Re: Forex men technical analysis (jaiza) !
Forex market aik risky market hai aur is Mein analysis ko bohat ziada importance di jati hai because without analysis market ko samajhna aur phir us ky trend kay according trading krna mushkil he nahi balky possible bhi hai is liye humein chaheye KY jab bhi market Mein trade open kren to us se pehle market ki movement ka analysis lazmi kr Lyn ta ky ache trading se ache earning ko hasil Kiya ja sake and khud ko har tarha kay loss se safe rakha ja sake jhan tak technical analysis ki baat hai to bilkul dear technical analysis se bhi market ko acha observe Kiya ja sakta Hai lekin koshish kren ky apny experience apni learning ko kabhi bhi ignore na kren no doubt hum apni learning aur experience kay according he market ko analyse kr rahe hoty hain magar kuch log technical analysis mein totally tools aur techniques per depend krna shuru kr dyty hain jis ki wajah se Un ko losses ka samna karna par jata Hai humein kabhi bhi forex jaise risky business Mein aisa koi step lyny ki koshish nahi krni chaheye jis ka result humein pehle se he maloom ho technical analysis mein hum different indicators ka istemal krty hain jo KY humein market Mein ane wali ache entry ki information dyty hain aur humaein market ky trend se related ache information provide krty hain lekin dear just technical analysis per depend krna risky ho sakta hai because is time market ki situation bohat alag hai is liye humein koshish krni chaheye KY jahan hum market ko technically analyse kr rahe hain wahe fundamental analysis ko bhi istemal krny ki koshish kren ta ky jitna ho sake apny account aur apni trade ko secure bnaya ja sake aur hmesha ache trading krny kay liye Soch samajh kr decision lena chaeye taa k hum har tarahn k loss se bach skein.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим