Forex market mein kisi big event ya political aur economic condition ki wajah sy prices ki overall value sudden aur dramatic drop kar jati hain iss state ko market swoon kehty hain market swoon kisi aik pair ya commodity k bary mein information ni deta blky ye over all market k behaviour ko show karta hai iss ka matlab ye hai k jb market swoon occur karta hai tou aik pair ya commodity nahi balky is mein pori market fall kar jati hai
Information of market swoon :
Forex market mein swoon kisi small news ki wajah sy occur ni karta iss k liye koi sa bhi big event chahiye hota hai swoon market tab occur hoti hai jab kisi big event sy trader nervous ho jaty hain aur market mein develop negative sentiments develop ho jata hai forex trading mein market tab tak market swoon state mein rehti hai jb tak trader ka confidence bahaal ho jata hai
Reason :
market swoon aksar us waqat hota hai jab market mein bohat ziada interruption paida hoti hai aur is mein market k value mein bohat ziada changes paida hotin hain aur sometimes ye masla us waqat ata hai jab koi political ya economy tabdeeli paida hoti hai baaz okat jab mulk mein achanak se koi masla paida hota hai is wajah se sarmayakar apna sarmaya ya tou rakh lety hain aur market mein jaldi jaldi bhej dety hain jis se qeematein achanak se gir jatin hai aksar awqaat ye masla hamary mulk mein india se border pe koi bara masla paish ajaye tou hamara stock exchange gir jata hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим