Re: Jaiza: Forex trading ma common terms "PULL BACK" & "TROWS BACK" ka difference or
Ji forex main kai aisi terms hain jin ka ham na to knowledge hasil karty hain aur na he inko use karty hain. Jis waja say ham in terms ki effectivity say mehroom reh jaty hain aur is tarah ham kai situations main achi trade karny say qasir reh jaty hain. Is liye hamain inka acha knowledge hona chahiye.
Pull back terms.
Pull back terms ka use karty huye trader ye find karta hay keh kis tarah support and resistance levels say selling ki trade kary. Q keh ye term tab use hoti hay jab market ya to support say wapas chali jati hay ya phir resistance ko retest karti hui yahan say wapas a jati hay, is tarah market bar bar ye amal duhrati hay jis say trader ko har bar sell ki trade ka moqa mil jata hay.
Trows back.
Jab market support ya resistance ko hit ho kar ya break ho kar retest karti hui again up chali jaye to isko ham trows back kehty hain. Is tarah traders yahan per jab bhi price nichy ati hay to again buy ki trade laga kar trade karta hay. Is tarah ki situations kai bar hamain kai pairs main daikhny ko milti hain jab woh apna trend change kar rahy hon yani up trend main ja ray hon.
Conclusion.
Ye donon bahut famous terms hain aur trader in per effective trading bhi kar sakta hay. Laikin is kay liye hamain indicators ka use karna lazmi hota hay. Ta keh ham trend ki strength ko confirm kar sakain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим