Regressional Chanel Index kya hota hy aur trend me iska kya role Hy ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Regressional Chanel Index kya hota hy aur trend me iska kya role Hy ?
    Click image for larger version

Name:	images (7) (13).jpeg
Views:	2
Size:	51.3 کلوبائٹ
ID:	12469885dear forex me Kam krny waly members ko ye baatota Hona chye kay regression channel kya hota hy kyun Kay ye aik basic way of trading hota hy ye basically trend identification kay liye use kiya jaata hay iss ko aap kissi bhi aik point say draw kerain to aap kay pass aisay lines bani hoi aayain gi iss mai aik bottom line aik top line or aik trend line (middle one) hogi jab bhi trend change honay wala hoga to market channel break ker kay neechay ya uper movement shuru ker day gi ager market channel ko follow keray or movement ander hi ho TO jab bhi market top line hit keray gi to wo trend line or phir bottom line tak jaaye gi issi tarah jabb market bottom line say bounce keray gi to wo top line tak jaaye gi iss channel may middle line trend ko indicate kerti hay
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Regressional Chanel Index kya hota hy aur trend me iska kya role Hy ?

    Regression channel index aik bahut he behtreen technical analysis kay liye use kia jany wala tool hay. Jis ki madad say price action kay through ham trend main help laity hain. Jab keh isko use karna bazahir to asan hay laikin is main trading kay liye entry aur strategy kay istemal kay liye achy experience ka hona bhi zaroori hay. Q keh is analysis tool ko use karny kay liye hamain khud he apna experience use karna parta hay.

    Hamain chart per current price movement main tops aur bottoms ko select karna hota hay aur in tops and bottoms ko line ki madad say say milana hota hay. Jab keh in say next resistances aur supports ko ham nay close watch karna hota hay. Ager price bottoms line ko cross kar lay to hamain next support tak iski strength ki indication mil rahi hoti hay jab keh ager price first support ko bhi breakout kar lay to ham isko next support tak jaty huye apni sell ki trade main extension kar sakty hain. Isi tarah ager price upper line yani tops ko milany wali line say cross over ho jaye to ham next resistance tak is main buy ki trade kar sakty hain. Aur jab price up jaty huye first resistance ko hit ho kar wapas ana shuru ho to trade say exit ho jayain jab keh ager breakout ho jaye to resistance say mazeed up bhi ham buy main further in reh sakty hain. Laikin jab price wapas a rahi ho to hamain foran sell ki trade start nai karni chahiye balkhe jab tak price top per draw ki gai line say nichy na aye sell mai enter na hon. Q ke hamara sell and buy main entry point in lines kay between he trend ki direction main hona chahiye.

    Agarcheh ye analytical tool bahut helpful hota hay laikin hamain iskay sath hamesha fundamental analysis aur technical indicators ko use kar kay apni trade ko mazeed effective banana chahiye.
    • #3 Collapse

      Re: Regressional Chanel Index kya hota hy aur trend me iska kya role Hy ?

      Han je dear ap ny posting k lae bhot acha topic choose kiya hai. Member asy unique subjects par posting karyn gy to unko bhot acha knowledge hasil ho ga or ye source other member k knowledge ko increase karny k lae b use ho saky ga. Es topic ma ham regressional channel index ko discuss karyn gy.

      What is regressional channel index. Regressional channel index bhot achi technique hai trade karny k lae. Esko market ka trend find karny ma use kiya ja sakta hai. Agr trader es technique ko use kar k market ma correctly or timely enter ho jayn gy to wo acha profit hasil karny ma kamyab ho jayn gy. But trader ko es technique ma hamesa small lot he use karni chahe kiu k kisi b technique par blindly trust karna achy trader ki nishani ni hai.

      Working of regressional channel index. Ye regressional channel index 3 lines par mabni hota hai. Ik bottom line hoti hai ik top line hoti hai or ik trend line hoti hai. Jb market bottom line ko hit karti hai to eska ye matlab hota hai k market ma down trend khatam hony wala hai or market up trend ma jany wali hai or es time par trader ko buy ki trade open karni chahe. Jb market top line ko hit kar jae to eska ye matlab hota hai k market ma up trend khatam hony wala hai or down trend start hony wala hai so es sorat ma trader ko sell ki trade open karni chahe. Es technique sy ham acha profit hasil kar sakty hain but es ki pehle hamy demo ma achi practice karni chahe or phr esko real account ma implement karna chahe tb he ham es sy acha profit hasil karny ma kamyab ho sakty hain warna hamy bhot sari problems face karni parh sakti hai.
      • #4 Collapse

        Re: Regressional Chanel Index kya hota hy aur trend me iska kya role Hy ?

        Forex market jab continuously uptrend main movement ker rehi hoti hai tou bar bar retracement bhi ly rehi hoti hai tou jab retracement ly ker kuch pips downward movement kerty huey previous support per ponchti hai tou phir reverse ho ker previous uptrend ko follow kerna shoru ker deti hai tou aesy time per jab market uptrend main continue movement ker rehi ho tou bar bar support sy kuch pehly hi reverse ho ker uptrend main movement kerty huey resistance ko break kerny ky bahd kuck uptrend main movement kery aur phir retracement ly ker support sy kuch pehly hi retracement ly ker uptrend ko follow kerna shoru ker dy tou aesy main market ki movement ka aik channel creat ho jata hai jis ko regression channel kehty hain ky jab market main aesa channel creat ho chuka ho tou hamain market ki her downward movement ka wait kerna chahiay ky jab market down movement kerty huey support ky qareeb ponch jaey tou aesy time per hamain buy main trade enter ker leni chahiay aur her aesi trade ko us waqat tak continue rakhna chahiay ky jab same open trade main market resistance tak nehi ponch jati hamain is terha regression channel main open ki hai her trade main profit hasil hota hai lekin hamain isky liay wait bhi kerna perta hai ky regression channel main jab market retracement ly ker support per ponchti hai tou wahan per hamary pas buy main trade open kerny ka chance hota hai aur scalpers forex market main regression channel per bahot achi trading kerty hain jabky long term traders tou trend ko follow kerty huey trade open ker ky long time tak same trend main trade continue rakhty hain hamain agar long term trading kerni hai tou hamain uptrend main continue trade rakhni hoti hai regression channel ky sath bhi lekin scalping main hamain market ki retracement ka wait kerna hota hai ky support per jaey tou buy main trade enter ki jaey
        • #5 Collapse

          Re: Regressional Chanel Index kya hota hy aur trend me iska kya role Hy ?

          Regression channel serial ated apni bahut hi important information Hamare Sath sher ki hai no doubt Jab aap Forex trading Mein different types ke analysis kah Rahe hote hain aur ismein different important marketing strategies ko apni trading per reply kar rahe hote hain to yah aapke liye bahut jyada useful ho sakte hain aur aapki trading co effective Banane mein bahut madad kar sakte hain no doubt regression channel Ek bahut hi important technique hai jismein aap different lines draw karte hain aur uski basis per acchi entry Hasil karne ke liye decision-making kar rahe hote hain agar aap regression channel ko properly understand Karke is per trading Karte Hain To no doubt aapko acche results mil sakte hain.

          Regression channel Mein of 3 different lines draw karte hain Jisme do main lines hoti hai jo aap apni calculation aur analysis ki basis per support line aur resistance line draw karte hain aur uske bad aap ek line Centre Mein draw karte hain Jiski Vishesh per aap market Mein trading kar rahe hote hain ya marketing trading strategy Hamesha aapko short term trading Aur scalping Ke Liye bahut jyada helpful ho sakti hai ismein aapko maximum trade daily basis per mil sakti hain jismein aap entry Lekar bahut jyada profit Hasil kar sakte hain.

          Dear jab of market Mein trading karte ho ya different important analysis karte hain aur ismein aap sometime reward points related Kuchh information apni trading per apply kar rahe hote hain to aap sem Is Tarah is regression channel ko bhi apni trading Mein profit Hasil karne ke liye istemal kar sakte hain aur ismein aapko Kuchh important decision making Karni hoti hai agar aap is channel ko properly draw kar lete hain aur Market Mein according to analysis is per trading Karte Hain To aap maximum profit Hasil karne ki position Mein a sakte hain.
          • #6 Collapse

            Re: Regressional Chanel Index kya hota hy aur trend me iska kya role Hy ?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohid56 پيغام ديکھيے
            [ATTACH]22372[/ATTACH]dear forex me Kam krny waly members ko ye baatota Hona chye kay regression channel kya hota hy kyun Kay ye aik basic way of trading hota hy ye basically trend identification kay liye use kiya jaata hay iss ko aap kissi bhi aik point say draw kerain to aap kay pass aisay lines bani hoi aayain gi iss mai aik bottom line aik top line or aik trend line (middle one) hogi jab bhi trend change honay wala hoga to market channel break ker kay neechay ya uper movement shuru ker day gi ager market channel ko follow keray or movement ander hi ho TO jab bhi market top line hit keray gi to wo trend line or phir bottom line tak jaaye gi issi tarah jabb market bottom line say bounce keray gi to wo top line tak jaaye gi iss channel may middle line trend ko indicate kerti hay
            G dear kafi sarye aisaye cahrt hai aur aisye pattren hai jin kay barye mai shyed kam logo ko pta hai tu kam ager acha karna hai tu pher in kay barye mai read karna kafi zaroori ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain ta kay bad mai ap kaliye kafi asniya ban jati hai aur ap ka kam kafi asan ho jata hai tu hamesha acha kam karain aur ap ka kam hai kay ap es mai chart kay hisab say kam kartye hai tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur bad mai ap es mai acha kam kartye howye kamyab bhi ho jatye hain bherhal ye tu bat howi kay ap har aik pattren mai kam lazmi karain ya channel mai bat kartye hain ap kay channel ki ap nay bat ki hai regressiobal chart basicaly es ka mqsad same he hota hai baki chart ki tarha es mai kuch cheezain hai jo diffrent bhi hai oer sub tu aik jaisye nhi hoti hao tu ap nay acha kam karna hai tu a es chart mai acha kam kar saktye hain aur ap es mai acha kam kartye howye kamyab bhi ho saktye hain tu acha kam karain mahnet karain ap regressional chart aik kafi acha ayr zabardast chart hai aur ap es kay elwa aur bhi chart pay kam kar saktye hain per acha kam karna hai tu ap es mai kar saktye hai asal mai hota ye hai kay ap kam kartye hai tu aik na aik time pay market mai aisa ho jata hai kay ap nay kam kiya hai tu wo chalta rhata hai jis kay bad ap ko es mai kafi parshani ban skati hai tu ap nay acha kam karna hai tu ap es mai dil laga kay mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye hain tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hai aur ka ka kam kafi asan aur kafi acha ho jata hai
            $$$ Never Give Up $$$
            • #7 Collapse

              Re: Regressional Chanel Index kya hota hy aur trend me iska kya role Hy ?

              Trading ko improve krny r market ko analyse krny k liy ap ko chahay k ap candlestick chart patterns ko follow krain r is k bary main knowledge hasil krain take AP kamyab ho skain trading main Regressional channel index pattern ka use AP ki trading ko Kamyab bana sakta Hy AP ko chahay k Dil sy Kam krain r ek accha trade kr k ek accha experience hasil krny ki koshish krain take AP kamyab ho skain r ek accha profit hasil krny k qabil BN sakain. Aap ki mehnat r lagn AP ki kamyabi hoti Hy jis sy AP acchi earning kr sakty hain. Basically Regressional channel index ka maqsad bhi baqi pattern ki tarha hi hota Hy is ki madad sy market k trend main help multi Hy is ko regularly read out r watch out krain to AP kamyabi k sath apni trading kr sakty Hain AP ko chahay k Dil sy Kam krain r ek accha profit hasil kr k ek acchi earning ki Koshish krain take AP ko kamyabi mil saky ap ki mehnat r ek accha profit hi so ki Kamyab trading k liy zaroori hota Hy jis sy AP ko kamyabi mil sakti Hy. Trading main jaldbazi AP ki loss Dy sakti Hy AP ki acchi earning AP ko rk accha trade krny k qabil bnati hy. Different type k indicators r candlestick pattrn AP ki trading r market analysis main AP ki acchi help out krty Hain jis sy AP kamyab ho sakty Hain.
              🌼 Never Give Up 🌼
              • #8 Collapse

                Re: Regressional Chanel Index kya hota hy aur trend me iska kya role Hy ?

                dear trader ap ne boht hi acha thread post kia hay read kar kay boht hi acha laga i hope kay ap theek hongy ap ne likha hay kay regressional
                chanel index kya hota hay aur trnd mein iska kya role hota hy? dear biggners is thread ko read kar kay apko boht hi achi knowledge hony wali
                hay trading ko improve karny kay leiy or markete ko analyses karny kay liey ap ko chaheiy ap candle stick chart pattern ko follow karen, or is kay
                bary mein knowledge gain karen or kamiyabi kay leiy is kay treding ko samjhany ki koshish karen or is regressional channel index pettern ka use
                ap ki trading ko kamiyab bana sakty hen ap ko chaheiy kay dil se kam karen or ek acha trader ban ny kay leiy ziyada se ziyada experience gain
                kareny ki koshish karen, ta kay ap kamiyab ho saken or aik acha profit gain kar saken, or is qabil ban saken, kay ap ki mehnat or lagan ap ki
                kamiyabi hoti hay jis say ap achi se achi earning kar skty hen, basically regressional channal index ka maqsad bhi baqi pettern ki tarah hi hota
                hay is ki madad se market ki trend mein help milty hy is ko regularly read out or watch out kar sakty hen, or ap har trend kamiyabi kay sath
                laga sakty hen apko chaheiy kay dil se kam karen or acha profit gain karny kay leiy ek achi earning ki koshish karen, ta kay ap ko kimiyabi
                mil saky or ap market mein mehnat kay sath aik acha profit gain kar sken
                • #9 Collapse

                  Re: Regressional Chanel Index kya hota hy aur trend me iska kya role Hy ?

                  Aslamulkum, forex aik best trading kariobar hain is mai trend ka aham role hain hamy market mai trend ko follow karna chaey pher hamy success hasial ho jy ge forex mai hamy regressional chanel index aik tehcnical indicator hain hamy is ko use kar ky kam karna chaey pher he hm munfa hasial kar saky gy forex aik best business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar market ko analysiz kar sakty hai hamy market ke movement ko samj kar is mai kam karna chaey pher hamy market mai kam karny ka fiada hota hain forex aik online karobar hain s mai indicators ke bohat value hain hamy in ko kbae be ignore nahi karna chaey forex mai agar hum analysis ko or indicators ko ignore kry gy to hamara he loss ho ga so is waja sy hamy in ko use kar lena chaey pher hamy fiada ho ga hu munfa be haisal kar saky gy forex mai washy to indicators ke muktalif iqsam hain hamy in ko learn karny ky bad in ko istmal karna chaey pher he kam karny ka fiada ho ga forex aik international business hain hum is mai agar market ky trend ky against kam karty hain to harma apana he nuqsan ho jata hain so , hamy care full rah kar market mi kam karna cahey then hum sccess gain kar ky munfa hasial kar sakty hain forex trading market sy forex market ko samjna aik din ka kam nahi hain so be care full .
                  • #10 Collapse

                    Re: Regressional Chanel Index kya hota hy aur trend me iska kya role Hy ?

                    dear friend, Regressional chanel index three lines mabni aik technical indicator ha jo existing trend ko upper aur lower limit ko analyse karnay k liay use hota ha, ye aik statistic tool ha jo market k available past data sa future ki moments ko predict karnay k liay use hota ha, ye prices ki volatilitu par base kartay huay hmain potential buy aur sell k signal daita ha, is k 3 parts hotay hain

                    1. Regresion line
                    2. upper channel line
                    3. lower channel line

                    Regression line trend direction ko janchnay k liay use hoti ha, aur ye trend ka midpoint act karti ha, ye aik straight line ma show hota ha jo prices k starting points aur ending points k darmian fitt ho jata ha, jb pricess regression line k below hoti hain to isko bullish consider kia jata ha aur jb prices regression line k above hoti hain to bearish, upper channel line aur lower channel line regression line k parallel chalti hain, ye dono same distance par hoti hain, upper channel line, regression line sa normaly 1 ya 2 standard deviation above hoti hain aur ye trend k top ko mark karti hain, isi tarah lower channel line regression line sa 1 ya 2 standard deviation below hoti hain aur ye trend k bottom ko mark karti hain, standard deviation 1 ho gi to iska mtlb ho ga k sari prices ki 68% moment upper aur lower channel lines ma ha, prices jb channels sa breakout hoti hain to sell aur buy signals generate hotay hain, regresion channel b further bullish aur bearish channels ma divide hotay hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Regressional Chanel Index kya hota hy aur trend me iska kya role Hy ?

                      ,market ka agar hum technical analysis karte hain to yeh bahut he deep hota hae hamen is ke liye bahut he zayada knowledge cahiye hota hae tab he to ja kar hum is main ho jate hain kamyab lakin hamen cahiye ke hum is main techincally market ka knowledge hasil kiya karen q ke fundamentally to hamen acha knowledge mil he jata hae lkain jitna zayada technical mushkil hae utna fundamental nhe hae to bas hamen cahiye ke hum is main mehnat karen ache tarah se kam ko time dena cahiye take hum isko seekh saken q ke aik jo acha trader hota hae agar wo ache tarah se technical analysis kar jata hae to tab he to wo acha trader hota hae to bas is waja se hamen cahiye ke hum is main mehnat karen ache tarah se kam kiya karen take hum is main success hasil kar saken hum jitna zayada is main mehnat ke sath sahe tarah se kam kar he jaya karte hain hum is main kuch na kuch to gain kar he lete hain hamen bas kabhe bhe himmat nhe harne cahiye ache tarah se agar hamen kam karna hae to is ke liye hamen cahiye ke hum kam ko better karte howe aik ache trader ke tarah se trade kiya karen tab he to hum is main success hasil kar he jate hain bas hamen bhe kam ko acha kar lena cahiye jitna acha hamara kam ho ga hum is main utna he success hasil kar he len ge bas hamen kabhe bhe himmat nhe harne cahiye balke hamne cahiye ke hum is mainj mazeed mehnat karte rahen ache tarah se kam karte rahen hum jitna zayada ache tarah se is main kam kar lete he hain to hum is main mazeed success hasil kar he jate hain bas kam ko better kiya karen jitna sahe tarah se ache tarah se hum is ko kar jate hain hum kamyab ho he jate hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Regressional Chanel Index kya hota hy aur trend me iska kya role Hy ?

                        Ham sab traders ko maloom hai ki for ek bahut hi dangerous business hai jismein lost jyada hai aur profit kam hai isliye ham log bahut sare option use karte hain ek acchi trade karne ke liye aage hamen lost na ho aur ham log ek acchi trade ko acche point se open kar sake in afsos ko use karne ke liye Ham mukta ladke sabke pattern aur indicator ko use karte hain aur uske sath ham log trend lines ko bhi draw karte Hain Jo mein batati hai ki market ki position kya hai aur market mein kis taraf karna hai trendline bahut hi jabardast tarika hai market trend maloom karne ke liye hai aur future mein trend Kya hoga ham log isase bhi fayda hasil kar sakte hain isliye ham log Karen like ka Sahara lete Hain trend line draw karne ke liye mukhtalaf kisam ke option hain jismein ek option RCI hai

                        Regression channel index bahut jabardast hai isko use karke ham log ek acchi trade ko open kar sakte hain is channel mein 3 line draw hoti hai ek upar ek murder aur ek down mein yah hamen trend ke bare mein maloo mat deti hai ham log trend ko dekh kar ismein trade karte Hain jab ham log ya three line draw karte Hain to hamen market ke trend ke bare mein confirm ho jata hai yah lines after draw karte hain unko trendline kaha jata hai yah 3 kisam ki line upar niche aur medal mein hoti hai jab market ki candles ka chart banta hai aur hamen candle ke chat ke upar lines kodra karte Hain to hamen train ke bare mein confirm ho jata hai ki market trend ab kis taraf jayega to Ham log uski taraf trade open karke ek acchi income hustle kar sakte hain isliye hamen inclusion ke bare mein bhi sochana chahie yah simple options hai ham log use nahin karte lekin agar Ham unko Sikh kar use karen to in se acchi trade ko open Kiya ja sakta hai jab acchi trade open hogi to hamen ek achcha profit hasil hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: Regressional Chanel Index kya hota hy aur trend me iska kya role Hy ?

                          Reggesnional channel index market main bahut hi jyada imported roll Ada karta hai abhi Iske bare mein information honi chahie abhi type code for practice Karke Uske bare mein acchi information Hustle Karni chahie Taki abaki bar iska istemal acche tarike se kar sake aur Achcha profit Hotel kar sake Jab hamare pass Iske bare mein Achcha experience or knowledge hoga toh ab iska Sawal bhi acche tarike se kar sake aur Barkat bhi achcha profit Hasil kar Sakenge isliye Kisi bhi kam ko karne ke liye knowledge Kaun Hai important Hota Hai recreational channel it tax market mein bahut hi important Hote Hain yah bahut hi jyada popular hote hain ya Hamari help Karte Hain Ki help se Ham market ko acche tarike se learn kar sakte hain Hamen Iske bare mein properly learn Karke uski study ko complete karna chahi

                          Regesnal channel index Mein 3 different lines Karte Hain jismein do line hoti hai use Ham sports aur resistance level per truck Karte Hain isko Ham Centre Mein Dara Karte Hain Jab Ham Centre Mein Dara karte hain to use Waqt Ham market Mein trading kar rahe Hote Hain maximum trader courier Delhi base per mil sakti hai Jis per bahut Sare trader apni trade ko inter Karke achha profit Hasil kar sakte hain Jab habibpura police ki study Karte Hain To Ham apni trade Mein isko use karte hain To Ham apni trade Se Achcha result Hasil ka Satya hai

                          Jab Ham market Mein trading kar rahe Hote Hain To ismein Ham different important analysis karte hain yah analysis trading ke liye bahut hi jyada important hote hain market rate karte hue market ka analysis karna bahut hi jyada important Hota Hai Is Se Ham market ko acche tarike se Samajh Kar use beat rate Laga sakte hain aur update rate ko Kamyab bana sakte hain Agar Ham market bhi acche trader Banna Chahte Hain To Hamen market ke bare mein study karne chahie aur FIR updated market Mein idhar gadi chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Regressional Chanel Index kya hota hy aur trend me iska kya role Hy ?

                            Forex treading ki market Mein different types ke Index channels Hote Hain traders Ko chahie ke market Mein maujud Tamam different types ke index channels ke complete aur Achcha knowledge Hona chahie Jab Bhi trading start karen to use Waqt market Mein maujud Tamam technical indicators ko acchi Tarah Se learn kar len Taki aap in indicators ke jarie se market kyu trendline ko acchi Tarah se confirm kar Saken Kyunki yah channel index market mein bahut hi importance rakhte hain aur bahut hi important role bhi Ada Karte Hain

                            Market Mein regression channel index market Mein maujud Ek bahut hi simple Si opportunity Hoti Hai is opportunity ke jariye se traders market mein bahut jyada benefits Hasil kar sakte hain Agar vah is se related Achcha experience rakhte Honge to vah is ko Apne work Mein acchi Tarah Se istemal Kar Sakenge is the opportunity Kesariya se tradors market ke trend ko acchi Tarah Se identify kar sakte hain Iske jariya se market ki break out upper channel line ko acchi Tarah Se read Kiya Ja sakta hai

                            Market Mein regression channel index market ki price ke open hone aur closing hone ke signal is index channel Kesariya same aapko different types ke opportunities provide ki Jaati Hain ine Kesariya se aap sell or buy ke orders ko acchi Tarah Se samajh sakte hain aur Market technical indicators ka istemal karte hue aap market ki buy or sell orders ko acchi Tarah se confirm kar lete hain aap market Mein regression channel Index ko market ke timeframe ke hisab se use kar sakte hain yeah tools and technical analysis tools hote hain aur in poulsbo technical analysis through hi acche tarike se use Kiya Ja sakta hai aur ye market mein bahut hi useful index hote hain Jin ka istemal market Mein maujud Tamam traders karte hain aur ine ke jariye se market ko acchi Tarah se confirm kar lete hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Regressional Chanel Index kya hota hy aur trend me iska kya role Hy ?

                              Assalamu Alaikum to all Forex member Apne a Humse regarsonal channel index Kya Hota Hai Iske bare mein bahut hi Achcha question Kiya Hai To Aaj Ham aapko bataenge ki regarsonal channel channel Intex kya hota hai aur trend Mein iska kya Rul Hota Hai rigorsonal channel Intex 1 behtarin technical analysis hai Jes ki madad se Ham price action trend Main help late Hain

                              Jab ham Forex trading ke Business mein different type Ke analyses kar rahe hote hain to is main Ham important different strategies ko Ham apni trading per reply karte hain Tu yah hai Hamare liye bahut jyada useful ho sakta regorsonal channel Ek bahut hi important technique Hai jismein Ham different line draw Karte Hain

                              Agar Hamari National channel ko proper tarike se understand kar lete hain aur is per apni trading Karte Hain To Ham apni trading mein bahut hi Achcha benefit Hasil kar sakte hain isliye Hamen kabhi bhi recreational channel ko avoid nahin karna chahie recreational channel Hamari trading ke liye bahut jyada important hai recreational channel per Jab Ham trading Karte Hain To Hamen bahut jyada fayda hota hai isliye Tamam trader ko chahie ke vo regorsonal channel ke related apne pass Achcha Se Achcha experience or knowledge rakhen aur regorsonal channel ko kabhi bhi ignore na Karen Jab Ham market Mein trading Karte Hain To Ham different analysis karte hain aur is mein reward points ke related Kuchh information Hasil Karte Hain aur jab inhen apni trading per apply Karky recreational channel Mein Apni trading apply Karte Hain To Ham apni trading mein bahut hi Achcha Prophet Hasil kar sakte hain aur apne is business ko ek profitable business banaa sakte hain Agar hamare pass regorsonal channel ke related acchi information Hogi to Ham regorsonal channel ko aasani se draw kar sakte hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X