Reversal breakout strategy aapke liye boha he important role play kar rahi hoti hai jab ap market mein apne support level aur resistance level ko breakout kerty hain aur us k baad apni movement continue rakhty hain tou aisi situation mein humein bohat zyada profit aur loss bhi ho sakta hai agar market humari pair mein hoti hai tou aisi situation mein hum bohat ziyada advantages hasil ker sakty hain aur agar market humein favour nahin karti tou aisi situation mein humein bohat zyada nuksaan hony k chances ho sakty hain isi liye humein pori koshish kerrni chahiye phir jab hum market mein kam karty hain tou humein forex trading se related complete learning hasil kerni chahiye aur is ki reversal trends se related aapko properly updated Rehna chahiye
jo trader aek hi side par sochty hain wo kbhi bhi kamyab ni ho paty market aik time mein trader ko profit dy sakti hai aur agly hi pal mein us sy profit cheen kar us ko itna loss dy sakti hai k us ka account b wash ho sakta hai is liye trader ko chahiye k wo apni trades ko stop loss aur take profit sy protect kary jo trader market ko easy leta hai us k liye market mein survive karna bohat mushkil ho jata hai jo trader market ko aik oppose ki nazar sy deikhta hai wo acha profit b hasil ker leta hai aur uska account bhi safe aur secure rehta hai ye hi aik kamyab or expert trader ki nishani hai k wo market ko kbhi bhi easy nahi leta balky is ko serious le k is mein mehnat se kaam karta hai phir hi usko faida hota hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим