jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

    forex aik bahut he acha profitable business hae lakin is main agar apko hona hae kamyab to is ke liye apko is main mehnat karna ho ge or is main apko kabhe bhe jald bazi nhe karne ho ge agar ap is main jald bazi kar lete hain to ap is main kabhe bhe kamyab nhe ho sakte hain to bas is liye hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat se ache tarah se acha kam kiya karen hum jitna zayada is main success hasil kar lete hain hum is main utna he kamyab bhe ho he jaya karte hain bas hamen apne kam ke sath dil se ache tarah se kam karn cahiye take hum is main kuch na kuch gain bhe kar saken lakin hamen bas sabar se kam karna ho ga or kabhe bhe hamen jaldbazi nhe karne ho ge q ke agar hum is main jaldbazi kar lete hain to hum is main kabhe bhe kamyabe ke taraf nhe ja sakte hain balke hum sirf is main nakam ho he jaen ge bas ge bas hamen apne kam ko sahe tarah se dil se kam karte howe he mehnat karna ho ge take hum is main kuch na kuch gain bhe kar he saken ge bas is waja se hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat ke sath dil se ache tarah se kam kar lena cahiye take hum is main kuch na kuch gain bhe kar saken or is main hum kamyab bhe ho saken lakin is ke liye hamen karne hote hae mehnat or jo is main mehnat sahe tarah se kar jate he hain wohe to is main kamyab ho he jate hain bas hamen apne kam ko ache tarah se karna cahiye take hum is main kamyab ho saken take hum successful ho saken
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

      AOA my dear all Forex memberJab aap Forex trading Mein jald bazi Me Koi decision Lete Hain To usmein aap ko bahut zyada nuksan hone ke chance hote hain isliye Jab aap Forex trading market Mein inter ho rahe hote hain to usse pahle aapko acchi Tarah Soch Samajh Ke decision Lena chahie aur trading se related jitne bhi important factors aur tools hote hain unko completely attentively focus Karke Uske bad hi trade ko open aur close karna chahie no doubt maximum members trade ko open Karte aur cross karte hue jaldbaji Kahate Hain Jiski vajah se unko bahut jyada problem hote hain aur unko nuksan ho jata hai
      Agar aap trading karte hue jaldbazi Nahin Karenge aur Soch Samajh Kar Achcha decision Lenge To Aisi situation main aapke liye bahut jyada advantages ho sakte hain aur aapki trading aapke liye profitable ho sakti hai Kyunki Jab aap Soch samajh Le trading karte hain aur aur Forex trading Mein according to your analysis kam Karte Hain To Aisi situation Mein Aapki trading aapke liye profitable ho sakti hai aur aapko bahut jyada advantages ho sakte hain aapko Puri koshish Karni chahie per Jab aap Forex trading Mein entry Lete Hain To Aisi situation main aapko se pahle pre-planning kar leni chahie
      Forex trading me jab aap apni Koi trade close Kahate Hain To Aisi situation main bhi aapko Hamesha Soch Samajh Kar apni trade close Karni chahie aur complete analysis karne chahie agar aap gendbazi karte Hui apni trade close kar dete Hain To aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai aur aap apni profit ko minimise kar sakte hain isliye aapko Koshish Karna chahie ki Forex trading Mein Hamesha Soch Samajh Kar Hi apni trade ko close Karen
      • #33 Collapse

        Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

        Bilkul jald bazi men ghlt trade kr k bnda nuqsan utha skta hh is liye soch smjh se kam lema chahiye aur jald bazi se bchna chahiye
        imranhaider
        • #34 Collapse

          Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

          اصل پيغام ارسال کردہ از: AbbasAlamdar پيغام ديکھيے
          jaldi kaam karny ka hmesha aek nuksaan hota hai. hamein kabhi bhi apna koi bhi kaam jaldbaazi mein nahi karna chaiye. agr ham jaldbaazi mein koi bhi kaa karty hain tou hamein nuksaan uthan parta hai. agr ham kisi bhi kisam k nuksaan se abchna chty hain aur ham chty hain k hamein faida ho tou hamein kisi bhi trhan ki jaldbaazi nahi karni chaiye jalzbaazi mein kia hua koi bhi kaam kbhi bhi theek ni hta. hamein khud ko relax rkh k apny mind ko cool rkh k har kaam karna chaiye ta k ham jo kaam bhi kar ry hain wo sae se ho . aur hamein us kaam se faida bhi ho.
          hamein kaam krty waqt kisi bhi qisam ka laalach nahi karna chaiye.hamein forex mein kaam krty waqt market k trend ko deikh k trade lgani chaiye. ta k hamein nuksaan na hojae. hamein kbhi bhi market k trend k against trade nahi lgani chaiye wrna hamein loss ka smna karna pary ga. hmesha market ki movement k hisab se trade lgani chaiye agr ham is mein galti karty hain tou hamara account wash ho sakta hai.ar jb bhi market mein trade lgein tou is mein take rofit aur stop loss ka use laazmi krein. is se apko koi nuksaan nahi hoga.hamein is mein kaam karny se phly kuc time lga k market ko achy se samjhna chaiye. ta k ham is mein kaam kar k is se faida
          utha saky.
          Assalamu Alaikum dear Forex members aapane bahut important trading care related topic per Hamare Sath Apna knowledge share Kiya Hai Main Bhi aapke sath Apna knowledge is topic per share karta hun dher Jab Ham trading Karte Hain To ismein Hamen chahie ke Ham Kabhi Bhi jaldbaji Na Karen image Jab Ham trading active Karte Hain To Ek process ka naam hai Jiske andar sabse pahle Ham commodity yah currency pair ki selection karte hain aur Aisi commodity currency ki selection Karte Hain Jo Jyada Bullet dial ho Jiski moment market Ke Andar Se Jyada Ho Uske bad FIR Ham use currency pair yah commodity ke bare mein Apne trade analysis karte hain aur trade analysis ke andar sabse pahle technical analysis karte hain technical analysis Mein Ham chart reading karte hain aur different chart Patron ki madad se aur candlestick pattern ki madad se aur technical indicator ki madad se Ham market ke andar Ek Aur Aisi ke sath trade entry or exit ko find Karte Hain aur uske bad FIR Ham international business news ko check karte hain aur Jis currency pair per Ham trade kar rahe hain to donon currency ke country ke domestic or international economic news bhi Jarur dekhte hain Taki uski vajah se currency pair ke upar Hamari trade ki movement Hamare against Na Ho Jaaye is analysis ko Ham fundamental analysis karte hain aur ismein ham business news ko watch karte hain Iske alava Masjid Hamare trade ki confirmation ke liye Ham sentimental analysis karte hain Jiske mutabik trader different traders ke positive or negative attitude ko Dekhte Hue trade active karta hai.

          Dear isliye Agar Ham in sub steps ka Sahi tarike se Khyal Nahin Rakhenge aur apni trading strategy aur planning Ka Dhyan Nahin Denge aur jaldbazi Karenge To Ham kabhi bhi Kamyab trading nahin kar sakte Kyunki online trading Ek tab job hai aur ismein Agar Ham koi bhi point miss karte hain to uski vajah se Hamen loss ho sakta hai isliye online trading mein kabhi bhi jaldbazi nahin Karni chahie.
          • #35 Collapse

            Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

            Trading mennuksan ki sabse badi hoti waja jaldi hoti hai yani ki Ham trade lagane mein jaldbazi karte hain aur ek acche entry-point ka intezar nahin karte Hain agar Ham ek acchi trade lagana chahte Hain aur profit hasil karna chahtey hai to hamen chahie ki Ham sabse pahle forex trading ka knowledge gain kar len aur uske bad Ham Jo kuchh knowledge se sikhate Hain Ham usko demo e account ke upar practis Karen aur practis karne ke bad hi hamen real account ke upar work karna chahie or real account ke upar jab hum koi trade laga Rahe Ho to hamen trade lagane se pahle use currency pair ka acchi tarah se analysis karna chahie technical analysis fundamental analysis aur uske bad hamen trade ko open karna chahie agar Ham is tarah yah Sara process karte hain aur uske bad trade ko lagate Hain to hamen jarur profit hoga.

