Jaiza :- TANGIBLE ASSETS kia hoty hean aur in ki market value ko describe Karen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza :- TANGIBLE ASSETS kia hoty hean aur in ki market value ko describe Karen
    Dear Forex members Forex trading ek bahut hi vast trading platform hea aur is mein Kai Tarah ke assets maujud hote Hain Jin par traders apni trading karte Hain aur bahut hi acchi earning Hasil karte Hain ine assets mein sey kuch ko tangible assets kahate Hain to ya tangible assets kya hote Hain aur dear har asset ki ek market value develp ho chuki hoti hai dear friends in assets per kuch roshni Dalian
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza :- TANGIBLE ASSETS kia hoty hean aur in ki market value ko describe Karen

    Tangible Assets
    Tangible assets kisi idare ya companies ki assets ki wo values hoti hen jo k kisi na kisi physical form sorat me maojood hoti hai. Is me company k sare wo lawazemat ate hen jo k hamen aik to nazar bhi ate hen aur dosra is me ziada tar fixed price bhi hote hen. Aik company ki zameen ki value, us company ki building ki value, us building me maojood furniture, electronics, electric equipment ki values aur us k wo capital jo k kisi securities k mad me ya kisi ko as a insurance de ja chuki ho ye sare awamil tangible assets hen. Q k ye sari cheezen hamen pata hai k ye hamre pass is is values ki maojood hen aur maximum fixed value hi hen. Tangible assets me jo item shamil hote hen wo aam tawar par company ko koi stocks waghera ki khareed wa ferokht me faida nahi deti hai lekin ye sare awmil ka taluq chonkeh us company se hota hai is waja se ye bhi ua company k assets hote hen. Tangible assets ko long term assets bhi kaha jata hai q k ye assets companies k sath sath chalti rehti hai. Isbki value me difference to ata hai lekin ye musalsal is company k sath rehne wale assets hen. . Isi tarah se intangible assests Tangible assets k opposite hen aur is me wo assets shamil hote hen jo na to hamen nazar ate hen aur na hi us ki fixed vaues ho sakti hai. Hamare pas kisi bhi idare ki intangible assets me copyrights, trademarks, patents, licenses, aur brand values shamil hoti hen. Q k is values ki na to koi fixed prize hoti hai aur nahi ye kisi tarah se hamen nazar ani wali hai. Intangible assets ko kisi single person tawar par sell nahi kia ja sakta hai, bulke ye pore companies ko sell kia jata hai jese kisi company ka copy write ho aur is k badle wo company us ko pay karti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza :- TANGIBLE ASSETS kia hoty hean aur in ki market value ko describe Karen

      Bahi wasa tu two types ka assets hota hain ak tangible or non tangible in dono ka difference huma maloom hona chaya tangible mai hum log mukhtalaf cheezo ko lata hain matlab jo non physical hoti hain or agr dahka jaya tu forex mai hum log jub trade karta hain tu jin pairs ko hum log use kar raha hota hain wo sara ka sara tangible assets hain jasa currency, gold , oil, silver etc ya sub tangible hain kiun ka hum log in ko touch tu nahi kar sakta laken hum log in ko use kar raha hota hain or in sy kamai hasil kar raha hota hain forex mai hum jo bi pair use karta hain wo ise category mai ata hai is lia huma is mai mahant karni chaya or in sy fyda lana ka lia huma is mai different options ko use karna chaya ta ka hum log is sy accha profit la sakain laken trading mushkal kam hai is ko karna ka lia hamra pass analysis ka hona zarori hai kahs tor pr fundamental analysis ka kiun ka news ka upr trading karna sy huma fyda milta hai or fundamental Analysis huma is mai madad data hain is lia huma mahant karni chaya ta ka hum log kamyabi hasil kar sakain tangibles items ko use kar ka in pr trade laga kr hum log profit earn karta hain jis sy hum log apni life ka financial problems ko hal kar sakta hain forex ki jitni bi trading hai wo tangibles assets pr hai is lia huma is ka bara mai serious hona ho ga assets tu bohot sara hain laken earning ka lia huma two or three sy zayda hum log choose na karian tu hamra lia ya bahtar ho ga or hum log is sy acchi tahra samaj kar trade kar sakain gain or kamai aram sy hasil kar sakain gain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza :- TANGIBLE ASSETS kia hoty hean aur in ki market value ko describe Karen

        Jo assets physicaly exist nehi kerty lekin unko ham apny assets main calculate kerty hain ky agar hamary pas achi amount forex market main investment hai tou ham same amount ko as a asset tou kehty hain lekin ham jo suppose kerty hain ky ham market main trade ker ky itni bari amount earn ker lain gy tou ham same earning jis ko suppose per rehy hoty hain woh physically tou hamara asset nehi hoti lekin ham is ko apna asset hi suppose kerty hain jo hamary tangible assets main include hoti hai ky agar ham apny overall assets ko calculate kerna chahty hain tou ham apny current assets ko separately count kerty hain jabky tangible assets ko separately count kerty hain jo hamesha current assets sy zyada hoty hain lekin physically exist nehi kerty jabky current assets physically exist kerty hain jin ko ham trade ker sakty hain Jesy ky ham apny assets ko agar sale purchase kerna chahty hain tou ham physical ya current assets ko tou sale ya purchase ker sakty hain lekin tangible assets ko ham sale purchase nehi ker sakty ky hamary assets main shamil tou hoty hain lekin physically exist nehi kerty ky ham inko sale purchase ker sakain Jesy ky ham agar koi amount banks main with profit and commitment save kerty hain ky hamain aik specific duration tak same Bank main amount save kerny per aik fix amount main profit hasil ho jaey tou same amount hamara asset hota hai ky ham apni amount ko apna current asset samajhty hain jabky jo amount specific time period ky bahd hamain hasil hony wali hoti hai woh hamary liay tangible asset hota hai jo kuch time period ky bahd physical assets main shamil ho jata hai tou agar ham market main trade kerna chahty hain tou hamain physical assets per trade kerna hoti hai jabky tangible assets ko ham market main trading ky liay apply nehi ker sakty
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza :- TANGIBLE ASSETS kia hoty hean aur in ki market value ko describe Karen

          Tangible Assests
          Ye kisi idaray ya Companies ki wo Values hoti hain joh k kisi na kisi Physical Form Surat mein Maujood hoti hai . Is mein Company k sary wo Lawazemat aty hain joh k hamein aik toh nazar bhi atay hain or dosra is mein ziada tar Fixed Price bhi hoty hain Aik Company ki zameen ki value us company ki building ki value , us building mein maujood furniture, Electonics, Electric Equipement ki Values ki or us k wo Capital joh ki ksis Securities k mad mein ya kisi ko aas a issurance dy ja chuki ho ye sary awamil Tangilble Assests hain . Click image for larger version

Name:	th (5).jpg
Views:	2
Size:	9.3 کلوبائٹ
ID:	12335095Q k ye sari Cheezain humain pata hai k ye hamry pass is values ki maujood hain or Maximum Fixed Values hi hain. Tangible Assest mein joh item Shamil hoty hain wo aam tawar par Company ko koi Stocks waghera ki khareed-o-farokht mein faida nahi deti hai lekin ye sary awamil ka taluq chonkeh us Company se hota hai is waja se ye bhi us Company k Assests hoty hain. Tangible Assest ko Long Term Assest bhi kaha jata hai q k ye assests companies k sath sath rehti hai. Iski value mein difference toh ata hai lekin ye musalsal is Company k sath rehny waly assest hain. Isi tarahan se Intangible Assests mein Tangible Assests k opposite hain or is mein wo Assest Shamil hoty hain joh na toh hamain Nazar ata hain or na hi us ki Fixed Values ho sqti hai.Click image for larger version

Name:	Tangible Assist.jpg
Views:	1
Size:	9.6 کلوبائٹ
ID:	12335096.Hmry pass kisi bhi idary ki |Intangible Assests Copyrights, Trademarke, Patents, Licenses, or Brand Values shamil hoti hai. Q k is Values ki na toh koi Fixed Prize hoti hai or nahi ye ksis tarahn se humein Nazar ani wali hai. Intangible Assests ko kisi Single Person tawar par Sell nahi kia ja sqta hai Bulky ye puri Company ko Sell kia jata hai jese kisi company ko copy write ho or is k Badl wo company us ko pay kart hai.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza :- TANGIBLE ASSETS kia hoty hean aur in ki market value ko describe Karen

            Dear aapane bahut important question discussion ke liye select kiya hai no doubt Jab Ham koi bhi business kar rahe Hote Hain To usmein Humko different types of acids ki learning complete Karni chahie Jo Hamare liye bahut hi important hoti hai dear main aapko tangible assets ki definition se related kuch important information provide karna chahta hun Jisko study karne ke bad aapka concept clear ho jaega.

            Tangible Assets :

            Dear jab aap ke business Mein Kuchh Aise asset Hote Hain Jo easily convertible in cash Nahin Hote unko aap tangible assets Kahate Hain. No doubt Jab aap Koi business Karte Hain To usmein aap ke liye bahut important platform istemal karna aapke liye important hota hai sometime Jab aapko business Karte Hain To usmein aap land purchase karte hain machine purchase karte hain different required equipments purchase karte hain aur uske sath sath other assets ki purchase aapke liye bahut hi important role play karti hai.

            Types of Asset :

            Dear jab aap apni company ke acid se related apni learning complete kar rahe hote hain to usmein aap usko further Kuchh categories main categories kar sakte hain aur apne assets ko different divisions Mein convert kar sakte hain no doubt Jab aap assets ko completely learn karte hain aur iski depreciation aur appreciation se related rules and regulations complete Karte Hain To aap apni trial balance aur balance sheet Mein Perfect results produce Karke actual profit ko calculate karne ke liye ek acchi attempt kar sakte hain.

            Current Asset

            Fixed Asset

            Dear jab aap tangible assets related funny learning complete kar lete hain aur apne business ki different reports Priya karne mein iski proper calculation Karte Hain To aap perfect results produce karne mein bahut hi important role play kar sakte hain no doubt Jab aap koi bhi business karte hain to usmein Aapka accounting system perfect Hona chahie otherwise aapke liye problem create ho sakti hai Jab aap different acids per depreciation aur appreciation ki profit calculation karte hue uski percentage set karte hain to usmein bhi aapki complete observation aur learning honi chahie.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza :- TANGIBLE ASSETS kia hoty hean aur in ki market value ko describe Karen

              Yes forex trader ko kamyabi tb he melti hai jb usk pass achi knowledge hoti hai. Agr usk pass achi knowledge ni hai to usko chahe k wo apni knowledge ko gain kary or tb trade karny ka sochy. Jo trader bena knowlege k trade karny ki khosis karty hain wo market ko achi tarha observe karny ma hamesa nakam he rehty hain. Es topic ma ham ik knowledgeable point tangible assets ko explain karyn gy.

              Tangible assets. Tangible assets asy assests hoty hain jo kisis na kisi physical form ma exist karty hain. Yani trader ko pata jota hai k usk pass kon kon sy assets available hain. Tangible assets ma cash in hand ho sakti hai. Kisi company k pass jetni vehicles hain wo b tangible assests hoty hai or es k elawa es company ki building b tangible asset ma shamil hai. Es k elawa tradet k pass ya company k pass kuch intangible assets b hoty hain jin ka trader ko pata hona bhot zaruri hai.

              Intangible assets. Intangible assets wo asset hoty hain jo physically exist ni karty es ma company ki ya trader ki good will ho sakti hai or esk elwa es ma account receiveable ho sakty hain or prepared expenses ko b ham intangible assets keh sakty hain.

              Wsy to ye bhot he basic knowledge hai but trader ko es ka pata ni ho ga to esk lae problems barh jayn gi so market sy related jetni b terma hain wo ik trader ko lazmi observe karni chahe or enk bary ma data akhata karna chahe. Jo trader enko ignore karta hai wo asal ma apny profit ko ignore kar deta hai. Ye bhot easy ho hain aksar enko samajny ma etna time ni lagta but trader ko en topics sy knowledge bhot achi hasil hoti hai jo esk lae bhot beneficial hoti hai.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza :- TANGIBLE ASSETS kia hoty hean aur in ki market value ko describe Karen

                Forex members Forex trading ek bahut hi vast trading platform hea aur is mein Kai Tarah ke assets maujud hote Hain Jin par traders apni trading karte Hain aur bahut hi acchi earning Hasil karte Hain ine assets mein sey kuch ko tangible assets kahate Hain to ya tangible assets kya hote Hain aur dear har asset ki ek market value develp ho chuki hoti ha Tangible assets asy assests hoty hain jo kisis na kisi physical form ma exist karty hain. Yani trader ko pata jota hai k usk pass kon kon sy assets available hain. Tangible assets ma cash in hand ho sakti hai. Kisi company k pass jetni vehicles hain wo b tangible assests hoty hai or es k elawa es company ki building b tangible asset ma shamil hai. Es k elawa tradet k pass ya company k pass kuch intangible assets b hoty hain jin ka trader ko pata hona bhot zaruri hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza :- TANGIBLE ASSETS kia hoty hean aur in ki market value ko describe Karen

                  Assalam O Alaikum! G bilkul sai kaha ap ny forex trading mein boht se assets hoty hain or un assets ki information or knowledge hona b boht important hai.without knowledge hum forex mein kamyab ni ho sakty. Ap ny boht acha sawal kya ha k akhir tangible assets kya hain or un ki market value kya hai.Tangible ka mtlb ha jinhyn ap touch or feel kr sakty hain.isi tareeky se esy assets jin ko ap touch and feel kr sakty hain tangible assets kehlata hai.isi tareeky se intangible assets wo assets hoty hain jinhyn ap touch or feel ni kr sakty.tangible assets esy assets hoty hain jin ko ap physically dekh sakty hain or wo ap apny busines k andr use krty hain to produce goods and services.aur ap ko wo income produce kr k dety hain chay wo long term mein ho ya short term mein.long term assets mein fixed assets aa jaty hain or isi trha short term assets mein current assets aa jaty hain.tangible assets ko ap asani se sell kr sakty hain or easily cash mein convert kr sakty hain.tangible assets ko ap as security rakh sakty hain.tangible assets kho sakty hain is liye un ko insurable kya jata ha.tangible assets chay land ho building ho vehicles hon hr cheez ki value decrease hoti ha time k sath sath.tangible asset ki aik residual value hoti hai.tangible assets market mein boht important hai.humhyn is k baray mein mukamal information honi chaye.tab hi is se mukamal faida utha sakty hain.information or knowledge k bagher hum trade mein kuch b ni earn kr sakty or na hi kamyab ho sakty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza :- TANGIBLE ASSETS kia hoty hean aur in ki market value ko describe Karen

                    Forex trading ki market Mein different types ke assets hote hain market Mein maujud tamman traders ko ine ko acche tarike se read karna chahie Jab unko read karen to unhen bahut jyada careful Rahana chahie aur in ke differences ko samajhne ki koshish Karni chahie Kyunki yah assets Ek dusre ke opposite kam karte hain in ke is opposite word ko samajhna Tamam members ke liye bahut jyada Jaruri hota hai Kyunki market mein bahut jyada importance rakhte Hain isliye traders coin ki importance ko kabhi bhi avoid nahin karna chahie Kyunki market mein bahut jyada careful Rahana chahie aur Market ke rules and regulations ko follow karte hue hi market Mein Apna Kam Shuru karna chahie

                    Market Mein assets ki to type hoti hai aur yah to types market mein bahut jyada work aati hai isliye traders go into types ago carefully study karna chahie into types mein fixed tangible assets aur current tangible assets fixed tangible assets plant and machine land and building furniture and fixture office equipment computers Investments Jab Ke current tangible assets Bank cash bills receivable marketable securities market Mein assets ki two types different types ke work karti hai into type ke jariye se yah Tamam works karna bahut Jyada easy ho jata hai

                    Market Mein intangible assets ke bahut jyada benefits Hote Hain Jab traders market Mein in assets ko carefully line karte hain tab hi vah market mein inke jariya se acche advantage bhi Hasil kar paate Hain vah Kisi bhi Business mein ine Ka istemal Karke ine Kesariya se acche benefits Hasil kar sakte hain voh in ke jariye se bank se loan bhi le sakte hain Iske jariya se life cycle ko calculate karna bahut jyada easy ho jata hai inke jarie Seva apni life ki Tamam needs ko acche tarike se pura kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza :- TANGIBLE ASSETS kia hoty hean aur in ki market value ko describe Karen

                      Ji dear ap nay aik achi info kay bary main ask kia hay. Agarcheh ye bahut common term hay laikin kuch members ko iskay bary main pata nai hoga laikin apky is thread ki waja say umeed hay keh woh bhi tangible assets kay name, inki value aur form say waqfiat hasil kar lain gay aur isi tarah woh apna knowledge bhi improve kar lain gay.


                      Tangible assets.
                      Aisy assets jinko ham touch kar sakty hain aur jo physically existence main hoty hain woh tangible assets hoty hain. Tangible asset us waqat tangible rehta hay jab hamary pas ho. Yani ager cash hamary pas ho to woh tangible hay laikin jab ye hamary bank account main ho to ye tab tangible nai rehta q keh ham isko electronically use kar sakty hain. Ya atm kay through ham isko transfer kar sakty hain.

                      Intangible assets
                      Aisy assets jo physically mojud nai hoty aur na he ham inko touch kar sakty hain laikin actually ye hamary asste he hoty hain. Business main sab say valueable intangible asset goodwill hay jo kisi bhi business ki saakh hoti hay. Ja bhi koi business sell out hota hay to is business kay asstes main is ki saakh bhi shamil hoti hay aur is tarah iski bhi aik value hoti hay.

                      Calculation of tangible assets value.
                      Tangible asset ki value ki calculation tab he ho sakti hay jab tak ye hamary pas mojud ho. Laikin jab ham isko open market main sell kay liye offer karty hain to iski value alag hoti hay aur ham iski wuhi value consider karty hain jo open market main observe ki gai ho. Jo keh iski purchasing value say kam ya ziada ho sakti hay.
                      Last edited by ; 02-11-2020, 11:12 AM.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza :- TANGIBLE ASSETS kia hoty hean aur in ki market value ko describe Karen

                        Assalamu Alaikum beer aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai forex market mein aap Agar tangible assets ko dekhna Chahte Hain To iske liye aapke pass Ek simple Sa formula hai ki dear jo bhi fees Kisi bhi company ko aap dekh sakte hain usko Hath Laga sakte hain ya FIR aap use chij ki value cofix Dekh Rahe hote hain to vah chij aapke pass time people assets ko Tarah use Kiya jata hai ba tangible assets Kisi bhi company ki fix price job fair value ko jo kar rahe Hote Hain.

                        Tangible assets Mein Main aapko yah batana Chahta Hun Ki Kisi bhi company ki building ya FIR uski land ya FIR usmein hone wale material Ko Jab use Kiya Jata Hai To usko aap tangible assets ka naam de sakte hain aur ham Dete Hain Ki dear tangible assets ki market mein bahut jyada value hoti hai aur iska market mein bahut jyada effect Hota Hai forex market mein aap Jab kam karte hain to aapko in Tamam chijon ke bare mein information honi chahie aur information aapke pass Hogi to aap ko iska Jyada fayda hoga.

                        Dear Ham dekhte hain ki basaya vah tangible assets market Ki Kisi bhi spelling aur purchasing ke bare mein aap ko fayda Nahin dekar dete lekin aap is chij ko use Karke company ke profit ko increase kar sakte hain tangible assets aap Jab use Kahate Hain To isase aapki company ki value increase Ho Jaati Hai Aur aapko isliye bahut jyada fayda hota hai tangible assets market Mein aapki bahut jyada value rakhte Hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza :- TANGIBLE ASSETS kia hoty hean aur in ki market value ko describe Karen

                          Ji aapane bahut hi Achcha question kiya hai aaj Ham aapko tangible assest ke bare mein Apne experience or knowledge share Karenge ki yah kya hota hai aur Market Mein uski kya value Hoti Hai Iske bare mein Ham aapko bataenge tangible assets ke bare mein hamare pass Se Achcha experience or knowledge Hona chahie Hamen is ko acche tarike se understand karna chahie Taki Ham market Mein isko acchi tarike se Samajh Kar kam kar Saken aur iski value ke bare mein acchi information Hasil kar Saken

                          Hamen is main different type ki acids learning ko properly complete karna chahie tangible assist ko Ham physical form se exit Karte Hain is se trader Ko Pata Chalta Hai Ki unke Paas kaun kaun se assets dastiyab Hain tangible assets cash in hand ho sakta hai yah perfect result ko produce karne mein bahut hi jyada important role play karta hai Jab Hamesha Mein important platform ka istemal karna bahut jyada important Hota Hai

                          Tangible assits ko log term assits bhi Kahate Hain yah assits company ke sath sath rahti hai is company main difference Aata Hai yah assets company ke sath sath rahti Hain Hamen Tangible aur Nan tangible ke bare mein experience or knowledge Hona chahie Ham market Mein Inko acchi tarike se samajh sake is Nike fundamental analysis ke help se ham market ko acche tarike se samajh sakte hain aur Market Mein acchi success Hasil kar sakte hain

                          Hamen apne business mein jyada Se Jyada mehnat Karni chahie Taki Ham apne business Mein acchi success Hasil kar Saken market Mein trade Lagate Hue Hamen market ke bare mein experience or knowledge Ka Hona bahut jyada important Hota Hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza :- TANGIBLE ASSETS kia hoty hean aur in ki market value ko describe Karen

                            dear friend, tangible assets hm un assets ko kehtay hain jin ki monitory value limited ho aur wo physical form ma available hon, inki aik proper transactional exchange value hoti ha, tangible assets wo main types k assets hotay hain jin ko koi perticular company apnay products ya service produce karnay k liay use karti ha, ye kisi buisness ya company k liay bh ahmiat k hamil jotay hain, in ko 2 further categories ma takseem kia jata ha,

                            1. current tangible assets
                            2. long term tangible assets

                            Current tangible assets:

                            ye wo assets hotay hain jo physicaly at the spot available na hon lakin unki aik limited transaction value ho, in ma market ya company ki cash ya inventory wagera shamil hoti ha jis ko kbi na kbi use karna hota ha, ya in ko emergency situation ma usage k liay rakha jata ha,

                            Long term tangible assets:

                            long term tangible assets ko hm fixed assets b kehtay hain jin ma properties, vehicles, equipments aur furniture wagera shamil hotay hain, ye fixed assets buisness ya market ko continuly run karnay k liay use hotay hain, inko perticular company life time k liay use kar sakti ha

                            jaisa k tangible assets aik physical shape ma hotay hain lihaza ye mukhtalif tareekon sa damage b ho saktay hain jis ma natural disasters wagera b shamil hotay hain, shareholders ki equity ko manage karnay k liay asset values ki kafi importance hoti ha, in assets ko intialy to balance sheet par record kia jata ha lakin jb ye use ho jatay hain to inhain income statements par move kar dia jata ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza :- TANGIBLE ASSETS kia hoty hean aur in ki market value ko describe Karen

                              assalamu alaikum ji bhai ummid hai aap khairiyat se honge no doubt aapane bahut hi achcha topic choose Kiya hai discussion ke liye kyunki agar aapko business mein assets ke related information hasil nahin hogi aur aap aise scores nahin samajh sakte aapko nahin pata cassettes kise bolate Hain to aap kabhi bhi Forex trading achcha profit nahin Kama sakte achcha profit kamane ke liye aapko market ke related proper information hasil karne chahie

                              TANGIBLE ASSETS :

                              tangible assets as a asset sote Hain jinko of physically Jo sakte hain unko Ham tangible asset bolate Hain agar aapke pass koi bhi aisa acid available hai jiski physically Koi Na Koi existance hai aur physically Koi Na Koi existence hai aur aap usko touch kar sakte hain to usko Ham tangible asset bolate Hain tangible asset main aapke plant and machinery, land, vehicle, building etc

                              Tangible asset ko aap physically dekh sakte hain aur iski aap depreciation per charge kar sakte hain jab aap apna file return karte hain PR main to aapke pass agar koi bhi tangible assets hai to aap unki depreciation bhi charge kar sakte hain kyunki tangible assets ki depreciation bahut jyada hoti hai kyunki vah use ho rahe hote hain as compared to intangible asset

                              tangible assets ki market value bhi up and down ho rahi hoti hai for example agar aapko he land purchase karte hain to uski price mein up and down ho raha hota hai to aap isiliye usko recognise kar sakte hain aur easily usko Maya kar sakte hain lekin agar aap intangible asset purchases karte hain to uski price mein up and down physically nahin ho raha hota

                              tangible assets of easily sale kar sakte hain kyunki unki physical experience hoti hai aur isko aap easily market mein sel kar sakte hain yahi vajah hai ki bahut se log tangible asset lete hain kyunki tangible asset easy to sale hote hain as compared to intangible asset

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X