ko Kahate Hain Jo trader ko pay karna Hota Hai Jab uski trade per 24 ghante ka time Gujar Jaaye trader Ne yah Baat observe ki Hogi ke market Jab close Ho Jaati Hai tab bhi trader ki trade vaise hi Upar Hoti Hai Jaise market open Thi rollover ki amount positive bhi ho sakti hai aur negative bhi ho sakti hai
                            Rollover rates Mein broker worker rahe hain jismein Ek instaforex YSR broker Hai Jiska spread fix hai aur uska fayda Ek trader Khoya hota hai ki market normal move ho ya fast move Ho uske upar Jo broker may spread Commission Hota Hai vah humse Forex pay Karte Hain Jo ke koi bhi aur broker Nahin deta aur news time main market closing time check kar sakte hain wap Hamen main jo bhi traders Sewing traders Hai me long term trade open karke Chhod Dete Hain To unke Upar Ek Din Se Jyada pay swap main roll over changes Lagte Hain Jo ke har long term trading co pay karne hote hain vah Karke Chhod Dete Hain aur unke Upar Ek Din Se Jyada pesh Khwab Mein rollover charges Lagate Hain Jo Ki Har long term trading co pay karne hote hain vah discount yah premium To Nahi albatta kam ya Jyada positive and negative 1 to lot size ke mutabik ho aur second order ke profit and loss par depend karte hain to install Mein Hamen yah bhi paise Leti Hai Ki Ham swap ko zero kar sakte hain means web free account bana sakte hain acche trading aur earning kar sakte hain free account mein charge Hota Hai hai isliye Hamen Tamam rules and regulations ko samajhte Hue Hi Kam karna chahie tabhi Ham Forex trading Mein Kamyab ho sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza :- Role Over Rates (RORs) kya hoty hen ??

                              trader ko ye hota hy k market normal move ho ya fast move ho us k oper jo broker ma spread commission hota hy wo hum us maen fox pay kerty haen jo k koi bhe our broker nahe dita hy app news time ya market closing time check ker sagty haenSwap : hum maen jo bhe traders swing traders haen mean long term trades open ker k choor dity haen to un k oper aik din say zeada pay swap maen roll over charges lagty haen jo k her long term trader ko pay kernay hoty haen wo discount ya premium to nahe albata kum ya zeada positive ya negative aik to lot size k mutabik ho sagtay haen our second order k profit ya loss pay depend kerty haen to insta mawn humean ye bhe facility hay k hum swap ko zero ker sagty haen mean swap free account bna sagtay haen oir agar kisi nay nahe baneaya hoa hy to pher account setting maen ja k bna sagta hy Insta forex maen app ko her tarha ki better services de jate haen jes say app ache trading our earning ker sagty haen ap nay kam karna hai tu ap nay fix pay karna he karna hota hai jo ho jaye ap kay kam mai masla nhi ata hai aur ye cutting tu hona he hoti hai aur ho kay rhati hai tu ap es mai acha kam karain aur dil laga kay mahnet kay sath ap ka kam kafi acha kiya ja sakta hai aur ap kamyab bhi ho saktye hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X