Jaiza :Three Stairs Steps pattern kya Hy aur working strategy kya Hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza :Three Stairs Steps pattern kya Hy aur working strategy kya Hy
    Dear friends Three Stair Steps pattern Forex Mein Ek bahut zada important chart pattern Hai Kyun ky mostly log is ko use Nahin Krty is ki strategy for working pattern bahut Zada simple hai aur is sy aap long term trading main bahut zada benefit Hasil kar sakty hain

    Trading Strategy

    Jesa Kay neechy picture Mein show Kiya gaya hai Hai is pattern ko stairs ki form mein main develop Hota dekh sakte hain jaisa ke is ki first stair develop hone Mein volumetric candles shamil Hoti Hai isi trah second stare Mein is ki second volumatic candles aur third share Mein is ki third volumetric candle shamil hoti hai hi ye mostly uptrends ya bullish ke liye use Hota Hai.

    Click image for larger version

Name:	polki-exmp-5_1000x545 (1).jpg
Views:	5
Size:	59.8 کلوبائٹ
ID:	12469868 Usability For Long Term Trading

    long term trading ke leay ye pattern bahut useful pattern Hai is ko bahut achi trah use Kiya ja sakta hai agar aap Kisi bhi pair par max capital ke sath long term trading karna chahty hain to aap Kisi bhi pair per is pattern ko find out karne ke bad is ko proper develop form Mein laa kar is per trade open kar sakty hain agar aap second stair per bhi trade open kar dety Hain To bhi aap ko profit ho sakta hai.
    Last edited by ; 14-10-2020, 02:16 PM.
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza :Three Stairs Steps pattern kya Hy aur working strategy kya Hy

    Yes dear. Forex trading ma patterns ny hamari life ko bhot asan bana deya hai. Ham en pattern ko follow kar k na serf acha profit hasil karny ma kamyab ho jaty hain balky hamy market ki where about ka b pata chal jata hai. Pattern ko help sy he ham counter strategy ko b adopt kar sakty hain k agr market ny hamy favour na kiya to kiya karna hai. Es topic ma ham three stair step ko further discuss karyn gy.

    Three stairs step pattern. Ye pattern long term trading k lae use kiya jata hai. Market agr down fall kar bottompar ponch jae to buy or agr market up move kar high peak par ponch jae to long sell ki trade ko open karna hota hai. Ye ik long term ki trade hamary lae big profit ka zaraya ban sakti hai. But es long term trading ma hamy kuch precaution ko zarur adopt karna chahe.

    Precautions needed to be adopted in three stairs step pattern. Three stair step pattern ma ik to hamy small lot ko use karna chahe kiu k big lots bhot dangerious hoti hai. Jo trader big lot ko use karta hai agr market usko follow na kary to usko bhot zayada loss ho sakta hai. Secondly es patterm k sath hamy munsib stop loss ko b use karna chahe jb market pehle step par ponchy to hamy apna stop loss entery point par ley ana chahe or jb market second step par ponchy to trader ko apna stop loss first step par move kar lena chahe. Ese tarha market jb third step par ponchy to trader ko stop loss second step par ley ana chahe. Es long term pattern par blindly trust karna thek ni hai es sy trader ko big loss b ho sakta hai kiu k market ki movement ka kuch bahrosa ni hota.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza :Three Stairs Steps pattern aur is ki trading strategy...!!!

      Three stairs steps pattern sa related aapane bahut hi perfect analysis Hamare Sath share Ki Hai no doubt Forex trading Mein different types keypad istemal ho rahe hote hain jinki profit learning aapke liye bahut jyada important hoti hai aur aapke technical analysis ko perfect banaa sakti hai. Is market Baton se related main aapse Kuchh important information share karna chahta hun jo junior members ke liye helpful ho sakti hain aur Unki trading Mein effective ho sakti hai.

      Dear jab aap market ki movement ko properly Learn kar rahe hote hain to ismein aapko market ki different impulse aur corrective movements follow kar rahe Hote Hain Jab market bullish trend Mein movement kar rahi hoti hai sone time market mein vah bahut dafa market Mein retracement kar rahi Hoti Hai Jiski basis per aap market ko easily learn kar sakte hain.

      Forex trading me different important market pattern after technical analysis ko perfect kar sakte hain isliye aapko koshish Karni chahie ki market Mein different important battles ko carefully study Karke apni trading per apply Karen. Market ki technical movement ko properly learn karne ke liye yah market pattern aapke liye bahut jyada help ho sakta hai is market pattern Mein pahle market bullish trend Mein movement karti hai aur uske bad FIR apni retracement Karti Hai FIR second time bullish trend mein apni movement karti hai aur FIR retracement Karti Hai third time FIR bol stand Mein movement Karti Hai Aur Is Tarah gradually step-wise 3 stairs banati hai.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza :Three Stairs Steps pattern aur is ki trading strategy...!!!

        Assalamu alaikum my dear all forex Forex trading Mein different types keypad istemal ho rahe hote hain jinki profit learning aapke liye bahut jyada important hoti hai aur aapke technical analysis ko perfect banaa sakti hai. Is market Baton se related main aapse Kuchh important information share karna chahta hun jo junior members ke liye helpful ho sakti hain aur Unki trading Mein effective ho sakti hai
        Dear jab aap market ki movement ko properly Learn kar rahe hote hain to ismein aapko market ki different impulse aur corrective movements follow kar rahe Hote Hain Jab market bullish trend Mein movement kar rahi hoti hai sone time market mein vah bahut dafa market Mein retracement kar rahi Hoti Hai Jiski basis per aap market ko easily learn kar sakte hain
        Forex trading me different important market pattern after technical analysis ko perfect kar sakte hain isliye aapko koshish Karni chahie ki market Mein different important battles ko carefully study Karke apni trading per apply Karen. Market ki technical movement ko properly learn karne ke liye yah market pattern aapke liye bahut jyada help ho sakta hai is market pattern Mein pahle market bullish trend Mein movement karti hai aur uske bad FIR apni retracement Karti Hai FIR second time bullish trend mein apni movement karti hai aur FIR retracement Karti Hai third time FIR bol stand Mein movement Karti Hai.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza :Three Stairs Steps pattern kya Hy aur working strategy kya Hy

          forex mein patterns ne trade ko bohat he zeada asamn bena diya hai is se humari trade profit hasil kerny k qabil ho jati hai humen in ko follow ker k trade ko continue kerna chahiye three stair step pattern aik aisa pattern hai jis ko hum long term trading k liye use kerty hain agar market downfall par pohanch ker bottom par pohanch jaye tou tou buy ki trade lagaty hain aur isi tarhan agar market high move ker k upward chali jaye tou sell ki trade ko open kerty hain aur ye aik aisi long term trade hai jo k humary liye bohat zeada profitable sabit hoti hai lekin is long term trade ko carry kerny k sath sath is k humen kuch precautions ko bhi lazmi dekhna hota hai three stair pattern mein humen sab se pehly tou small lot ko use kerna chahiye wo is liye k bi lot bohat he zeada risky hoti hai
          agar hum is mein kaam kerny k doran market ko follow na keren tou humen loss ho sakta hai is k sath sath agar hum is pattern ko apni trade mein use ker rahy hain tou humen trade mein stop loss ko bhi use kerna ho ga kuen k stop loss se hum apni trade ko loss se safe ker lety hain aur agar trade mein loss ho raha hota hai tou wo minimize ho jata hai humen yahan par stop loss ko entry point k sath he ly aana chahiye aur jab trae second step par ho tou humen stop loss ko first step par ly jana chahiye aur isi tarhan jab market third step par pohanchy tou humen stop loss ko second step par ly aana chahiye humen kahin bhi kisi bhi step par blindly follow nahi kerna chahiye blky us mein apny experience ko lazmi use kerna chahiye
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza :Three Stairs Steps pattern kya Hy aur working strategy kya Hy

            Three stair steps Pattern market mein technical analysis ky liye use kiye jany wala ek pattern hai. Yeh pattern stairs ky steps ki shape mein 3 steps banata hai aur market ki movement ko kisi time frame mein dekhty huey isko observe kar ky is pe trades kar skty hain. Yeh pattern aapko market mein good entry aur exit points ky sath sath trends reversal ki information bhi deta hai. Isi trha breakouts ki surat mein aap maximum profits gain kar skty hain. Yeh market mein short term trading ky liye istemal ki jany wali strategy hai aur is mein aap different points par entries le skty hain.

            How to Trade Three stairs Pattern?

            Three Stairs pattern par work karny ky liye aapko chahye ky aap market mein technical analysis karty huey Resistance aur support level ki information rkhty huey in ko draw karny ki skill rkhty hon aur is strategy par work krny ky liye aapko pehly bhut practice chahiye. Is mein aapki observations achi hkni chahyen.

            Steps pattern mein market mein gradual downfall ata hai aur step by step market ki prices mrin kami asti rehti hai jisky bad market mein resistance level ka breakout hojata hai aur market dobra se upwards trend mrin jaty huey aapko Bullish movement dikhati hai. Is trha ek dafa nechy ja kar dobara retracement karty huey market resistance level ko touch krti hai aur phr us resistance se nechy aa jati hai. Is trha steps banty jaty hain. At least market 3 steps banati hai. Is trha har resistance level par aap ko rk selling ka entry point milta hai.

            Breakout Entry / Buying Trade :

            Is trha resistance level lower se lower hoty jaty hain. In resistance levels ko aps mein horizontally connect kar ky aap market mein resistance level ko note kar skty hain. Isky bad jab market low ja chuki hoti hai to isky bad market mostly upwards trend mein move krna start kr deti hain. Is breakout par aap buying ki trade laga skty hain. Jis mein entry leny ky liye aap resistance level ko use kar skty hain. Jab market us resistance level ko cross kar jaye to aap market mein breakout ki surat dekh skty hain aur buying mein profits gain kar skty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza :Three Stairs Steps pattern aur is ki trading strategy...!!!

              Assalamu alaikum ji Bhai aapane bahut hi acchi information apni post mein describe ki hai no doubt agar aap technical analysis course Forex trading may follow nahi karenge aur technical analysis ko follow Karen bagair Forex trading mein kam karenge to aap kabhi bhi achcha profit nahin Kama sakte agar aap chahte Hain ki aap Forex trading mein acche se accha profit kamai to uske liye aapko proper market information hasil karni hogi Jeet ne jyada aapke pass market information hogi uttara he easily ab acche se accha profit Kama sakte hain three star step pattern candlestick ke bare mein aapko kuchh information provide kar deta hun

              THREE STAR STEP PATTERN CANDLESTICKS PATTERN :

              jaisa ke naam se hi pata chal raha hai ki yah ek aisa pata hona chahie jismein teen mukt point Ho jab bhi aapki market niche ki taraf gire aur retracement ke bad aapki market ab trend mein jaaye aur apna pahla hai banaye aur usse thoda sa niche aakar 212 market upar jaaye aur apna ek Naya hai banaye aur fir market thodi si niche aaye aur usse upar jakar ek Naya hai banaen to aapko samajh Jana chahie AK yah 3 star pattern candlestick pattern hai aur isase aapko samajh Jana chahie ke yahan se ab market bullish hone wali hai aur aap apne trade course hisab se adjust karke acche se achcha profit Kama sakte hain ya trend aapko market k uptrend k bar ma Bata ha
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza :Three Stairs Steps pattern aur is ki trading strategy...!!!

                Ji dear ap nay aik bahut he frequent ban'ny waly aur valuable candlesticks pattern kay bary main useful information share ki hain. Ye pattern waqie bullish aur bearish donon surton main milta hay jab keh hourly plus time frame main ye banta hay aur is per baut achi trading ka moqa mil jata hay.

                Ye pattern kai candlesyicks per mushtamil hota hay aur ager hourly time frame use kai jaye to ye taqreeban 50 to 100 candlesticks per mushtamil hota hay, normally yeh pattern hamain long term trading kay liye bahut helpful hota hay. Jab ye up side per ja raha hay to 3 zig zag movements kay bad jab kafi high aur long up trend build kar lay to iskay bad ye fall hota hay aur kafi ziada nichy ata hay. Similarly jab ye down side main a raha ho aur zig zag movement banaty huye descending stairs banaye to last low say up trend start kar daita hay jis say hamain buy ki trade say bahut achi earning mil jati hay.

                Is pattern main ager hamain sell ka moqa mily to last high per stop loss lazmi set karain jab keh ager buy ki trade ka moqa mily to last low per stop loss set karain. Jab keh proper risk management lazmi karain ta keh hamain safe trading aur profitable trading ka moqa mily. Iskay sath hamain chahiye keh ham fundamental analysis per bhi nazar rakhain aur technical indicator ko apni trading main bhi use karain ta keh hamain kamyabi mil saky.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza :Three Stairs Steps pattern kya Hy aur working strategy kya Hy

                  Forex exchanging me distinctive significant market design after specialized investigation ko immaculate kar sakte hain isliye apko koshish Karni chahie ki market Mein diverse significant fights ko cautiously study Karke apni exchanging per apply krein Market ki specialized development ko appropriately learn karne ke liye yah market design apke liye boht ziada help ho sakti hai is market design Mein pahle market bullish pattern Mein development karti hai aur uske terrible phir apni retracement Karti Hai second time bullish pattern mein apni development karti hai aur retracement Karti Hai third time then bol stand Mein development karti ha. agar murmur is mein kaam krny k time market ko follow na kerein tou humein misfortune ho sakta hai is k sath agar murmur is design ko apni exchange mein use ker rahy hain tou hamein exchange mein stop misfortune ko bhi use kerna ho ga kuen k stop misfortune se murmur apni exchange ko misfortune se safe ker lety hain aur agar exchange mein misfortune ho raha hota hai tou wo limit ho jata hai humen yahan standard stop misfortune ko passage point k sath he ly aana chaeye aur hit traey second step standard ho tou humen stop misfortune ko initial step standard ly jana cheaeye and isi tarhan hit market third step standard pohanchy tou humen stop misfortune ko second step standard ly aana chahiye humen kahin bhi kisi bhi step standard aimlessly follow nahi kerna chahiye blky us mein apny experience ko lazmi use kerna chaeye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza :Three Stairs Steps pattern kya Hy aur working strategy kya Hy

                    AOA dear friends , forex trading karte hue aik trader ko hr tarha ke indicator aur pettrens ko istemal Karne Ka tarika aana chahie kyun ki agar aap acchi training karna chahte hain to wo aap ko helpful sabit ho sakta hai aur Agar Baat kijiye THREE-STAIR PATTERN ki tu yea pattren aik trend indicator pattern hai Jo ke price ke up train ko show karta hai hi joker suddenly down ho jata hai is mein aap uptrend ko aik large bullish candle Ki Surat mein dekh sakte hain job price ek jagah per jakar satle Ho jaati hai To to vah dobara down Ho jaati hai aur ek Naya up trend create karti hea to ub is patton ki basic sport aur resistance ko samajhte HainResistance point kia hota hay? Jab ksi bhi pair ki movement oper ki janib hoti hay to aik level aisa hota hay jaha tak k market ja kar wapis ati hay ya phir wha par market pohanch kar oper chali jati hay, to us level ko resistance level kehtay hain, resistance level pivot point ki madad say nikalta hay, aur resistance k commonly teen levels hotay hain, jo market ki volatility ko nazar may rakh kar nikalay jatay hain.
                    Support point kia hota hay? Jab ksi bhi pair ki movement neechay ki janib hoti hay to wha par bhi resistance ki tara say levels hotay hain, hum un ko limit bhi keh saktay hain, yeh bhi teen hotay hain, is tara say aik pivot point, teen support level aur teen resistance level hotay hain, jin ko hum R1, R2 aur R3 resistance k lye kehtay hain, aur S1, S2 and S3 support k lye kehtay hain
                    Click image for larger version

Name:	Trend-structure-with-support-resistance-stairs-768x432.png
Views:	1
Size:	49.3 کلوبائٹ
ID:	12334327loss se bachne ky liyea har insan ko apni ghalti par nazar dalni chahiyea q ky jub jub aap se ghalti hoti hai to ap ko loss ho jata hai jiss ki waja se aap kaa kaam ruk jata hai our aap is mai agy nahi ja sakty hai isi liyea mai yahi kahonga ky apni ghalti ko teek karna behtar hoga jiss se aap ko loss b nahi hotha hai Forex main technical analysis ka boohat importance hai.agar hum technical analysis ko follow karty hain to hum achi earning lay sakty hain.main mostly technical analysis kay hisaab say he pending orders lagata hun or is tarah main is main kaam kar kay earn bhi kar rha hun
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza :Three Stairs Steps pattern kya Hy aur working strategy kya Hy

                      Assalamu Alaikum Kare Bhajan Mein ummid karta hun ki aap sab khairiyat se Honge Pyare bhai jaan aapane Ek bahut hi perfect Banane Wale aur volleyball candlestick pattern ke bare mein Useful information share Ki Hai yah Patan Vakya hi bullish or bearish ke donon Souten Mein Milta Hai Jab Ke Holi class time from Mein yah banta hai aur is per bahut hi acchi trading ka mauka Mil Jata Hai

                      Yah Patan ke candlestick per Mushkil hota hai aur Agar Holi timeframe use kiya jaaye To Itni to hun per Mushkil hota hai normally ya Patan Hamen long term training ke liye bahut hi helpful Hota Hai Jab Ke yah ab site per ja raha ho to freezing song movement ke bad Jab Kafi bhai aur long uptrend Buland Kar Le To Iske bad yah FIR hota hai aur Kafi Jyada niche aata hai aur jab downside Mein a Raha hota hai aur Zing Zang movement bante hue a DC ki Ding banae to Las Lo se uptrend start kar deta hai jisse Hamen boy ki trade se bahut hi acchi earning mil Jaati Hai

                      Spartan mein agar Hamen sale ka mauka Mile To lost Hai per shop close lajmi set Karen Jab Ke Agar boy ki trade ko mauka mile to Los Loafer stop loss set Karen Jab Ke proper risk management lazmi Karen Taake Hamen safe trading aur profitable trading Ka Ho ka vilay iske sath Hamen chahie ke Ham fundamental analysis Fir Bhi Najar rakhen aur technical analysis indicators apni trading main bhi use Karen tar ke Hamen kamyabi music
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza :Three Stairs Steps pattern kya Hy aur working strategy kya Hy

                        forex market ma paisy kamany klye apko forex ke bary me information hona bht ziada zarori hy . apko market ka analysis karna aata ho takeh ap market ke technical points ko samaj saken . agar ap market ka knowledge ni rakhty to ap kabi bi acha profit hasil ni kar sakty . apko chahye keh ap market ka analysis akrny klye indicators aur graph ko istimal karen . is review me hm Three stars pattern ka zikar kar rhy han . yeh bht important pattern hy . isko samajna bi bht mushkil hy . jo expert traders hain wh is pattern ki madad se apni long term trade lagaty hain aur profit book karty hain . is type ke pattern me upward tren dbi ban raha hota hy aur downward bi trend ban raha hota hy . laken ek bat jo is pattern ki sb se achi hy .wh yeh keh yeh long term klye banta hy . agar upward trend hoga to yeh bi long term hoga aur agar downward trend hoga to yeh bi long term e bany ga. aur is me resistence level aur support level ka bi khial karna parta hy . jab bi market ka downward tren dstart hota hy . to kuch time ke bad ek breakthrough hota hy jis me market ka reversal trend shro ho jata hy . isi time ka e traders intizar kar rhy hty hain .ek aur bat ka bi khial rakhna chahye . keh is me apko chahye keh lot size ziada na rakhen . kyueh market ke reversal trend ka koi bharosa ni hota aur apko bht ziada loss ho sakta hy . jab market upward move kar rhe hoti hy to apko sell ki trade lagani chahye aur jab market down move kar rhe hoti hy to apko buy ki trade lagani chahye . 3 star patern ko saamajny klye apka experience hona bht zarori hy . tab ja kar ap analysis kar sakty hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza :Three Stairs Steps pattern kya Hy aur working strategy kya Hy

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohid56 پيغام ديکھيے
                          Dear friends Three Stair Steps pattern Forex Mein Ek bahut zada important chart pattern Hai Kyun ky mostly log is ko use Nahin Krty is ki strategy for working pattern bahut Zada simple hai aur is sy aap long term trading main bahut zada benefit Hasil kar sakty hain

                          Trading Strategy

                          Jesa Kay neechy picture Mein show Kiya gaya hai Hai is pattern ko stairs ki form mein main develop Hota dekh sakte hain jaisa ke is ki first stair develop hone Mein volumetric candles shamil Hoti Hai isi trah second stare Mein is ki second volumatic candles aur third share Mein is ki third volumetric candle shamil hoti hai hi ye mostly uptrends ya bullish ke liye use Hota Hai.

                          [ATTACH]22280[/ATTACH] Usability For Long Term Trading

                          long term trading ke leay ye pattern bahut useful pattern Hai is ko bahut achi trah use Kiya ja sakta hai agar aap Kisi bhi pair par max capital ke sath long term trading karna chahty hain to aap Kisi bhi pair per is pattern ko find out karne ke bad is ko proper develop form Mein laa kar is per trade open kar sakty hain agar aap second stair per bhi trade open kar dety Hain To bhi aap ko profit ho sakta hai.
                          G han dear three step pattren aik kafi acha pattren hai aur ap es mai acha kam kiya ja sakta hai aur ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye hain tu ap kay kam mai kafi asnai ban jati hai tu jo kam ap nay karna hai ap achye say read kiya karain ta kay bad mai ap kaliye asnai ban jati hai tu hamesha dil say acha kam kartye hain tu ap kamyab hai jub kay stairs steps mai ap kafi acha kam kartye hain ap es pattren mai zabardast kam kar saktye hain tu kam ager acha karna hai tu ap es mai kartye rhain ta kay bad mai ap kaliye asani ban sakti hai tu tairs steps pattren aik kafi acha pattren hai ap es mai aik stairs ki tarha trade ko daikhtye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai dil say acha kam karain ta kay bad mai ap es mai stairs ki tarha acha kam kiya ja sakta hai aur ap es mai acha kam kartye howye kamyab jatye haun tu ap acha kam kartye rhain ta kay bad mai ap kay kam mai asani ban jatye hain tu acha kam kiya ja sakta hai tu stairs pattren ka ye he faida hai aur es mai esi cheez mi samjh a sakti hai ap es mai kis tarz ka kam karna hai ya ap kam kartye hain jis mai ap kaliye sirf asani he asani hai
                          $$$ Never Give Up $$$
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza :Three Stairs Steps pattern aur is ki trading strategy...!!!

                            Market mein candlestick patterns bahut jyada importance rakhte hain aur yah candlestick pattern trading karte waqt traders ke liye bahut hi profitable sabit hote hain aur yah unke liye bahut hi helpful bhi sabit hote hain Kyunki Jab vo trading karte hain to use Waqt unhen market ko samajhna hota hai aur vah Market ko sirf in candlestick patterns ke through hi samajh sakte hain aur usko acchi Tarah se confirm kar sakte hain bahut se traders Aise Hote Hain Jo ki market Mein ine candlestick patterns ko use Nahin Karte Aana Hi inke chat Patra per Jyada focus karte hain bal Ke vah Inko avoid kar dete Hain Jiski vajah se unhen bahut jyada nuksan Kasam Nadi karna Pada jata hai

                            Market Mein three stairs steps candlestick patterns JK through traders bahut acche benefits Hasil kar sakte hain Kyunki yah candlestick patterns long term trading ke liye bahut hi profitable sabit Hote Hain Jo traders long time ke liye apni trading karte hain unhen market mein three stairs steps candlestick patterns ka hi istemal karna chahie aur uske jariya se market ki condition ko acchi Tarah Se confirm Karke market Mein long time ke liye apni trade open kar deni chahie is aur is candlestick Param Mein different types ki candles bhi banti hai

                            Yah candles different shape Mein Najar Aati Hain a candles different colours Mein maujud hoti hain aur inke size Bhi Ek dusre se different hote hain Kuchh candles bahut jyada Badi Hoti Hai Jab Ke Kuchh candle se bahut jyada Badi Hoti Hai Jab Ke Kuchh bahut hi Chhoti hoti hain Jab aap Kisi currency pair ko select karte hain aur Agar vah currency Pears capital Hota Hai is capital Peer ke sath long time ke liye is candlestick pattern ka select Karke market Mein Apni is long time trading se acchi Hasil kar sakte hain aur apni trade ko ek perfect trade Banakar market Mein Achcha munafa Hasil kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza :Three Stairs Steps pattern kya Hy aur working strategy kya Hy

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
                              Yes dear. Forex trading ma patterns ny hamari life ko bhot asan bana deya hai. Ham en pattern ko follow kar k na serf acha profit hasil karny ma kamyab ho jaty hain balky hamy market ki where about ka b pata chal jata hai. Pattern ko help sy he ham counter strategy ko b adopt kar sakty hain k agr market ny hamy favour na kiya to kiya karna hai. Es topic ma ham three stair step ko further discuss karyn gy.

                              Three stairs step pattern. Ye pattern long term trading k lae use kiya jata hai. Market agr down fall kar bottompar ponch jae to buy or agr market up move kar high peak par ponch jae to long sell ki trade ko open karna hota hai. Ye ik long term ki trade hamary lae big profit ka zaraya ban sakti hai. But es long term trading ma hamy kuch precaution ko zarur adopt karna chahe.

                              Precautions needed to be adopted in three stairs step pattern. Three stair step pattern ma ik to hamy small lot ko use karna chahe kiu k big lots bhot dangerious hoti hai. Jo trader big lot ko use karta hai agr market usko follow na kary to usko bhot zayada loss ho sakta hai. Secondly es patterm k sath hamy munsib stop loss ko b use karna chahe jb market pehle step par ponchy to hamy apna stop loss entery point par ley ana chahe or jb market second step par ponchy to trader ko apna stop loss first step par move kar lena chahe. Ese tarha market jb third step par ponchy to trader ko stop loss second step par ley ana chahe. Es long term pattern par blindly trust karna thek ni hai es sy trader ko big loss b ho sakta hai kiu k market ki movement ka kuch bahrosa ni hota.
                              doston trading mein kam karte hue different type ke pattern use hote Hain Jo ki aap candlestick chart mein Main dekhte hain aur ine se apni trading ke bare mein market ki situation ko samajhne aur ine se analysis karne mein help out lete Hain doston trading mein 3 stairs step bhi ek aisa Hi pattern hai jisko use karte hue aap apne trade ko Kamyab bana sakte hain aur ismein aasani ke sath acchi working karke aap kamyabi ke sath achcha trade work karne ke kabil Ban sakte hain trading main aapki mehnat aur jyada se jyada acchi karne aapko Kamyab banati hai jismein aap acchi trading karke ek accha profit hasil karne ke kajal Ban sakte hain. Yeah pattern long term trading ke liye use Kiya jata hai jismein aapko hasane ke sath acchi market signal ka andaza ho sakta hai aur aap trading mein kamyabi ke sath achcha work karne ke kabil Ban sakte hain is feature mein aapko jab market upward movement Karen aur pic pointer song jaaye to iske bad aapko selkie trade lagana hoti hai aur jab ISI tarah market down word munh Karen aur pic point per pahunch downward peak point per aur use per aapko buy trade lagana hota hai jisse aap trading mein achcha profit hasil kar sakte hain aur apna trade kamyabi ke sath kar sakte hain. ismein aapko safety prakashan lene hote Hain Jo ki aapki trading ko Kamyab banaa sakte hain. Is pattern mein hamesha small lot ke sath trade karna chahie ka ke ismein aasani ke sath aap apna trade work kar sakte hain aur aapko jyada se jyada profit ho sake aur loss ke chances kam se kam hun.iske alava hamen stop-loss ka bhi istemal karna chahie kyon ke ismein hamari trading ko Kamyab banane ke liye ek achcha mauka hota hai aur hamen big loss hone se bus sakte hain aur jyada se jyada profit hasil karke apna trade Kamyab bana sakte hain iske alava take profit bhi lagana chahie Jo ke hamare liye faydemand hai aapki trading mein mehnat aur acchi earning aapko kam job banati hai aur achcha experience bhi deti hai isliye daily basis per work out Karen mehnat Karen Cafe kamyabi ke sath achcha trade karne ke kabil Ban sake aur achcha profit hasil karke apni trading co Kamyab banate hue jyada se jyada Karne karne ke kabil Ban sakain.
                              🌼 Never Give Up 🌼

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X