what is margin call in trading ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: what is margin call in trading ?

    Salam Walekum kya aapane bahut hi Achcha question hai poochha hai to Pyare bhai jaan agar aap Forex trading Mein kam Karte Hain To uske liye aapko technical train se Ko samajhna Hoga aur technical trade ko samajhne ke bad bhi Forex trading Mein kam karna hoga Kyunki aap technical transcode Nahin samajhte to aap Sahi tarike se training nahin kar sakte agar aap acche trading karna chahte hain to uske liye aapko technical Trump Ko samajhna Hoga aur marriage call kar Leti main aapko Kuchh information profit kar deta hun aur yah kya hota hai aur yah Kaise kam karta hai

    Jab aap tractor training Mein marriage sal ke rated proper market information Hasil Karte Hain To usmein aap ko yah Baat Pata Chalti Hai ki aap Jab Bhi train Lagate Hain To same time hi aisa hota hai ki trade aapke again se Chali jaati hai aur aapke account mein balance kam hota hai to Aapka Agar account was hone ke kareeb hota hai to aapko account mein agar koi investment Paida Hui Hai yah aapane Koi investment joke aap ke account se transfer Ki Hai Lekin abhi tak vah aapke dusre account mein transfer Nahin Hui to vah investment Wapas Chali jaati hai aur aapke account pass hone se bacha Hota Hai yah sabse bada fayda hai ki mar gai cal use karne ka lekin aapko chahie ki aap sabse pahle stop-loss ko serious use Karen apni training Mein Kyunki Agar Aaj stop-loss Koi use Karenge to aap per account was hone ke kareeb a Jaega aur isiliye koshish Karenge Jyada Se Jyada apni trade per stop loss ko use karne ka ke aap safety train kar sakte hain aur acche se Accha profit Kama sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: what is margin call in trading ?

      forex aik world wide karibar hai is mai hum is mai kam kar ky pasa kama sakty hai hum is mai posts kar sakty hai hm is mai trade be laga sakty hain hum is ma apne marze sy time tbale bana kar kam kar sakty han hum isy apna life tme career be bana sakty hai hum is mai agar hard working karty hai to hamy kamaybe hasial ho jy ge hum is mai posts kar sakty hai hm i mai trade be laga sakty hai hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hm is mai agar tuka system sy kam karty hain to harma heloss hain forex mai hamy market ke taraf sy ak cll ate hai js ma hamy hamary loss ky bary mai ya profit ky bary socha chaey forex aik amm business jas nahi han humi s mai bager balacne accout bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar bager learnng ky kam karty hin to hamara loss hain forex ak world wide or kabe be katem na hoy wala acha business hai hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hai hum is ma bager balance account bana kar be kam kar sakty hai hum is mai mahet karty hai to hamy kamaybe asal ho y ge hum is mai ape marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai apy boss kud ap he hoty hai hum s mai agar kam karty howe market ky har aik rule ko follow kar ky kamk arty hai to hamy kmaaybe hasal ho jy ge
      • #18 Collapse

        Re: what is margin call in trading ?

