jaiza :Trading of most volatile currency pairs

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza :Trading of most volatile currency pairs
    dear forex members jaisay k forex traders ka kehna hay k currency ki trading ziada risky nahi hoti aur yeh aik safe trading samjhi jaati hay to mn apko batana chahta hon k currencies pair pe ki janay wali reserch k mutabiq 10 most volatile currency pairs hain jinki movement ki prdiction ziada reliable nahi ki ja sakti aur in volatile pairs ki movement ko aap dramatic movement ka naam bhi de sktay hain.yeh volatile pairs trading mein risky bhi hain magr yeh hamein profit bhi ziads detay hain is leye hamein in pairs le trading soch samjh kr krni chaye.research k mutabiq 10 most volatile currency pairs darj zail hain.

    AUD/JPY
    NZD/JPY
    GBP/AUD
    GBP/EUR
    CAD/JPY
    USD/ZAR
    USD/KRW
    USD/BRL
    USD/TRY
    USD/MXN....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza :Trading of most volatile currency pairs

    Most volatile currency ki definition:
    Forex trading me maojood currency me se jin currencies ki sub se ziada movement ho jaye us ko most volatile currency kaha jata hai. Aam tawar pe kuch currencies pair jese GBP/NZD, GBP/AUD, GBP/CAD aur GBP/JPY ki movement sab se ziada volatility hoti hai aur taqreeban 100 point se bhi ye ziada move karti hai. Is k elawa bhi kuch currencies hai jin ki movement bohut ziada hoti hai lekin ye currency pair sab se ziada movement karti hai. Forex trading me currency ki volatility ko aam tawar par currencies ki standard ratio k sath tabdeeli ko kaha jata hai. Forex trading ki volatility pe countries ki economic, political and social anaser asar andaz hote hen. Under mentioned top deye gaye currencies pair forex trading me sab se ziada volatile hen:
    AUD/JPY (Australian Dollar/Japanese Yen)
    NZD/JPY (New Zealand Dollar/Japanese Yen)
    AUD/USD (Australian Dollar/US Dollar)
    CAD/JPY (Canadian Dollar/Japanese Yen)
    AUD/GBP (Australian Dollar/Pound Sterling)
    Currency pair ki ziada volatility se forex trading me maojood expert tarders ziada faida hasil karte hen aur un ko aam tawar par market ki analysis ka andaza hota hai aur unhon ne pehle hi plain banaya hota ha. Kuch currencies pairs jese USD/ZAR, USD/KRW, USD/BRL bhi apni lehaz se bohut ziada volatile hoti ahia lekin is ki liquidity kam hone se is me trading kam hi hoti hai.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza :Trading of most volatile currency pairs

      gee han dear ap ne thek kaha ha hume is mn phaly knowledge hasil krna hota ha phr kam krna hota ha forex hamre liye eik zabardast onlines business ha forex mn kameyabi hume menat se milti ha agr hum market mn phaly sahi mind k sath kam krein tu hume success milen gi forex mn hume achi trading krte rehna hota ha forex mn volatile currency bohat zada hein in mn kam krne se hume experince mil jata ha gbp aud gbpcad is ki movement k bhrey mn agr hume samj lag jaye tu phr hum asani se kameyab be ho sakte hein forex mn hume kameyabi acha work krne ur achi menat se hi milti ha hume is mn tecnical analysis ur fundamental analysis ko dekhna hota ha chart indicotor ur analysis ko fallow kr k work krna hota ha kameyab hume acha kam krne se hi milti ha sahi work krte rehna hota ha
      :1f60d: hard work :1f60d:
      • #4 Collapse

        Re: jaiza :Trading of most volatile currency pairs

        Assalam o Alaikum dear member forex mein volatility ka matlab hy ky currency mein economical growth ki waja sy sudden change hona jis mein political factors bhi involve hote hain. Forex mein exotic pairs aise hain jin mein volatility extreme hoti hy or in mein trade sy zyada tar profit experts he hasil karne mein kamyab hote hain kyo ky wo market ki conditions ko thoroughly janky trade open karte hain jabke newcomers ky liye aise pairs ko select karke trade karna he sabse bara wrong decision hoga. Volatile pairs mein GBP/NZD, GBP/AUD, GBP/CAD, GBP/JPY, USD/BRL or USD/KRW shamil hain. Forex mein experts suggest karte ky agar metals or commodities mein loss ho jaye tou trader ko currency py trade karni chahiye is tarah recover bhi hoga or confidence bhi stable rahega or currencies pairs select karne ky liye trader ko complete knowledge honi chahiye or zyada tar major pairs py trade karne sy experience gain hota hy.
        Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
        • #5 Collapse

          Re: jaiza :Trading of most volatile currency pairs

          Forex trading ma volatile currency pair wo pair hoty hain jin par utar charhao bhot zayada hota hai. Asy pair market ma aksar gaps sy ope hoty hain khas tor par weekend k bad asy pairs ma aksar gap opening melti hai. Trader ko trading ma asy pair ko choose karna chahe jin ki liquidity high ho but volatility low hu. Jo trader asy pairs ko choose ni karta wo hamesa nuksan ma he rehta hai. Trading ma pairs ko normally 3 pairs ma divide kiya giya hai. Major pair, minor pair or exotic pair. Major pairs ko dakhyn to ye wo pairs hoty hain jin ki liquidity high hoti hai or volatility low hoti hai.

          Trading most volatile currency pair is complex. Forex trading ma jo pair stable hoty hain un par broker fee bhot kam hoti hai or trader ko spread bhot kam pay karna hota hai. But agr most volatile pair yani exotic pairs ko discuss kiya jae to en par trade karny sy trader ko high brokage charges to pay karna hoty he hain sath ma spread ki sorat ma b high amount ko pay karna parta hai. En sb deductions k bad trader ko bhot kam profit share bachta hai. So trader ko chahe k wo trade k lae hamesa highly liquid or lowest volatile pair ko choose kary. Developed countries ki currency stable hoti hai or trading k lae ye less achy hoty hain kiu k ye less volatile hoty hain.

          Jb k developing countries ki currency less liquid hoti hai or high volatile hoti hai es lae trader ko asi currency par trade ni karna chahe. Kiu k asi currency par bhot long time k lae trade karna hoti hai jo har trader prefer ni karta. Trader ye khosis karty hain k unko ik haftey ma ik withdrawal lazmi mele.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza :Trading of most volatile currency pairs

            Forex market main trade hony waly kuch pairs aesy hain jin main market bahot zyada movement kerti hai tou aesy pairs main volatility zyada hony ki waja sy hamain trading main bahot ehtiat kerna hoti hai ky agar ham trading main bara risk ly lety hain tou same risk sy market main trade kerny per hamain bahot bara loss ho jata hai hamain market main trade starting main hamesha aesy pairs main kerni chahiay ky jis main market ki movement bahot slow hoti hai ky jab market main open trade main loss increase hony lagta hai tou ham same loss ko asani ky sath control ker lety hain jabky zyada volatility waly pairs main jab ham trade kerty hain aur hamain open trade main loss increase hona shoru ho jata hai tou same loss ko control kerna bahot mushkil hota hai ky hamain aksar aesy time per trade close kerty kerty bhi bahot bara loss ho jata hai aur agar ham apni open trade main bara risk ly lety hain tou account wash hony ky chances increase ho jaty hain fast moving market main trade kerny ky liay hamain different strategies ko forex market main apply kerna hota hai ky agar hamain market main open trade main loss hona shoru ho jaey tou stop loss ki waja sy hamari open trade small loss main hi close ho jaey aur agar hamain open trade main profit hasil hota hai tou bahot kam time main hamain bahot acha profit bhi hasil ho sakta hai isliay hamain market ka trend dekh ker trade open kerni chahiay aur market ky reverse order main breakout per stop loss use kerna chahiay ky ham bary loss sy bhi bach sakain aur acha profit bhi hasil ho saky isi terha fast moving pairs main spread bhi kuch zyada hota hai lekin same spread fast movement ki waja sy bahot jald recover bhi ho jata hai
            • #7 Collapse

              Re: jaiza :Trading of most volatile currency pairs

              اصل پيغام ارسال کردہ از: latifjamal پيغام ديکھيے
              dear forex members jaisay k forex traders ka kehna hay k currency ki trading ziada risky nahi hoti aur yeh aik safe trading samjhi jaati hay to mn apko batana chahta hon k currencies pair pe ki janay wali reserch k mutabiq 10 most volatile currency pairs hain jinki movement ki prdiction ziada reliable nahi ki ja sakti aur in volatile pairs ki movement ko aap dramatic movement ka naam bhi de sktay hain.yeh volatile pairs trading mein risky bhi hain magr yeh hamein profit bhi ziads detay hain is leye hamein in pairs le trading soch samjh kr krni chaye.research k mutabiq 10 most volatile currency pairs darj zail hain.

              AUD/JPY
              NZD/JPY
              GBP/AUD
              GBP/EUR
              CAD/JPY
              USD/ZAR
              USD/KRW
              USD/BRL
              USD/TRY
              USD/MXN....
              G han dear ap nay kafi achi post share ki hai pa nay name bata kay wazhya kiya hai per es mai aik bat ka ap khas rakha kartye hai tu ap ka kam kafi acha ho sakta hai tu ap nay jub bhi kam karna hai ap ka kam hai kay ap es mai major pair mai aur danger pair mai kam zayda na karain ager ap es mai zayda kam kartye hai tu ap kay kam mai masla ban jata hai tu ap nay kam karna hai tu ap es mai aik tu acha kam karain aur dusra es mai ye hai kay ap curency pair mai kam kartye hai tu ap kafi acha kam kar saktye hai aur ap bad mai bhi es mai acha kam kartye howye hamesha he kamyab ho jatye hai tu ap major pair mai kam na karain es mai aik tu risk zayda hai kiyu kay ye kafi danger pair hai tu es mai kam karna bhi usi hisab say danger hai tu ap nay acha kam karna hai tu ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye hain tu ap kaliye kafi asnaiya nan jati hai tu ap curency pair mai kam kartye hai tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur ap es mai usi hisab say acha kam kartye hai tu ap ka kam ap kaliye hamesha he es mai acha kiya jata hai aur ap es mai usi hisab say acha km kartye hpwye kamyab ho jatye hain tu ap nay curency pair mai kam kartye hai tu es mai ager ap ka lose bhi hota hai per sath mai ap ka profit bhi ho jata hai ta kay bad mai ap ko es mai zayda masla nhi banta hai aur ap es mai acha kam kartye howye es mai hamesha he kamyab ho jatye hain tu ap nay acha kam karna mahnet aur pagan kay sath ap es mai kam kartye hain tu ap ka kam lafi kamyabi laye kay ata hai aur ap ka kam kafi easy ho jata hai aur ap bad mai es mai kamyab ho jatye hai
              $$$ Never Give Up $$$
              • #8 Collapse

                Re: jaiza :Trading of most volatile currency pairs

                Volatile currency pairs bahut sare Hain Jin per trading ki ja sakti hai aur UN per kam karne ke liye jyada jaruri hai hai ki aap un tamam volatile currency pairs ke upar information hasil Karen jitni acchi aapki learning hogi utna hi aapko benefit hasil hoga aur benefit hasil karne ke liye aapko chahie ki aap Forex trading ke demo account ke upar jyada se jyada practis Karen aur apni trading ko behtar se behtar banaen apni reading ko behtar se behtar banane ke liye aapko market ke a moment ko analyse karna hoga jo market mein trading ke liye bahut jaruri hai iske Gaya aap market mein forex trading per trade nahin kar payengemarket mein acchi trading karne ke liye kitni acchi learning hogi utna hi achcha benefit hoga aur practice aapko aur bhi jyada skelp skillful banaegiJin logon ne Forex trading ko newly join kiya hai unhen chahie ki vah volatile currency pairs ko acche se samjhe aur use per kam karne ke liye forest reading ko jyada se jyada time den aur apne senior se a sikhte Rahe jitni acchi learning hogi utna hi jyada fayda hoga aur forest reading main aapka interest aur bhi jyada paida hoga is vajah se aap Forex trading ko jyada se jyada time de sakenge aur isase jyada se jyada fayda hasil kar sakenge Forex trading aapko behtarin ki sankhya earning deti hai aur aapki financial support karti hai isase acchi online business aur koi bhi nahin Forex trading all over the Asia sabse best online trading hai kaise karna chahie aur se fayda hasil karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza :Trading of most volatile currency pairs

                  Forex market mein diferent pairs mein trade karny ky styles aur strategies ko dekha jaye to woh ek dusry se mukhtalif hoty hain aur agar aap trading karna chahty hainnto us pair ky mutabiq aapko trade strategy lern karni parti hai. Is trha har market ki movement same nahin hoti.​Kuch​markets ki movement taiz hoti hai aur eoh kch hi time mein bhut zeada movements show karti hain aur kuch pairs bhut slow movement show karty hain.

                  What Is volatility?

                  Volatility se muraad market ki moving speed over time hai. Agar market ki time ky lihaz se movement fast hai aur yeh kuch time mein zeada distance up ya downward direction mein move karti hai to hum us pair ki volatility high bataty hain. Isi trha slow pairs woh hoty hain jin ki moving speed slow hoti hai. Aur woh move karty huey bhut zeada time lety hain.​

                  Trading​High Volatility Pairs :

                  Market mein kam karty huey agar trade ky liye aap High volatility pairs choose karty hain to yeh aap ky liye highly rewarding bhi ho skty hain aur isky sath sath highly risky aur major losses ki wjha bhi ban skty hain kyn ky yeh bhut high speed ky sath move karty hain to yeh aap ki trades mein bhut zeada losses aur profits dety hain. Is liye in pairs par trade karty huey aap carelessness se kam nahin le skty.​Aur in mrin aap koi bhi mistake karty hain to woh aapko bhut zeada loss deti hain. Islye proper practice aur trading knowledge ky aap ko kabhi bhi in pairs pe work nahin krna chahye.is trha aap risk ko manage karty huey chal skty hain.

                  Mini Lots :

                  High Volatility pairs par work karty huey aapko chahye ky aao market mrin lots ky sizes ki selection mein smallest lots ko select karyn. Aur jis qadar aap smaller lits select karty hain to yeh lots apky accounts ki safety ky liye important hoti hain. Is trha smaller lots aapko bhut help karti hain. Aur aapky accounts mein agar high volatility pairs mein trade karty huey aap big lits use karty hain to woh aapko bhut zeada losses deti hain. Jo ky non recoverable hoty hain.

                  Small lots ko use karty huey aap trading ko safely continue rkh skty hain. Aur losses ko asani se recover kr skty hain. Jisky liye aapky pas backup amount hoti hai..​Aur is trha sap trading mein small profits gain karty huey market mein apny account capital mein increase laa skty hain. Aur yeh profits aapky account ki continuous growth krwaty hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza :Trading of most volatile currency pairs

                    Currency pairs related perfect analysis Hamare Sath share Kiye Hain no doubt Punjab from Forex trading Mein entry laty Hain To usmein Humko beginning level per Hamesha different currency pairs pahle trading Karni Hoti Hai Kyunki initial stages per currency pair per trading karna Hamare liye bahut hi important hota hai aur Hamara experience gain karne ke liye yah bahut hi important role play kar rahe hote hain isliye Jab Ham different currency pairs trading Karte Hain To Ham currency pairs ko 2 different 2 major division main categories kar sakte hain.

                    Dear market Mein Kuchh Aisi currency pairs hote hain Jin Mein volatility bahut jyada Hoti Hai uski sabse bari reason yah hoti hai ki Jin currency pair per trading jyada ho rahi hoti hai unki bahut jyada hoti hai aur Market bahut acchi movement kar rahi Hoti Hai Kyunki market Mein Jab different situations may different procedures aur sellers ka pressure Jyada Hota Jaega To automatically on currency pairs ki volatility Jyada hoti Jayegi Aisi situation mein humko Hamesha bahut care forward kar trading Karni chahie.

                    No doubt Jab different currency pairs ki of selection kar lete hain aur Unki market volatility Jyada Hoti Hai To Aisi situation main aapke liye bahut important yah hota hai ki aap in currency pair per properly analysis Karen Kyunki Jis currency pair ki volatility Jyada hockey vah aapko bahut Achcha profit Dega lekin uske sath sath aap ko nuksan hone ke chance bhi itne hi jyada ho sakte hain. Isliye Jab aap different currency pairs ki volatility se related discussion karte hain to usmein aapko bahut carefully decision-making Karni chahie aur ismein profit ke sath mission Ko Bhi Apne mind Mein Rakhna chahie.
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza :Trading of most volatile currency pairs

                      agar bar ke jay currency ke to hamy is mai aik time mai aik he currency mai trade lagane ho ge agar bat ke jay pair ke hamy is expert ban kar kam karna hota hai muktalif iqam ke currency or pair forex mai market mai dankny ko milty hai hamy is ko chose karna hota hai or bad mai is mai trading karne hote hai trading be hum is wakth kar sakty hai jab hum is mai posting karty hai kue ky hum posting kar ky is mai job bonus kamaty hai hum is bonus par trading kar sakty hai hamy is mai 100 dollars par trade lagane chahey ta ky is ka zeda acha profit hasil ho agar hum hamy loss ho to hamy is mai loss ko cover karna ho ga hamy market ko achy sy watch kar ky kam karny mai fida hota hai so hamy apne learning ko best bana kar market mai enter hona chahey jitne ache hamare learning ho ge hamara kam be utna he acha ho ga or hamy achy kam ka acha bonus hasil ho ga hamy meyate posts or threads kary sy he acha bonus mkil sakta hai agar hum new member hai to hamy gold pair ko toch be nahe karna chahey kue ky tai aik risky pair hota hai or is mai loss ky chance be zeda hoty hai so ya expert trader ky liey he hai agar hamara kam karny ka experience kam hai to hamy pahly practice kar chahey hamy practice ky liey demo account ko chose karna chahey ta ky hum is mai acha experience hasil kar saky
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza :Trading of most volatile currency pairs

                        Forex mein hamen trading currency pairs par karni chahie aur forex main hamen trading us waqt karni chahie jab market ki taraf se hamein ache aur strong signals hasil ho rahe ho aur is tarah se forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex market mein ache signal hasil karne ke liye market ka acha analysis hamare liye bahut hi zaruri hai isliye forex trading se pahle hamen market ko achi tarah se analyse karna chahie aur zyada se zyada forex market mein hamen apna time invest karna chahie aur forex main achi trading ke liye ache experience our knowledge ka hona bahut zaruri hai isliye forex mein work our trading se pahle mein apne experience our knowledge ko jitna ho sake increased karna chahie aur forex mein trading se pahle hamen market ko achi tarah se analyse karna chahie aur forex main market ka fundamental and technical analysis karna chahie kyonk forex mein achi trading ke liye market ka fundamental aur technical analysis hamare liye bahut hi zaruri hai jiski madad se forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex main achi kamyabi hasil karne ke liye ache confidence ka hona bhi bahut zaruri hai isliye forex mein work our trading ache confidence ke sath karni chahie jisse forex main hum acha work our achi trading kar sakte hain aur achi earning bhi hasil kar sakte hain aur forex mein achi trading ke liye money management bahut hi zaruri hai isliye forex main trading money management ke sath karni chahie jisse forex mein ham acha profit hasil kar sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza :Trading of most volatile currency pairs

                          Most volatility ka matlab hai hi jyada utaar chadhav yani currency mein bearish or bullish moment jyada ho ho use pair ko most volatility pair kahate Hain le hamen chahie ke aise pair per II trading karte hue lot size ko kam se kam rakhen kyon ke aisi e pare Kabhi Bhi jyada bole yah jyada bare hun main ho sakti hai lot size jyada rakhne ki Surat mein main hamara account wash bhi ho sakta hai yah jyada se jyada loss ho sakta hai agar hamne monasib lot size rakha ho to nuksan Ka dar Nahin rahega aur ek kaun watch hone ki Bhi kya se kam se kam honge tab jakar ham success trader ban sakenge aur trade se profit le sakenge Varna nuksan ke Siva koi dusra option Nahin account was hone ke dar se ho sakta hai ki hamen main mines mai trade close karna pad jaaye ISI Tarah baar baar aise karne se account was ho jata hai hai aur ham profit Nahin le sakenge. Hamen chahie ke apne balance ki motabik lot size select Karke trade lagana chahie kyunki badi movement Kisi bhi time ho sakti hai uske liye hamen har waqt ready Hona chahie Varna badi movement ki Surat mein main nuksan ke alawa dusra option Nahin hoga.
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza :Trading of most volatile currency pairs

                            Assalamu alaikum my dear all Forex number
                            agar aap trading karna chahty hainnto us pair ky mutabiq aapko trade strategy lern karni parti hai. Is trha har market ki movement same nahin hoti.​Kuch​markets ki movement taiz hoti hai aur eoh kch hi time mein bhut zeada movements show karti hain aur kuch pairs bhut slow movement show karty hai
                            Volatility se muraad market ki moving speed over time hai. Agar market ki time ky lihaz se movement fast hai aur yeh kuch time mein zeada distance up ya downward direction mein move karti hai to hum us pair ki volatility high bataty hain. Isi trha slow pairs woh hoty hain jin ki moving speed slow hoti hai Aur woh move karty huey bhut zeada hn
                            Market mein kam karty huey agar trade ky liye aap High volatility pairs choose karty hain to yeh aap ky liye highly rewarding bhi ho skty hain aur isky sath sath highly risky aur major losses ki wjha bhi ban skty hain kyn ky yeh bhut high speed ky sath move karty hain to yeh aap ki trades mein bhut zeada losses aur profits dety hain. Is liye in pairs par trade karty huey aap carelessness se kam nahin le skty.​Aur in mrin aap koi bhi mistake karty hain to woh aapko bhut zeada loss deti hain. Islye proper practice aur trading knowledge ky aap ko kabhi bhi in pairs pe work nahin krna chahye.is trha aap risk ko manage karty huey chal skty hain
                            High Volatility pairs par work karty huey aapko chahye ky aao market mrin lots ky sizes ki selection mein smallest lots ko select karyn Aur jis qadar aap smaller lits select karty hain to yeh lots apky accounts ki safety ky liye important hoti hain Is trha smaller lots aapko bhut help karti hain. Aur aapky accounts mein agar high volatility pairs mein trade karty huey aap big lits use karty hain to woh aapko bhut zeada losses deti hain Jo ky non recoverable hoty hain
                            Small lots ko use karty huey aap trading ko safely continue rkh skty hain Aur losses ko asani se recover kr skty hain Jisky liye aapky pas backup amount hoti hai Aur is trha sap trading mein small profits gain karty huey market mein apny account capital mein increase laa skty hain Aur yeh profits aapky account ki continuous growth krwaty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza :Trading of most volatile currency pairs

                              Assalamu Alaikum Forex friends aaj ka Hamara topic Forex trading Mein Valentine currency pairs vah pair Hote Hain Jin Par Utar chadhav bahut jyada Hota Hai Aise pair market Mein Aksar gaps se apman hote hain aur Khaas Tod per weekend ke bad Aise ped Mein Aksar gap opening milati Hai trading co trading Mein Aise ped ko choose karna na chahie jinki liquidity Hi Ho but volatility low ho. Jo trader's a pair ko choose nahin karta Hua Hamesha nuksan mein hi rahata hai trading Mein pair ko normally 3 pairs Mein divide Kiya Jata Hai major minor per aur exotic payer major ped ko Dekhen to yah vah ped hote hain jinki liquidity hi hoti hai aur volatility low hoti haiForex trading mein jo pairs table hote hain UN pair broker fee bahut kam hoti hai jo trader coast spread bahut kam per karta hai karna hota hai but Agar most volatile Pyar Jani exotic pair ko discuss kiya jaaye to in per trade karne se trader ko hi blockage charges to pay karna hote hain Sath hi spread Ki Surat Mein Hi amount ko bhi per karna padta hai ine sab deductions ke bad trader ko bahut kam profit share bachta hai so trader ko chahie ke vah trade ke liye Hamesha highly liquid aur lowest volatile per ko choose Karen developed countries ki currency stable hoti hai aur trading ke liye yah Les acche hote hain Kyunki yah less volatile Hote Hain Jab k12 packing countries ki currency liquid bahut less hoti hai hai aur volatile bahut hai hote hain isliye trader ko Aisi currency per trade karna chahie Kyunki Aisi currency per bahut long time mein trade karna hoti hai aur padap prefer nahin karta trader ki koshish hoti hai ki unko Ek Hafte Mein withdrawal zaroor mile

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X