            jaldbazi men decision:

            Jab Bhi jaldbaji Mein Koi decision lete hain vah Hamare Liye nuksan ka sabab banta hai aur Jab Se Kam Dekhte Hain To usmein Humko bahut jyada fayda ho jata hai aur Hamare liye aasani Ho Jaati Hai Aur Aankhen Jab Bhi Ho Jati Hain isliye Forex trading mein agar aap Kamyab Hona Chahte Hain To aapko sabse pahle chahie ki aap jald Bazi na Karen Aur Subah Se Sham bekar Hain isliye aapko Jarur bahut jyada fayda Hasil hoga.

            Jaldbazi k nuqsanat:

            jald bazi hamesha nuqsan ki waja banti hai kun k ais market mai hum agar mehnat karty hai to hum ko ais market mai trading karty waqat hum ko ais market mai kabi jaldi nai karni chaye ais market mai hum ko sirf wohi trade lagani chaye jo humri trading strategy k hisab se trade ban rahe ho hum agar ais market mai trading strategy use karty hai to aus ko follow kary ais se hum ko ais market mai tab hi faida hota hai jab hum ais market mai nuqsan se bachna chaty hai to hum ko ais market mai faida tab hota hai jab hum ais market mai trading strategy ko follow karty rahy aus se hum ko ais market mai faida ho jata hai aor hum nuqsan se bach jaty hain.
            :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

            CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
            • #36 Collapse

              Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

              sab members ke liye yah baat bahut important hai ki agar members ko apne kaam ko acchi tarah Se continue karna hai to members for relax hokar apne kam ko karna chahie relax hokar jab koi bhi member apne kam ko continue kar raha hota hai tu is tarah Se Kam Karne ka members ko fayda hota hai ki members apne kam ko acchi tarah Se Kar paate Hain aur koi bhi member jab apne kaam ko jaldi mein karta hai to yah vajah hai ki members ke kam ke quality acchi nahin hoti aur is tarah Se members ko kam karne mein maximum problem hoti hai jaldi mein kiye hue kam ke results acche nahin aate Hain aur member ko kabhi bhi apna Kam jaldi mein nahin karna chahie aur members ko relax hokar apne kam ko continue karna chahie agar members ko apna Kam bahut relax hokar karna hai to iske liye important baat yah hai ki members ko ek achcha sa timetable banaa Lena chahie aur is tarah Se members ko vah timetable bahut hi acchi tarah Se focus karna hoga aur is tarah Se jab members ek acche se timetable ko focus kar rahe honge to members ko kam karne mein problem nahin hogi time table ko acchi tarah Se focus kar lene mein members ke kaam ki quality bhi bahut acchi tarah Se maintain ho payegi aur members ke kam ki quality ka achcha hona important hai forex per bahut acchi tarah Se mehnat karne ke bad bhi members ko achcha bonus nahin a Raha hota hai aur is baat ki vajah yah hai ki members ke kam ki quality acchi nahin hoti hai
              • #37 Collapse

                Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

                G bilkul jld baazi kaa nateeja nuksan he hota haa ab chahy wo forex py koi sargarmi ho ya aur koi dosra karoobar. Agr hum rozana kaa 50 posting ka forex forum py hadaf pura naa kry ya agr kry b to jldi jldi me galat posting kr k 50 post ka hadaf pura krly aur hafty baad jb munafy ki baari aye to wo bohat km ho isliye tahumal se forex py posting kry ya aur koi karoobar ki sargarmiyab kry wagarnah bhari nuksan ka samna krna pr sakta ha. Is baat ko kuch iss andaaz me b smja jaye k agr forex trading py hum jld baazi se market me currency ya companiyo ki km qadar k bawajood b apni company k khariday gye hisso ko baich dy to issy humy faidy ki jgah nuksan hoga isliye begair jldbaazi kiye ussi hisso ki qadar ko market my zyada hony tk ka intezar kry aur aik waqat py aa kr jb un companiyo k hisso ki qadar zyada ho to unko baich kr zyada munafa kamaye. Mukhtasir ye baat haa k jld baazi ki bajaye aaram se dehan se kaam kry taky baad me pachtawa naa ho. Shukria
                • #38 Collapse

                  Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

                  Forex trading mein jitna ho sake hamen jaldbazi se bachana chahie forex trading mein jald bazi ki wajah se ham acha work our achi trading nahin kar sakte aur forex mein hum nakam ho sakte hain aur hamara bonus account bhi wash ho sakta hai aur hamari puri mehnat waste ho sakti hai forex mein achi kamyabi hasil karne ke liye sabar bahut hi zaruri hai isliye forex trading sabar ke sath karni chahie jisse forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning our achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham kamyab our ache trader bhi ban sakte hain aur forex mein achi trading ke liye money management bahut hi zaruri hai isliye forex trading money management ke sath karni chahie aur forex mein hamen trading fresh aur active mind ke sath karni chahie forex mein achi trading ke liye fresh aur active mind ka hona bahut hi zaruri hai aur forex mein hamen trading sabar ke sath karni chahie forex main achi kamyabi hasil karne ke liye sabar bahut hi zaruri hai jiski madad se forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex main hum kamyab aur ache tradee bhi ban sakte hain aur forex mein hamen achi trading ke liye jitna ho sake apne experience our knowledge ko increase karen forex mein achi trading ke liye ache experience our knowledge ka hona bahut hi zaruri hai aur forex mein trading ache confidence k sath karni chahie jiski madad se forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning our achi kamyabi hasil kar sakte hain.
                  • #39 Collapse

                    Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

                    Forex trading Mein kam karte hue Hamen Apne kam mein kabhi bhi jaldbaji nahin Karni chahie Hamen Apne kam Kuchh Samajh Kar karna chahie Taki Ham Apne kam ko acchi tarike se kar sake aur acchi kamyabi Hasil kar sake Hamen Apne kam ko Hamesha Shabd se karna chahie jaldbaji Se Kiya Gaya kam Hamesha galat hota hai aur Hamen nuksan uthana pad jata hai agar Ham Apne nuksan Se Bachana chahte hain aur apne business ko profitable business banana Chahte Hain To Hamen jaldbaji se avoid karna chahie Hamen Apne kam ko Hamesha mehnat ke sath karna chahie

                    Surakshit gadi Mein kam karte hue hamare pass experience or knowledge Ka Hona bahut hi jyada important hota hai Hamen apne business ke bare mein Achcha Na Lage Hona chahie tha ki Ham apne business mein jyada acche tarike se kar sake aur acchi kamyabi Hasil kar sake aur Ham Bhi Apne kam ko Hamesha active hokar karna chahie Jab Ham kam karne lage To Kam ke liye Hamara mind bilkul fresh Hona chahie Hamen relax hokar Apna Kam karna chahie Hamen Apne Businessman Jyada Se Jyada learning Karni chahie Taki Ham acchi earning Hasil kar Saken

                    Forex trading main kam karte hue hamare pass acchi practis honi chahie Taki Ham Apne kam ko acche tarike se kar sake s Forex trading mein kam karte hue Hamen Jyada Se Jyada Main Karni chahiye aur Jyada Se Jyada Prem Business mein hard-working karne chahie Hamen Apne Gaon ko Hamesha samajhdar Hi Se karna chahie Taki Ham Apne kam Mein acchi success Hasil kar sake
                    • #40 Collapse

                      Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

                      kisi bi kaam me jaldbazi nuqsan ka bais banti hay , jaldbazi karni se ek to apko business me bi loss ka samna karna parta hy aur phr ksi ke sath relation bi ni bana sakty , agar ap forex me profit hasil karna chahty hain to apko apny dil aur dimakh se jaldbazi ko nikalna hoga , jab ap ek kamm ko patience aur sakoon ke sath karen gy to apko uska faida bi mily ga , laken jab ap ek kam ko jaldbazi me karty hain to uska result bi acha ni ata , agar uska result bi acha ata hy to wh long term klye ni hota , aagy ja kar uska nuqsan lazmi hota hy , forex me bi agar ap jaldbazi me post karty hain aur ap apni post ke quantity ko barhaty jaty hain to iska apko koi ziada faida ni hota , bonus se ek din pehly apki post bi delet ho jane gy ya phr apko aesi post ka bonus ni mily ga kyukeh apne wh post jaldbazi me ki hoti hain aur un me koi quality ni hoti , jab bi apke kam me quality ni hoge to uska acha result apko ni mily ga , laken jab apke kaam me quality hoge to uska acha bonus aur result apko milta hy , quality wali post karny klye apko tasali aur sakoon se kaam karna parta hy , isi tarah bht sary traders jaldbazi me aesy pair pay trade laga dety hain jo us time to profit me ja rha hota hy , jaldbazi me wh iski history aur graph ko analyze ni karty , laken unhe kuch time ke bad loss ka samna karna parta hy , aur loss unhe unki bewakofi ki waja se hota hy
                      • #41 Collapse

                        Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

                        assalamu Alaikum dear friend ji han aapki baat bilkul theek hai Forex trading mein jaldbazi se sirf nuksan hote hain jaldbaji sirf nuksan deti hai Forex trading mein agar kamyab hona hai to Sabir ke sath trading Karen market ko acchi tarah analysis karke soch samajh Kar sake aap acha profit Hasil kar sake ek kamyab trader hamesha mehnat per focus karta hai soch samajh Kar trading karenge apne analysis ko strong banakar apne experience aur knowledge ke sath to aapko bahut accha profit hoga isiliye hamesha planning ke sath kam Karen Forex trading mein nakam Hi ki vajah jaldbazi aur tuky ke sath trading karna hai agar Sabir ke sath kamyabi Hasil karni hai tu soch samajh ke kam Karen Taki aap Forex main unlimited earning kar sakte forex online business hai is mein wahin log kamyabi Hasil karte Hain Jo money management ke sath trading karte Hain isiliye money management ka use Lazmi Karen zyada lot size trade open karenge to aapka account wash ho sakta hai aur aapko loss bhi zyada hoga isiliye zyada risk nahin Lena chahie kam lot use Karen ke aapka account bhi safe Rahe aur aap unlimited earning kar sake mahnat aur himmat aur holsale ke sath trading Karen Taki aap unlimited earning kar sake aur successful trader Ban sake jitni mehnat karenge utna hi accha profit Hasil kar sakenge isiliye apna nuksan na Karen apne account balance ko safe rakhen zyada profit ke lalach mein jald wali se trading bilkul na Karen ek kamyab trader hamesha mehnat per focus karta hai mehnat karenge to kamyabi khud BA khud milegi hamesha nakami ke baat kamyabi hai
                        • #42 Collapse

                          Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

                          Assalamualaikum dosto umeed hai k ap kheriyat se honge
                          Ji han dosto yahan per bht achi bat ki ja ri h hum log yahan forex pe kaam krtay hain to hum forex ko discuss krty hain.forex mein bhi kam ko proper krna bohat zaroori hai aur jo member jald baazi krta hay woh hamesha nuqsan mein jata hay.pak forum pe kaam krfay buway agar hum jald baazi ka muzahira krengay to os mein hum ko yeh nuqsan hoga k hum na to acha knowledge hasil kr sakengy aur na he hum achi posting kr sakengay.forex trading mein agr jaldi krengy to phir trade lagatay waqt na to proper time pe entry le sktay hain aur na he proper time pe hum exit le sakengay phir oska nateeja yehi niklay ga k hamein trading mein bhi loss he hoga.jald baazi mein hum koi bhi decision letay hain to woh hamari favour mein nahi hota aur hamesha woh hamary khilaaf jata hai.es leye hamein chahye k hum forex ka kaam krnay mein jaldi kabhi bhi na krein aur hamesha soch samjh kr trading ka faisla kiyya krein takay hum ko nuqsan na ho.hum log aksar profit hasil krnay ke leye trading mein jald baazi krtay hain jiski wajah se hamein profit to nahi milta magr nuqsaan zaroor milta hai.jald baazi se avoid kr k aur thanday dimaagh se forex ka kaam krengy to kamyabi milay gi
                          Lehaza ye kehna ghalat nai hoga keh ager ham forex main patience say work karain gay to hamain kamyabi he hasil hoti hay. Laikin hamain apny patience ko susti say mansoob nai karna chahiye, aur jab analysis kar lain to phir hamara kam banta hay keh ham time zaia nai karain aur fori trade main enter ho jayain aur jo hamain signal mil jaye usko fori avail karty hiye trading order place kar lain ta keh effectively ham trading say earning ko possible bana sakain.
                          Thankxxx...
                          • #43 Collapse

                            Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

                            g han dear main aap ki baat se mutfiq hon Forex trading main jald bazzi ka natija hamesha loss hi hota hai ku k ye ek esa business hai jis main ham jitna patience se work karen ge utna hi hamara faida hota hai is main hamara profit hamare Good knowledge and experience par depends hota hai agar ham experience use karte ki bajye short methods ko trading business main use karen to ham is main just loss hi hasil karen ge ku k trading main just skills and experience hi ap ki kamyaabi hai agar aap jaldbazzi se ya koi short term se profit hasil karna chahte hai to wo gambling ho sakta hai trading nahi so hamesha try karen k aap apna wakt trading ko sekehne main lage demo ko daily bases par trade karne k liye use karen our apni mistakes se experience hasil karen jald bazi main our emotions main trade na karen ye aap k liye nuksan de ho sakti hai :)
                            Ayisha Cutey's Trading Journal
                            https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                            • #44 Collapse

                              Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

                              Jahangir Forex member bilkul theek Kaha aapane Hamen Forex Mein trade Lagate Hue kabhi bhi jaldbaji nahin Karni chahie Hamesha Hamen trade Lagate Hue market ke analysis Karni chahie aur acchi Tarah Se analysis karne ke bad market Mein indicators ke movement ko Dekhte Hue signals ko Dekhte Hue aur Har Ek chij Ko focus karte hue Hamen trade Lagani chahie aur Hamesha Hamen take profit ko focus karna chahie Agar Hamari TP Hit Ho Jaati Hai To Hamen bahut Achcha profit Milta hai isliye Hamen take profit Kuchh Jarur laga lena chahie Aur stop-loss Bhi Lagana chahie gram gold ki trading kar rahe hain to stop loss na lagaen Milke sirf aur sirf take profit hi Lagana Tha ke Kacche earning course ho sake aur agar aap jaldbazi Mein Koi trade Laga Lete Hain to uski TP Jarur set karne aur mostly Jaldbazi Mein Lagai Gai trade Hamesha loss Mein jaati hai aur bahut Zda Lost deti hai jisse aapka account wash ho sakta hai isliye Hamen chahie ki Hamesha Soch Samajh Ke market ko analysis kr k trade lgain ta k acha proft earn ho sky
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

                                memberd koi bhi dunya ka karobar ho ya koi kaam ho jb gakk osko proper tareeqay se na kiga jaaye woh kaam kabhi bhi darust nahi ho sakta .hum log yahan forex pe kaam krtay hain to hum forex ko discuss krty hain.forex mein bhi kam ko proper krna bohat zaroori hai aur jo member jald baazi krta hay woh hamesha nuqsan mein jata hay.pak forum pe kaam krfay buway agar hum jald baazi ka muzahira krengay to os mein hum ko yeh nuqsan hoga k hum na to acha knowledge hasil kr sakengy aur na he hum achi posting kr sakengay.forex trading mein agr jaldi krengy to phir trade lagatay waqt na to proper time pe entry le sktay hain aur na he proper time pe hum exit le sakengay phir oska nateeja yehi niklay ga k hamein trading mein bhi loss he hoga.jald baazi mein hum koi bhi decision letay hain to woh hamari favour mein nahi hota aur hamesha woh hamary khilaaf jata hai.es leye hamein chahye k hum forex ka kaam krnay mein jaldi kabhi bhi na krein aur hamesha soch samjh kr trading ka faisla kiyya krein takay hum ko nuqsan na ho.hum log aksar profit hasil krnay ke leye trading mein jald baazi krtay hain shukriya.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X