CDF (Contracts for Difference) trading kia hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    CDF (Contracts for Difference) trading kia hoti hai?
    Assalam u Alaikum dear friends aap Jante Hain Ki Forex Mein Jab Ham trading Karte Hain To trading ke liye different strategies hoti hai main aapse yah puchna chahta Hun Ki ya
    CDF (Contracts for Difference) trading kia hoti hai ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: CDF (Contracts for Difference) trading kia hoti hai?

    Walekum assalam dear aapane bahut hi important topic discussion ke ke liye select kiya hai no doubt Jab aap different type ki trading se related information Hasil kar rahe hote hain to ismein contract for difference Bhi Ek bahut hi important marketing strategy hai jismein aap bahut hi Achcha profit Hasil kar sakte hain no doubt ismein aapko nuksan bhi ho sakta hai lekin Jab aap different contracts kar rahe hote hain to agar aap properly decision-making karte hain aur apne analysis complete Karke a ja trading karte hain to ismein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aur aap apne profit ko increase kar sakte hain is related main aapko Kuchh important information provide karta hun jismein aapko yah Idea mil sakta hai ki contract for difference trading Kaise ki Jaati Hai.

    Dear 2 different parties Mein Ek specific period of time ke liye contract hota hai jismein opening and closing values of different currency pairs and commodities include ki jaati hai dear jab do different parties ka office mein contract ho jata hai aur kisi se spacific currency pairs se related Unka Ek contract hota hai ki uski opening or closing prices se related aap apni expectation show karte hain aur use specific period of time Ki Baat Jab aapki calculation present hoti hai to uski basis per aapko profit aur nuksan Hota Hai.

    Dear jab aap contract for difference trading kar rahe hote hain to ismein aapke liye lot size fix hoti hai aur ismein aapke liye ek specific period of time Hota Hai Jis Ke bad aapko automatically results mil Jaate Hain aur aapko profit Aur nuksan Ka Pata Chal jata hai isliye aapko is trading mein bahut jyada han a consistently market ko visit karne ki jarurat Nahin rahti aur aap ek specific period of time ke bad Apne profit aur nuksan check kar sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: CDF (Contracts for Difference) trading kia hoti hai?

      Forex mein kuch commidities aise bhi hain jin ka forex market kay sath orice ka contract hota hai jo kay time period poora honay per price.mein tabdeeli lata hai aur issi lye aap ko kuch markets gap sae open hoti nazar ati hain uss ki yehi wajah hoti hai kay aik contract khatam hota hai tou doosra contract shru honay per market wahan sae open hoti hai jo contract hota hai aur issi lye jub aap commodities mein trade kerain tou aap ko unn kay contract ki date ka bhi pata hona chahyea kay purrana contract kab khatam ho raha hai aur different currency pairs and commodities include ki jaati hai dear jab do different parties ka office mein contract ho jata hai aur kisi se spacific currency pairs se related unn ka aik contract hota hai ki uski opening or closing prices se related aap apni expectation show karte hain aur use specific time period kay lye hota hai iss lye aap ko chahyea kay kay contract kay hisab sae hi aap ko apni trades manage kerni chahyea ta kay koi bhi contract expire honay sae aap ko loss na ho
      • #4 Collapse

        Re: CDF (Contracts for Difference) trading kia hoti hai?

        CFD
        CFD (contract for difference) aik kisam ka contract hota hai kisi idara jo apna share, stocks ya dosre ashia ka dosre parties k sath, buy aur sell k duran karti hai. Is me trading k ihtetam pe dono parties apne apne stocks k difference ko define karti hia aur us ka tabadela karti hai, CFD me aam tawar par currencies exchange, stocks aur commodities waghera shamil hoti hai.
        Advantages
        CFD ya ni contract for difference me app ko apne margin k hisab se trading kar sakte hen. Is me ap stocks ya dosri ashia ko la kar hold kar sakte hen k us ki qeematen ziada ho sakti hen. Kam qeemati pe hum apni chezen bejh sakte hen. CFDs ka kuch countries me bohut benifits hote hen jese UK me is me koi tax pay nahi kia jata hai( Lekin ye bhi halat pe depend karta hai). CFD trading me hamen koi pori units nahi khareedni parti bulke hamen apne kaam k lehaz se hi aur account me mojood balance k lehaz se hi cheezen buy aur sell karni parti hai. Is me koi physically delivery nahi hoti bas stock ko hum ghar se hi buy aur sell kar sakte hen. CFD me ye nahi hai k hamare pas lazmi utni raqam maojood ho jitne ka stock ho bulke humen brokers apne leverage ko barah deta hai. hamen aik makhsos ammount k sath is me kaam karne ko kehta hai.
        Disadvantages
        CFDs bohut riski hai aur is me jo margin deya jata hai agar hum wo loss kar dete hen to hamen pore account se hath dhona parta hai. Kuch mumalik jese America me ye kaam nahi kar sakte q k is me item ki physically availability nahi hoti hai is waja se wahan pe is pe pabandi hai. Hamen is me agar apne brokers se udhar lena par jaye aur loss ho jaye to hamen aik to loss ko bhi pora karna hota hia aur dosra hamen us pe daily base pe itrust bhi dena hota hai. Is waja se muhtat kaam karen.
        • #5 Collapse

