what is difference between Manual Trading & Robotic Trading ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: what is difference between Manual Trading & Robotic Trading ?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutey پيغام ديکھيے
    Assalam O Alaikum dear friends kese hain sab umeed karti hun k aap sab theek hon ge :)

    dear friends mara apne seniors se question hai k manual trading main our Robotic Trading main kia fark hai our in main se koun c Trading Type hamare liye best hai our Hma trading main robot ko kis tarha use kar sakte hai ? kia robotic trading hamare liye manual trading se best ho sakti hai ??
    Assalamu alaikum dear member aapane bahut important topic per hamare sath apna LIC share Kiya hai main bhi is baton per aapke sath apna knowledge share karta hun.

    Mannual Trading:

    ​ Aisi trading jismein trader khud trade analysis karta hai aur trade analysis per apni trade active krta ha.manual trading mein trater khud Hi sari trade analysis katta hai aur sometimes agar uska knowledge achcha hoga to vah kamyab dating karke kachha profit aaram kar leta hai lekin agar radhika achcha experience nahin hai aur vah kamyab trader nahin hai uska market can experience bhi nahin hai to uske liye bahut nuksan nahin hota hai isliye agar manual trading karni hai to uske liye aapko acchi practis hona bahut jaruri hai.

    Rebotic Trading:

    Robotic trading mein trader ki personal qualities ka trading per Koi impact nahin hota balke yah ek software hota hai jo Ham apne metatrader 4 ja5k andar attach karte hain aur uske andar kuchh information any kuchh command de dete hain jaise ki agar Ham usko kahenge jab bhi support resistance level breakout ho to vah buy and sell ki trade active karen to vah khud bahut hi report trade ko active kar deta hai aur is dauran Koi single pappi hamara ya nahin hota aur vah completely trade ko profit mein convert kar deta hai isliye reporting trading bahut acchi trading hoti hai.

    Rebotic trading ka sabse bada drawberg yahi hai ki yah news ke bare mein koi information nahin rakhta aur news ki vajah se hamesha yah galat rate active karke aapko Bada loss de sakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: what is difference between Manual Trading &amp; Robotic Trading ?

      Achi trading ke liye market ka acha analysis hamare liye bahut hi zaruri hai isliye forex trading se pahle hamein market ko achi tarah se analyse karna chahie aur forex market mein hamen apna zyada se zyada time invest karna chahie aur forex mein market ka fundamental and technical analysis karna chahie aur is tarah se forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning our achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex main hum loss se bhi bach sakte hain forex mein achi trading ke liye aur market ke ache analysis ke liye ache experience our knowledge ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex trading se pahle apne experience our knowledge ko increase karna chahie forex main jitna acha hamara experience our knowledge hoga forex main hum utna acha work aur achi trading kar sakte hain aur itna acha profit aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein apne experience our knowledge ko increase karne ke liye hamen daily basis par demo account ko use karna chahie aur zyada se zyada demo account per practice karni chahie forex mein hamen trading aur work ache confidence ke sath karni chahie ki our forex main achi kamyabi hasil karne ke liye ache confidence ka hona bahut hi zaruri hai aur forex trading money management ke sath karni chahie aur forex trading fresh our active mind ka sath karni chahie forex main trading sabar ke sath karni chahie jisse forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning our achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham loss se bhi bach sakte hain.
      • #33 Collapse

        Re: what is difference between Manual Trading &amp; Robotic Trading ?

        Agar Ham new trader Hai To Hamen chahie ke hamy euro usd currency Mein kam Karna chahey ya Ek famous currency Hai Hamen is Mein kam karne ka Achcha bonus Mil Jata Hai Hamen market ko acche se Samajh Kar kam karna hoga yai aik asa karobarhai jo ki puri Duniya Mein pahl chuka hai Ham is ko Apna life time carrier bhi bana sakte hain Kyunki yah kabhi bhi khatm na hone wala Ek International karobaar Hai ismein pairs aur currency Mein trading karte hain Hamen trading karne ke Har Ek asool Ko pura karke hi profit mil sakta hai agar Ham rules ke khilaf jakar trading Karenge To Hamen loss ke sawal Kuchh Bhi Hasil Nahin Hoga To Hamen nuksan ko khatm karna hoga Taki Ham Jis main Aage bar kar profit Kama sake Hamen is Ko acche se Samajh Kar ismein ek time table Banakar kam karna chahie es mai kafi mahnet aur lagan kay sath acha kam karna parta hai tabhi ja kay bad mai ap kay kam mai asani ban jati hai aur ap es mai acha kamkartye howye kamyab bhi ho jatye hain shukriya.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #34 Collapse

          Dear manual trading main woh trading hoti hai jis main ap kudh technical or fundamental analysis karty hain or kudh signal banaty hain or kudh ap trading main support or resistance find karty hain jis ki madad sy ap sahi sy apni trade sy eanring karty hain. Jab kay robot trading main ap ko kuch be nahi karna hota hai. Just ap nay robot ko on kar daina hota hai jis ki madad sy ap ko profit or loss robot ki madad sy hota hai. Es mai ap ko mehnat karny ki zarorat nahi hoti hai. Esleye ap koshish karain kay ap manual trading kar kay ap achi earning kar sakty hain.

          اب آن لائن

          Working...
          X