Forex trading Mein order type kya hote hain aur kitne Hote Hain??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading Mein order type kya hote hain aur kitne Hote Hain??
    Assalamu Alaikum Forex members Forex trading Mein order type mostly to types ke hote hain
    Instant oder
    Pending oder
    Instant order to Usi Waqt lade open karke Laga Diya jata hai aur jab ke pending order vah Hote Hain Uske liye agar koi trader market ka Achcha aur strong analysis kar leta hai to aur Samajhta Hai Ki market Karegi upward and downward aur is point per Agar trade open ki joy aur yah uska stop-loss ho aur yah Taake profit Ho Jab Ke use time market ki movement Aisi Ho ke use point se Kafi Dur ho aur vah trader Chahta Hai Ki trade Usi point per Lage to use time as a trader pending order ko to LKO use karte hain
    Instant order
    Forex trading Mein order types Mein sabse pahle instant order aata hai instant order vah hota hai ki jo Ham market mein enter hone ke liye market Mein analyse karte hain Jiske bad apni pet find out karne ke bad Apna foreign se order Laga Dete Hain market ko Usi time follow Karte market Apna order replace karna usko instant order Kahate Hain
    Pending order
    Forex trading Mein market Mein order Lagane Ke Liye Ek Aur type ko follow Kiya Jata Hai Jisko Ham pending order Kahate Hain pending order actually Ham time per Apna order set nahin kar isko Ham pahle hi market Mein set kar dete Hain Jab Ke pending order Mein Hamen four types ki option milati Hain jinko Ham use kar sakte hain Kisi Ek Ko use Karke Ham Uske according Apna order Laga sakte hain pending order Mein 4 types hoti
    buy limit
    sell limti
    buy stop
    sell stop
    Yah photo type Samay pending order Mein milati Hai Ek Ko select Karke Ham apni trading kar sakte hain Forex trading Mein pending orders main bahut se members trading karke bahut Achcha profit Hasil kar lete hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading Mein order type kya hote hain aur kitne Hote Hain??

    Je dear forex trading ma ham jetny accurate time par or jetni achy trading order ko use kar k open karyn gy to trader ko etna he maximum advantage hasil karny k chances barh jayn gy. Jo trader order k open karny ko importance ni dety wo kbi kamyab ni ho paty. Forex trading ma ham different types sy apny orders ko manage kar sakty hain. Es topic ma ham trading order ko mazeed explain karyn gy. Forex trading ma mainly 2 methods sy ham orders ko open kar sakty hain.

    Instant order vs pendin orders. Forex trading ma market ko current point ko buy or sell ki trade k lae use karna instant execuation kehlata hai. Kahe bar market ki volatility bhot zayada hoti hai or market ko current point sy trade karna bhot mushkil ho jata hai. Es market ki fast movement ma trade ko open karni ki khosis ki jae to market next point par move kar jati hai jis ko ham slippage kehty hain. So slippage ko counter karny k lae pending orders ko trades open or close karny k lae use kiya jata hai.

    More explanation. Es lae pending orders ki importance bhot zayada hai. Pending orders ko mazeed 4 types ma divide kiya jata hai. Pending order us waqat use kiya jata hai jb trader ko pehle sy pata chal jae k market kis time tak move kary gi. So market k different spots ko trade karny k lae pehle sy pick kiya jata hai. En pending orders ki help sy trader ko loss kam sy kam hota hai or profit maximum hota hai. Pending orders ma buy limit sell limt or buy stop sell stop shamil hain. Jo trader pending orders ko achy use kary wo acha profit hasil karny ma kamyab ho jata hai.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading Mein order type kya hote hain aur kitne Hote Hain??

      Forex Trading orders
      Forex trading me order wo hote hen jis me traders aik value ka intekhab karta hai k jab price is ko touch karen to us ki trade open ya close ho jaye. Forex trading me hum orders ko ziada tar kisi support ya resistance levels k intezar me hi lagate hen. K jab bhi market ki movement is point to pohunch jaye to order auto pe open ho jaye. Forex trading me order lagana asal me hum brokers ko command dete hen k hamen is position pe is trade ko open karwa den. Forex trading me market me hum two types ki orders lagate hen aik is me aik market oder aur dosra pending orders.
      Market order
      Market orders wo order hota hai jis ko hum market ki maojoda qeemat pe kisi stocks, currency ya commodities ki buy aur sell karte hen. Jise k agar gold ki price 1910$ pe trade kar rahi hai to jab bhi hum market order lagayengay us waqat hamare lot 1910$ pe hi lag jayegi aur trading 1910$ se shoro ho jayegi.
      Pending orders
      Pending orders me hum bad k waqat k leye kisi price k intezar me order ko rakh dete hen. Jaise gold 1910$ trade kar raha ho aur hamara irada ho k jab bhi gold 1920$ tak pohunch jaye to hamari sell ki trade lag jaye to ye pending order hai. Forex trading me jo pending orders hum istemal karte hen wo ye hen.
      Buy limit buy limit se murad wo pending order hota hai jis me hum bearish side k leye koi orderblagate hen k jab market is ko hit karen to buy ki trade open ho.
      Sell limit Sell limits buy limits k opposed hai jis me hum bullish side pe pending order is tarteeb se lagate hen k jab bhi market sell limit ko hit karen to sell ki lot lag jaye.
      Buy stopBuy stop me hum order to instant lagate hen lekin us k leye aik bullish side pe us waqat rakhte hen jab humen andaza ho jata hai k market agar resistance level ko cross karta hai to wo mazeed oper ko jaye ga is waja se hum resistance order se thora sa oper but stop loga dete hen.
      Sell stop sell stop me bhi hum buy stop ki tarah hi kaam karte hen lekin is me hum buy stop k opposite jate hen aur jab bhi hamara jab bhi humara koi trend line support level ko cross karta hai to ye hum us k leye lagate hen k ho sakta hai k market mazeed nechay ko chala jaye ga agar is support level thor di to.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading Mein order type kya hote hain aur kitne Hote Hain??

        Forex market main ham do kisam kay methods say trading order place kar sakty hain. Donon types kay methods say orders place karny main ham analysis kay bad he proper risk laity huye trading kar sakty hain.

        Pending order.
        Ager ham market ki fori movement main kisi diqat ka samna kar rahy hon ya ham trend kay bary main ghair faisla kun halat ya tazabzab ka shikar hon to ham fori order place nai karty aur market ko musalsal watch karty rehty hain. Laikin forex main iska aik behter hal mojud hay woh ye hay keh ham pending order kay through trading kar sakty hain. Pending order kay through ham market ki mojuda suratehal ki base per kuch forecast karty hain aur phir is forecast ki base per he ham aik market position ko choose kar kay is per pending order place kar daity hain jisky bary main ham broker ko notify kar daity hain aur woh is price per hamara order active kar daita hay. Order active hony say pehly ham baghair nafa ya nuqsan kay is order ki activation price ko change kar sakty hain jab keh isko cancel bhi kar sakty hain.

        Instant or market order.
        Instant ya market order woh order hota hay jo mojuda market price per foran place kar dia jaye. Iska maqasd trader ki taraf say analysis kay bad fori response hota hay. Instant order say ham market ki mojuda trend ko samjhny kay bad fori order place karny say achi earning kar sakty hain. Instant order place karny kay sath he active ho jata hay aur hamain profit ya loss hona shuru ho jata hay jab keh is ko close karny per bhi hamain market kay difference say profit ya loss ho jata hay.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading Mein order type kya hote hain aur kitne Hote Hain??

          Bohat ache information dear aap ne share ki hai aisa he Hai market Mein basically order ki 2 types hoti hain jis ko follow krty Howe hum trading krty hain
          1- instant order
          2- pending order
          Dear jahan tak I stant order ki baat hai to is Emin hum market ko ache tarha analyze krny KY baad jaise he humein koi ache entry milti Hai hum market Mein Apni trade open kr lyty hain matlab hum yahan kisi baat ka intazar nahi krty Chahe hum short term trading kr rahe hain ya phir long term trading kr rahe hain is mein hum foran se analysis krty hain aur apni trade open kr ly acha profit hasil krny ki koshish krty hain
          Jahan tak pending order ki baat hai to dear aksar aisa hota Hai ky hum market ka analysis krty hain aur humein yeh lagta hai ky market is point tak ja sakti haia uryahanis ki ache entry banny ge to hum trading krna chahty hain lekin aksar aisi situation a jati hai ky hum analysis to acha kr lyty hain magar jab trade open krny ki baat ati hai to hum apny kisi na kisi kaam mein busy ho jaty hain jis ki wajah se hmari market Mein entry miss ho jati hai aur ham is per Pareshan ho jaty hain aisi situation Mein pending order sab se best opportunity Hai apni entry ko market Mein open krny ki ya hasil krny ki humein chaheye KY jab bhi humein lage ky market yahan se reverse ly sakti hai aur yeh best entry point hai to hum wahan pending order laga dyn ta ky jab market hmare analysis waly point per Jae to hum acha profit hasil kr saken aur is ky saath saath humein koshish krni chaheye KY in 4 types ko bhi lazmi pending order mein follow krny ki koshish kren
          1- sell stop
          2- buy stop
          3- sell limit
          4- buy limit
          Agar hum Har cheez ko proper tareeky se manage krty Howe istemal kren ge to hum acha faida hasil kr saken ge
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading Mein order type kya hote hain aur kitne Hote Hain??

            forex k platform par trade kerny k liye hum two types k orders ko place ker sakty hain aur dono type k orders par hum proper analysis ker k he us ko trade mein apply kerty hain aur tab he hum is mein risk bhi lety hain in mein pending orders aur instant orders shamil hain agar hum baat keren instant orders ki tou us mein hum fori tor par market mein order ko place kerty hain yani is mein order place kerny ka time itna fast hota hai k hum is mein analysis bhi mushkil se he kerty hain aur trade mein order ko place kerty hain is tarhan order ko place kerna bohat he risky samjha jata hai ahi kuen k hum is tarhan jald bazi mein kaam kerty hain aur jald bazi mein kaam kerny se traders ko aksar loss bhi hota hai is liye humen patience rakh ker aur proper way mein work kerna chahiye
            trader agar at once response ko gain kerna chahta hai tou wo us soorat mein instant order ko place kerta hai doosri tarf baat keren pending orders ki tou agar humen trend k bary mein sahi se information na ho ya hum trend ko find kerny mein difficulty ko feel ker rahy hon tou hum order ko pending ker dety hain yani thory delay mein ly jaty hain taa k jab sab kuch humen visible aur clear ho jaye tou us time is order ko pace keren aur is tarhan kaam kerny mein faida bhi hai kuen k jab tak humen exact direction ka na pata ho humen is mein kaam nahi kerna chahiye pending orders mein further tyeps bhi hain jin mein buy limit , sell limit , sell stop aur buy stop shamil hain humen in k bary mein bhi achy se samjh ker kaam kerna chahiye
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading Mein order type kya hote hain aur kitne Hote Hain??

              dear friend, trade ma entry aur exit ko hm order kehtay hain, hm different tarikon sa forex ma order place kartay hain aur market ki situation ko daikh kar buy ya sell kartay hain, orders ki main 2 types hoti hain,

              1. market orders ya instant orders
              2. pending orders

              market orders ko hm best available price par buy ya sell ki trade open kartay hain, is ma hmain manual trade open karni hoti jo market ki routine moment par depend karta ha, market ki fast moment ma ya slippage conditions ma proper order place karna difficult ho jata ha is liay hm pending orders ko use kar k is situation sa bach jatay hain, pending orders ki b further 2 types hotay hain aik limit order aur dusray stop entry orders, limit orders ma hm apni marzi ka enyry point hasil kar saktay hain, buy ya sell limit order place karnay k liay hmain market ki current situation ko daikhna hota ha, buy limit place karnay k liay hmain market ki current position sa below order place karna hota ha aur sell limit ma market ki current position sa above order set karna hota ha jb market hmari selected limits ko pohnchti ha to auto par trade execute ho jati ha, pending order ki dusri types ma hm sell stop aur buy stop walay orders place kartay hain, in ma perticular price par pohnch kar hmari trade futher execute nhi rehti, buy stop ma hm market ki current position sa above order set kartay hain aur sell stop ma current position sa below order place kartay hain, hmain koi b order place karnay sa pehlay market k anaylisis karnay chaian aur achi planing k sath trade karain
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading Mein order type kya hote hain aur kitne Hote Hain??

                AOA dear friends ,Forex trading karne se pahle aap ko is main use hone wale orders ke bare mein bhi pata Hona zaruri hai ki Forex mein kitni types ke orders hote hain aur unko kaise place Kiya jata hai Forex mein order aik critical tool ha hr qisam k trader k liye. Koi bhi order ap ko help krta ha ap ki strategy k mutabiq k wo ap k profit ko berhaye aur risk ko kem kre. Es liye aik trader k liye order aur us ki types k bary mein janana zruri hota ha
                Market order. Ye aik basic order hota ha ye order usi Jaga place Kiya jata ha jahan market apni best price pe chal rahi hoti ha
                Limit order. Limit order ap ko flexibility daita ha k ap apny order apni merzi se place kr sakaen ksi bhi point per jaisa k sell limit ha ye order ap mojooda price se higher price pe lagaty ha aur buy limit order ap ko mojooda price se lower price pe lagana hota ha
                Stop order. Buy stop order aik aisa order hota ha jo ap ko original price se higher price pe lagana hota ha jb k sell stop order ap ko original price se lower price pe lagana hota ha aur Forex trading man jab tak hamen market price ki trade signals ki confirmation na ho jae hamara trade man enter hona loss ki waja banta ha Some time confirmation k liye time zayada chaheye hota ha, aur trader na confirmtion k baghair trade nahe kerni aur trader busy b ha to apki is preshani k liye forex na apna trader ki trading k liye ​Metatrader-4/5 per kuch important helpinghelping tools diye han air dear friends market ki up and down movement ko understand karte ho way in order ki help se apni trading karni hai Taj Hamen Delhi market se acchi earning Hasil kar sake Hamen apni trading order karte waqt stop loss to take profit came Arjun ko Jarur set karna chahie Aage Ham market se easily acchi earning Hasil kar sake yah sab pending order hai jinki help se Ham market ko understand karte hue Ham trade order Laga Dete Hain market Jab Hamare Mein Arjun ke andar aati hai to vah active Ho Jaati Hai Hamen demand and supply aur comedy ko Dekhte Hue trading karni hai aur Market Mein best competition ko Dekhte Hue trade order lagana hai Taki Hamari trade active hote hi Hamesha profit mil jaaye
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading Mein order type kya hote hain aur kitne Hote Hain??

                  dear forex trading me orders do types k hoty hain aik instant order hota hai or dosra pebding order hota hai jesy k hum instant j name se he smjh skty hain k yah wo orders hain jis ko hum instant time par market ko folow kar k lga dety hain es main market ki current situaion ko he madhe nazar rakhty howe order type kiya jata hai jis main har trha ki currennt sort e hal ko dehan main rkha jaata hai pending order main hum wo order lgaty hain jis ki hum yah ummed rakhty hain k market es point par aghr ati hai tu hmara order khud he lag jay or yah wo types hoty hain or pending orders main hum buy limit stop limit sell limit or buy limit k order lagaty haintrading karna hoti hay or is main trading karny kay liye is main order ko place karna hota hay or order ko place karny ki two types hoti hay jis main humain order ko place karna hota hay jis main first type hoti hay instant order ye ayas order hota hay jis main humain aik hi lamhay main order ko place karny ki saholat hoti hay is main humain usi time order ko place karna hota ha or usi time main achi eraning hasil ho sakti hay or humain agr market kay bary main maloom nai ho or ya hum market say door hon or order ko matloba price kay any par place karna ho to hum is main pending order ka use kar sakty hain jis ki help say market main matloba price kay any tk humare trade place ho sakti hay magr humain active ho kar market main kam karna hota hay market main kam kar sakty hain agr humain market main achi eraning hasil karni hay to hard work kar kay achy say kam karna ho ga jis main humain acha profit hasil ho sakta hay aik to instant order hota hay ji kay place karny say humain usi time main achi earning hasil ho sakti hay magr is main kafi risk hota hay is main usi time humain los ko set karna hota hay or order ko place kar dyna hota hay is main market ko analysis karny ka bad order ko place karna humary liye asan ho sakta hay agr to hum market say dor hain to hum pending order b laga sakty hain jis main ye hota hay kay market main matloba price tk any main select kiye hoye pair main eraning hasil ho sakti hay jis say market main acha profit b hasil ho sakta hay
                  There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading Mein order type kya hote hain aur kitne Hote Hain??

                    Assalamu alaikum my dear all Forex member forex trading ma ham jetny accurate time par or jetni achy trading order ko use kar k open karyn gy to trader ko etna he maximum advantage hasil karny k chances barh jayn gy Jo trader order k open karny ko importance ni dety wo kbi kamyab ni ho paty. Forex trading ma ham different types sy apny orders ko manage kar sakty hain. Es topic ma ham trading order ko mazeed explain karyn gy. Forex trading ma mainly 2 methods sy ham orders ko open kar sakty hain Forex trading ma market ko current point ko buy or sell ki trade k lae use karna instant execuation kehlata hai. Kahe bar market ki volatility bhot zayada hoti hai or market ko current point sy trade karna bhot mushkil ho jata hai. Es market ki fast movement ma trade ko open karni ki khosis ki jae to market next point par move kar jati hai jis ko ham slippage kehty hain So slippage ko counter karny k lae pending orders ko trades open or close karny k lae use kiya jata hai Es lae pending orders ki importance bhot zayada hai Pending orders ko mazeed 4 types ma divide kiya jata hai. Pending order us waqat use kiya jata hai jb trader ko pehle sy pata chal jae k market kis time tak move kary gi So market k different spots ko trade karny k lae pehle sy pick kiya jata hai. En pending orders ki help sy trader ko loss kam sy kam hota hai or profit maximum hota hai Pending orders ma buy limit sell limt or buy stop sell stop shamil hain Jo trader pending orders ko achy use kary wo acha profit hasil karny ma kamyab ho jata hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading Mein order type kya hote hain aur kitne Hote Hain??

                      Walekum assalam dear aapane market Mein pending orders aur instant order se related bahut hi perfect analysis Hamare Sath hi Kiye Hain no doubt Jab Ham Forex trading Mein different important orders ki study complete kar rahe Hote Hain To ismein Humko 2 major categories mil sakti hain jinko Ham instant orders aur pending orders ka naam de sakte hain.

                      Instant order Hote Hain jinko Ham immediately please ka Lete Hain Jab Ham market ko regularly aur consistently basis per visit kar rahe Hote Hain To Aisi situation Mein Ham immediately decision-making karte hain aur isko instantly place kar lete hain is situation Mein Jab aap koi bhi order manually place Karte Hain To isko aap instant order ka naam Dete Hain ismein aapke pass different options hoti hai aur aap apni option aur requirement ki basis per market Mein Sab purchasing aur selling karte hain aur uske sath sath aap apni order ko modify bhi kar sakte hain aur ismein take profit aur stop loss ki limit ko bhi time to time modify kar sakte hain.