          Re: CDF (Contracts for Difference) trading kia hoti hai?

          CFD pet reading karna aap ke liye just like Forex trading market mein trading karna hai contract for difference yah hota hai ki jab price mein variable variation Hoti hai to Jo difference hota hai usko ham perfect ke taur per Arun kar sakte hain aur withdrawal kar sakte hain Forex trading market mein currency exchange ki jaati hai aur jo difference hota hai usko property allows ke Surat mein hamara hisab ban jata hai trading members Forex trading market perfect trading market hai jo international online business hai jiska through of metatrader 4 terminal me and metatrader 5 terminal member toward karte ho aur independent reading techniques used karte hue technical and fundamental expert ban jate ho.
          Threading market mein oscillator use karna bahut aasan hai sath mein hamen technical. trading members candlestick chart pattern my different candle samay information provide Karti Hain Jo prediction and hypothesis banaa banaa kar deti hai hamen lekin aapko main ek baat batana chahta hun. trading members aap ko maloom Hona chahie ki CFD trading bahut aasan hai jismein different trading instruments ham use kar sakte hain aur ham properly market ko understand bhi kar sakte hain ismein aapko electronics trading food items metals and different other personal computer and branded material trading allowed Hoti hai trading members of completely trading market ko understand bhi kar sakte ho aur use bhi kar sakte ho agar aapko trading market mein struggle karna hogi aur information ko use karna hoga. trading market members CFD trading Karke of achcha profit aam kar sakte ho Uske bare mein analysis bhi le sakte ho aur aapki information main bhi ijaafa ho sakta hai jaisa kya aapko maloom ho sakta hai ki different products ki different price hoti hai aur market price and variable price mein kya difference hai ine sab ko aap understand aur manage kar sakte ho market mein aapane study karte hue kam karna hai aur important steps ko measurement ke liye use karna hai aapko maloom hai ki yah trading market insert and hai jismein different trading factors apply kiye jaate Hain aur market ki movement ko samjha jata hai political interference bhi hoti hai aur other interference ko bhi ham monitor karte hain aur trading market mein organisational trading spectroscopy study karte.
          trading market mein hamen metatrader 4 terminal mein all tools available hai jinko use Karke ham trading market mein help le sakte hain aur market ko understand kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: CDF (Contracts for Difference) trading kia hoti hai?

            Assalamu Alaikum dear friend market Mein Kamyab hone ke liye Hamen ismein pahle Kuch knowledge hasil krna Hota Hai Agar is Mein Ham normal kam Karenge To Hamen practice Milegi kamyabi Hamen ismein Hamesha acche Baar karne sahi milati hai agar Ham ismein extra baat karte hain to Kamyab Nahin ho sakte Jab Ham market mein Main knowledge Aasan Karte Hain To Hamen Pata Hona chahie ke Ham apni trade ke bare mein knowledge aashanka rahe hain Agar Ham Kisi Aur Jagah per Ja befasol knowledge hasil krein gein tu kameyab ni ho sakte hein is mn hume hamesha acha kam krna hotabhabkameyabi hume tab hi milti ha sahi jaga se is business ka knowledge hasil krein sahi samjdari se kam krein hume is business se lazmi success milti ha regular work krte rehan important ha tab hi hum eik achy ur success full trader ban sakte hein Forex Hamare liye sabse accha business Sahab is Mein Ham Kamyab ho sakte hain Delhi Bar Karke Jitna Achcha Ham is business Mewar Karenge utani hi aasani se kamyabi aur sakte hain Hamen ismein kamyabi tab Hi milati Hai Jab Ham Achcha varg karte hain daily business ko time Dete Hain To Ham Ek acche trader Ban sakte hain
            :1f60d: hard work :1f60d:
            • #7 Collapse

              Re: CDF (Contracts for Difference) trading kia hoti hai?

              hamy is mai expert trader ban kar trading kare chahey hamy trading karny ky har aik rules ko pora karna ho ga ta ky hum is mai acha profit hasil kar saky trading karny ky be rules hoty hai agar hum is mai rules ky hesab sy trading karty hai to hamy is mai profit milta hai agar hum rules ky kelaf ja kar trading karty hai to hamy loss ho jata hai is mai market ka yai moderator ka koi balm nahe hota loss hum apne he waja sy karty hai hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahe ta ky hum is mai agy bar say hum apne mistake sy seekty he hai hamy aik time mai aik he pair mai aik he trade lagane chahey hamy trade lagany sy pahly is mai stop loss ko laga lyna chahey stop loss hamary account ko wash hony sy bachta hai or yai hamare kamayabe ke aik acha tools hai hum is ko use kar ky market mai safe ho jaty ha hamy market ko achy sy samj kar is ky up hony par is mai pasia be invest karna chahey ta ky hum is mai acha profit hasil kar saky agar hum is mai pasia invest nahe kar sakty to hamy is mai full time kam karna chahey ta ky hum is mai ache earning hasil kar saky hamy market up hony par is mai buy ka order lagana ho ga or market mai down condition mai sell ka order place karna chahey
              • #8 Collapse

                Re: CDF (Contracts for Difference) trading kia hoti hai?

                Assalam o alaikum forex members.
                Main umeed krti hun k ap sab theek ho gay.
                Apka sawal (CFD) pay hey.
                CFD contract for difference hey. Ye trading ki eak derivative form hey. CFD apko is qabil bnati hey k ap global financial market main fast moving price ki rising or falling ko speculate kar sakain. Jesy k shares, indices, commodities, currencies or treasuries.
                Agr hm forex trading or CFD trading main farq ki bat krein tou majn farq ye hey k CFD main differet trah k contracts hotay hain jesy k market m indices, metals, jab k forex trading main ap pure currency ko trade krtay hain.Click image for larger version

Name:	20201022_123448.jpg
Views:	2
Size:	71.6 کلوبائٹ
ID:	12334677
                • #9 Collapse

                  Re: CDF (Contracts for Difference) trading kia hoti hai?

                  Han je. Online bhot sari trades available hain or bhot sary trader different type ki trades ko adopt kar k un par profit or loss hasil kar sakta hai. En bhot sari trades ma sy ik type cfd trading ki b hai. Cfd ka matlab hai contract of difference es topic ma ham cfd ko detail ma discuss karyn gy.

                  The CFD Trading. Forex tradinc cfd trading ki he ik type hai. Es ma trader buy or sell ki trades open karta hai. Jb market down fall karti hai to wo sell ki trade open kar leta hai. Jb market up jati hai to wo buy ki trade ko open kar leta hai. Point of entery sy actual move tak jetna profit banta hai wo trader ko hasil ho jata hai. Trader ka profit lot size par depend karta hai. Lot size big ho gi to trader ko profit b big hasil ho ga. Lot size small ho gi to trader ko profit b small he ho ga. But trader k prediction k mutabik agr market move na kary or ye reverse move kar jae to trader ko phr lot k hesab sy loss b hota hai. Small lot sy loss kam hota hai or ye easily recover kiya ja sakta hai. Big lot sy loss bhot zayada hota hai or esko recover karny sy account wash karwana easy lagta hai.

                  Useful information. Difference ki ratio sy profit or loss ko calculate kiya jata hai. Es trading type ma trader market ma pairs or commodities ko buy or sell karta hai. But es buying or selling k lae physically trader k pass kio pair ya commodity ni hoti. Jo trader forex ma small lot sy trade karta hai wo hamesa kamyab hota hai. Cfd type trading k lae trader k pass acha capital b hona bhot zaruri hai. Agr trader k pass experience ni ho ga to wo kbi acha profit b hasil ni kar saky ga. Trading ma trader ko experience b tb hota hai jb wo market ma maximum time spend karta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: CDF (Contracts for Difference) trading kia hoti hai?

                    forex ak international or kabe be katem na honyw ala acha business hain hum s mai agar market ma kamayeb deny wakly tools ko use ar ky kam kary gy to hamy kamaybe asual ho jy ge hum is mai mahnet karty hain to hamy kamaybe hasial ho jy ge hum is ma out off baalcne account baa kar be kam kar sakty hain hamy market mai indicators ko se kar ky kam karna ho ga pher h ehum earning gain kar saky gy forex mai hm raat mai be kam kar sakty hain hum s mai din mai be kam kar sakty hain hamy is mai soch samj kar kam karna o ga hm is ma agar greedy ban ky mistakes kar ky kam karty hain to harma loss hain hamy is mai analysis ko learn kar ky use kar ky km karna ho ga forex mai hamy market ko samjan ho ga hm is mai bager balacne accout bana kar be kam kar sakty hain hum s mai 24 ganty mai sy kese be wka tka tiem table bana kar kam kar sakty hain hm is mai raat mai be kam kari sakty hain hum s ma din mai be kam kar askty hain hamy s ai mahnet sy or lagan sy kam karn ho ga pher he hum earning ga kar saky gy hum s mai agar kam karty howey ak he galti kar dety hain to harma he loss hain hum isy apa life time career b bana sakt hain is ko samjna aik din ka kam nahi haon yai aik acha business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: CDF (Contracts for Difference) trading kia hoti hai?

                      Assalamu alaikum my dear all Forex member CDF contract for difference trading kya hoti hai iske bare mein aaj Ham discuss Kary gay
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: CDF (Contracts for Difference) trading kia hoti hai?

                        Assalamu alaikum my dear all Forex member CDF contract for difference trading kya hoti hai iske bare mein aaj Ham discuss Kary gay Jab aap different type ki trading se related information Hasil kar rahe hote hain to ismein contract for difference Bhi Ek bahut hi important marketing strategy hai jismein aap bahut hi Achcha profit Hasil kar sakte hain no doubt ismein aapko nuksan bhi ho sakta hai lekin Jab aap different contracts kar rahe hote hain to agar aap properly decision-making karte hain aur apne analysis complete Karke a ja trading karte hain to ismein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aur aap apne profit ko increase kar sakte hain is related main aapko Kuchh important information provide karta hun jismein aapko yah Idea mil sakta hai ki contract for difference trading Kaise ki Jaati Hai different parties Mein Ek specific period of time ke liye contract hota hai jismein opening and closing values of different currency pairs and commodities include ki jaati hai dear jab do different parties ka office mein contract ho jata hai aur kisi se spacific currency pairs se related Unka Ek contract hota hai ki uski opening or closing prices se related aap apni expectation show karte hain aur use specific period of time Ki Baat Jab aapki calculation present hoti hai to uski basis per aapko profit aur nuksan Hota Hai mein aapke liye lot size fix hoti hai aur ismein aapke liye ek specific period of time Hota Hai Jis Ke bad aapko automatically results mil Jaate Hain aur aapko profit Aur nuksan Ka Pata Chal jata hai isliye aapko is trading mein bahut jyada han a consistently market ko visit karne ki jarurat Nahin rahti aur aap ek specific period of time ke bad Apne profit aur nuksan check kar sakte hain.
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: CDF (Contracts for Difference) trading kia hoti hai?

                          Forex trading ki market mein CDF Ek bahut hi acchi term Hoti Hai Jiska istemal traders market Mein work karte waqt Karte Hain market Mein traders ko is ko acchi Tarah Se analysis karna chahie Taki voh isko acchi Tarah se confirm kar sake yah Kaisi term hoti hai ki Jis ko different contracts ke differences ko understand karne ke liye use Kiya jata hai aur yah Forex trading ki market yah agreement broker aur investor ke Darmiyaan Hota Hai market Mein CDF Kesariya Se Hi contract ki value ko define Kiya Ja sakta hai

                          Jab market Kisi direction Mein move karti hai to use Waqt to use direction ki price ki movement ko acchi Tarah Se Samjha Ja sakta hai aur uske hisab chahie market Mein Apni trading account mein maujud balance ke hisab se start ki Ja sakti hai Forex trading ki market mein Jab traitors trading karte hain to use Waqt cartoon Apne tracking Mein Apne account ko saaf rakhne ki koshish Karni chahie Jab vah Apne account ko safe Rakhenge tabhi vah market Mein acchi kamyabi bhi Hasil kar Payenge aur Market Mein Apne trading co Ek informative trading Bana Sakenge market Mein trading Mein different type ki best opportunities to select karna chahie aur unke jariya Se Hi market ko acchi Tarah Se confirm karna chahie

                          Forex trading ki market Mein traders ko apni trade Mein scdf ko acchi Tarah Se understand karke hi use karna chahie yah Ek traditional investing Hoti Hai is mein aap apni Marji ke hisab Se Kisi bhi company mein invest kar sakte hain Jab aap market Mein gold aur oil ke currency pairs Koi use kar rahe hote hain to use Waqt aapko Iske jarie se market ki sell aur by kilo aur high price ko acchi Tarah Se samajh Lena chahie jab tak market aapko best signals Na De to use Waqt Tak aap ko work start nahin karna chahie Bal ke aapko thoda vate kar lena chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: CDF (Contracts for Difference) trading kia hoti hai?

                            Market Mein trade Lagate Hue Hamen market ke bare mein acche tarike se analysis karna chahie market ko acche tarike se samajhna chahie Taki Ham acchi kamyabi Halchal kar sake Raksha profit hassil kar sake Hamen market ko acchi tarike se samajhna chahie dekhna chahie ki market Kis Tarah muskuraya kis Drishyam Mein Munh kar rahi hai FIR Hamen apni trade market mein open karne chahie market ka analysis bahut jyada important hota hai Iske bagair kamyabi Namumkin Hai

                            Agar Ham market Mein achha profit Hasil karna chahte hain acchi kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham Hamesha smaller size ko use Karen Jab Ham Sambhal usko use karte hain To isase Ham Achcha profit answer ka sabse acchi kamyabi Hasil kar sakte hain market Mein trade Lagate Hue defence strategy maujud Hoti Hai Hamen Apne trade Mein Hamesha acchi strategy ko use karna chahie isase Achcha prasadacha kar sakte hain aur apne tradeco se bana sakte acchi kamyabi answer kar sakte hain

                            Hamesha strategy ke bare mein experience or knowledge Ka Hona bahut hi jyada important hota hai yah strategy market mein bahut hi jyada important Hoti Hai Hamen in strategy trade main use karte hain is Mesa Pacific period of time ke liye contract Hota Hai is Mein opening or closing values aur different currency pair Shamil hote hain different parties ka office mein contract ho jata hai

                            Jab Ham contract partition trading kar rahe Hote Hain toys mein jo lot size hamistemal karte hain vah fix Hota Hai yah specific period hota hai isase Hamen Nafa nuksan Ka Pata Chalta Hai Hamen Iske bare mein knowledge Ka Hona bahut hi jyada important Hota Hai Is jahan market Mein acche tarike se lagakar acchi kamyabi answer kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: CDF (Contracts for Difference) trading kia hoti hai?

                              technically market ko samajhna bahut he zayada mushkil hota hae is ke liye bahut he zayada mehnat lagte hae apke pas jitne zayada apke pas knowledge ho ga ap is main utna he kamyab ho sakne ge bas is waja se he to hum is main successful ho sakte hain bas is waja se hamen bhe cahiye ke hum is main sahe tarah se is main kam bhe kar he liya karen hum jitna zayada ache tarah se is main kuch hasil kar he lete hain to hum is main success hasil kar he lete hain bas tab he to hum is main kuch na kuch gain kar he lete hain hamen bas is main apne kam ko acha karna he hota hae bas tab he to hum is main hum is main kamyab ho he jate hain bas hamen bhe cahiye ke hum is main ,mehnat karte rehna cahiye take hum yahan se success hasil kar saken to is tarah se he to hum is main kamyab ho jate hain lakin yeh jo bhe contracts hote hain forex trading main yeh monthly based par hote hain or yeh expire ho jate hain or agar un main hamare trade ho or us din contract expire ho jae to is tarah se hamare trade automatically close ho jate hae or is main or khud se automatically trade bhe open ho he jaya karte hae to bas hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat kiya karen sahe tarah se take hum is main success bhe gain kar he jaya karen tab he to hum is main kamyab ho he jate he hain bas hamen is main sahe tarah se apne kam ko bhe acha karna he hota hae bas hamen is main dil se mehnat karte rehna ho ga take hum yahan se kuch na kuch gain bhe kar saken or is main hum kamyab bhe ho he saken bas mehnat ko acha karna ho ga hamen take hum yahan se new inventions of strategies kar saken or is main hum kamyab ho saken

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X