jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

    forex mai jis na bi jaldbazi ki wo nuksan mai raha is lia huma forex mai jaldbazi nahi karni chaya kiun ka forex mai jis na bi jaldbazi ki wo loss hi othata hai jaldbazi kisi bi kam mai ki jaya tu wo kam kahrab ho sakta hai is lia huma easily kam karna chaya soch samaj kar kam karna chaya ta ka huma loss na ho forex mai jaldbazi karna bohot hi nuksan dy hai kiun ka hum log jaldbazi tub karta hain jub hamara mind mai serf or serf profit hota hai ya nahi maloom hota ha ka agr khalat trade open ho gai tu loss ka samna karna par sakta hai is lia jaldbazi sy bachain or soch samaj kar aram sy ka karain agr jaldbazi ki tu kabi bi acchi kamai nahi kar sakain gain kahs tor pr jub loss ho jata hai tu hum log tub loss ko recover karna ka lia jaldbazi karta hain or socha samaja bina trade ko laga data hain jis ka nuskan ya hota hai ka hum log nuskan ka samna karta hain or huma acchi earning nahi hoti or aksar tu account wash kar data hain is lia hamain is mai mahant karni chaya ta ka hum log aram sy sakon sy trade karain or jaldbazi sy baz rahin ta ka earning acchi ho forex ka business mai jaldbazi nahi chalti kun ka ya mushkal business hai is ko soch samaj ka bina nahi kia jata hai jaldbazi hum tub karta hain jub hum cahta hain ka loss hamara jaldi sy recover ho jaya or hum log kamyab ho sakain is lia hum jaldbazi ka sahara lata hain ya nahi samjahta ka ya hamara lia nuksan dy hai is lia huma is mai soch samaj kar trade karni chaya ta ka hum log is sy fyda hasil kar sakain jaldbazi mai hamesha hum log khalat faisla karta hain chaya koi bi place ho jaldbazi na karain warna loss ka chances zyada hon gain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

      hamy jald baze ko katme kar ky kam karna ho ga pher he hum kam kar ky ache earning hasoal kar saky gy hum is mai live kam kar sakty hain hum is mai investment be kar skaty hain hum is mai agar jald baze mai aa kar kam karty hain to hamara loss ho jata hain hamy jald baze o katme kar ky kam karna ho ga pher he hum kam kar ky acha bonus hasal kar saky gy hum is mai live trade be laga sakty hain hum is mai aagar greedy ban ky kam karty hain to harma loss hain hamy market mai is ky up or down movement ko samj kar is mai kam karna o ga pher he hum kam kar ky earning kar saky gy hum is mai agar tuak systms sy kam karty hain to harma loss hain hamy market mai mahnet arne o ge or hamy market ky trend ky mtabik kam karna ho ga hum is mai din mai aik limit ky mitbaik kam kar sakty hain over limit hum kam nahi kar sakty forex aik wasee business hain jald baze mai kam karny sy hum kam ky doiran koi na koi mistake kar dety hain hamy mistakes ko katem kar ky kam karn chaye poher he hum kam kar kya cha bonus kama saky gy hum is mai agar greedy ban ky kam karty hain to harma lossh ain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain yai aik legal or kabe be band na hony wala business hain yai aik international or unique business hain
      • #18 Collapse

        Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

        Yes forex ma jald bazi sy hamesa nuksan he hota hai. Jo trader jaldi jaldi trade kar k rich hona chahty hain wo apna account he es jaldi ma wash kara bethty hain. So trader ko hamesa soch samaj kar or ik he trade open karni chahe tb he wo kamyab hota hai. Forex trading ma jaldi karny wala khud account wash karny ki dawat deta hai. Es post ma ham ye dakhyn k ham kin steps ko use kar k achi trades ko open karny ma help ley sakty hain.

        Market analysis. Forex trading ma trader ko market analyze karny ma jaldi ni karni chahe balky pehle achi tarha apna experience use kar k market ko analyze kar k trade mo open karna chahe. Agr trader ko market choppy state ma lag rahi ho to es time usko market ma entery ni karni chahe. Trader ko ik trade acha profit dey sakti hai or ik he trade uska account b wash kar sakti hai.

        Avoid over trading. Forex trading ma trader ko hamesa over trading sy bachna chahe. Ik time ma ik he trade k open karny ko prefer karna chahe. Eska benefit ye hota hai k trader ka account safe rehta hai. Zayada trades ko open karny sy trader k account ka margin zayada consume ho jata hai or eska account wash hony ki rah hamwar ho jati hai.

        Always trader with big capital. Kuch trader asy hoty hain jo small trade sy trade open karty hain or rich hony ki khosis karty rehty hain unka account foran he wash ho jata hai. Jo trader pehle big capital ko jama karta hai or es k bad trade karny k lae in hota hai to usko loss ho b jae to wo recover karny k kabil hota hai. Capital large ho ga to trader ko ik trade k elawa or b trades open karny ka moka melta hai to en mazeed trades sy apna loss ko recover kar leta hai. Forex trading ma small profit ko pany ki khosis karny wala long run market ma reh sakta hai or usko esk benefits b hoty hain ik to uska account safe rehta hai or dosra usko kuch na kuch profit b hasil ho jata hai.
        • #19 Collapse

          Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

          Assalamu alaikum dear friends bilkul shi kaha ai k forex k platform par agar hum jaldbazi se kaam lety hain tou is tarhan humen nuqsan ho sakta hai jald bazi ka nateeja sirf aur sirf loss hota hai is liye humen chahiye k hum forex par kabhi bhi jald bazi na keren blky apny account par continue trade ko ahista ahista aur sabar aur tahamul se keren taa k humen is mein benefit ho agar hum trade mein jald bazi keren gy tou hum kabhi bhi kamyab trade nahi laga sakty aur na he hum is mein aik acha decision ly sakty hain humen yahan par jald bazi ko khatam kerna ho ga yahan par apny emotions ko control ker k work kerna ho ga kuen k ye sab cheezen humary emotions se he link kerti hain aik acha trader humesha apny emotions ko control mein rakh ker he trade ko shuru kerta hai
          humen emotions ko aik side par rakh ker forex mein kaama kerna chahiye humen is mein greed se bach ker kaam kern ho ga tab he hum is mein success hasil ker sakty hain is mein agar hum sabar aur tahamul se kaam keren gy tou ye humary liye behtar sabit ho sakta hai humen yahan par mehnat aur lagan se kaam kerna chahiye is mein jab market ki moment up ho tou humen is mein buy ki trade ko lagana chahiye aur jab is mein market ki moment down ho tou humen is mein sell ki trade ko lagana chahiye is mein jo trader jitni mehnat kerta hai us ko utna he faida hasil hota hai agar hum trade mein galata order ko place ker dety hain yani galat trad open ker dety hain tou is se humen loss ho ga
          • #20 Collapse

            Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

            Salam dear membersji aapane hamare sath bahut achcha topic discuss Kiya hai ji member aapane bahut informatics topic discuss Kiya ji bilkul jaldbaji ka anjam nuksan hota hai jitna jyada Ham jaldbaji karte Hain utna hi I'm apne businessman nakam hote hain isliye aapko kabhi bhi jaldbaji nahin karni chahie agar aap jaldbaji se kam karte Hain to aap apne business mein kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar sakte isliye aapko kabhi bhi jaldbaji se Kam nahin karna chahie hamesha soch samajh ke kam karna chahie tha ki aapas mein kamyab ho sake isliye aapko chahie ke hamesha soch samajh ke kam Karen apne business mein kabhi bhi jaldbazi Na Karen .

            jab aap kis chij mein jaldi karte hain jaldbaji karne ki koshish karte Hain to aap usmein kabhi bhi kam jawab nahin ho sakte isliye aapko kabhi bhi jaldbaji nahin karni chahie hamesha soch samajh ke kam karna chahie tabhi aapas mein kamyab ho sakte hain isliye jaldbaji Karne wale kabhi bhi kamyabi hasil nahin karte isliye aapko kabhi bhi jaldi se Kam nahin karna chahie hamesha proper soch samajh ke kam karna chahie tabhi aap ismein kamyabi hasil kar sakte hain jaldbaji Karne wale kabhi bhi kamyabi hasil nahin karte .
            • #21 Collapse

              Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

              g bilkul forex trading kay bussiness mai jaldbazi se ap ko loss he hota hain, forex mai overtrading uss waqat ap krtay hain jb ap lalaach mai a kar jaldi jaldi buying aur selling strat kr dytay hain. ya phir ap ko jb loss hota hai tu ap market ko defeat krnay kay chakar mai jald bazi mai trading krtay hain jis se ap ko loss ho jata hai.
              • #22 Collapse

                Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

                Assalam o Alaikum dear forex members forex forum pr post ya trade krny k liye jaldbazi nhi krni chahiye hy jb hm is forum pr post krty hn tu hmain aik bt ka khayal rkhna chahiye jo cheez likh kr hm share kr rhy hn wo autgentic aur information pr mubni ho jis ko parh k junior k knowledge me izafa ho aur senior members ki bhi confusion dor ho aur wo achy tareeky se post kr skain .
                Jb hm trade krty hn us time hmain jaldbazi nhi krni chahiye trend ko daikhty hue trade open aur close best time k mutabik krni chahiye aur is se earning bhi achi khasi ho jati jo hmari happy life k liye zrori hy jaldi ka km sheetan ka km hota hy is liye soch samajh kr trade krni chahiye shukriya.
                • #23 Collapse

                  Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

                  Yes dear aapane bilkul theek Kaha Hai Jab aap Forex trading Mein jaldbaji Me Koi decision Lete Hain To usmein aap ko bahut jyada nuksan hone ke chance hote hain isliye Jab aap Forex trading market Mein inter ho rahe hote hain to usse pahle aapko acchi Tarah Soch Samajh Ke decision Lena chahie aur trading se related jitne bhi important factors aur tools hote hain unko completely attentively focus Karke Uske bad hi trade ko open aur close karna chahie no doubt maximum members trade ko open Karte aur cross karte hue jaldbaji Kahate Hain Jiski vajah se unko bahut jyada problem hote hain aur unko nuksan ho jata hai.

                  Agar aap trading karte hue jaldbazi Nahin Karenge aur Soch Samajh Kar Achcha decision Lenge To Aisi situation main aapke liye bahut jyada advantages ho sakte hain aur aapki trading aapke liye profitable ho sakti hai Kyunki Jab aap Soch samajh Le trading karte hain aur aur Forex trading Mein according to your analysis kam Karte Hain To Aisi situation Mein Aapki trading aapke liye profitable ho sakti hai aur aapko bahut jyada advantages ho sakte hain aapko Puri koshish Karni chahie per Jab aap Forex trading Mein entry Lete Hain To Aisi situation main aapko se pahle pre-planning kar leni chahie.


                  Forex trading me jab aap apni Koi trade close Kahate Hain To Aisi situation main bhi aapko Hamesha Soch Samajh Kar apni trade close Karni chahie aur complete analysis karne chahie agar aap gendbazi karte Hui apni trade close kar dete Hain To aapko bahut jyada nuksan ho sakta hai aur aap apni profit ko minimise kar sakte hain isliye aapko Koshish Karna chahie ki Forex trading Mein Hamesha Soch Samajh Kar Hi apni trade ko close Karen.
                  • #24 Collapse

                    Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: AbbasAlamdar پيغام ديکھيے
                    jaldi kaam karny ka hmesha aek nuksaan hota hai. hamein kabhi bhi apna koi bhi kaam jaldbaazi mein nahi karna chaiye. agr ham jaldbaazi mein koi bhi kaa karty hain tou hamein nuksaan uthan parta hai. agr ham kisi bhi kisam k nuksaan se abchna chty hain aur ham chty hain k hamein faida ho tou hamein kisi bhi trhan ki jaldbaazi nahi karni chaiye jalzbaazi mein kia hua koi bhi kaam kbhi bhi theek ni hta. hamein khud ko relax rkh k apny mind ko cool rkh k har kaam karna chaiye ta k ham jo kaam bhi kar ry hain wo sae se ho . aur hamein us kaam se faida bhi ho.
                    hamein kaam krty waqt kisi bhi qisam ka laalach nahi karna chaiye.hamein forex mein kaam krty waqt market k trend ko deikh k trade lgani chaiye. ta k hamein nuksaan na hojae. hamein kbhi bhi market k trend k against trade nahi lgani chaiye wrna hamein loss ka smna karna pary ga. hmesha market ki movement k hisab se trade lgani chaiye agr ham is mein galti karty hain tou hamara account wash ho sakta hai.ar jb bhi market mein trade lgein tou is mein take rofit aur stop loss ka use laazmi krein. is se apko koi nuksaan nahi hoga.hamein is mein kaam karny se phly kuc time lga k market ko achy se samjhna chaiye. ta k ham is mein kaam kar k is se faida
                    utha saky.
                    G dear forex trading mai jald bazi mai hamesha nqsan daita hai tu ap nay ager forex mai kamyabi hasil karni hai tu ap ka kam hai kay ap es mai hamesha relex ho kay acha kam karain ap es mai kabhi jald baxi mai kam na karain kiyu kay jald baxi mai sirf muqsan ho jata hai tu ap ka kam hai kay ap es mai aik tu mahnet kay sath acha kam kar saktye hai tu mahnet kartye hai tu es mai time lagta hai kay ap es mai usi hisab say kamyab hun gaye jis hisab say ap es mai jitni zayda learning mai kam kartye hai tu ap es mai kabhi koi bhi kam jald bazi mai na kiya karain ap ed mai jald bazi kartye howye hamesha he nuqsan mai par jatye hai jis kay bad ap kaliye es mai kabhi asani nhi hotye hai tu acha kam karna hai tu aik tu ap nay es mai mahnet kay sath kam karna hota hai aur dusra ap es mai jaldbazzi say bach kay kma kartye hai tu ap ka kam kafi acha ho jata hai tu mahnet kay sath sath ap es mai acha readout work kartye hai tu ap kaliye kafi asniya ban jati hai aur ap es mai acha kam kartye howye kamyab ho jatye hai tu jald bazi mai kam karna tu ap kaliye kabhi kamyabi nhi daita hai ap kay kam mai masla he masla chalta hai tu ap nay acha kam karna hai tu ap es mai usi hisab say achi mahnet pay kam karain aur ap es mai dil laga kay acha kam kartye hai tu ap kamyab he kamyab hai aur ap es mai acha kam nhi kar patye hai tu ap kabhi es mai kamyab nhi ho patye hai aur na he ap ka kam es mai kamyabi daita hai tu asniya bana kay kam karna hai tu ap es mai jald bazi mai kam na karain ap es mai achi tarha daikh kay aram kay sath kam karain
                    $$$ Never Give Up $$$
                    • #25 Collapse

                      Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

                      ji han bilkul Jo log trading mein jaldbazi karte Hain vah kamyabi Ki vajah se apna trade loss mein close kar lete hain aur unko loss ho jata hai isliye aapko trading mein kam karte hue hamesha apne emotions per control karke apni trading karne chahie aur soch samajh ke trade mein inter hona chahie jitna jyada aap trading mein kamyabi ke sath work karenge utna hi aap achcha trade kar sakenge aur achcha experience hasil karne ke kabil bana sakenge aapki trading mein mehnat aur acchi Anand aapko ek achcha profit deti hai jisse aap apni trading karke aap jyada se jyada achcha trade karne ke kabil banaa sakte hain aap ki mehnat aur jyada se jyada achcha trade work aapko ek achcha experience deta hai jisse aap kamyabi ke sath aap apni trading karne ke kabil banaa sakte hain aapko chahie ke dil se kam Karen mehnat Karen jis aap acchi working karke apne trading ko Kamyab bana sake.

                      aapki acchi planning aur soch samajh ke trade mein entry aapke liye faydemand hoti hai itna jyada aapka market analysis achcha hoga utna hi aap aasani ke sath apni trading karke aap acchi working kar sakenge aur achcha experience hasil karne ke kabil Ban sakenge aapki jyada se jyada mehnat aapko ek acchi karne ka mauka deti hai isliye dil se kam Karen mehnat Karen jisse aap kamyabi ke sath apna trade karne ke kabil Ban sakte hain
                      🌼 Never Give Up 🌼
                      • #26 Collapse

                        Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

                        Forex dunya ka sb sy bara business hai jis main kamyabi k liye zaruri hai keh is main sabar sy kam liya jaye Forex main jaldi bazi karny waly log hamesha nakaam hi hoty hain. ziyada tar log Forex main greed, jald bazi ki wja sy loss karty hain aur wo fail ho jaty hai. Forex aik profitable aur risky business bhi hai. Forex main kamyabi k liye money management aur sabar karna zaruri hai. Forex main humain kisi bhi pair per trade leny sy pehly market ka achi tarah analysis karna chahye. aur phir achi trade ka wait karna chahye. loss karny sy behtar hai keh insan wait kar ly..Bahut sy traders sy wait nhi hota hai aur wo trade leny main jald bazi sy kam lety hain jis ki wja sy un ko loss hota hai aur wo Forex main fail ho jaty hain. New traders ko chahye keh sb sy pehly wo Forex ki basics ko achi tarah learn krain aur demo account per practice krain. trade open karty huwe normal lot size use krain,,stop loss aur take profit ka use krain. Forex main sabar aur money management bahut zaruri hain kamyabi k liye. aisy log jin k pas khas trading skills nhi hain lakin agar wo sabar sy kam lety hain wo phir bhi Forex sy acha profit earn kar lety hain.. aur aisy log jin k pas achy trading skills hain aur wo sabar nhi karty hain un ka kamyab hona mushkil ho jata hai..Forex main sabar bahut zaruri hai kamyabi k liye.
                        • #27 Collapse

                          Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

                          Forex ko agar humne join kiya hai to hamen Forex mein jaldbazi ke sath kabhi Kam nahin karna chahie kyunki Jo log jaldbazi ke sath Forex mein kam karte Hain vah kabhi bhi kamyabi hasil nahin kar sakte hamen hamesha Forex mein soch samajh Kar mehnat aur learning ke sath kam karna hoga kabhi bhi jaldbazi mein aakar trading nahin karni hogi agar hamare pass trading ke related information nahin hai acha experience or knowledge nahin hai to mein kabhi bhi khud se trading nahin karni chahie hamesha apne senior members ko follow karte hue Forex trading karni chahie ek expert trader hamesha apne senior members ki ko follow karte hue hi trading karta hai kyunki agar hamare pass knowledge nahin hai to hamen demo account per practis karne chahie kyunki demo counter per practis karne se Ham expert raider Ban sakte hain hamen Forex mein kamyabi hasil tabhi ho sakti hai jab Ham apne analysis ko strong banayenge analysis 2 tarik hote hain fundamental analysis and technical analysis agar Ham yah 2 analysis ka use karke trading karte hain aur market ki movement ko samajhte hue trade open karte Hain to Ham acche aur successful trader Ban sakte hain isliye hamen hamesha Forex mein manata learning ke sath kam karna hoga kabhi bhi give up nahin karna hoga jo log ki baat karte hain mehnat learning ko improve nahin karte ho kabhi bhi Forex mein kamyabi hasil nahin kar sakte isiliye hamen chahie ki hamesha mehnat ke sath apna Kam Karen apna Kam ek responsibility samajh Kar Karen Jo log mehnat nahin karte vah kabhi bhi Forex mein kamyabi ko possible nahin banaa sakte Forex trading ek bahut hi achcha online business hai jismein mehnat ke sath aur learning ko improve karte hue log hi kamyab ho sakte hain
                          • #28 Collapse

                            Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

                            Ji han aapane bilkul theek kaha hai ki Forex Trading ki market Mein jaldbaji ka nuksan less Hota Hai Jo traitors Apne work Mein jaldbaji karte hain vah traders Kabhi Bhi Apne work ko acche tarike se nahin kar paate aur na hi acchi kamyabi Hasil kar paate Hain balki unhen acche work Mein Hamesha na Kami ka Samna karna padta hai traders abhi reading ki market ko learn kar rahe ho to use Waqt unhen Kisi Kisi Ki jaldbaji Nahin Karni chahie Kyunki Agarwal Market ki learning Mein Hi jaldbaji kar denge Tu Is Tarah Se vah Kabhi Bhi market ka Achcha knowledge Hasil nahin kar Payenge aur na hi usko acchi Tarah se analysis kar Sakenge

                            Forex trading ki market Mein traders Jab Bhi posting start karen ya FIR trading start karen to use Waqt hone Apne mind ko acchi Tarah Se fresh Rakhna chahie Jab mind ko relax aur cool Ho use Waqt unhen market Mein Apna work start karna chahie Kyunki preferred reading ki market Mein work karne ki koi time hi Nahin Hoti ismein aap apna vah Kisi bhi waqt start kar sakte hain isliye Jab aap ki health aur aapka mind bilkul perfect ho to use Waqt hi aapko market Mein Apna work start karna chahie aap to market mein morning time Apna work start karna chahie Kyunki morning time aapka mind bahut jyada fresh hota hai is Waqt Aap Ko Kisi Ki Sham ki thakan yah tension aur pareshani Nahin Hoti pal ke aap bahut hi relax feel kar rahe hote hain to use Waqt Jab aap apna work start Karenge to aap market Mein Apne working quality ko bhi best banaa Payenge aur usmein acchi kamyabi bhi Hasil kar Sakenge

                            Market Mein Jab Bhi posting Karen ya FIR driving karen to use Waqt aapko jaldbaji Nahin Karni chahie Kyunki agar aap apni trading mein aur post Mein jald Baji Karenge to aapko sirf aur sirf nuksan Ka Samna hi karna padega Kyunki jaldbaji Shaitan ka kam hota hai Insan ko jaldbaji Nahin Karni chahie Kyunki jaldbaji karne wala Insan kabhi bhi acchi kamyabi Hasil nahin karta aur na hi vah apni life mein Aage badh jata hai
                            • #29 Collapse

                              Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

                              Assalamu Alaikum dear members. G bilkul ap na theak kaha k trading main kabhi b jalad bazi nahn krni chahay hamshan sakoon sa kaam krna chahay ap bus dil laga k kaam krain apna zeyada sa zeyada time spend krian khob mehnat krain hard work hamshan apko profit he daita hay lehaza khob mehnat krian kabhi b jald bazi na krain jald bazi ka hamshan nuksan he howa hay jald bazi na kabhi b kisi ko fahda nahn deya hay hamshan jald bazi nuksan daita hay har kaam ko sakoon sa krain step by step krain rules ko follow krain markeet analiysis ko samjhain soch samjh k trade lagain wo apko zaror profit da ga. agar ap ghalat concept sa trade krtay hain tu ya apko zaror nuksan da ga hamshan rules follow krain trade ko samjhain khob mehant krain r eska fahda utahin.

                              jald bazi ka hamshan nuksan he howa hay eslay humain soch samjh k trade lagani chahay jitna hamara sabar ho ga trade otna he apko fahda da ga . apny jazbat emotion ko esk beech na lain hamshan trading krtay waqat zehan sa soch samjh kr krni chahay jald bazi na krain r khob mehnat kr k profit hasil krian.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: jaiza: kia forex mein jaldbaazi ka nateeja nuksaan hota hai??

                                Forex trading ke Business mein kam karte hue Hamen Apne kam ko Hamesha Sabar aur aaram ke sath karna chahie Hamen Apne kam Mein Kabhi Bhi jald pass hi nahin Karni chahie Hamen Apne kam ko Hamesha Sabar ke sath karna chahie Agar Ham Apne kam Mein jald pass hi Karenge To Hamen Apne kam mein kabhi bhi achcha profit Nahin Mil Sakta jaldbaji se Agar Ham Apne kam ko Karenge To Ham Apne kam ko galat kar baithenge aur apne kam mein bahut bada nuksan kar baithenge isliye Hamen koshish Karni chahie ki Ham jaldbazi Ko avoid Karen aur apne kam ko Hamesha Sabar ke sath karne ki koshish karen because sapa ke sath Kiya Gaya kam Hamen Hamesha acchi kamyabi He Dil Bata hai

                                Hamen Apne kam ko Hamesha Soch Samajh Kar karna chahie Jab Ham Apne kam ko Soch samajhkar Karenge To Ham Apne kam ko battery kaise kar sakte hain aur apne kam ko acchi quality wala bana sakte hain Hamen Apne kam ko Hamesha acche experience ke sath karna chahie Hamen Apne kam ko Hamesha regular hokar karna chahie Kabhi Bhi Apne kam Mein laparvahi Nahin Karni chahie Apne daily ke target ko daily complete karna chahie Jab Ham market Mein trading kar rahe ho To Hamen Hamesha safar aur aaram ke sath trading Karni chahie Agar ham jaldbaji ke sath trading Karenge To Hamen apni trading mein bahut bada nuksan ho sakta hai Jisko Khabar kar raha Hamare liye bahut jyada Mushkil ho sakta hai isliye Agaram nuksan se buchna Chahte Hain To Hamen chahie ki Hamesha Sabar ke sath market Mein trading Karen aur apne emotional ko Hamesha control Mein rakhkar market Mein kam Karen Agar Ham Apne motion ko control Mein Nahin Rakhenge To Hamen Apne is business Mein Kabhi bhi kamyabi Nahin Mil sakti trading karne se pahle Hamen market ka analysis kar lena chahie market Ka analyses kiye bagair Ham kabhi bhi market Mein trading nahin kar sakte isliy Hamen sabse pahle market ka analysis karna chahie aur apne analysis ko Jyada Se Jyada best banane ki koshish Karni chahie Hamen Apne kam ko Hamesha proper planning ke sath karna chahie aur acchi learning ke sath karna chahie

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X