                      Dear jab Ham pending order to study karte hain to ismein hamare pass different types available Hoti Hai pending order ka basical purposes ya hota hai ki Jab Ham market ko visit kar rahe hote hain aur prices according to our expectation Nahin Hoti To Aisi situation Mein Ham pending orders ko market Mein apply kar rahe hote hain aur ham Apne analysis ki basis per yah decision-making kar rahe Hote Hain Ki Jab market Mein yah prices available hongi To Aisi situation may automatically Hamari trade excute ho jayegi Jiski basis per Humko market mein bahut jyada profit ho sakta hai aur ham market Mein successful trader ho sakte hain aur apni targets ki achievement ke liye in to properly utilised kar sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading Mein order type kya hote hain aur kitne Hote Hain??

                        forex me orders 2 iqisam k hoty hain 1 to woh order hoty hain jin ko hum market k current rates par open karty hain chahye woh buy mai ho ya sell mai aur aisy orders ko hum trading ki zuban mai INSTANT ORDERS kehty hainAur 2sry orders aisy hoty hain jinka hum future mai istimaal karna chahty hain means k hum ny market ko ainalysis kia aur daikha kuch time mai market k rares change ho kar is figure mai aa jaeen gy jo hum ny soch rahain huy hain to hum PENDING ORDERS ki madad lain gy aur apna order set kar dain gy aisy mai jab bhi market hamary figure kotouch kary gi hamara order automatic open ho jaye ga hamain baar baar market ko daikhna nahi parta aisy orders lagany k liye market main trade kerny ky liay yehi two types ky orders use hoty hain agar ham small balance ky sath forex market main trade kerna chahty hain tou hamain zyada importance pending orders ko deni chahiay kyun ky agar ham pending order kisi bhi pair main maximum support ya resistance per laga dety hain aur jab same order open hota hai tou agar same support ya resistance break hoti bhi hai tou thora sa loss deny ky bahd market reverse hoti hai aur profit main chalna shuru ker deti hai aur agar same trade ko profit main hi continue kia jaey tou kafi profit hasil kia ja sakta hai jabky instant order jab bhi ap open kerty hain tou maloom nehi hota ky market kitny time period ky bahd hamari open trade ki favour main movement start kery gi aur kab loss sy profit main aa jaey gi ky start hamesha due to spread loss sy hi hoti hai Pending orders jo hain wo market kabi hamari favor main na ho ya phr humain acha trade ka moqa na mil rha ho to hum pending orders lga ske hain jis se auto order lag jata hai. is ki 4 iksam hain jo ke ye hain Market ki jo abi price hai agr ap ye chahte hain ke market down jaye or kisi khas point se auto trade buy main again lag jaye to us ke liye ap us point ko mention kar ke Buy limit lgain gai Market ki jo abi price hia agr ap ye chahte hain ke market up jaye or kisi khas point se auto sell ki trade lag jaye to ap Sell Limit ko use karain gai Market ki abi jo price hai agr ap us time trade nahi lagana chahte hain or ap ye chahte hain ke jab market up jaye or upr se buy ho jaye jis ke lie ap mazeed wait nae karna chahteh hain to us point ko mention karte hue Buy Stop ka order lga de jab market us point pe up jaye gi to udr se buy ho jaye ga order lag jaye ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading Mein order type kya hote hain aur kitne Hote Hain??

                          2 tareqon sy hum trading heAgr noise up koi loan lagana chahte Hain Tu hamaHa employ censure ko zarurFollow krna chahye unclothed estimation wo hota hai jo hume inform se hasilhota hai, matlab marketplace pe konsi say kis tarha asar andaz hogi us ki proceed atkarne ko stark naked reprehend kahte hai annoyance ke technological misapplication mein marketplace kipurani behave oneself ko charts pe dekhte prejudice marketplace ki prepayment ko predicit kiajata hai. Hatless khayal se to dono interpret buhat ahem hai aur achi pull off and also in behalf of karneke liye dono review ki samajh hona zaruri hai come alarm kamayab approve of Karskain ge aur hamare pas consequently bhi aa Jaeyrs. Umeed hai aap signify a round bohat achayhongay. the Forex switch cut and publicity bring to kay doraan investors ko aik bara masla jo viewpoint kerna partahai woh faux function ka hai. the Forex store the rotation attain and infringe conduct mai faux narrative,faux accede aur faux objurgation signify investors ko bohat obliterate hota hai. Ziada terinvestors enumeration spare he kaam ker rahey hotay hain jiss wajah advertise koi bhirecords milnay give usaki tasdeeq bhi nahi kertay hain aur usarecordspay condhasil kar diya hai touske liye aapko is marketplace mein possessions to increase run off karni hogi uske brutal is marketplacemein reviews and karna hoga highlight wapas marketplace mein reviews kar dete Hainto aapko ismein ya fayda hota hai kya aap is marketplace mein acchi karte hain to aapko is marketplace mein fayda hota hai excavation into aap ismarketplace e
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading Mein order type kya hote hain aur kitne Hote Hain??

                            technical trading se related agar kisi bhi member ko maximum and formation hasil karni hai to iske liye different sources say members data lekar aur acchi tarah Se apni information ko increase kar sakte hain aur yah members par depend karta hai ki members apne kam mein kis tarah Se is ko acchi tarah Se continue karte hain aur jab members apne kam ko acchi tarah Se a continue karne mein successful Ho jaenge to members ko kam mein bahut hi acchi tarah Se result Mil Rahe honge lekin jo members apne kam mein acchi tarah Se struggle nahin karte Hain aise members ke liye maximum problems create Ho jaati hai isliye important baat yah hai ki members ko bahut hi acchi tarah Se apni trading se related apne information ko improve kar lena chahie aur agar koi bhi member apne kam mein bahut acchi tarah Se interest lekar isko continue kar lega tu is tarah Se members ke pass maximum information a jayegi aur vah information members ko trading karne mein bahut acchi tarah Se help degi aur members Ko agar trading se related koi bhi help mil rahi hogi to members ke liye koi bhi problem create nahin hogi members ke liye important baat yah hai ki agar members ko apne kaam se related bahut hi acchi tarah Se beneficial results lene hetu members ko bahut hi acchi tarah Se struggle karna hogi aur apne kaam par focus karte rahana hoga kam per bahut acchi tarah Se focus karne ke liye members ko maximum online hokar aur apni acchi tarah Se hardworking ke sath kam ko continue karna hoga aur members ko apne kam ko bahut acchi tarah Se main karna hoga aur members ko maximum risk nahin Lena hoga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading Mein order type kya hote hain aur kitne Hote Hain??

                              Pending orders:-

                              Jab forex trading mein traders aek oder k liye kisi khaas position pe trade open ya close karny k liye apne brokers ko request karta hai us ko pending order kehty hain. Expert traders hamesha pending order ka ziada istemal karty hain aur is se traders ko kam nuqsaan hota hai.
                              Pending order of the different types of engine main aapse briefly introduce karvana chahta hun.

                              Buy stop

                              Sell stop

                              Buy limit

                              Sell limit

                              Ye hamary dusry oders se mukhtalif hota hai aur is mein hum apne brokers ko hidayat karty hain k agar ye value is position pe pohanch jaye tou yahan pe mere order ko buy ya stop kar deina. Ye order automatically hota hai is wajah se ye tou the spot perfect position pe order open ya close hota hai. Pending orders k furder two types hain.
                              (i) limit orders aur
                              (ii) stop orders.
                              limit order mein hum koi new tread open karny ki request karty hain jis mein buy aur sell dono include hain. Jab k stop order mein hum apne open oders ko kisi khaas position pe stop karny ki request karty hain. Is mein take profit aur stop loss dono shamil hain. Aur ye bhi dono buy aur sell pe implement hota hai.
                              Instant orders:-
                              Jis tarh se naam se zahir hai k instant yani tou the spot. Ye orders ki wo qisam hai jis mein hum koi order instantly buy ya sell karty hain. Is mein hum kisi khas position k liye hum apne order ko kisi khaas position ka intezar nahi karwaty bas ussi waqat buy ya sell karte hain. Aam toour par ye orders hum ya to kisi siganls ko follow karty waqat istemal karty hain ya hamary analysis k mutabiq us position pe order open ya close karna hota hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X