Jaiza: Fix spread vs Variable spreads

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Fix spread vs Variable spreads

    Kuch brokers aesy hain jin ka spread fix hai aur kuch brokers aesy hain jin main varying spread hota hai ky fix spread waly brokers ka tou hamain identified hora hai ky ham ny trade open kerty hi itna spread pay kerna hai tou usky bahd hamain open trade main profit hasil hona shoru ho jaey ga jabky varying spread waly brokers ky sath trade kerna mushkil hota hai ky kabhi spread bahot kam ho jata hai aur kabhi bahot zyada increase ho jata hai tou yeh increase in spread hamary liay loss ka sabab hota hai hamain market main less spread waly pairs ko choose karna hota hai trading ky liay jis ko ham asani ky sath recover bhi ker sakain lekin varying spread main confirmation nehi hoti ky aik dafa ham spread ko recover ker lety hain tou usky bahd bhi hamain sure nehi hota ky ham agar kuch profit main trade close kerny ja rehy hon tou aesa bhi hota hai ky closing time per spread increase ho jaey aur ham trade kis profit main close kerna chahty hon tou same profit main trade close na ho saky lekin fix spread main hamain yeh problem face nehi kerna perta ky agar ham aik dafa spread recover ker lety hain tou usky bahd ham jitny profit main trade close kerna chahty hain ky agar hamain kuch profit hasil ho chuka hai tou ham same profit main trade close ker sakty hain phir spread ka effect khatam ho jata hai jab ham fix spread ki aik dafa recover ker lety hain tou dobara hamain spread ki koi tension nehi hoti jabky varying spread main hamain yeh problem face kerna perti hai so jab bhi ham forex market main trading ky liay koi broker choose kerna chahty hain tou hamain aesy broker ko choose kerna chahiay jis main fix spread ho ky jis ko recover kerny ky bahd ham satisfied ho jaty hain ky ab hamain jo bhi profit hasil hoga woh hamary liay withdrawable hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Fix spread vs Variable spreads

      Forex trading Mein kam karte hue Hamen fix spread or variable spread ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie Jab hamare pass Uske bare mein Achcha knowledge Hoga To Ham market Mein is spread ka istemal acche tarike se kaise karenge aur acchi kamyabi Hasil kaise karenge Hamen apne business ke bare mein acchi tarike se study Karni chahie Taki Ham acchi information ko Hasil kar sake aur apne apne business ke bare mein acchi information Haasil karne ke liye demo account per practice karni chahie Damo account practice karne se Ham apne business ke bare mein Achcha experience or knowledge Haasil karte hain dambo account bahut hi Achcha platform hai jo Hamen apne business ke bare mein acchi information provide karta ha

      Jab Ham first it Mein kam Karte Hain To Hamen broker per depend karna padta hai market Mein different broker maujud hote hain Hamen Khud broker ki selection karni padati hai separate broker ka Commission Hota Hai variable separate market mein bahut jyada important samjhe Jaate Hain Hamen Iske bare mein acchi information honi chahie

      Jab Ham market Mein Koi Bhi trade open Karte Hain To is Mein broker Apna Commission received karta hai Hamari Yahi amount lot size ke base per broker ko di Jaati Hai isko hammer fix separate Kahate Hain isase Ham bahut hi acche advantage Hasil kar sakte hain is Mein market ke movement bahut hi jyada fast Hoti Hai Hamen Ek fix Commission broker ko Dena Hota Hai

      Variable spread main market ki bahut hi jyada fast hoti hai variable separate main is ka Commission amount bhi bahut jyada Hota Hai Ham yah Commission broker ko de rahe Hote Hain isko Ham variable spread ka naam Dete Hain Hamen market Mein trade lagat Mein Hamesha Soch samajhkar trade Lagani chahie market ka acchi tarike se analysis karna chahie aur apne trade per focus Rakhna chahie jaldbaji bilkul bhi nahin Karni chahie
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Fix spread vs Variable spreads

        Walaikum Assalam der Aaj aapane Hamare Sath bahut hi important topic ko discuss Kiya Hai Forex trading ke Business mein fix spared se Murad yeh Hai ismein Kisi bhi Kism Ki Koi chij Nahin Ki jaati fix a separate Mein zero separate bahut jyada include Hota Hai separate kam ya Jyada Nahin Hota Jo brokar aapko deta hai vah separate chalta hai ya Jyada Nahin Hota Jab ham forex market Mein Koi trade open Karte Hain tho use Mein Hamen broker Commission received karta hai Ye amount bhi lot size ki vajah se ctrader ko diya jata hai

        Isliye trader ko chahie Ky vo market Mein Hamesha lot size ko bhi istemal Karen lot size ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie Hamesha market Mein small lot size ko use karke hi Hamen market Mein Apna Kam start karna chahie Agar Hamara yah Commission fix Hota Hai To Hamen is Commission Mein Hamesha Achcha advantage hi Milta Hai Hamen Apne kam Mein Hamesha mehnat Karni chahie mehnat Karke Ham Apne is business Mein Hamesha achieve success kar sakte hain Hamen Apne kam ko Hamesha Soch Samajh Kar karna chahie bhaiya soche samjhe Agaram market Mein kam Karenge To Hamen Apne is business Mein loss ho sakta hai

        Market Mein volati sometime bahut jyada hoti hai market Jab normal movement karti hai to separade mein itna Fark Nahin Hota forex market ke business main jab market Mein movement bahut jyada fast ho Jaati Hai to spared mein bahut jyada gap market Hamen Hameshaush Waqt tried open Karni chahie Jab market ki movement Hamare favour Mein Ho Jo market ki movement Hamare favour Mein Na Ho To use Waqt Hamen market Mein Kabhi Bhi tried open Nahin Karni chahie
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Fix spread vs Variable spreads

          spread aik broker ka comission hota hae is main yeh hota hae ke is main kuch brokers main fix spread hota hae or kuch main nhe hota hae kuch main ese spread hota hae ke wo har time change hota rehta hae or kuch main esa hota hae ke wo har time fix he hota hae lakin un main kuch khas farq nhe hota hae bas is liye hamen bhe cahiye ke hum is main sahe se kam kiya karen or ese broker main invest karen jis main spread kam se kam ho q ke jitna kam se kam spread hota hae hum wahan se utna jalde profit hasil kar sakte hain to is liyue bas hamen bhe is main kam ko better karne ke liye is main mehnat ke sath sath ache se is main kam karte rehna cahiye take hum is main kamyab ho saken q ke aik ache broker ka hona bhe apko kamyab bana deta hae to bas is waja se bhe hamen mehnat karne cahiye take hum is main kamyab ho saken to is waja s ehe to hum is main success hasil kar sakte hain agar hum is main mehnat kar he jate hain q ke yeh business hae mehnat wala is main agar apko kamyab hona hae to is main apko mehnat bhe karne he ho ge kamyab hone ke liye take hum is main success bhe hasil kar saken or hum is main kamyab bhe ho he jaen lakin hamen bhe is main apne km ko time ke sath sath ache tarah se is main mehnat bhe kar he lene cahiye take hum yahan se success hasil kar saken hum jitna mehnat karte hain time ke sath is main kam karte he hain to hum yahan se success hasil karte he hain hamne bas is main mehnat nhe harne cahiye jitna ho sake hamen is main dil se ache tarah se time ke sath sath kam karte rehna cahiye take hum is main kamyab ho saken
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: Fix spread vs Variable spreads

            Click image for larger version

Name:	Screenshot_20201027-211236~2.png
Views:	1
Size:	92.8 کلوبائٹ
ID:	12334882
            forex trading aik international business hai aur yeh taqreeban pouri dunya mein phaila huwa hay.agr hum log is vaqt apnay ghar mein baith kr online forex trading kr rahay hain to yeh forex k sath sath forex brokers ki wajah se mumkin hai.aur agar forex k brokers na hotay to hum log kabhi bhi is tareeqay se forex trading na kr saktay q k hamary pas forex ki trading direct krnay k leye na to sources hotay aur na he itni big amount hoti.forex mein kaam krnay k leye kisi na kisi broker ko zaroir choose krna parta hay verna hum zaati taur pe forex mein direct kaam nahi kr saktay.forex market k bohat se brokers hain jin mein se kisi bhi broker k through hum apna account create kr k forex trading kr saktay hain.kuch forex brokers aisay bhi aaye thay jinho ne fraud kiya aur phir ghaib ho gaye.forex market mein kam krnay k leye brokers choose krnay mein bohat ahtiyat krna hoti hay aur kisi reliable broker ko choose krna parta hay.
            ab sawal yeh zehn mein aata hay k brokers ko kia faida milta hai jb hum kisi broker k through account bana kr kaam krtay hain to iska seedha sa jawab hai k jitny bhi forex k brokers hain sb ne apni merzi se har trade k leye spread rakha huwa hai aur yeh spread he brokers ka commission hota hay.
            spread 2 tarah k hotay hain aik fix spread aur dosra veriable spread.
            jaisa k aap picture mein dekh sktay hain jis mein eurousd ka chart open hai aur yeh instaforex broker ka chart hay is mein aap dekhein to red aur blue lines hain jin mein market parice show ho rahi hai ab in donu line ki aap reading dekhein to is mein 30 cent ka difference hay.chahy hum sell krein ya buy krein aur hm ko chahy profit ho ya loss ho yeh 30 cent broker ko mil jaingy spread ki shakkal mein.insta forex k majority pairs pe fix spread he almost dekha hai mainy to.
            veriable spread se murad aisa spresd hay jo market ki movement k sath ziada ho jata hay.veriable spread jitna show hoga os se increase to hoga magr low nahi hoga.aur spread os vaqt barh jata hay jb market ki movement up ya down kisi bhi direction mein fast ho jaye.aur isi tarah kuch brokers ka spread os vaqt bhi barh jata hay jb kisi trader ki trader 1 din se ziada continue rahay.
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: Fix spread vs Variable spreads

              trading mein spread humari taraf sae forex broker kay lye commission hota hai aur yeh mukhtalif hota hai kisi broker ka fix hota hai tou kisi ka variable aur humain chahyea kay hum aisay broker kay sath kaam kerain jis ka spread kam bhi ho aur fix bhi ho tou hi humain trading kernay kay faiday hasil hotay hain
              forex mein hum trading bonus system per kertay hain aur yeh sahulat pakistan mein sirf insta trader hi deta hai jis mein humara spread fix hota hai aur insta broker ka spread bhi kam hota hai issi lye pakistan mein bahut zayada log iss per hi trading kertay hain aur mers aap ko mashwara hai kay aap bhi insta mein hi kaam kerain
              Bonus system per jo hum trade kertay hain tou uss per humain fix spread milta hai jub kay agar hum forex mein invest kertay hain tou uss per humain variable spread milta hai fix spread mein humain koi perashani nahin hoti kyun kay humain pahele sae pata hota hai kay jis pair.mein hum trade.ker rahay hain market ki ups down ya fast movement bohat ziada assar andaaz hoti hai. Variables spreads ka faida ye hai k aam market ki movement mein yeh km hoty hain aur hamein us waqat ziada amdani ka faida mil sakta hai. Lekin is ka back point bhi ye hai k hamein fast market movement pe ye bhi sath volatile ho jata hai aur is ki pipes mein bohat ziada difference a jata hai aur ye bohat high ho jata hai.
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: Fix spread vs Variable spreads

                Dear members , Forex me spread bht important concept hota hy , forex me agar apne market ko analyze karna hy to apko kisi bi pair ka spread dhkna parta hy agar us pair ka spread bht ziada hoga to kam profit me jay ge wh trade aur agar us pair ka spread bht kam hoga to ziada profit me jay ge wh trade . isi lye hamen forex me trade lagany se pehly kisi bi pair ke spread ko dhkna chahye , takeh hamen yeh information mil saky keh yeh pair hamen profit day sakta hy ya koi loss ka risk bi hy . isi lye kehty hain keh forex trading karny se pehly iska knowledge hasil karny ki zarorat hy . agar ham khud se kosish karen gy to hamary mind me kuch concept to ban e jata hy laken phr bi hamen spread ko samajny me mushkil ho sakti hy , is klye hame seniors ki help leni chahye , spread ki bi 2 qisam hoti hain . 1 spread ko ham fix spread kehty hain , is type ke sprad me kisi bi 2 pair ke link ke spread ziada ni hota , mostly fix e rehta hy lake kisi bi ek pair ke move karny se dosry pair pay koi farq ni parta , aur agar dono pair apni movement ko tabdeel karty hain to tab spread tabdeel ho sakta hy , isi tarah variable spread me agar ap kisi bi 2 candle ko dhkty hain to us me ap ko kisi ek ka spread agar tabdeel hota hy to ham isko variable spread kehty hain , in dono concept ko samajny klye hamen spread ka pata hona chahye takeh ham variable aur fix spread pay farq kar saken .
                • #23 Collapse

                  Dear ap jab trading account banaty hain tu ap ko us mai 2 tarha ka option milta hai. Ap aik trading account jis mai spread zero hota hai or ap ka broker commission ap ki trade jo open karty hain us mai sy cut jata hai or 2nd jo hota hai woh account jis mai major pairs mai spread normal hota hai or exotic pairs mai spread thora zaida milta hai. yeh ap pay depend karta hai kay ap kon sa account chose karty hain. ap ka jis mai experience hoga us kadar ap achi earning kar sakty hain.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Spread and variable spread are also available.Trading market members, if aapane Forex trading market mein independent trading karni hai aur expert professional trader banana hai, then aapko apna knowledge increase karna hoga aur market mein ideal trading karne ke liye emotions ko bhi importance provide karna hogi. Install Forex broker hamen best trading platform karta hai jismein hamen trading ke liye complete advice bhi Di jaati hai aur hamen Forex trading market ki understanding bhi Di jaati hai agar ham trading market ko complete comprehend Karke kam karenge Pakistan Forex forum ke bare mein each and every information share ki. Types of speed. Fix spread. spreadWoh hota hy jis ma hmy sy broker phly sy hi fix spread krta hy is ma market ma chaly wali price ky account sy hota hy or ya spread same rahta hy phir chahy market apni movement change kr ky ya to hmari trade ky positive hony or change hota esi traha market ma buhat sy pair asy bi hoty hy jni ka spread different hoty hy ya un ma chaly wali price ki waja sy hota hy jb hm us pair ko trade karty hy toi hmy us kyt hesa ya price ki demand ky mutabik. Note. Jo forex ma bena spread ko jany trade karty hain wo apny account ko achi tarha manage kar paty. So, trader, apni trades, k spread amount ka pehle sy pata hona chahe. Tb he trader apny account ki yaqeeni ka sakyn gy. Agr wo apny account ko safe rakhna chahty hain, to unko kam sy kam spread karna c

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X