Aroon oscillator trend ki changes ko kesy rectify krta hy ??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aroon oscillator trend ki changes ko kesy rectify krta hy ??
    Aroon oscillator basically forex trading mein Main aik technical oscillator Hai jis ky through ap trend me changes ko aur assets aur us ki prices changes ko bahut asani se identify kar sakty hain aur percentage of changing ke hisab se aap next trend movement ka bahut asani sy andaza laga saktye hain Forex trading mein bahut simple strategy wala Oscillator bahut zada profitable ho sakta hai agar aap is ko properly use Karen Aroon oscillator basically Kisi bhi pair Kay chart me mojood support aur resistance ke Kay darmyaan Mein maojod values ki prices ko bahut calculative way mein main count karta hai aur is ki percentage values ko double envelops ki form Mein show karta hai
    Click image for larger version

Name:	images (16) (17).png
Views:	13
Size:	22.7 کلوبائٹ
ID:	12470164
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aroon oscillator trend ki changes ko kesy rectify krta hy ??

    dear Forex me Aroon oscillator aik baht hi important oscillator hai jo aap ko market mein Main buying aur selling se related indication provide kar raha hota hai aur is indicator mein aap ko baht achi e trading activities mil sakti hai lekin is ke liye aap ko is related proper learning Hasil krny ke sath sath is ki properly calculation ki zarurat hoti hai

    Aroon ko agar MCAD Kay sath mila ker use kerny sy market main trade open kerny ky liay best oscillator milti hain aur agar ham sirf is indicator ko use kerty hain tou hamain itni achi indication nehi milti ya tou hamain market ki current movement ky mutabiq same Hoti hy.

    Aroon oscillator main moving average sy mutabiq sell aur buy ki indication hasil ker ky trade open kerna hoti hai ya phir ham other indicators jo moving average based hoty hain unky sath mila ker use kerny sy hi acha indication hasil hoti hai aur ham is per trade open ker lety hain jis sy hamari trade main profit hasil hony ky chances increase ho jaty hain lehaza hamain pehly yeh pata hona chahiay ky Aroon oscillator ko read kis terha kerna hai aur best trading ky liay indication kis terha hasil kerny hai ky ham is per trade open kerain aur successful trade ho Aroon oscillator negative ya zero ki taraf sa 100 ki taraf jata ha to ye is baat ka ishara hota ha k price uptrend ma janay wali ha, is tarah ki situation ma traders ko prices ma pullback ka pata chalta ha, aur Aroon ma buying ka signal mil jata ha, isi trah downtrend k liay jb Aroon oscillator 100 sa zero ki traaf ata ha is sa prices km honay ki indication milti ha, ye oscillator overbought ya oversold ki talash ma traders k liay help provide karta ha, is k zariay bullish aur bearish divergance ko detect karnay k liay b prediction ki ja sakti hain aur momentum shifting ka pata lagaya ja sakta ha, ye aik bht useful oscillator ha jo hmain mufed trading karnay bht support karta ha hmain ia ko use karna seekhna chaiay ta k achay faislay kar sakain
    • #3 Collapse

      Re: Aroon oscillator trend ki changes ko kesy rectify krta hy ??

      Yes. Forex trading ma trader bhot sary indicator use karty hain ye indicator trader k help hoty hain. Ye market ki wo information traders ko provide karty hain jis ka trader ko pata ni hota. So ye indicator trader ki knowledge ko increase karny ma bhot help karty hain. Agr trader indicators ko bilkul pas e pust dal deyn to kbi market ki achi information hasil karny ma kamyab ni ho sakty. Trader ko indicators ki help zarur leni chahe but enko bilkul 100 percent follow ni karna chahe. Jo trader asa karty hain wo aksar wrong trades ma pans jaty hain kiu indicator aksar fake signals ko generate karty hain. Es topic ma ham aroon oscillator k market trend prediction par bat karyn gy.

      How aroon oscillator rectify market trend. Aroon indicator ko bhot sary trader trade open karny k lae use karty hain. Ye market trend ko find karny ma bhot reliable samja jata hai. Jb aroon oscillator zero line sy above move kar jae to eska matlab hota hai k aroon up aroon down ko above sy cross kar rha hai. Ye trader ko signal provide karta hai k market ma uptrend start hony wala hai. Jb oscillator zero sy below move kar jae to es ka matlab hota hai k aroon down aroon up ko below sy cross kar raha hai. Es time par trader ko ye signal deta hai k market ma down trend start hony wala hai. Jis trader ko aroon oscillator ko use karna ata hai wo easily market ka trend find karny ma kamyab ho jata hai.

      Relative information. Jis trader ko es indicator ki kio knowledge ni hai usk lae problems barh jati hai k wo kis time par kon si trade ko prefer kar sakta hai. Trader ko pata chal jae k es time buy ki ya sell ki trade open karni hai to uska adha kam ho jata hai.
      • #4 Collapse

        Re: Aroon oscillator trend ki changes ko kesy rectify krta hy ??

        aroon oscillator trend kliya Impressive Apne Karm ki genesis version preparations karte hain to job Mein Aakar kamKarte Hain Disgusting Mein profession ki estimable Paida hoti hai bahut hellovast rodomontade manners hai aur the Forex the adjacent to bar accomplish and spot announcement convince Ek functioning all of a add up to ka on-circumvent spot announcement enterprisehai ya Ghar Baithe Har Kisi Ko kam karne ka mauka deta hai yahan in at any carry out of heap up close to schoolingki, age Ki composure era ki koi to Nahin Hai Yahan in platoon almost waggish, delicate, version preparations students rjobless cut off a contrived is marketplace meinaasani se kam kar sakte hain isliye humko chahie tha roll marketplace mein apna ekbuying and broadside intend for banaa Le aur uske liye hath se kam karte rahen is marketplace mein Hamagar acchi tarah se appoint kar lete hain aur apne side and handbill familiarize ko reside kartehue kam karte rahte Hain to Weirdo khush marketplace mein Punjabi mil jaati hai ismarketplace mein humko mehnat karne bhi dege Womanish is marketplace mein aasani se kamyab Hojaaye is marketplace mein humko kamyabi Mil jaydusray ki treaty kay liyekaam nahi kerta hai. the Forex move property and hype mai investors ko motivational speeches sayfaida issi soorat mai pohanch sakta hai kay woh khud bhi mehnat karianin Plotivational
        • #5 Collapse

          Re: Aroon oscillator trend ki changes ko kesy rectify krta hy ??

          market ki up and down movement ke bare mein maximum members ko yah maloom nahin hai ki market ki movement kis tarah Se ho rahi hai market ki movement ko analyse kar lene ke bad hi kisi bhi member ke liye trading karna bahut accha sabit hota hai aur yah baat bahut important hai ki market ki movement ko acchi tarah Se analyse kis tarah Se Kiya ja sakta hai iske liye members ko bahut hi acchi tarah Se online rahakar aur apne kam se related experience hasil kar lena hoga aur members ke pass agar experience nahin hai to members ko apni maximum struggle forex per kam karne se related experience hasil karne per hi karna hogi aur is tarah Se Hi members apne kam mein acchi tarah Se successful Ho payenge members ke liye yah baat bahut important hai ki agar members for expert join Ho jaate Hain to Jahan per members ko bahut acchi tarah Se hardworking karna hoti hai aur yahan per sirf apne kaam se related members ko time pass nahin karna hota aur members ko maximum acchi tarah Se struggle karna hoti hai aur hardworking ke sath hi apne kam ko continue karna hota hai jo log yah sab kar lete hain aise members ke liye kam karne mein koi bhi problem nahin hoti aur aise members apne kam mein bahut acchi tarah Se successful ho rahe hote hain aur yah members par depend karta hai ki members apni hardworking ko kis tarah Se continue karte hain aur apni successful Ho jaane ko kis tarah Se members acchi tarah Se utilise karte Hain lekin members ko bahut hi acchi tarah Se apne experience bhi istemal karna hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Aroon oscillator trend ki changes ko kesy rectify krta hy ??

            Assalam Walekum dear Forex trading Mein Ham to kam kar rahe hain to usmein hamare pass kam karne ke liye bahut jyada decent trading strategy aur ismein hamare pass different trading indicators hote hain Jinka Ham Forex trading Mein istemal kar sakte hain aur unke Ham Prophet Hazrat kar sakte hain De Agar Ham itni acchi Tarah Achcha profit Hasil karna chahte hain to uske liye Hamen proper study Karke kam karna Hota Hai Jab tak Ham ismein knowledge Hasil Kar Ke Kam Nahin Karenge Ham trading Mein Kabhi Bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte aur isase kabhi bhi acha profit Nahin Le Sakte.

            Dear Forex trading mein jo indicator aapane choose Kiya Hai Iske bare mein main aapko batana Chahunga Aroon oscillator indicator Jab aap use karte hain to vah aapko market ki support aur resistance ke bare mein batata Hai der kis aap market ke trend ko point kar sakte hain aur ismein aap market ki sport or resistance ko isliye indicate kar sakte hain agar aap iska use karti hai to is strategy se aapko Achcha profit easily ho sakta hai Kyunki yah Ek bahut hi simple aur Aasan strategy Hai Jisko samajh na bahut hi Aasan hota hai aur aap Iske mutabik Apne trade Laga sakte hain.

            Aroon oscillator indicator Ek bahut hi Jabardast indicators hai jo ki market mein aapko Achcha profit dilva sakte hain aapko Jab is strategy per kam karna hote hain to uske liye aapko market ki Munh Mein ka idea lagao Na Hote Hain Jab aap technical analysis kar rahe hote hain to use technical analysis Mein Jab aap indicator ko use Karenge to aapko analysis karne mein bahut jyada aasani Hogi Kyunki technical analysis Mein Jab aur kam Karte Hain To aap ismein different indicators ka use kar rahe hote hain aur uska beta office mein technical analysis to form Karen Hote Hain.
            • #7 Collapse

              Re: Aroon oscillator trend ki changes ko kesy rectify krta hy ??

              Aroon oscillator sey related aapane bahut hi perfect review Hamari Sath share kiya hai no doubt Jab Ham market Mein success hone ke liye different important indicators Aur oscillators Ko properly learn kar lete hain To Aisi situation Mein Hamari trading bahut hi profitable ho sakti hai dear jab Ham Arun oscillator ko apni trading per reply kar rahe Hote Hain To Aisi situation mein humko bahut perfect indications mil rahi Hoti Hai jinki basis per Ham apni analysis ko perfect kar sakte hain isliye Hamari Puri koshish honi chahie ki Ham different important oscillators se related apni complete learning Karen aur unko properly apni trading per reply karen aur in Se Jo Humko indication mil rahi Hoti Hai unko properly utilised Karen.

              Dear jab aap market Mein different oscillator ko utilise kar rahe hote hain to ismein aapko hidden divergence related bhi completely education hasil karna chahie Kyunki Jab market apni movement ki basis per head and eye vision ko change karti hai To Aisi situation main aapko perfect analysis karne ke liye ek important platform mil raha hota hai aur uske sath aapko Ek Aisi information mil rahi hoti hai jo aapke liye bahut hi important role play kar sakti hai aur aapke technical analysis ko perfect banaa sakti hai.

              Dear jab aap market Mein different important oscillators ko properly learn kar lete hain To Aisi situation main aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aur aap trading aapke liye bahut jyada profitable ho sakti hai no doubt Forex trading Main Jab aapke technical analysis complete ho Jaate Hain To Aisi situation main aapko Apne targets ki achievement bahut Aasan Ho Jati Hai no doubt sometime market apni technical analysis ko ignore kar rahi hoti hai lekin market mein Aisi situations bahut kam hoti hai.
              • #8 Collapse

                Re: Aroon oscillator trend ki changes ko kesy rectify krta hy ??

                Forex trading ki market Mein different types ke indicators maujud hote hain ya indicators market mein Mein investors ki help ke liye maujud hote hain aur investors in indicators ka istemal free mein karte hain ine indicators ko istemal karte waqt vah Kisi Ki sim ki investment Nahin karte Jab Bhi trading Karte Hain To unhen apni trading karne ke liye ine indicators ki jarurat padati hai market Mein maujud different types Ke indicators ke differences ko samajhna Tamam traders ke liye bahut jyada Jaruri Hota Hai

                Forex trading ki market Mein maujud aroon oscillator Ek bahut hi simple Sa oscillator Hota Hai Forex trading ki market Aroon oscillator indicator ka istemal market Mein Bahut Si treaders apni trading ke liye karte hain ya Ek technical indicator Hota Hai is indicator Ki reading zero se start hoti hai aur yah reading 50 per jakar khatm Ho Jaati Hai

                Market Mein Arun oscillator indicator market ki uptrend Aur downtrend Ko acche tarike se represent karta hai aur unke bare mein complete information provide karta hai is indicators Kesariya se market ki big movement ko acche tarike se clear Kiya Ja sakta hai me trading co samajhne ke liye bhi is indicator ka istemal Kiya Jata Hai Kyunki indicator market name bullish main bye ke liye green dots ke signal provide Karta Hai Jab Ke barrish main sell ke liye red dots ke signals provide karta hai is indicator Mein metatrader 4 ke time frame Ka istemal Kiya Ja sakta hai aur trading ke liye market Mein EUR USD ke currency pairs Ka istemal Karke market Mein traders is indicators ke jariye se apni trading start kar sakte hain aur Market Mein acchi kamyabi bhi Hasil kar sakte hain market Mein Tamam traders ko bahut hi Soch samajhkar currency pyaj Ka istemal Karna chahie aur Market ki condition ko samajhne ke liye best indicator Ka istemal Karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Aroon oscillator trend ki changes ko kesy rectify krta hy ??

                  dear forex market mein bahut sare indicator used ho rahe hain aur har trader ki apni marji hoti hai ki market mein kaun sa indicator use karna chahte hain agar aap is market mein Koi bhi AC later indicator use karta hai to aapko yah pata hona chahie kya ya aise indicator hota hai jab market Koi rain banaa rahi ho Kiya to humko kafi achcha jal dete Hain aur is market mein kamyab hone ke liye humko yah dekhna hota hai ki is market mein kaun sa time frame sabse best hai bajrang forex market mein acchi planning karke kam karte hue kis market mein kafi jyada fayda ho jata hai market mein kamyab hone ke liye humko achcha result kab milta hai jab Ham subah ki main discipline ke sath kam karte hain forex market mein humko apne account per target hasil karne ke liye indicator ki setting apni trading strategy ke hisab se karni hoti hai Japanese market mein indicator ko apne account per use karte hain to ismein humko ki dafa apni TM San mein bhi close karni padati hai kyunki is market mein indicator hundred percent perfected nahin deta magar humko is market mein indicator ko dekhkar trade lagane mein ya fayda ho jata hai ki Ham ismein apne account per acchi trade open kar sakte hain aur is trade per humne agar target agar karne ka humko yah pata hona chahie kis market mein indicator ko dekh kar do train lagai jaati hai vah humko bahut hi best result deti hai forex market mein kamyab hone ke liye humko indicator ki setting aise kar dijiye jisse humko entry lene mein kafi jyada help mil jaaye Jo trade forex market mein indicator ko acche tarike se manage karke use karte hue is market mein successful Ho jaate Hain forex market mein kamyab hone wali trader hard work karte Hain to is market mein successful Ho jaate Hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Aroon oscillator trend ki changes ko kesy rectify krta hy ??

                    Walekum Salam Forex trading ke business Mein Jab Ham Apna Kam Karte Hain To Hamen Forex trading ke Business mein different type ke indicator ko bhi follow karna hota hai yah indicator Hamare liye bahut jyada important hote hain indicator investor ki help ke liye Hote Hain indicator trader ke knowledge ko badhane mein bahut jyada help Karte Hain Tamam trader ko chahie ki vah indicator ki help jarur le indicator ko kabhi bhi ignore na Karen indicator ki madad sy hi vah market Mein acchi success Hasil kar sakte hain indicator market mein bahut important role play karte hain indicator ko forex market mein bahut jyada importance Di Jaati Hai

                    Aroon oscillator Ek bahut hi best oscillator hai Arun oscillator market Mein buying or selling se related complete information trader ko provide kar raha Hota Hai Hamen Arun oscillator Mein moving average indicator ki help Le Kar ismein buy aur sell ki trade open Karni chahie Arun oscillator 1 trend following indicator hai Arun oscillator Arun aap aur Aroon down ko use karte hue oscillator Mein create Hota Hai aroon oscillator trader ko trading ke related acche signal provide karta hai aroon oscillator market Mein Ek bahut hi popular indicator hai aroon oscillator ko bahut Sare trade use karte hain apni trade ko open karne ke liye aroon oscillator Hamen market Mein resistance or sports level ke bare mein acchi information deta hai Hamen Arun oscillator ko properly study karna chahie because is Mein Hamen Achcha advantage mil sakta hai Hamen market Mein Hamesha Tamam indicator ko Chitra se samajhna chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: Aroon oscillator trend ki changes ko kesy rectify krta hy ??

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohid56 پيغام ديکھيے
                      Aroon oscillator basically forex trading mein Main aik technical oscillator Hai jis ky through ap trend me changes ko aur assets aur us ki prices changes ko bahut asani se identify kar sakty hain aur percentage of changing ke hisab se aap next trend movement ka bahut asani sy andaza laga saktye hain Forex trading mein bahut simple strategy wala Oscillator bahut zada profitable ho sakta hai agar aap is ko properly use Karen Aroon oscillator basically Kisi bhi pair Kay chart me mojood support aur resistance ke Kay darmyaan Mein maojod values ki prices ko bahut calculative way mein main count karta hai aur is ki percentage values ko double envelops ki form Mein show karta hai
                      [ATTACH=CONFIG]24027[/ATTACH]
                      G han dear ager ap market mai expert hai tu ap kaliye masla nhi banta hai kiyu kay ap news pay nazar rakh kay es mai acha kam kar saktye hai aur trend ka kiya hai har time pay change hota hsi market aik sa kam nhi karti hai es mai maslye chslta rhatye hai tu ap ka kam hai kaybap es kai oscillator trend pay kam karain ta kay bad mai bji ap kay kam mai asani ban jati hai aur ap es mai esi hisab say acha kam kartye howye kamyab ho jatye hai tu kamyabi kaliye zaroori hai achi mahnet aur lagan kay sath acha kam karna es kay bina ap ka kam kabhi acha nhi ho sakta hai aur na he ap es mai kamyab ho patye hai tu ager ap indicators pay acha kam kartye hai tu ap ka kam ap ko asani kay sath kamyabi daita hai aur ap es kai kamyab ho patye hain tu ap nay acha kam karna hai tu ap es mai hamesha mahmet aur lagan kay sath acha kam kartye hai tu ap kamyab he kamyab ho jatye hai tu es ka ap ko kafi faida hai ager ap aroom oscilllator pay kam kartye hai tu ap ko market kay barye mai poora review mil jata hai tu ap ka kam aik tu easy ho jata hai aur dusra ap ka account kafi acha ho jata hai jis kay bad nujhye lagta hai kay ap es mai apna kam achye tareqye kay satj compleate kartye hai aur ap acha kam kar kay kamyab bhi ho jatye hai tu market kay trend pay ap nay acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam hamesha kartye rhain ta kay bad mai ap kaliye masla nhi banta hai aur ap es mai easly har kam kar saktye hai aur bad mai ap es mai usi hisab say kamyab bhi ho jatay hai tu ap nay acha kam karna hai tu kamyab he kamyab hai
                      $$$ Never Give Up $$$
                      • #12 Collapse

                        Re: Aroon oscillator trend ki changes ko kesy rectify krta hy ??

                        Forex trading Mein kam karte hue Hamen aroon oscillator Trend ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie Hamen is ko bahut hi careful study Karni chahie Hamen se related acchi information Haasil karne ki koshish Karni chahie market Mein different indicator maujud hote hain Hamen indicator ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie aroon oscillator indicator hota hai Hamen isko acche tarike se samajhne chahie market Mein jitne bhi indicator maujud hote hain ya bahut diya tha important hote hain Hamen kabhi bhi nahin Apne trade Mein ignore nahin karna chahie Iske bagair hammarket Mein acchi kamyabi Hasil nahin kar sakte aur na hi acche advantage Hasil kar sakte hain

                        Hamen aroon oscillator indicator ke bare mein jyada Se Jyada learning Karni chahie Taki Hamen se acchi information game kar sake aur an indicator ko bahut se trader Apne trade Mein use karte hain Jab Ham market Mein trend ko find Karte Hain To isase bahut hi jyada Railable Samjha jata hai Jab Aroon oscillator market Mein zero point se upar ki taraf movement Karte Hain to market up Aroon aur down aroon above Aroon cross kar rahi hoti hai

                        Aroon oscillator trader ko Iske bare mein information provide karta hai ki market mein ab uptrend start hone wala hai Agar oscillator zero se below Move kar Jaaye to ismein Ham samajh sakte hain ki yah down arron up aroon ko Below se cross kar rahe hain Jab trader ko Iske bare mein Achcha knowledge Nahin hoga to usse bahut jyada problem ka Samna karna pad sakta hai isliye Hamen market Mein acche tarike se work karna chahie aur Soch Samajh Kar kam karna chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Aroon oscillator trend ki changes ko kesy rectify krta hy ??

                          Dekhein members market mein bohat sare marker utilized ho rahe hain aur har merchant ki apni marji hoti hai ki market mein kaun sa pointer use karna chahte hain agar aap is market mein Koi bhi air conditioning later marker use karta hai to aapko yah pata hona chahie kya ya aise pointer hota hai punch market Koi downpour banaa rahi ho Kiya to humko kafi achcha jal dete Hain aur is market mein kamyab sharpen ke liye humko yah dekhna hota hai ki is market mein kaun sa time period sabse best hai bajrang forex market mein acchi arranging karke kam karte tint kis market mein kafi jyada fayda ho jata hai market mein kamyab sharpen ke liye humko achcha result kab milta hai poke Ham subah ki primary order ke sath kam karte hain forex market mein humko apne account per target hasil karne ke liye marker ki setting apni exchanging system ke hisab se karni hoti hai Japanese market mein marker ko apne account per use karte hain to ismein murmur ko ki dafa apni tm San mein bhi close karni padati hai kyunki is market mein marker hundred percent idealized nahin deta magar humko is market mein marker ko dekhkar exchange lagane mein ya fayda ho jata hai ki Ham ismein apne account per acchi exchange open kar sakte hain aur is exchange per humne agar target agar karne ka humko yah pata hona chahie kis market mein pointer ko dekh kar do prepare lagai jaati hai vah humko bahut howdy best outcome deti hai forex market mein kamyab sharpen ke liye humko pointer ki setting aise kar dijiye jisse humko passage lene mein kafi ziada help mil jaaye Jo exchange forex market mein marker ko acche tarike se oversee karke use karte tone is market mein fruitful Ho jaate hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Aroon oscillator trend ki changes ko kesy rectify krta hy ??

                            Aroon oscillator indicator forex market main trade open kerny ky liay trend ko find kerny main bahot zyada help kerta hai ky aroon oscillator market ky trend ki find kerny ky liay bahot hi reliable indicator hai jab market downtrend main movement kerty huey zero per poch jari hai aur usky bahd market uptrend main movement kerna shoru kerti hai tou aesy time per market main Aroon oscillator ki aroon low aroon high ko cross kerti hai tou aesy time per market main uptrend ki confirmation milti hai jabky agar ham same time per market main buy ki trade enter ker lety hain tou yeh market main trade open kerny ja bahot acha chance hota hai ky jab aroon oscillator indicator main market ki aroon low aroon up ko cross kerti hai tou aesy time per hamain yeh soch lena chahiay ky market an uptrend start kerny ja rehi hai jo uptrend main big movement ki expectation hoti hai jabky agar hamain market ka up trend aesy time per confirm ho jata hai tou hamain chahiay ky ham buy main trade open ker ky continue kerain ky hamain acha profit hasil ho jaey kyun ky market main uptrend ki jab aroon indicator oscillator sy confirmation milti hai tou ham market main buy ki trade open ker sakty hain lekin agar ham market main aroon oscillator ko bhi follow kerty hain jabky market ky technical analysis ko bhi follow kerty hain tou hamain market main trade open kerna bahot mushkil ho jata hai so hamain sab sy pehly aesa chance ka wait kerna chahiay ky jab market main aik aroon dusry aroon ko cross kerti hai tou aesy time per hamary liay market main trade open kerny ka bahot acha chance creat hota hai tou ham market main short time ky liay bhi trade open kerty hain tou hamain bahot acha profit hasil ho sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aroon oscillator trend ki changes ko kesy rectify krta hy ??

                              Aroon oscillator ya ek technical oscillator hai iske upar kam karne ke liye bahut jyada focus ki jarurat hai market ko samajhna ek alag point hai market ki movement ko dekhte hue Arun oscillator ka istemal karna bahut important hai aur aisa sirf vahi log karte hain Jin logon ne aroon oscillator ke upar jyada se jyada learning ke ho aur usi neta per kam karne ke liye aapke pass iski upar ek bahut acchi practice ka hona bahut jaruri hai Jin logon ne aroon oscillator ke upar ek acchi practice ki hai vah is ke upar ek achcha Na Lage rehte hain aur vah baithe jante Hain ki is kis tarah se benefit hasil Kiya ja sakta hai forex trading ke andar bahut sara technical trade options hai Jin ke upar kam karke ek achcha benefit hasil Kiya ja sakta hai aur message Arun acid oscillator hai kaisa indicator hai jiska per kam karke maximum benefit hi hasil ho sakta hai lekin is ko samajhne ke liye iske upar learning bahut jaruri hai Jin logon ne newly forex trading co join kiya hai unhen chahie ki vah forex trading co jyada se jyada learn Karen Taki an idea ho jaaye ki market ki moment kis direction mein jaati hai market kyon opening se lekar closing tab hone kisi ki kishan ki difficulties samne Na aaye jab aisa Ho unko samajh Jana shuru ho jaega to unhen maarpeet ke sath intezar kar kam karne mein aasani hogi jiski vajah se unhen trading ke dauran nuksan se bachav mein fayda hasil hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X