1929 k great financial crisis or world war ki waja se duniya k major countries Bretton Woods k maqam par ikhati huay or ek meeting organize ki jis me global monetary policies, financial stability, bahmi tijarat jesay important points set kiye. Bretton Woods ijlas ma US dollar ko markazi currency ki hesiyat di gai or US dollar ko gold se back kiya gaya magar United States se gold ki baray paimanay par Gold ki export ki waja se 1971 ma Gold standard ko abandon kar diya gaya, jis k baad currencies ki ek dusray se correlation honay lagi, jis se forex trading market start hui.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим