What is naked trading !

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: What is naked trading !

    Ji aapane bahut hi Achcha question kiya hai aaj Ham aur Nek trading ke bare mein Apna experience or knowledge share Karenge ga Hamen net trading ke bare mein complete information Hasil Karni chahie Hamen Iske bare mein Apne study ko properly complete karna chahie market Mein trader trading ke liye different strategy ko apni trading ke liye select Karte Hain strategy ki help se market Mein Ham acche tarike se trade Laga sakte hain aur acchi strategy ko Ham Apne trading main main use karte hain

    Necked trading Mai Ham current situation ko acche tarike se Dekh Kar trade kar sakte hain naked trading Main ham Na Kisi indicator ki help lete hain aur na hi ismein Ham Kisi pattern ki help Lete Hain market Mein naked trading se trader ko Achcha profit Hasil karna bahut jyada difficult ho jata hai trader naked trading Se Achcha profit Hasil nahin kar sakta naked trading bahut jyada Complex Hoti Hai is Mein loss hone ke chance bahut jyada hote hain aur profit hone ke chance bahut kum Hote Hain

    Is Samay market ka analysis karna bahut jyada important hota hai market Mein fundamental analysis aur sentiment analysis focus Rakhna chahie naked trading Mein Ham technical analysis ko use karte hain Hamen market Mein analysis ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie Iske bagair market Mein acchi kamyabi Hasil nahin kar sakte aur na hi accha profit Hasil kar sakte hain market analysis bahut hi jyada important Hota Hai

    Market Mein trade Lagate Hue Hamen big size ko use nahin karna chahie yah Hamari trade ke liye bahut jyada risky Hota Hai isase Hamara account bhi wash ho sakta hai isliye Hamen Hamesha Small lot size ko Apne trade Mein use karna chahie is share market Mein achha profit Hasil kar sakte hain aur acchi kamyabi Hasil kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: What is naked trading !

      Bahut se trader Aise Hote Hain Jo apni trade Mein indicators ko use Nahin Karte Aisi trading ko Ham naked trading Kahate Hain Aisi trade karte hue ham sport aur resistance ko use karte hain Aisi trade karte hue hamare pass candlesticks ka knowledge Hona chahie Kyunki Jab Ham apni trade mein indicators ko use Nahin Karte to use Waqt Hamen candlesticks ko use karna padta hai agar hamare pass candlesticks ke about knowledge or experience Hoga To Ham market mein naked trading kar Sakenge Agar hamare pass Achcha experience Aur knowlege Hoga to hamare liye market Mein trade Lagana Aasan hoga Agar Ham Forex Mein kam karna chahte hain To Hamen chahie ke Ham acche experience aur knowledge ke sath ismein entry Karen Taki market Ka analysis karte hue Hamen difficulties ko face Na Karna Pade

      Hamare pass achha experience or knowledge Hoga To Ham acchi posting kar Sakenge lekin Hamen chahie ki posting karne se pahle acchi planning kar le Kyunki planning ke sath ki Gai posting kabhi bhi galat Nahin Hoti planning Se Ki Gai posting Mein mistakes bahut kam hoti hai agar Ham Forex Mein kam karna chahte hain aur isase acchi earning Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham acchi planning ke sath posting Karen Taki Ham apni posting ki quality ko Behtar banaa sake Hamari posting ki quality jitni Jyada acchi Hogi Hamen utna hi jyada bonus milega posting karte hue hain main bilkul bhi jaldbaji nahin Karni chahie Agar Ham jaldbaji Mein post Karte Hain To Hamari post Mein mistakes bahut jyada hoti hai Jiski vajah se Ham acchi earning Hasil nahin kar paate aur Hamen loss ko face karna padta hai agar Ham loss Se Bachana chahte hain aur accha profit Hasil karna chahte hain To Hamen acchi posting Karni chahie
      • #18 Collapse

        Re: What is naked trading !

        AOA dear friends , Forex mein naked trading bhi trading ki aik qisam hai jis mein aap koi tool use nahin kertay aap iss mein trading ko her waqt observe kertay hain aur jahan aap ko trade mein faida hota hai tou aap uss trade ko close ker detay hain
        hamein chahiye ke hum Jab Bhi trade lagayein to take profit ka istemal zarur Kare is ka bahut hi zyada fayda hota hai agar Hum is ko trading Mein use Karenge to Hame profit Hota Hai Tu Jahan Tak Hum profit Chahte Hain Wahan Tak Hamein profit ho jati hai aur phir us key baad Hamein nuksan Hona shuru ho jata hai Tu Hamari profit wahi par barkarar rehti hai Hamari profit Is Tarah Se save Ho Jati Hai take profit lagane ka ya fayda hota hai
        Aur Dear Forex members Nacked trading ke oper aik book be hai agar app net pe search karlo to mil jayege ye uss trading mathod ko kehtai Hain jis Mai trader koye indicater use na karay sari trading support aur resistance channels aur trend line ko use Kar Kai karay iss kelye app ke pas candle stick ka knowledge nhona be zarori hai Forex mein naked trading kernay ka bhi bahut faida hota hai iss mein bhi humain bahut acha profit hota hai aap ko bhi chahyea kay forex mein naked trading kya kerain aur iss mein mehnat bhi zayada kerni hoti hai tou aap kamyab bui hotay hain dear friend naked training karna bhi aapke liye bahut hi risky sabit ho sakta hai aur dear friends successful trader sirf naked chart use kartay hain yah phr koi indicator b use kartay hain to indicator share karay mein nay youtube par bohat si successful trader ki video dekhi hain un ka chart sirf naked hota ha aur dear friends Har kamyab trader ke apni apni trading strategy aur style hota hai iss liye sab traders kay baray mai aik he baat confirm toor per nai kahi ja sakti hai.
        • #19 Collapse

          Re: What is naked trading !

          Assalamualaikum!!

          Forex ki Trading main bohat si situations hoti Hein Jin Kay mutabik Trading ki ja sakti hai aur unky baary knowledge ka hona zaruri hai m aj mein apky sath Trading ki Aik situation Jo hai hai naked Trading usky baary main information share karny ja Raha hun . Aj ka Mera topic informative topic hai aur apny is topic main Bohat acha question uthaya hai Kay naked Trading Kia hoti hai.

          Naked Trading:-

          Trading ki Aik situation naked Trading hai . Naked Trading us Trade ko kaha jata hai Jo simple market ki condition Kay mutabik hoti hai is main traders market ki condition Kay mutabik trade laga dety Hein is. Main traders market ko ankayse Kar Kay us main bannny waky candle patterns Kay mutabik trade open karty Hein aur apni trade candle pattern Kay mutabik laga dety Hein is main wo koi khaas indicators ka use nai karty aur na hi traders Trading keliye useful tools ko use karty Hein . Naked Trading main bas Ap market ki condition ya situation Kay mutabik trade laga dety Hein . Naked Trading main isi tarah koi indicators ka use nai Jata hai .

          Naked Trading main indicators sur tools ko proper use nai Kia jata is waja sh is ki waja sy apko loss Kay chances ziada hoty Hein yaani baked Trading ko Ap aam Trading sy ziada risky keh saktay Hein aur bohat Kam traders hi naked Trading Karty hein aur koi bhi senior trader naked Trading ko recommend nai karta aur is liye hi recommend nai karta kiun Kay naked Trading main loss Kay chances hoty Hein aur is main Ap Trading ki knowledge ka bohat Kam usee Karty Hein sirf Ap market ki situation ko follow karty Hein aur trade laga dety hein isky baad kisi bhi indicator ka ya kisi bhi tool ka use nai Kia jata is waja sy Ap proper Trading nai Kar rahy hoty aur ye Trading risky hoti hai . Us liye apko ziada sy ziada naked Trading sy bachna Chaiye aur koshish Karni chaiye Kay proper knowledge auv learnings Kay baad Trading Karen taky kamyabi hasil Kar saken . Isi tarah Mera opinion yehi Kay Kay naked Trading na ki Jaye aur proper analysing aur Indicators Kay use Kay sath Trading ki Jaye taky ziada sy ziada faida uthaya Ja saky
          • #20 Collapse

            Re: What is naked trading !

            Assalamu alaikum my dear all Forex member naked trading ke bare mein aaj Ham discuss karenge Forex trading the maximum member naked trading krty hain. Naked trading sa related appse important information share karna chahta hun Dear jab aap market Mein entry currently situation ki basis per laty hain tu isko naked trading kaha jata hai. Jab ap futures or past market ki movement ko ignore Karte Hain or currently situation ki basis per decision-making krty hain Forex trading Mein sometime aapko market ki current situation ki basis per decision-making Karni chahie aur Market ki movement aapke liye bahut jyada important ho sakti hai. Forex trading Mein Jab different news market Mein Aati Hai To is time per market ki volatility bahut jyada ho jaati hai. aur Aisi situation main aap market mein bahut jyada advantages Hasil kar sakte hain no doubt yah technique sometime aapke liye bahut jyada problem bhi create kar sakti hai. aur Market sometime apni reversal movement start kar deti hai lekin, agar aap market ko consistently time de rahe hain To Aisi situation aap feel kar sakte hain aur Apna decision bhi change kar sakte hain Forex trading me agar aap perfect trading karna chahte hain to uske liye aapko analysis ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie aur Hamesha market Mein past experience ki base per future ko predict karna chahie lekin sometime aapke liye yah technique ki profitable ho sakti hai aur aapke profit ko increase kar sakti hai lekin aapko completely is technique per focus nahin karna chahie aur Hamesha kabhi bhi is technique per hundred percent depend nahin karna chahie market ki current situation ki basis per decision-making aapke liye sometime bahut jyada Harm full bhi ho sakti hai
            • #21 Collapse

              Re: What is naked trading !

              trading aik trading method ha naked trading us trading mathod ko kehte Hain jis Mai trader koi indicater use na karay sari trading support aur resistance channels aur trend line ko use Kar Kai karay iss ke liye app ke pas candle stick ka knowledge hona be zarori hai Forex Trading me kuch trading k iqsam hote he to jin logon jis tarah ki trading suite karti he us hisab se wo trading karte he naked trading me aapko her time apni trade ko follow kerna hota he jis time aapko wo trade kuch profit deti he to aap wo trade close kar sakte he naked trading acha trading method ha Naked trading bhot complex hoti or trader ko es ma loss k chances zayada hoty hain so trader kisi ko b naked trading recommend ni karty. Trader ko un trades ma he kamyabi hoti hai jin ko wo analysis k zaryae open karta hai. Trade open karny k lae trader ko na serf technical analysis ko use karna chahe balky esk sath sath fundamental or sentimental analysis par b focus karna chahe. Jo trader en analysis ko consider ni karta wo kbi acha profit hasil karny ma kamyab ni ho pata. Forex trading ma analysis sy he market ka trend pata chalta hai
              • #22 Collapse

                Re: What is naked trading !

                naked trading ka matlab hae ke andhe trading jis main na koi analysis hota hae na koi stop loss hota hae na koi is main money managment ko follow karta hae is main hum sirf tukke par he trade karte hain isko hum kete hain naked trading to is ke liye hamen cahiye ke hum sahe tarah se is main kam kiya karen q ke naked trading main yun hota hae ke kabhe kabhe to apko bahut acha profiot ho jata hae tukke ke waja se lakin har waqt nhe hota hae lakin jab apko is main tukke par loss hota hae to bahut sa loss nhe hota balke acvount he wash ho jat he hae bas is waja se hamne bhe cahiye ke hum is main kabhe bhe naked trading na kiya karen as a good trader hamen cahiye ke hum is main mehnat sahe tarah se karte howe is main money mangmnet ko folow kiya karen take hum is main kamyab ho saken sahe tarah se agar hum is main ache tarah se kam karte howe he is main mehnat karen ge to hum bahut kuch hasil bhe kar he saken ge hamne kabhe bhe is main himmat nhe har lene cahiye balke hamne cahiye ke hum is main sahe tarah se ache tarah se kam karna hota hae to he to hamen is main success milte hae or kuch gain karne ko bhe milta hae bas hamen apne kam ko bhe better kar lena cahiye take hum apne account ko safe kar saken or naked trading se bachne ke koshish karen
                • #23 Collapse

                  Re: What is naked trading !

                  dear forex market mein kam karne ke liye humko yah pata hona chahie is market mein Ham kaise kam karenge to humko is market match result milega Jo trade forex market mein discipline ke sath kam karte hain vah is market mein kamyab Ho jaate Hain agar Ham forex market mein so samay kar decision lete hain aur is market mein apne account per planning karke kam kar deta hun kis market mein kafi achcha result Mil jata hai forex market mein kam karne ke liye different indicators aur tools use hote Hain jinko Ham apne analysis ke liye istemal kar rahe hote hain is market mein different pattern Ban Rahe hote hain jinko dekh Ham is market mein kam karte hain agar Ham market mein kam karne ke liye koi indicator yah tool use nahin karte aur simple chat ko dekh kar kam karte Hain to yah market mein naked trading kahlata hai forex market mein jo trader naked chart ko read karte hain vah is market mein acche analysis karke kamyab Ho jaate Hain agar Ham forex market mein apne account per risk management ke hisab se lete Hain to humko is market mein kafi jyada fayda ho jata hai jo trade forex market mein discipline ke sath kam karte hain aur apne account per Koi indicator use nahin karte vah is market mein long-term ki trading bahut hi acchi tarike se kar rahe hote Hain humko is market mein apne naal Chad ke liye Koi aisa system bana Lena chahie jiske grah MS market mein trade karke apne account per profit bana sake market mein kamyab hone ke liye humko hard work karna hota hai.
                  • #24 Collapse

                    Re: What is naked trading !

                    naked trading aik aisi trading hay jis mein hum trading krtay waqt market ki future movement k baaray mein koi info hasil nai krtay aur na apni trading mein koi indicator ka istamal kiya jata hay.naked trading aik aisi situation ki trade hoti hay jis mein sirf price action pe trading ki jati hay iskay ilawa koi bhi tool use nahi kiya jata.market ka momentum bhi khud judge kiya jata hay.simple chart ko open kr k market ki movent ko dekhtay huway naked trading ki jati hai.
                    naked trading aisy he mumkin hay jaisay hum kisi particular cheez k sath daily attach rehtay hon chahy wo kisi bhi field se related ho to hamein oskay baaray mein acha knowledge hasil ho jata hai aur forex mein bhi aisa he hay jb hum musalsal aik chart ko dekhay hain to hum oskay mahir bn jatay hain.naked trading k leye hamart experience ka hona bihat zaroori hay q k is mein indicator to use nai kiye jatay is leye hamein mentally taur pe active hona chahye aur hamari eye bhi itni fast kam kray k jaisay he market ko koi movement change ho humari eye osko capture kr le.
                    agr hum sirf indicators k bharosay pe kaam krengay to ham har vaqt apnay indivators ko change krtay rahengay q k kabhi koi indicator nuqsan de ga to kabhi koi.naked trading ka tareewa ye hay k trading chart ko open krnay k baad os pe different time frames apply keye jaayin.or market k trading chart ko zoom out kr k dekha jaye aur phir khud hi bina kissi trend line k istamal k hamein apnay experience ki madad se market ka trend find kiya jaaye aor phir jaisay he market mein koi entry ppint milay os mein enter ho jana chahye aur oskay baad exit point pe bhi right time pe exit lia jaaye.naked trading aik mushkil tareen trading hay aur isko new members aur junior traders bilkul na krein q k agar wo naked trading krnay ki koshish krengy to unko nuqsan ho sakta hay q k aisi trading mein koi bhi indicator nai hoga is leye onko koi signal buy ya sell ka nahi milay ga.naked trading mein khud he price action k sath trade krtay hiway clue talash krna hota hay.
                    naked trading sb se ziada risky trading hay.
                    • #25 Collapse

                      Re: What is naked trading !

                      Achi trading ke liye ache experience our knowledge ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex mein trading se pahle jitna ho sake apne experience our knowledge ko increased karna chahie kyunki forex mein ache experience our knowledge ki wajah se hum acha work our achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein hum losd se bhi bach sakte hain aur forex mein achi trading ke liye market ka acha analysis bahut hi zaruri hai isliye forex trading se pahle hamen market ko achi tarah se analyse karna chahie forex main market ka fundamental aur technical analysis karna chahie jisse forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex main achi trading ke liye money management bahut hi zaruri hai isliye forex main trading money management ke sath karni chahie aur forex mein achi trading ke liye sabar bahut hi zaruri hai isliye forex trading sabar ke sath karni chahie aur forex main achi trading ke liye fresh our active mind hona bahut hi zaruri hai isliye forex mein trading fresh our active mind ke sath karni chahie aur forex mein achi trading ke liye chart pattern ko samajhna hamare liye bahut hi zaruri hai aur forex mein hamen trading mein ache indicators ko use karna chahie our forex main ache indicators ko use karne se ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte aur forex mein ham loss se bhi bach sakte hain aur forex mein koshish karna chahie ki forex mein ham trading mein normal lot size use karen jisse forex mein ham achi trading kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain our forex main hum loss se bach sakte hain aur forex main achi trading ke liye achi planning bahut zaroori hai isliye forex mein trading achi planning ke sath karni chahie jisse forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex main kamyab aur ache trader bhi ban sakte hain.
                      • #26 Collapse

                        Re: What is naked trading !

                        Assalam o alaikum
                        Topic: Naked trading
                        Explanation:
                        Naked trading market ki current position pay depend krti hay or current price pay depend krti hay na k future pay ya past pay ye trading market ki current position or price k sath linked hoti hay.
                        Is k relation candlesticks or charts ki help sy trading krnay k sath hota hay. Kuch trader is bat ko b refer krtay hain k indicators ko learn krnay sy pehlay naked trading ko learn kiya jaye.
                        Or naked trading ko attempt krnay sy pehlay is bat ka b khyal rakha jata hay k kya apko candlesticks ka concept hay ya chart pattern ka concept hay kyun k naked trading krnay sy pehlay apko candlesticks or chart pattern ka knowldge hona zaruri hay.
                        Indicatots just past ko dekhnay k liye best hain na k future ko predict krnay main. Naked trading ko technical analysis ki form b co sider kiya ja skta hay. Click image for larger version

Name:	cde0d17bc12dff6812692678e9c7d2bb.jpg
Views:	1
Size:	76.5 کلوبائٹ
ID:	12337461
                         
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Naked trading forex mein ek trading strategy ko refer karta hai jo asal mein price charts aur technical analysis par mabni hoti hai, bina traditional indicators ya oscillators ke istemal kiye. Traders jo naked trading mein shamil hote hain unka yeh conviction hota hai ke ek currency pair ki trading ke faislay ke liye sab zaroori malumat pehle se hi price movements mein mojood hai. Yeh approach un tareeqon se mukhtalif hai jo indicators jaise ke moving averages, stochastic oscillators, ya relative strength index (RSI) ka istemal trading ke faislay mein madad karne ke liye karte hain.

                          Naked trading ka asal foundation yeh hai ke price movements tawajju se nahi hoti aur tareekhi price data ka analysis kar ke trends aur potential reversal points ko pehchanne ke liye istemal kiya ja sakta hai. Traders jo is approach ko follow karte hain, aam taur par support aur resistance levels, trendlines, chart patterns, aur candlestick formations jaise key elements par tawajju dete hain. In visual cues par bharosa kar ke, unka maqsad market sentiment ko samajhna aur future price movements ke bare mein malumat hasil karna hota hai.




                          Principles of Naked Trading
                          • Price Action Analysis: Naked traders price action par zor dete hain, jo ke chart par raw price movements ki study ko shamil karta hai. Is analysis mein trends, key support aur resistance levels, aur flags, triangles, aur head and shoulders formations jaise patterns ko pehchanne ka shamil hai. Price action traders yeh maante hain ke price ka khud behavior samajhna trading ke faislay ke liye kafi hai.
                          • Support and Resistance: Support aur resistance levels naked trading mein bohot ahem hote hain. Support wo price level hai jahan ek currency pair ne aksar girne mein mushkil mehsoos ki hai, jabke resistance ek level hai jahan pair ne aksar barhne mein mushkil mehsoos ki hai. Traders in levels ko entry aur exit points ke liye pehchanne ke liye istemal karte hain.
                          • Trendlines: Trendlines ek chart par draw kiye jate hain taake price movement ka general direction darust se represent ho sake. Traders un instances ko dekhte hain jahan price in trendlines ko touch ya break karta hai, kyun ke yeh trend ka potential change ya existing trend ka continuation signal kar sakte hain.
                          • Chart Patterns: Chart patterns jaise double tops aur bottoms, triangles, aur rectangles, naked trading mein ahem hote hain. In patterns ko dekhar traders ko lag sakta hai ke potential reversals ya trend ki continuation hone wala hai, jo entry ya exit points ke liye signals provide karte hain.
                          • Candlestick Analysis: Candlestick patterns wo malumat pesh karte hain jo ek specific time frame ke andar open, high, low, aur close prices ko represent karte hain. Naked traders aksar candlestick patterns ka istemal market sentiment ko samajhne aur future price movements ke bare mein predictions karne ke liye karte hain.



                          Advantages of Naked Trading
                          1. Simplicity: Naked trading apni asan tareeqe ki wajah se qadre asaan hai. Kayi indicators ka istemal na karke, traders ek saaf chart par tawajju de sakte hain aur zaroori price movements par jaldi faislay kar sakte hain.
                          2. Universal Istemal: Naked trading ke principles ko various financial markets mein istemal kiya ja sakta hai, sirf forex mein nahi. Traders is approach ko stocks, commodities, aur doosre instruments mein bhi istemal kar sakte hain.
                          3. Clear Market Sentiment: Naked trading traders ko market sentiment ko seedha observe karne ki izazat deta hai, price movements ko analyze kar ke. Yeh seedha approach buyer ya seller kon control mein hai, iski wazeh taur par dikhata hai.
                          Tips for Naked Traders
                          1. Focus on Multiple Time Frames: Comprehensive market dynamics ko samajhne ke liye naked traders aksar charts ko multiple time frames par analyze karte hain. Yeh long-term trends ko identify karne mein madadgar hota hai jabke short-term opportunities ko pinpoint karne mein bhi asani hoti hai.
                          2. Risk Management is Crucial: Jaise ke har trading strategy mein, effective risk management bohot ahem hai. Naked traders ko clear stop-loss levels set karna chahiye aur potential losses ko kam karne ke liye overleveraging se bachna chahiye.
                          3. Continuous Learning: Successful naked traders aksar continuous learning ki ahemiyat ko barat te hain. Markets evolve hote hain, aur naye patterns aur price behavior ke bare mein malumat rakhna zaroori hai.
                          ​​​​​​​
                          Believe in yourself and your abilities. When you fight for your dreams, you can achieve anything.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X