        Assalamu Alaikum for its members Aaj Qamar topic Margin Call in trading se related hai Margin Call ka istemal Kiya Jata Hai Jab Koi BSF member Jisko bahut jyada lalach hoti hai aur vah vahan bahut seat sari trading Se Laga Dete Hain Taake unko trade ko ek Achcha bonus Milta Rahe aur to Ek to vah bahut badi benefit problem kar raha hota hai aur use Waqt se idhar sari trading karta hai aur second Agar usse close option use na kiya jaaye to usko last Hona Shuru Hui loss Hona shuru ho jao chuka hota hai agar trading use trading ke use opposite Jaaye to use Surat Mein use bahut jyada loss hota hai Forex Mein mostly broker Mein margin is Surat sahulat use karte hain Ki Har broker ka Apna account aur investment ke hisab se margin ki amount percentage ke liye se set Hoti Hai vah amount Jab Bhi percentage se kam Reh Jati Hai to use Waqt Margin Call a Jaati Hai for example aapka Kaun $5,000 ka account hai to ismein Margin Call ki percentage $35 % Hai Jab tak ammajan wali trade open Karenge to Aapka loss mein Aisi hi Surat main aapko equality 35% se kam Reh Jayegi to aapko Margin Call a Jayegi Jiske bad aapko Apne account mein Masjid account Jama karvani Hogi ya agar aap Jama nahin kar Payenge to Aapka account wash Hona shuru ho jaega yah Piya fair broker Khud Se trade trade closed karna Shuru kar dete Hain trading main Margin Call bol on hai jo aapko broker aapko provide karta hai aur is margin ko istemal karte hue aap Chhoti amount lagakar Apne broker ke jariye Badi amount ki trade open kar sakte hain mast land agar aap $5000 ka account open karte hain to broker aapko margin ki 16 se 18 $10,000 ki trade position open karne ki tu Bhula deta hai
        • #19 Collapse

          Re: what is margin call in trading ?

          Hello everyone Aaj Ham aapse Margin Call se related Apne information share Karen game Arjun caller trading ke liye bahut jyada profitable Hoti Hai Iske jariya se market mein bahut jyada help bhi mil Jati Hai Forex trading ki market traders ko chahie ki vah Margin Call ko Jyada Se Jyada learn Karen Taki is kajariya se market Mein Apni trading start karte waqt acche benefits Hasil kar sakte Ek traders ke liye yah Margin Call trading karte waqt bahut jyada importance lagti hai aur bahut jyada Jaruri bhi hoti hai

          Forex trading ki market Mein investor is margin call ka istemal Apne margin account key-value ko understand karne ke liye kar sakte hain margin Colony market Mein specially brokers ki taraf se ek demand Hoti Hai joke investor ke liye Unki account ki security ke liye minimum value ko jahir karti hai Forex trading ki market Mein mourjan matric Ko Kaha Jata Hai Jab Ke Margin Call value market mein specific metric value ko kaha jata hai

          Market brokers ki taraf se Margin Call ka level provide Kiya jata hai aur yah procas 100% ka level provide Karte Hain market Mein required minimum level aur Marji level Ke Niche Girne Ko Jab roka notifies karte hain to use Waqt market ki position ko margin cal Kaha jata hai market Mein is Margin Call ko actually mobile phone ke jariye se bhi use Kiya Jata Hai Jab Ke usually score email aur message ke jariye se bhi istemal kiya Ja sakta hai market Mein traders ko bahut hi careful emergency call ko receive karna chahie aur Market mein bahut hi Soch Samajh Kar aur ek planning ke hisab se hi apni trading start Karni chahie without planning ke kabhi bhi market Mein Apni trading start Nahin Karni chahie Kyunki Is Tarah Se Agar unhen margin call receive Hoti Hai To unhen bahut jyada nuksan ka Samna karna per sakta hai isliye Jab Bhi trading karvat apni trading mein bahut jyada mehnat Karen aur apni trading per focus Karen Taki aap apni trading Nahin Achcha profit Hasil kar sake
          • #20 Collapse

            Re: what is margin call in trading ?

            margin call trading main bht zrori hoti hy is sy humy hamy acha perk bi milta ha histrionic agr is pamper bagairkisi knowldge ka kam karta han to hamy es progenitrix losse bi huta ha or hu saka ha kahamra sara pasa zaya hu jat es ka liya hamy sab sa pahly es ka bary matriarch achitara jan lana chahiya hamy achi mehant karni hu gi or achi tara anlyses kar katktye hain tu ap ka kam hai kay ap from exchange mai apna kam karain ta kay ap es maiacha kam kar kay kamyab ho ache aur aisa nhi hai kay ap nay back ki auraur ap es mai backing kar kay he kamyab ho jatye hain bina back kay apkabhi kam nhi kar saktye hain tu ap ka kam hai kay ap mahnet kay sath obtaining and sellingkartye hain tu ap ka faida hota hai bina get and preferment kay ap kabhi es mai kamyab nhiho patye hain tu ap ka kam hai potter about ap newcomer disabuse of exchange mai acha kam karain aur ap ka kamhai kay ap es mai make investments kar kay acha kam kar kay hamesha kamyab ho jatye hainkiyu kay busines koi bhi ho es mai ap kam acha tabhi kartye hain ap jub marjetmai input ho jatye hain tu karket kay hisab say chalnye wala hamesha he kamyabho jatye hain tu buying and advertising jarna zaroori hai ap scholarship kartye hain aur apalternate nhi lagtye hain tu us ka ap ko koi faida nhi hai paisye ap kay saverakhtye tu ap ka kam hai kay ap ed mai investmebt kay sath sath ap ka kamhai rket me aisa temporal nehi ha ap promote karamonth affair in decree with bahut jyada Fark pillow sakta haiamarket Mein Jis Tarah Baki tarike ka Arth hai transparent RK long mature grip and helping tarikekaro skimpy maturity period gain and stimulation tarike ka to ISI Tarah scalping achieve and soft sell tarike kar haiaapka agar scalping mein binge in hai to aap kya kar sakte hain notwithstanding iske liyeaapke jag in aur pontifical Hona chahie Kyunki
            • #21 Collapse

              Re: what is margin call in trading ?

              Forex main trading kay doran strong capital ka isi liye kaha jata hay ta keh ham nafa bakhsh trading kar sakain aur apny account ko bhi secure rakh sakain yani account wash hony say bacha sakain.

              Margin.
              Jab bhi ham kisi security main trading position open karty hain to hamain minimum margin required hota hay. Yeh margin hamain trade main alive rakhny aur stop loss say take profit tak ki facility daita hay. Har pair ka apna trading margin hota hay jo lot size kay hisa say ziada hota rehta hay. Is liye hamain yahan per apny capital kay hisa say he lot size use karna chahiye.

              Free margin.
              Hamari open trade kay bad jo baqi balance bach jata hay usko free margin kehty hain. Ager trade loss main ja rahi ho to free margin kam hota rehta hay, aur ager loss ziada ho jaye to free margin 0 kay bad minus main bhi chala jata hay. Laikin jab tak free margin zero tak na puhnchy tab tak ham mazeed trading order place kar sakty hain.

              Margin call.
              Jab ham order place karty hain aur hamari trade active ho jati hay to hamain usi waqat profit ya loss hona shuru ho jata hay. Laikin ager trade loss main chali jaye aur itna loss ho jaye keh free margin 0 ho jaye to isko ham margin call kehty hain. Margin call any ki waja say ham mazeed trading order place nai kar sakty q keh hamary pas mazeed trading order place karny kay liye balance nai hota.
              Last edited by ; 31-10-2020, 10:12 PM.
              • #22 Collapse

                Re: what is margin call in trading ?

                Dear friends,
                aaj ka topic bahut hi interested hai jo ki Hamare bhai ne yah thread banaya hai margin call ke bare mein margin call ke bare mein seekhna bahut hi jyada important hai jo bhi log forex mein trading kar rahe hain aur is Waqt Jyada Kamyab Hain unhone Forex bahut acchi Tarah Se learn Kiya Hai

                jitny bhi tools Forex Mein helpful Hoty Hai Un Sab ke bare mein aap sikhna chahie ISI Tarah margin call ke bare mein bhi aapko acchi Tarah Se seekhna chahie ta ki aap nuksan se avoid kar Saken Jab Bhi aap trading Kare to aapko margin cal ke bare mein pata ho yah kya chij hoti hai


                Margin Call
                Dear friends Jab Bhi aapki trade Lagate Hain aur aapki trade loss Mein Chali Jaati Hai aur aapko Itna Jyada loss ho jata hai ki aapka account wash hone ke nazdeek hota hai to vahan per margin kal ka bahut hi ehm kirdar Hota Hai aapko margin call aa jaati hai ki bhai aapka account to wash hone wala hai agar aap apne account ko Bachana Chahte Hain To is Mein Mazeid investment Karen Taki aapka account wash hone se bach sake

                margin call ka maqsad hota hai ki aap ko inform Karta Rahe Aage aapki Marji hai na aap investment Karen ya na Karen lekin Agar aapka account wash Ho Gaya to aapko Dobara forex Mein trading karne ke liye Re invest karna padega

                Isiliye aapko chahie ki Jab Bhi aap trading Karen hamesha lot size kam Rakha Karen Taki aapko loss kam se kam ho
                slowly slowly Apne account ko increase Karte jaen Jyada lalach Karne ki jarurat Nahin Hai Kyunki lalach Insan ko bahut bura Karta Hai Iski vajah se aapka account wash ho jata hai aur usko recover karne mein bahut jyada time lag jata hai isiliye lot size ko kam Rakh kar trading Karen Taki aap acchi kamyabi Hasil kar sake
                • #23 Collapse

                  Re: what is margin call in trading ?

                  margin call akhari limit ko kehty hn jis k baad account wash hoany ka dar hoata hy. jb lot size bri ho r ap ka account wash hoany k qareeb ho toh ap hmy margin line show hoti hy jo k ish baat ko indicate krta hy k account wash hoany k qareeb hy .account ko wah hoany sy bachany k liye hmy ya toh deposit krna chaye ya fr trade close kr dyni chaye
                  • #24 Collapse

                    Re: what is margin call in trading ?

                    members different tarah Se apne trading co continue kar rahi hote hain aur members ko apni trading co continue karne ke liye har tarah Se help chahie hoti hai aur jab members acchi tarah Se help lete Hain to members apni trading co successfully kar padhte Hain margin call bhi ek is tarah ka pattern hai ki jo members ko bahut acchi tarah Se yah help deta hai ki members apni trading ko bahut hi acchi tarah Se continue kar le bahut acchi tarah Se focus nahin karenge tu is tarah Se members ke liye cheating karne mein problem so jaenge aur is tarah Se member job apni trading ko bahut acchi tarah Se nahin kar payenge to members ko regular profit bhi nahin a Raha hoga members ko trading se related har tarah ka experience hasil kar lena chahie aur jab members maximum experience hasil kar lenge to members ko trading karne mein aur bhi achcha experience Mil jayega aur vah experience members ko acchi tarah Se help dega members ko apni trading mein kabhi risk nahin Lena hota aur jab members bahut hi risk le rahe hote Hain to is vajah Se Hi members ko nuksan ho raha hota hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: what is margin call in trading ?

                      dear forex market mein jab Ham kam karte Hain to humko yah pata hona chahie ki is market mein jab hamare account per bahut jyada nuksan ho raha hota hai aur hamare account per free margin available nahin hota to is time humko margin kal a jaati hai agar Ham apne account per account wash hone se bachana chahte Hain to humko apne account per tamam trades ke sath stop loss use karna hota hai is tarah hamesha market mein kamyab ho sakte hain Jo trader forest market mein rules banakar kam karte hain was market mein successful Ho jaate Hain agar Ham forex market mein acchi planning karke kam karte Hain to Ham khush market mein kafi jyada fayda ho jata hai jo thoda forest market mein rules banakar kam kar rahi hote hain was market mein successful Ho jaate Hain forex market mein kamyab hone ke liye humko hard work karna hota hai jo trading forex market mein Mar jaaun Kal se bachana chahte Hain to apne account per ek time par ek hi trade open Karen se unka account bhi save rahata hai aur apne account for money management ke hisab se trade open karni hoti hai agar Ham apne account per se hokar trading karte Hain to usse humko kafi jyada fayda ho jata hai forex market mein kamyab hone ke liye humko hard work karna hota hai tab hamesha market mein successful Ho jaate Hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X