Forex Trading accounts
Forex trading me aam tawar par jo account deye jate hen wo brokers ki taraf se hote hen. Forex trading par account ka koi asar nahi parta, account ki trading same hoti hai bas brokers ne in accounts ko mukhtalif hiso me divide kia hota hai. Har broker ka forex trading k account k hawale se apna aik tareeqay kar hai aur apni tarf se banaye gaye account ko tarteeb de hoti hai. Lekin sab brokers me ye baat wazeh hai k unhon ne ye account ko balance(capital) k lehaz se detail ki hoti hai. Forex trading me brokers ne aam tawar par accounts ko gold(vip) platinum, standard, mini, micro(cent) account me divid ki hoti hai. Ye sare accounts is me maojood capitals k hisab se hi divide hote hen aur is ko brokers pher apne hisab se mukhtalif sahuleyat bhi deti hai.
Forex trading ka Cent account
Forex trading me cent account wo account hai jis me trading dollars ki bajaye cents me hoti hai. Is account me hum capital to dollars me jama(deposit) karte hen lekin ye khud us ko cents me tabdeel kar deti hai aur aik dollar ko 100 cents me divide kar deti hai. Agar hum is account me 10$ raqam deposit karengay to ye is me 1000c$ show hongay. Baqi is ki trading same hi hoti hai is me hum 0.01 lot se le kar maximum account k hisab se lot size select kar sakte hen. Trading me koi difference nahi hai aur same deposit aur same withdrawal kia ja sakta hai bas withdrawal karte waqat cents ko wapis dollars me tabdeel kia jata hai.
Cent account k advantages
Forex trading me risk bohut ziada hai aur aik new trader k leye is buisiness me kaam karna bohut mushkil hai. Forex trading ka experience waqat k sath sath ata hai lekin us se pehle traders ko lazmi practices karni hoti hai. Demo account to practice k leye hoti hai lekin wo tension free aur us ka capital bohut ziada hota hai. Is waja se new traders cent account pe apni live trading me experience aur trading skills ko improve kar sakte hen. Q k is me riak bohut hi kam hai. Agar is me loss 100c$ ka ho to wo sirf aik dollar ban jata hai. Is k elawa ye hamen live market me kaam karne k leye behtareen moqa deta hai. New traders k leye perfect hai. Loss ki risk bohut kam hai.
Cent account disadvantages
Forex trading me cent account se to risk free trading ki ja sakti hai aur ye new traders k leye faida man bhi hai, aur jahan tak practice aur experience ki had tak baat hai to wahan tak to thak hai lekin expert traders aur copy traders ko is se kuch bhi hasil nahi hota. Is ki profit ka ratio bohut hi ziada slow hota hai. Is me agar hum 100c$ gain karte hen to wo 1$ ban jata hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим